Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
LakeeroN se ab Utar Bhi Jaayega...!
Old
  (#1)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Exclamation LakeeroN se ab Utar Bhi Jaayega...! - 27th December 2009, 11:40 PM

आदाब.....

एक ताज़ा ग़ज़ल बहर-ए-रमाल मुसद्दस महजूफ मे आपकी नज़र कर रहा हूँ... जैसा लगे ज़ाहिर कर दीजियेगा...ज्यादा कहा नहीं जाता...

=======================
बहर:- रमाल मुसद्दस महजूफ (Faa-i -laa-tun Faa-i-laa -tun Faa-i-lun)(2122 2122 212 – In Digit)
========================

टूट कर रिश्ता बिखर भी जायेगा...
रोयेगा ये बस जिधर भी जायेगा...

खोखले चेहरे पे काज़िब सी हंसी ...
अब तो मुझसे ये जौहर भी जाएगा..

मिट न पायेंगे निशां ये होंठों से ...
रूप तेरा हाँ निखर भी जायेगा...

जब गली मे तेरी होगी रोशनी...
घर कोई तब जल इधर भी जायेगा

जिस्म को होने दो जल के राख अब...
फिर तड़पता ये जिगर भी जाएगा..

है अभी अहसास जीने का मुझे..
जल्द ही बन्दा गुज़र भी जाएगा...

और... !

था 'सिफर' तेरी हतेली की हिना ...
जो लकीरों से उतर भी जायेगा,...

=====================

कुनाल (सिफर) :- २८-१२-२००९

In Roman:-

Aadaab,

Ek taaza ghazal bahar-e-ramaal musaddas mahzuuf mai aapke nazar kar raha huN… jaisa lage zaahir kar dijiyega.. jyada kaha nahi jaata…

============================
Behar:- Ramaal musaddas mahzuuf(Faa-i -laa-tun Faa-i-laa -tun Faa-i-lun)(2122 2122 212 – In Digit)
============================

Toot kar rishta bikhar hi jaayega...
Royega ye bas jidhar bhi jaayega…

Khokhle Chehre pe kaazib* hansi fir..
Ab to mujhse ye jauhar bhi jaayega…

*Kaazib – jhoothi

Mit na paayenge nishaaN ye honthoN se..
Roop tera haaN nikhar bhi jaayega…

Jab gali mai teri hogi roshani…
Ghar koi tab, jal idhar bhi jaayega…

Jism ko hone do jal ke raakh ab…
Fir tadapta ye jigar bhi jayega…

Hai abhi ehsaas jeene ka mujhe…
Jald hi banda guzar bhi jayega,..

Aur…!

Tha ‘sifar’ teri hateli ki hinaa…
Jo lakeeroN se utar bhi jayega,,,…

=========================

Kunaal(Sifar) :- 28-12-2009

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..

Last edited by Mayank; 28th December 2009 at 05:48 PM..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Very Touchy
Old
  (#2)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile Very Touchy - 28th December 2009, 12:44 AM

Kunal ji ...har baar ki tarahaa is baar bhi aapka likha huaa dil ko chhu gaya. aur rahi baher ki aur sab ki baat to aap to jaanate hi hai ki hume yeh sab naa likhana aata hai naa hi samajh na aata hai .... haan aapse sikhate sikhate shaayad ek din sikh jaaun ....never know ...

par aapke ehsaas bahot hi achchhe dil ko chhoone waale rahe ... baher humaari samajh aaye na aaye ...par ehsaas hume shaayad achchhe se samajh aate hai ...

hum ek request kare aapko...?? aapko bahot baar padha hai aur hammesha hi aapke ehsaason ne dil mai jagahaa banaai hai ....par hume lagataa hai ki shaayad kaafi arasaa guzar gaya aapki kalam se likhe gaye khushiyon ke nagamon ko padhe huye .... kya aap apani is dost ki request maan ke jaldi hi koi khushi ka nagmaa likhenge ..??? hum chaahate hai ki aapke dard ne bahot dil ko chhu liya ... ab kyon na aapki likhi koi khushi hi dil ko chhu jaaye .....

yeh sirf humaari chaah hai ... zaroori nahi aapko achchha lage ....agar koi baat buri lagi ho to maaf kar dijiyega ..please.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.

