Quote:
Originally Posted by masti
Aap jab bhi koi tasweer daalte Ho apne sher ya Ghazal ke saath woh bohut khubsoorat hoti hai.
|
ohhhh to ye kahnaa chaah rahi theeen aap...
maaf kijiyegaa main aapka taatparya samajh nahii paayaa thaa..
lekin agar aap aisaa samajhtii hain to main aapka tahe dil se shukrguzaar hoon...
tasweeron ke liye bas itnaa kahnaa chahungaa ke google maharaj ki jayy...
wahin se dhundhaa karte hain pics aur khushnaseebi hamaari jo aapko wo pics pasand aati hai... bahot shukriyaa 😄😄