Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja
Old
  (#1)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja - 11th September 2007, 01:14 PM

Hi friends.

aaj Gudia Ji ka ek post padha. Bahuit hi khoobsurat aur dilkash rachna thi. Use apdhkar apna ek nasoor zakhm aap sabke saamne rakhne ka dil kar gaya. So us zakhm se rkabhi rise hue lahoo ki chand boonde yahan rakhta hoon....rakh raha hoon.. Plz daad mat dijiyega kyonki ye koi khoobsurat kavita nahin balki wo bhayanak hakikat hai jisne mujhe tod diya....

Sara dard to bayan nahin kar sakta kyonki itne alfaaz nahin hain par haan,, itna zaroor kahoonga ki...


Mera Darpan, Mera Aaina Meri maa ki Aankhen thi
Aaj usne aankhen moond li hain
Kahan jaaon kahan niharoun khud ko
Maa ab duniya mein hi nahin hai

Main nahin rootha us hamdard se kabhi
Aaj wo hi mujhe choot gayi
Main tanha apni marzi se nahin hoon
Meri taqdeer mujhse rooth gayi

Kabhi jo mehfilein mere naam se roshan thi
Aaj meri rooh ko wo dafna chuke main
Mehekte the jo phool aashiyane mein mere
Aaj meri majaar par wo bhi murjha chuke hain

Meri saanse khuda ki marzi nahin meri maa ki amanat hain
Zinda hai ye hans baazon ke beech ye uski hi inayat hai

Shayad hogi teri zaroorat khuda ko par usse mujhe kya lena maa
Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
Tujh bin kahan jee paunga main tu mujhse door to mat ja
Dar dar bhatak raha hoon maa aa mere paas aa, aa mere paas aa..

Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th September 2007, 01:30 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Hi friends.

aaj Gudia Ji ka ek post padha. Bahuit hi khoobsurat aur dilkash rachna thi. Use apdhkar apna ek nasoor zakhm aap sabke saamne rakhne ka dil kar gaya. So us zakhm se rkabhi rise hue lahoo ki chand boonde yahan rakhta hoon....rakh raha hoon.. Plz daad mat dijiyega kyonki ye koi khoobsurat kavita nahin balki wo bhayanak hakikat hai jisne mujhe tod diya....

Sara dard to bayan nahin kar sakta kyonki itne alfaaz nahin hain par haan,, itna zaroor kahoonga ki...


Mera Darpan, Mera Aaina Meri maa ki Aankhen thi
Aaj usne aankhen moond li hain
Kahan jaaon kahan niharoun khud ko
Maa ab duniya mein hi nahin hai

Main nahin rootha us hamdard se kabhi
Aaj wo hi mujhe choot gayi
Main tanha apni marzi se nahin hoon
Meri taqdeer mujhse rooth gayi

Kabhi jo mehfilein mere naam se roshan thi
Aaj meri rooh ko wo dafna chuke main
Mehekte the jo phool aashiyane mein mere
Aaj meri majaar par wo bhi murjha chuke hain

Meri saanse khuda ki marzi nahin meri maa ki amanat hain
Zinda hai ye hans baazon ke beech ye uski hi inayat hai

Shayad hogi teri zaroorat khuda ko par usse mujhe kya lena maa
Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
Tujh bin kahan jee paunga main tu mujhse door to mat ja
Dar dar bhatak raha hoon maa aa mere paas aa, aa mere paas aa..

Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....

...............bahut udhasi bhara hai......kaya kahu amit......"maa" es shabad meiN hi sarri duniya simat jati hai........jayada kuch nahi kah paungi.

kush raho
god bless u

aapki diiii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
12th September 2007, 05:02 PM

Maa shabd mein saari duniya simat jaati hai. Kitna sahi kaha aapne...
Aur kuch badnaseeb mujhse bhi hote hain jinki duniya......