------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.

  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#3)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
28th December 2009, 03:11 AM

Kunaal sahab bhut achi ghazal se nawaaza hai aapne, saare aashaar hi mashallah se achay hai.n khaas kar ke mujhay aapka maqta bhut pasnd aaya, daad hazir hai qubool farmaaiyega,

Tha ‘sifar’ teri hateli ki hinaa…
Jo lakeeroN se ab utar bhi jayega,,,…

bhut hi khoob.

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
28th December 2009, 03:13 AM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post

hum ek request kare aapko...?? aapko bahot baar padha hai aur hammesha hi aapke ehsaason ne dil mai jagahaa banaai hai ....par hume lagataa hai ki shaayad kaafi arasaa guzar gaya aapki kalam se likhe gaye khushiyon ke nagamon ko padhe huye .... kya aap apani is dost ki request maan ke jaldi hi koi khushi ka nagmaa likhenge ..??? hum chaahate hai ki aapke dard ne bahot dil ko chhu liya ... ab kyon na aapki likhi koi khushi hi dil ko chhu jaaye .....
,
.

Lo bhayee ab to gudia ki baat rakh hi lo
nahi to Ambe ma ke hatho khair nahi tumhari

  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#5)

28th December 2009, 03:17 AM

Ek aur baat .........

is ghazal se yakeen ho gaya hai .

ab aag tumhari . bahut paak ho gayee hia... jitni jalegi sirf ulaja degi jalayegi nahi

ab mohabbat ishq tak pahucnh gayee hai bhayee
khush ho jao...............
is aag mai paka lo jitni chahe ghazle
bahut swaad banti hai maine chakhi hain
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
28th December 2009, 09:43 AM

Kunaal Ji...Aadaab !

" Yeh aisi aag hai jisme dhunaa nahi miltaa..... "

bahut khub rahi aapki yeh peshkash bhi......hamesha ki taraha.........sabhi ashaar apne dard ki daansta khud hi bayaan kar rahe hai........padhkar acha hi nahi laga......balki gehraai tak utar gaye....har sher taarif ke kabil hai.........yuhi likhte rahiye....

+++reps

tahe dil se daad hazir hai........kabul ki jiye.....

khush rahiye...
apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
28th December 2009, 09:50 AM

Tha ‘sifar’ teri hateli ki hinaa…
Jo lakeeroN se ab utar bhi jayega,,,…

Kunaal Bhai,

Kia ghazab dhaaya hai janab....

Maqta boht hi zaberdast likha hai,,,,
I like it a lot.....

Regardz,,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
28th December 2009, 06:14 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Kunal ji ...har baar ki tarahaa is baar bhi aapka likha huaa dil ko chhu gaya. aur rahi baher ki aur sab ki baat to aap to jaanate hi hai ki hume yeh sab naa likhana aata hai naa hi samajh na aata hai .... haan aapse sikhate sikhate shaayad ek din sikh jaaun ....never know ...

par aapke ehsaas bahot hi achchhe dil ko chhoone waale rahe ... baher humaari samajh aaye na aaye ...par ehsaas hume shaayad achchhe se samajh aate hai ...

hum ek request kare aapko...?? aapko bahot baar padha hai aur hammesha hi aapke ehsaason ne dil mai jagahaa banaai hai ....par hume lagataa hai ki shaayad kaafi arasaa guzar gaya aapki kalam se likhe gaye khushiyon ke nagamon ko padhe huye .... kya aap apani is dost ki request maan ke jaldi hi koi khushi ka nagmaa likhenge ..??? hum chaahate hai ki aapke dard ne bahot dil ko chhu liya ... ab kyon na aapki likhi koi khushi hi dil ko chhu jaaye .....

yeh sirf humaari chaah hai ... zaroori nahi aapko achchha lage ....agar koi baat buri lagi ho to maaf kar dijiyega ..please.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.
Gudiya ...

