15th September 2009, 03:25 PM
yeh b alag kism ki soch he sahab,warna sharabiyo k bare me kon itna sochta he.
Aapka habib.
unko hame satane ka bahana mil gya, hme hmari maut ka thikana mil gya, hme to unke saath ki umid thi jo na mila , unko to sara jamana mil gya, hmari juban ko khamoshi ka kinara mil gya, meri ankho me ashko ka najara khil gya,
Ye kya kam tha k ik mulakat ho bus, tumhari dosti me kambakht hmara dil gya, hm drd ko khuda maan bethe he ab,mere maran k bahane me sath tumhara bn gya,,
Kya malum hqiqat me sath dega khuda,
Khwab aya k hmara ek jakham sil gya...M
|