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#4)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
12th September 2007, 05:23 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Hi friends.

aaj Gudia Ji ka ek post padha. Bahuit hi khoobsurat aur dilkash rachna thi. Use apdhkar apna ek nasoor zakhm aap sabke saamne rakhne ka dil kar gaya. So us zakhm se rkabhi rise hue lahoo ki chand boonde yahan rakhta hoon....rakh raha hoon.. Plz daad mat dijiyega kyonki ye koi khoobsurat kavita nahin balki wo bhayanak hakikat hai jisne mujhe tod diya....

Sara dard to bayan nahin kar sakta kyonki itne alfaaz nahin hain par haan,, itna zaroor kahoonga ki...


Mera Darpan, Mera Aaina Meri maa ki Aankhen thi
Aaj usne aankhen moond li hain
Kahan jaaon kahan niharoun khud ko
Maa ab duniya mein hi nahin hai

Main nahin rootha us hamdard se kabhi
Aaj wo hi mujhe choot gayi
Main tanha apni marzi se nahin hoon
Meri taqdeer mujhse rooth gayi

Kabhi jo mehfilein mere naam se roshan thi
Aaj meri rooh ko wo dafna chuke main
Mehekte the jo phool aashiyane mein mere
Aaj meri majaar par wo bhi murjha chuke hain

Meri saanse khuda ki marzi nahin meri maa ki amanat hain
Zinda hai ye hans baazon ke beech ye uski hi inayat hai

Shayad hogi teri zaroorat khuda ko par usse mujhe kya lena maa
Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
Tujh bin kahan jee paunga main tu mujhse door to mat ja
Dar dar bhatak raha hoon maa aa mere paas aa, aa mere paas aa..

Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....

Waqai maa woh hasti hai jis ke baghair duniya hi weeran lagne lagti hai maa ke baghir jeene ka tasuvur hi mahaal hai to uske baghair jo ji rahe hain unke kia ahsasaat honge samajh sakti hoon meri dua hai allah aapko sabar aur hosla de ameen apna khayal rakhiye


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
17th September 2007, 01:47 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
Waqai maa woh hasti hai jis ke baghair duniya hi weeran lagne lagti hai maa ke baghir jeene ka tasuvur hi mahaal hai to uske baghair jo ji rahe hain unke kia ahsasaat honge samajh sakti hoon meri dua hai allah aapko sabar aur hosla de ameen apna khayal rakhiye
Nishabd Hoon Mani Di...


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#6)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 17th September 2007, 05:45 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Hi friends.

aaj Gudia Ji ka ek post padha. Bahuit hi khoobsurat aur dilkash rachna thi. Use apdhkar apna ek nasoor zakhm aap sabke saamne rakhne ka dil kar gaya. So us zakhm se rkabhi rise hue lahoo ki chand boonde yahan rakhta hoon....rakh raha hoon.. Plz daad mat dijiyega kyonki ye koi khoobsurat kavita nahin balki wo bhayanak hakikat hai jisne mujhe tod diya....

Sara dard to bayan nahin kar sakta kyonki itne alfaaz nahin hain par haan,, itna zaroor kahoonga ki...


Mera Darpan, Mera Aaina Meri maa ki Aankhen thi
Aaj usne aankhen moond li hain
Kahan jaaon kahan niharoun khud ko
Maa ab duniya mein hi nahin hai

Main nahin rootha us hamdard se kabhi
Aaj wo hi mujhe choot gayi
Main tanha apni marzi se nahin hoon
Meri taqdeer mujhse rooth gayi

Kabhi jo mehfilein mere naam se roshan thi
Aaj meri rooh ko wo dafna chuke main
Mehekte the jo phool aashiyane mein mere
Aaj meri majaar par wo bhi murjha chuke hain

Meri saanse khuda ki marzi nahin meri maa ki amanat hain
Zinda hai ye hans baazon ke beech ye uski hi inayat hai

Shayad hogi teri zaroorat khuda ko par usse mujhe kya lena maa
Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
Tujh bin kahan jee paunga main tu mujhse door to mat ja
Dar dar bhatak raha hoon maa aa mere paas aa, aa mere paas aa..

Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
Aadab Amit ji,
kaise hain aap?

Aamit ji,
kya karu,,sachh alfaz saath nahi de rahe hain,
pata nahi per aapki nazam padh kar,,ek ajeeb si halchal mehsus ho rahi hai,,
dil kar raha hai,ke kuch aansu baha lu,,
ya aapse hi kuch keh dun,
per.................