Mujhe khushi hai tumhe mera likha har baar pasand aata hai ... aur main shukraguzaar bhi huN iska... rahi baat behr ki to main abhi iska B bhi nahi jaanta .. bas koshish zaari hai...

rahi baat ishq pe likhne ki ... tau maiN banawti kabhi likh nahi paaya .. khuda se dua rahegi ki main jald hi kuch accha likhuN.. ab ye jald kab aayega.. ye maiN nahi keh sakta...

tum aayi tumhara shukraguzaar huN mai...

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#9)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
28th December 2009, 07:00 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
आदाब.....

एक ताज़ा ग़ज़ल बहर-ए-रमाल मुसद्दस महजूफ मे आपकी नज़र कर रहा हूँ... जैसा लगे ज़ाहिर कर दीजियेगा...ज्यादा कहा नहीं जाता...

=======================
बहर:- रमाल मुसद्दस महजूफ (Faa-i -laa-tun Faa-i-laa -tun Faa-i-lun)(2122 2122 212 – In Digit)
========================

टूट कर रिश्ता बिखर भी जायेगा...
रोयेगा ये बस जिधर भी जायेगा...

खोखले चेहरे पे काज़िब सी हंसी ...
अब तो मुझसे ये जौहर भी जाएगा..

मिट न पायेंगे निशां ये होंठों से ...
रूप तेरा हाँ निखर भी जायेगा...

जब गली मे तेरी होगी रोशनी...
घर कोई तब जल इधर भी जायेगा

जिस्म को होने दो जल के राख अब...
फिर तड़पता ये जिगर भी जाएगा..

है अभी अहसास जीने का मुझे..
जल्द ही बन्दा गुज़र भी जाएगा...

और... !

था 'सिफर' तेरी हतेली की हिना ...
जो लकीरों से उतर भी जायेगा,...

=====================

कुनाल (सिफर) :- २८-१२-२००९

In Roman:-

Aadaab,

Ek taaza ghazal bahar-e-ramaal musaddas mahzuuf mai aapke nazar kar raha huN… jaisa lage zaahir kar dijiyega.. jyada kaha nahi jaata…

============================
Behar:- Ramaal musaddas mahzuuf(Faa-i -laa-tun Faa-i-laa -tun Faa-i-lun)(2122 2122 212 – In Digit)
============================

Toot kar rishta bikhar hi jaayega...
Royega ye bas jidhar bhi jaayega…

Khokhle Chehre pe kaazib* hansi fir..
Ab to mujhse ye jauhar bhi jaayega…

*Kaazib – jhoothi

Mit na paayenge nishaaN ye honthoN se..
Roop tera haaN nikhar bhi jaayega…

Jab gali mai teri hogi roshani…
Ghar koi tab, jal idhar bhi jaayega…

Jism ko hone do jal ke raakh ab…
Fir tadapta ye jigar bhi jayega…

Hai abhi ehsaas jeene ka mujhe…
Jald hi banda guzar bhi jayega,..

Aur…!

Tha ‘sifar’ teri hateli ki hinaa…
Jo lakeeroN se utar bhi jayega,,,…

=========================

Kunaal(Sifar) :- 28-12-2009

Behad Khoob Kunaal. Har sher mein bunawat aur barikiyat ka pura khayaal rakha hai tumne. Muqammal si rachna hai yeh..pur asar, yunhi likhte raho bhai..kuch aur dhaage jod raha hoon

hai guzarish ki na aane mere janaaze pe
tumhe rota hua kya dekha bhi jaayega

tumhara apnaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#10)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 28th December 2009, 07:42 PM

awsome.................. very very touchy......i m speechless...... keep up the good work....khush rahiye....

rep++++++++++++++++++++++++++....

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#11)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 28th December 2009, 08:07 PM

Khokhle Chehre pe kaazib* hansi fir..
Ab to mujhse ye jauhar bhi jaayega

kunaal jii...aadaab...

bahut hi badhiya ghazal kahi hai aapne....har sheyr dil ko chhu gaya...aur yeh uppar wala to bahut hi umda laga...
baat dard ki hai lekin phir bhi maza aa gaya padh kar.....daad haazir hai...qubuul farmaayeN....

Khush raheN....
ijaazat,

Khuda hafiz,
vikram...

