Quote:
Originally posted by Aman_rahi
Kunal....
khushi ke avsar par dard bhara kalaam.....gum to jaanta hoon.....
kalaam bahut hi khoob raha....magar anjaam tak pahunchte hue uska wazan thoda kam ho gaya.....pata nahi shayad mujhe hi aisa laga ho......
tumahra bhai....
|
Mere bhai
aap to har shey se wakif hai ... aapki baat ko manta bhi hun maiN .. kyuNki kalaam ko anjaam maiN de na saka .. ek dum se ki gayi ending ne iski khoobsoorti ko kam kiya janta huN maiN .. ek sher aur daal ke isko ant karta to ye behtreen banta ... par kya karta dard inta ris gaya tha ki likha hi nahi gaya ...
aapki soch ne margdarshan kiya .. shukriya aage dhayan rakha jayega ...
aapka apna
kunal