MAA ke kadmo tale jannat hai Amit ji,
or chahe woh paas ho,ya na ho,uska saath hamesha rahega,

aapki AMMI bhi apne bachhe amit k saath hai,,bas unhe hamesha isi tarah mehsus karna,

magar un per zyada aansu mat bahana,,kyunki koi bhi maa apne bachhe ko rota nahi dekh sakti,

to hamare pyare Amit,,pl ammi ke liye hamesha khush rehna.

MAA apna Aanchal,,apne is bachhe per hamesha rakhna,
kyunke yeh Aanchal nahi hota hai,,to darr lagta hai.

apna khayal rakhiye
khush rahiye
ALLAH HAFIZ.


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#7)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 18th September 2007, 10:02 AM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Hi friends.

aaj Gudia Ji ka ek post padha. Bahuit hi khoobsurat aur dilkash rachna thi. Use apdhkar apna ek nasoor zakhm aap sabke saamne rakhne ka dil kar gaya. So us zakhm se rkabhi rise hue lahoo ki chand boonde yahan rakhta hoon....rakh raha hoon.. Plz daad mat dijiyega kyonki ye koi khoobsurat kavita nahin balki wo bhayanak hakikat hai jisne mujhe tod diya....

Sara dard to bayan nahin kar sakta kyonki itne alfaaz nahin hain par haan,, itna zaroor kahoonga ki...


Mera Darpan, Mera Aaina Meri maa ki Aankhen thi
Aaj usne aankhen moond li hain
Kahan jaaon kahan niharoun khud ko
Maa ab duniya mein hi nahin hai

Main nahin rootha us hamdard se kabhi
Aaj wo hi mujhe choot gayi
Main tanha apni marzi se nahin hoon
Meri taqdeer mujhse rooth gayi

Kabhi jo mehfilein mere naam se roshan thi
Aaj meri rooh ko wo dafna chuke main
Mehekte the jo phool aashiyane mein mere
Aaj meri majaar par wo bhi murjha chuke hain

Meri saanse khuda ki marzi nahin meri maa ki amanat hain
Zinda hai ye hans baazon ke beech ye uski hi inayat hai

Shayad hogi teri zaroorat khuda ko par usse mujhe kya lena maa
Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
Tujh bin kahan jee paunga main tu mujhse door to mat ja
Dar dar bhatak raha hoon maa aa mere paas aa, aa mere paas aa..

Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....

Dear amit maa ke bina jeena bahut hee mushkil hai, magar har mushkiil ka samana karna bhi maa hee shikhaate hai bach pan se budhaape tak, maa hee sab se badi guru hai bachpan se budhaape tak us ke dii naseehat he kaam aati hai, bahut hee sach baat kahi hai tumne, tumane us har aadami ka dard bayan kiya hai jo apni maa ko kho chukaa hai. magar sach kahoo to maa kabhi nahee marti.apne santaan kee har khushee men aur gham men vo shareekh hoti hai. so maa zinda hai bas aaknhe bandh kar use sachhe dil se man se yaad karo mehsoos karo to jaroor mil jaati hai,ek bar to dikhaayi deti hee hai.

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
21st September 2007, 01:29 PM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
Aadab Amit ji,
kaise hain aap?

Aamit ji,
kya karu,,sachh alfaz saath nahi de rahe hain,
pata nahi per aapki nazam padh kar,,ek ajeeb si halchal mehsus ho rahi hai,,
dil kar raha hai,ke kuch aansu baha lu,,
ya aapse hi kuch keh dun,
per.................

MAA ke kadmo tale jannat hai Amit ji,
or chahe woh paas ho,ya na ho,uska saath hamesha rahega,

aapki AMMI bhi apne bachhe amit k saath hai,,bas unhe hamesha isi tarah mehsus karna,

magar un per zyada aansu mat bahana,,kyunki koi bhi maa apne bachhe ko rota nahi dekh sakti,

to hamare pyare Amit,,pl ammi ke liye hamesha khush rehna.