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#12)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
29th December 2009, 02:10 AM

Kunal jii,

Kaise hain aap?bahut khoob likha aapne ....

shayad mere pass lafaz nahi hain beyaan karne ke liye

likhte rahye

aur khush rahye

duaon ke saath
mandeep

~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
29th December 2009, 10:29 AM

Ghazal post hotey hi padh liya tha maine,aur yakeen na hua ke kunaal ji ki ghazal me aysi ghaltiyan kaisey mumkin hai, socha tha ke aapko pm karungi,..aaj dubaara padha tou corrections hogayi haiN..

Ghazal behad acchi lagi mujhe,.. aapka apna andaaz hai ....

yuhi likhtey rahiye

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#14)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
29th December 2009, 07:32 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Kunaal sahab bhut achi ghazal se nawaaza hai aapne, saare aashaar hi mashallah se achay hai.n khaas kar ke mujhay aapka maqta bhut pasnd aaya, daad hazir hai qubool farmaaiyega,

Tha ‘sifar’ teri hateli ki hinaa…
Jo lakeeroN se ab utar bhi jayega,,,…

bhut hi khoob.

aslam
Aslam jee...

Aapka shukraguzaar hun .. khaak bande ke aashiyaane main tashreef laane ke liye... aapko ghazal pasand aayi main manmoon hooN aapka...

Khyaal rakhiye apna

kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#15)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
29th December 2009, 09:01 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
Lo bhayee ab to gudia ki baat rakh hi lo
nahi to Ambe ma ke hatho khair nahi tumhari

Apni to khair waise bhi nahi hai.. ambe maa tab bhi naaraaz hi hai ,,,, baaki uski baat ka jawaab to de hi diya hai maie..

Sifar

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#16)
amit7600
Registered User
amit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really nice
 
Offline
Posts: 484
Join Date: Oct 2009
Location: Kolkata-City of Joy
Rep Power: 19
30th December 2009, 12:36 AM

sahi hai...bada 'paak' likh rahe hai aajkal......
dard sabme hai....aapke shbad sabka dard smajhte hai...aisa lagta hai
aapka

amit

PS:aur, 'khair' aise nahi hai...to cheen lo janab.....aapko haq hai....

amit7600
Aandhiya Gam Ki Chalegi To Sawar Jaoonga Me
Mai To Dariya Hu Samoondar Me Utar Jaaonga Me
Mujhe Suli Pe Chadane Ki Jaroorat Kya Hai Logo
Mere Haato Se Kalam Cheen Lo Yuhi Mar Jaoonga Me

(When i received You in my heart everything changed for me)
  Send a message via Yahoo to amit7600  
Reply With Quote
hehehhehe .....
Old
  (#17)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Talking hehehhehe ..... - 30th December 2009, 11:03 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
Lo bhayee ab to gudia ki baat rakh hi lo
nahi to Ambe ma ke hatho khair nahi tumhari

Kya Dost ji aap bhi ...Bhagwaan ji ko kyon taqleef deni ...itani chhoti si baat ke liye .?? Kunal ji ki agar khair nahi rakhani hume to woh kaam karane ke liye ..hum to bahot door hai unase .... waise hum bhi kar sakate hai unaki daant laga ke yaa unase rooth ke par problem yeh hai ki naa hi ...mujhe kisi ko daant na aata hai naa hi rooth na ...

par if i cant do it ...kya ho gaya ...aap to hai na Dost ji ... hehehhehe Bhagwaan ji ko aur bahot kaam hai ..... to aap hi humaari taraf se Kunal ji ki daant laga lijiyega .. aur unake wahaan jaake kuchh din unahe tang kar lijiyega ...unke saath raheke .. unaki kalam chhin lijiyega ....unaki khair waise bhi nahi rahegi ...

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.

------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.

  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Nazar Kamzor ho gayi hai ......aapki ....hahahhahha
Old
  (#18)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Talking Nazar Kamzor ho gayi hai ......aapki ....hahahhahha - 30th December 2009, 11:24 AM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
Gudiya ...

