Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Jalwa baqadr-e- zarf-e-nazar dekhte rahe...... by JIGAR M.
Old
  (#1)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
Jalwa baqadr-e- zarf-e-nazar dekhte rahe...... by JIGAR M. - 14th August 2006, 07:26 PM

Jalwa baqadre zarfe nazar dekhte rahe
kya dekhte hum unko magar dekhte rahe

apna hi aks peshe nazar dekhte rahe
aaina rubaru tha jidhar dekhte rahe

unki hareeme naaz kahaaN aur hum kahaaN
naqsh-o-nigaar-e-parda-e-dar dekhte rahe

aisi bhi kuch firaaq ki raatein guzar gayiN
jaise unhi ko peshe nazar dekhte rahe

har lehzaa shaan-e-husn badalti rahi JIgar"
har aan hum jahaan-e digar dekhte rahe

***


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Re: Jalwa baqadr-e- zarf-e-nazar dekhte rahe...... by JIGAR M.
Old
  (#2)
nice_4m_heart
Mr Nice Guy
nice_4m_heart will become famous soon enoughnice_4m_heart will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Oct 2005
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 20
Re: Jalwa baqadr-e- zarf-e-nazar dekhte rahe...... by JIGAR M. - 27th September 2006, 11:16 PM

Quote:
Originally posted by dard_aashna
Jalwa baqadre zarfe nazar dekhte rahe
kya dekhte hum unko magar dekhte rahe

apna hi aks peshe nazar dekhte rahe
aaina rubaru tha jidhar dekhte rahe

unki hareeme naaz kahaaN aur hum kahaaN
naqsh-o-nigaar-e-parda-e-dar dekhte rahe

aisi bhi kuch firaaq ki raatein guzar gayiN
jaise unhi ko peshe nazar dekhte rahe

har lehzaa shaan-e-husn badalti rahi JIgar"
har aan hum jahaan-e digar dekhte rahe

***
Adaab,

Bhoot khub, ap ka andazay biaN.. bhoot aunda hay,
aur Aap mooday ko mukhtalif zaviye say dekh nay ki sakat rakhty hay.

lafz "hareeme naaz" ka matlab dariaft kar na chahoo ga,

aumeed kar ta hoo.. ap kay alla kalam say u he do char hoo ta rhahoo ga..


Mr Nice Guy

Na tha kuchch to KHuda tha, kuchch na hota to KHuda hota
duboya mujhko hone ne, na hota maiN to kya hota ?
(Mirza Ghalib)

Q Zia-Kar Bano, Sooday Faramosh Raho ?
Fiqray farda na karo, Mahy-e-ghamy-e-dosh raho

Naly Bul Bul K suno aur hamatan Gosh Raho
Hum-nawa may bhi koi gul ho k khamosh raho ?
(Sir Allama Iqbal)
  Send a message via Yahoo to nice_4m_heart Send a message via MSN to nice_4m_heart Send a message via Skype™ to nice_4m_heart 
Reply With Quote
Old
  (#3)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
15th October 2006, 05:44 PM

aasna ji ye humare sabse pasandeeda shayar hain.aur aapne inka jo kalaam share kiya hai wo v bada hi pyara hai.guzarish bas yahi rahegi ki aage v aap yunhi posts karti rahen.......................



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Naqsh-o-nigaar-e-parda-e-dar dekhte rahe Zakhmi_Dil Shayri-e-Ishq 2 10th August 2008 03:12 PM
Hairat se sare lafz ussay dekhte rahe silent-tears Shayri-e-Dard 3 2nd February 2008 02:43 PM
Hum uska muskuraana dekhte rahe... Parastaar Shayri-e-Dard 7 14th May 2004 07:34 AM
Hum Dekhte Rahe folkpoet80 Shayri-e-Dard 0 17th December 2003 02:46 AM
Ek Nazar Woh Hamein Dekhte.. sahilmehta111 Shayri-e-Dard 0 17th July 2003 01:33 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com