MAA apna Aanchal,,apne is bachhe per hamesha rakhna,
kyunke yeh Aanchal nahi hota hai,,to darr lagta hai.

apna khayal rakhiye
khush rahiye
ALLAH HAFIZ.
Sony Ji aapne hamesha mera saath diya hai. Aur aaj bhi duayein di hain.. Par Maa....


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#9)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile 27th September 2007, 07:24 AM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Hi friends.

aaj Gudia Ji ka ek post padha. Bahuit hi khoobsurat aur dilkash rachna thi. Use apdhkar apna ek nasoor zakhm aap sabke saamne rakhne ka dil kar gaya. So us zakhm se rkabhi rise hue lahoo ki chand boonde yahan rakhta hoon....rakh raha hoon.. Plz daad mat dijiyega kyonki ye koi khoobsurat kavita nahin balki wo bhayanak hakikat hai jisne mujhe tod diya....

Sara dard to bayan nahin kar sakta kyonki itne alfaaz nahin hain par haan,, itna zaroor kahoonga ki...


Mera Darpan, Mera Aaina Meri maa ki Aankhen thi
Aaj usne aankhen moond li hain
Kahan jaaon kahan niharoun khud ko
Maa ab duniya mein hi nahin hai

Main nahin rootha us hamdard se kabhi
Aaj wo hi mujhe choot gayi
Main tanha apni marzi se nahin hoon
Meri taqdeer mujhse rooth gayi

Kabhi jo mehfilein mere naam se roshan thi
Aaj meri rooh ko wo dafna chuke main
Mehekte the jo phool aashiyane mein mere
Aaj meri majaar par wo bhi murjha chuke hain

Meri saanse khuda ki marzi nahin meri maa ki amanat hain
Zinda hai ye hans baazon ke beech ye uski hi inayat hai

Shayad hogi teri zaroorat khuda ko par usse mujhe kya lena maa
Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
Tujh bin kahan jee paunga main tu mujhse door to mat ja
Dar dar bhatak raha hoon maa aa mere paas aa, aa mere paas aa..

Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....

Amit ji aaj kaafi dino baad aapki post par aai hoon ....dair se aane ke liye maafi chaahati hoon aur ummid rakhti hoon ki aap hume maaf kar doge.

Aap ke dil ke jasbaaton aur dard ne aaj palako ko bhigo diya. Bhagwaan ji uanaki Aatma ko shaanti de ....aur aapko hausala. par uanka aashirwaad hammesha aapke uapar bana rahega .... yahi yaad rakh ke aapko khud ko sambhaal na hai aur har mushkil ki ghadiyon ki tarha ....in katthin ghadiyon ko bhi paar karna hai. ias se zyaada kuchh nahi kahe paaungi ...bas apanaa khayaal rakhana.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
27th September 2007, 11:28 AM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Dear amit maa ke bina jeena bahut hee mushkil hai, magar har mushkiil ka samana karna bhi maa hee shikhaate hai bach pan se budhaape tak, maa hee sab se badi guru hai bachpan se budhaape tak us ke dii naseehat he kaam aati hai, bahut hee sach baat kahi hai tumne, tumane us har aadami ka dard bayan kiya hai jo apni maa ko kho chukaa hai. magar sach kahoo to maa kabhi nahee marti.apne santaan kee har khushee men aur gham men vo shareekh hoti hai. so maa zinda hai bas aaknhe bandh kar use sachhe dil se man se yaad karo mehsoos karo to jaroor mil jaati hai,ek bar to dikhaayi deti hee hai.

regards
manu
Hi Manu,

Haan aapne bilkul theek kaha. Maa ke bina jeena bahut hi mushkil ho jata hai. wo bhi jab kisi badnaseeb ne use mujh jaise halaat mein khoya ho. Aur ye bhi sach hai ki jeena to padta hi hai. chahe kitni bhi berang ho zindagi...


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
27th September 2007, 11:30 AM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Amit ji aaj kaafi dino baad aapki post par aai hoon ....dair se aane ke liye maafi chaahati hoon aur ummid rakhti hoon ki aap hume maaf kar doge.