Mujhe khushi hai tumhe mera likha har baar pasand aata hai ... aur main shukraguzaar bhi huN iska... rahi baat behr ki to main abhi iska B bhi nahi jaanta .. bas koshish zaari hai...

rahi baat ishq pe likhne ki ... tau maiN banawti kabhi likh nahi paaya .. khuda se dua rahegi ki main jald hi kuch accha likhuN.. ab ye jald kab aayega.. ye maiN nahi keh sakta...

tum aayi tumhara shukraguzaar huN mai...

Kunaal
areeee ...Kunal ji aap theek to hai na ?? sab se paheli baat yeh kya kaha aapne ??? aapko baher ka b bhi nahi aata ?? kya saathi ...agar hume nahi sikhaana to mana kar dijiyena .... par jhooth to mat boliye ke aapko aata nahi hai .....hahhahhaha

aur dusari baat ...aapko chashme to nahi lag gaye kahi??? aapki nazare to theek hai naa ...i mean aapki aankhein ???

humaara reply ek baar fir se theek se padhiye ....hehehhe

"
hum ek request kare aapko...?? aapko bahot baar padha hai aur hammesha hi aapke ehsaason ne dil mai jagahaa banaai hai ....par hume lagataa hai ki shaayad kaafi arasaa guzar gaya aapki kalam se likhe gaye khushiyon ke nagamon ko padhe huye .... kya aap apani is dost ki request maan ke jaldi hi koi khushi ka nagmaa likhenge ..??? hum chaahate hai ki aapke dard ne bahot dil ko chhu liya ... ab kyon na aapki likhi koi khushi hi dil ko chhu jaaye ....."

humane to Ishq par likhane ke liye to kaha hi nahi hai ..... humane to sirf khushi ka koi nagma likhane ko kaha hai .... aur khushi ka rishta sirf ishq se ho yeh to zaroori nahi ...dost ...

aur banaawati likhane ke liye to hum kabhi kisi se nahi kahenge ... to aapse kyon yeh ummid kare ..because as i always say ..ki i believe har likhane waale ke jasbaat unke dil ka aaina hote hai ... aur saathi aaino mai chaahe jitane banaawati chahere banaa lijiye us aaine mai uaski banaawat zaroor nazar aayegi ...yeh sachchaai hum bahot achchhe se jaanate hai ... so aapse banaawati likha padhane ki to khwaab mai bhi ummid nahi karate hum .....

lagataa hai aapko .....loveriyaa ka bukhaar ho gaya hai is liye aapko ...khushi ka likhane ko kaha to sirf ishq ki khushi hi yaad aayi ...

aap kaa hi taaza reply padha tha kisi ki post par

aur bhi gum hai zamaane mai muhobbat ke siwaaaaa ....ect ect

jaise gum sirf muhobbat ke ho zaroori nahi ....waise hi aur rishton mai bhi khushiyaan hoti hai..jaise ..family ...friends ... ect ect ... khushi sirf ishq hi de zaroori nahi hota .....

ab chalti hoon ...kaafi bak bak ho gayi ....areee haan ... Maharaaj jaldi so jaaya kijiyega ..waranaa aankhein ....sach mai jaldi kamzor ho jaayegi aur har shabd mai fir Ishq hi nazar aayega ...

Kunal ji hume sach mai intezaar rahega us khushi ke nagame ko padhane ka ...jo kabhi kahi na kahi aapko ishq ke ilaawa kisi aur rishte mai bhi ek na ek din zaroor mahesoos hoga ....Keep smiling always..

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.

------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.

  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#19)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
30th December 2009, 04:33 PM

Kunal Bhai Aadaab..........

Yeh huyi naa baat.......... Bhai jitne ki ummid rahi usse jyada mile to khushi hoti hi hai...... Aur aapki is gazal ne wakai mutasir kiya...... Gazab ke khayal aur umda bayani rahi...... Sabhi sher behad achche lage......

Aur haan aapke ek reply ko padhne ke bad mera shak yahin mein badal gaya......
Ke aap bhi badi dukhi atma ho.............