Aap ke dil ke jasbaaton aur dard ne aaj palako ko bhigo diya. Bhagwaan ji uanaki Aatma ko shaanti de ....aur aapko hausala. par uanka aashirwaad hammesha aapke uapar bana rahega .... yahi yaad rakh ke aapko khud ko sambhaal na hai aur har mushkil ki ghadiyon ki tarha ....in katthin ghadiyon ko bhi paar karna hai. ias se zyaada kuchh nahi kahe paaungi ...bas apanaa khayaal rakhana.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.
Hi Gudia Ji,

Aap plz is tarah maafi mangkar mujhe sharminda na karein. Aapne mera dard samjha, mehsoos kiya aur aise waqt mein mere saath hain. Sach maniye yahi dosti hai jo zakhmo ka dard bant leti hai phir bhale kitne bhi bure halaat ho..

Saath Nibhane ke liye bahut bahut shukriya dost...


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
24th June 2009, 03:10 PM

Dost!

May Mother's soul rest in peace!
God Bless Her

Regards
susheel


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
25th June 2009, 10:28 AM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Hi friends.

aaj Gudia Ji ka ek post padha. Bahuit hi khoobsurat aur dilkash rachna thi. Use apdhkar apna ek nasoor zakhm aap sabke saamne rakhne ka dil kar gaya. So us zakhm se rkabhi rise hue lahoo ki chand boonde yahan rakhta hoon....rakh raha hoon.. Plz daad mat dijiyega kyonki ye koi khoobsurat kavita nahin balki wo bhayanak hakikat hai jisne mujhe tod diya....

Sara dard to bayan nahin kar sakta kyonki itne alfaaz nahin hain par haan,, itna zaroor kahoonga ki...


Mera Darpan, Mera Aaina Meri maa ki Aankhen thi
Aaj usne aankhen moond li hain
Kahan jaaon kahan niharoun khud ko
Maa ab duniya mein hi nahin hai

Main nahin rootha us hamdard se kabhi
Aaj wo hi mujhe ***** gayi
Main tanha apni marzi se nahin hoon
Meri taqdeer mujhse rooth gayi

Kabhi jo mehfilein mere naam se roshan thi
Aaj meri rooh ko wo dafna chuke main
Mehekte the jo phool aashiyane mein mere
Aaj meri majaar par wo bhi murjha chuke hain

Meri saanse khuda ki marzi nahin meri maa ki amanat hain
Zinda hai ye hans baazon ke beech ye uski hi inayat hai

Shayad hogi teri zaroorat khuda ko par usse mujhe kya lena maa
Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
Tujh bin kahan jee paunga main tu mujhse door to mat ja
Dar dar bhatak raha hoon maa aa mere paas aa, aa mere paas aa..

Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
Widhani ji,

kya kahun..dil chu liya aapke ehsaas ne..Reps added ++++

regards,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
26th June 2009, 04:45 PM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
Dost!

May Mother's soul rest in peace!
God Bless Her

Regards
susheel

Thank U so much Susheel........................


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#15)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
27th June 2009, 09:24 AM

Dear Amit...

maa ke liye jo b kahugii woh kum hi hoga .... shayad mere paas lafz nahi honge...
maa hai toh jannat hai ... maa ka saath zindgaii ko mayane deti hain... maa is complete world...

may god bless

take care

aapki dost

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
19th August 2009, 08:17 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Dear Amit...

maa ke liye jo b kahugii woh kum hi hoga .... shayad mere paas lafz nahi honge...
maa hai toh jannat hai ... maa ka saath zindgaii ko mayane deti hain... maa is complete world...

may god bless

take care

aapki dost

mandeep
Aap sahi hain Mandeep Ji... Mother is the complete world indeed....

Ek tu aur ek tera aanchal, meri duniya yahi hai Maa....
Tujh bin bahut akela hu maa, Maa tu mat Jaaaa....


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#17)
abed_farooqui
Registered User
abed_farooqui will become famous soon enoughabed_farooqui will become famous soon enough
 
abed_farooqui's Avatar
 
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 16
4th September 2009, 09:45 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ehsaas View Post
Hi friends.

aaj Gudia Ji ka ek post padha. Bahuit hi khoobsurat aur dilkash rachna thi. Use apdhkar apna ek nasoor zakhm aap sabke saamne rakhne ka dil kar gaya. So us zakhm se rkabhi rise hue lahoo ki chand boonde yahan rakhta hoon....rakh raha hoon.. Plz daad mat dijiyega kyonki ye koi khoobsurat kavita nahin balki wo bhayanak hakikat hai jisne mujhe tod diya....

Sara dard to bayan nahin kar sakta kyonki itne alfaaz nahin hain par haan,, itna zaroor kahoonga ki...


Mera Darpan, Mera Aaina Meri maa ki Aankhen thi
Aaj usne aankhen moond li hain
Kahan jaaon kahan niharoun khud ko
Maa ab duniya mein hi nahin hai

Main nahin rootha us hamdard se kabhi
Aaj wo hi mujhe ***** gayi
Main tanha apni marzi se nahin hoon
Meri taqdeer mujhse rooth gayi

Kabhi jo mehfilein mere naam se roshan thi
Aaj meri rooh ko wo dafna chuke main
Mehekte the jo phool aashiyane mein mere
Aaj meri majaar par wo bhi murjha chuke hain

Meri saanse khuda ki marzi nahin meri maa ki amanat hain
Zinda hai ye hans baazon ke beech ye uski hi inayat hai

Shayad hogi teri zaroorat khuda ko par usse mujhe kya lena maa
Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
Tujh bin kahan jee paunga main tu mujhse door to mat ja
Dar dar bhatak raha hoon maa aa mere paas aa, aa mere paas aa..

Maa tu ja rahi hai Maa tu mat ja....
अमित भैया
अपने बहुत बहुत अच्छा लिखा है माँ एक संपूर्ण शब्द किसिके भी जीवन को सार्थक बना देता है हम जैसे बदनसीब होते है जिन्हे माँ का जीवन भर साथ नही मिलता. अपने माँ के जाने का दुख और अपना माँ से प्रेम बहुत अच्छे से लिखा है.


PARWANA
Abed Farooqui

Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
22nd January 2010, 03:41 PM

Quote:
Originally Posted by abed_farooqui View Post
अमित भैया
अपने बहुत बहुत अच्छा लिखा है माँ एक संपूर्ण शब्द किसिके भी जीवन को सार्थक बना देता है हम जैसे बदनसीब होते है जिन्हे माँ का जीवन भर साथ नही मिलता. अपने माँ के जाने का दुख और अपना माँ से प्रेम बहुत अच्छे से लिखा है.

Sorry Abed ji,

aapka message jaane kaise miss ho gaya. Aaj jab ateet ke panne palat kar dekha toh Ehsaas hua ki aapna itna pyaar message diya hai.. Iske liye bahut bahut shukriya Bhai...

Regards,


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
..........
Old
  (#19)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
.......... - 26th June 2010, 04:43 AM

Hello Amit Ji... aaj fir aapki post pe aai hoon .. fir aapka wohi dard mahesoos ho aaya, aur nishabd ho gaye hum ..Saath hi wo din bhi yaad aa gaya jab humne apne papa ki salaamati ki duaa karate huye wo post daali thi ...aur aapne humse apne yeh ehsaas share kiye the...

Waise to hum hammesha bak bak karate rahete hai ..par aaj bas aap apni is dost ki khaamoshi hi padhke samajh lijiyegaa.... Take Care....

Bhagwaan Ji aapko har khushi de,

Aapki Dost:- Gudia

Jay Ambe


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
bikhar rahi kabhi simat rahi.......... LAMHA Shayri-e-Dard 12 17th December 2008 09:00 PM
unki kami rahi na rahi surja Shayri-e-Dard 4 25th September 2008 01:08 AM
Na Rahi GOPALKDAS Ghazal Section 2 27th July 2008 10:30 PM
Na Rahi Zankar Ghazal Section 2 7th April 2008 09:30 PM
Hum Rahi De henna Shayri-e-Sharaab 0 12th October 2003 02:46 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com