Likhate rhaiye,
Khush rahiye.
Khuda Hafez...........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#20)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st January 2010, 06:46 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
Ek aur baat .........

is ghazal se yakeen ho gaya hai .

ab aag tumhari . bahut paak ho gayee hia... jitni jalegi sirf ulaja degi jalayegi nahi

ab mohabbat ishq tak pahucnh gayee hai bhayee
khush ho jao...............
is aag mai paka lo jitni chahe ghazle
bahut swaad banti hai maine chakhi hain
Bhai bas aankheN jhuka ke .. aapki baat ko maan deta huN... bas mujhe to jalna hai .. khaak ya rakh .. isse mujhe farq nahi... aapke aane ka shukriya...

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#21)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st January 2010, 06:47 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Kunaal Ji...Aadaab !

" Yeh aisi aag hai jisme dhunaa nahi miltaa..... "

bahut khub rahi aapki yeh peshkash bhi......hamesha ki taraha.........sabhi ashaar apne dard ki daansta khud hi bayaan kar rahe hai........padhkar acha hi nahi laga......balki gehraai tak utar gaye....har sher taarif ke kabil hai.........yuhi likhte rahiye....

+++reps

tahe dil se daad hazir hai........kabul ki jiye.....

khush rahiye...
apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath....
Aapke is all time same reply ka teh dil se shukraguzaar huN .. aap apna khyaal rakhiye...

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#22)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st January 2010, 06:50 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Tha ‘sifar’ teri hateli ki hinaa…
Jo lakeeroN se ab utar bhi jayega,,,…

Kunaal Bhai,

Kia ghazab dhaaya hai janab....

Maqta boht hi zaberdast likha hai,,,,
I like it a lot.....

Regardz,,
Shukriya janaab... aapne ghazal ke julme pasand kiye khushkismati hai humaari aate rahiyega,,,

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#23)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st January 2010, 06:51 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Behad Khoob Kunaal. Har sher mein bunawat aur barikiyat ka pura khayaal rakha hai tumne. Muqammal si rachna hai yeh..pur asar, yunhi likhte raho bhai..kuch aur dhaage jod raha hoon

hai guzarish ki na aane mere janaaze pe
tumhe rota hua kya dekha bhi jaayega

tumhara apnaa
Aapka teh dil se shukriya... kalam ko izzat bakshne ke liye .. aapna aana ere liye humesha khaas raha hai aaj bhi aapke aane pe manmoon huN aapka...

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#24)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st January 2010, 07:50 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
awsome.................. very very touchy......i m speechless...... keep up the good work....khush rahiye....

rep++++++++++++++++++++++++++....
Shukriya lamha ... please tum jyada pasand mat kar lena... (Kidding )

Shukriya free ke reps dene ke liye....

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#25)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st January 2010, 07:53 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Khokhle Chehre pe kaazib* hansi fir..
Ab to mujhse ye jauhar bhi jaayega

kunaal jii...aadaab...

bahut hi badhiya ghazal kahi hai aapne....har sheyr dil ko chhu gaya...aur yeh uppar wala to bahut hi umda laga...
baat dard ki hai lekin phir bhi maza aa gaya padh kar.....daad haazir hai...qubuul farmaayeN....

Khush raheN....
ijaazat,

Khuda hafiz,
vikram...
Shukriya Vikram saahab..

Mishri maiN ghule lafzoN se tareef karne ke liye... aapko accha laga aur kya chaiye....

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#26)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st January 2010, 07:54 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Kunal jii,

Kaise hain aap?bahut khoob likha aapne ....

shayad mere pass lafaz nahi hain beyaan karne ke liye

likhte rahye

aur khush rahye

duaon ke saath
mandeep
Mandeep jee

Shukriya aapka be lafzi tareef ke liye ... likhne ki koshish zaari rahegi ...

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#27)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st January 2010, 07:57 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Ghazal post hotey hi padh liya tha maine,aur yakeen na hua ke kunaal ji ki ghazal me aysi ghaltiyan kaisey mumkin hai, socha tha ke aapko pm karungi,..aaj dubaara padha tou corrections hogayi haiN..

Ghazal behad acchi lagi mujhe,.. aapka apna andaaz hai ....

yuhi likhtey rahiye

Ghalti ke liye kunaal khuda ka naam nahi hai ... kabhi ilm ki kami .. kabhi nazroN ka dhoka .. kabhi neend ka jhonka .. bhatka deta hai .. kisi ki nazar pade usse pehle hi pata chal gaya tha.. zidd je se baatcheet ke dauraan... isi liye bina koi shor chup se theek kar diya maine... aapne padh liya us dauraan mujhe umeed nahi thi... phir bhi mujhe aise dobara yaad dilaane ke liye shukriya...

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#28)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st January 2010, 07:59 PM

Quote:
Originally Posted by amit7600 View Post
sahi hai...bada 'paak' likh rahe hai aajkal......
dard sabme hai....aapke shbad sabka dard smajhte hai...aisa lagta hai
aapka

amit

PS:aur, 'khair' aise nahi hai...to cheen lo janab.....aapko haq hai....

Shukriya amit bhai

Kuch log hai jinki khaas izzat hai dil maiN .. aapse bas wahi baat dil main aati hai aapka naam dekhte hi .. iske aage kuch nahi kahunga

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#29)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st January 2010, 08:00 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
areeee ...Kunal ji aap theek to hai na ?? sab se paheli baat yeh kya kaha aapne ??? aapko baher ka b bhi nahi aata ?? kya saathi ...agar hume nahi sikhaana to mana kar dijiyena .... par jhooth to mat boliye ke aapko aata nahi hai .....hahhahhaha

aur dusari baat ...aapko chashme to nahi lag gaye kahi??? aapki nazare to theek hai naa ...i mean aapki aankhein ???

humaara reply ek baar fir se theek se padhiye ....hehehhe

"
hum ek request kare aapko...?? aapko bahot baar padha hai aur hammesha hi aapke ehsaason ne dil mai jagahaa banaai hai ....par hume lagataa hai ki shaayad kaafi arasaa guzar gaya aapki kalam se likhe gaye khushiyon ke nagamon ko padhe huye .... kya aap apani is dost ki request maan ke jaldi hi koi khushi ka nagmaa likhenge ..??? hum chaahate hai ki aapke dard ne bahot dil ko chhu liya ... ab kyon na aapki likhi koi khushi hi dil ko chhu jaaye ....."

humane to Ishq par likhane ke liye to kaha hi nahi hai ..... humane to sirf khushi ka koi nagma likhane ko kaha hai .... aur khushi ka rishta sirf ishq se ho yeh to zaroori nahi ...dost ...

aur banaawati likhane ke liye to hum kabhi kisi se nahi kahenge ... to aapse kyon yeh ummid kare ..because as i always say ..ki i believe har likhane waale ke jasbaat unke dil ka aaina hote hai ... aur saathi aaino mai chaahe jitane banaawati chahere banaa lijiye us aaine mai uaski banaawat zaroor nazar aayegi ...yeh sachchaai hum bahot achchhe se jaanate hai ... so aapse banaawati likha padhane ki to khwaab mai bhi ummid nahi karate hum .....

lagataa hai aapko .....loveriyaa ka bukhaar ho gaya hai is liye aapko ...khushi ka likhane ko kaha to sirf ishq ki khushi hi yaad aayi ...

aap kaa hi taaza reply padha tha kisi ki post par

aur bhi gum hai zamaane mai muhobbat ke siwaaaaa ....ect ect

jaise gum sirf muhobbat ke ho zaroori nahi ....waise hi aur rishton mai bhi khushiyaan hoti hai..jaise ..family ...friends ... ect ect ... khushi sirf ishq hi de zaroori nahi hota .....

ab chalti hoon ...kaafi bak bak ho gayi ....areee haan ... Maharaaj jaldi so jaaya kijiyega ..waranaa aankhein ....sach mai jaldi kamzor ho jaayegi aur har shabd mai fir Ishq hi nazar aayega ...

Kunal ji hume sach mai intezaar rahega us khushi ke nagame ko padhane ka ...jo kabhi kahi na kahi aapko ishq ke ilaawa kisi aur rishte mai bhi ek na ek din zaroor mahesoos hoga ....Keep smiling always..

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.

Apni kahi har ek baat ko phir se gaur se padhna ek baar ... bohat gaur se...

Khyaal rakho apna

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com