Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 4.29 average. Display Modes
Sheikh Baquer Ali “Chirkeen” ke chand sher...
Old
  (#1)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
Exclamation Sheikh Baquer Ali “Chirkeen” ke chand sher... - 2nd February 2012, 06:01 PM

Deevan-e-Chirkeen ke kuch sher pesh-e-khidmat haiN aap sabhi ke...



First Shayr in Deevan

Thaa giriftaari mein jo khatra mujhay baydaad ka,
kar diya bai- ul- khala hug hug kay ghar sayyaad ka.

2.

Gaiz me talwar kheenchi Haidar-e-Karraar nay,
darr kay maaray hug diya lashkar-e-kuffaar nay.

3.
Dast se khana khilaya maine apne yar ko,
pani jab manga to hamne paish- aab kar diya.
4.
Hug de agarche woh bute bepeer hath main,
le gu ka bosa ashike dilgir hath mein.


5.

Maronde pet mein uthein na kis tarah ’Chirkeen’,
kisi ki zulf ka yaad aya pench-o-taab hamein.

6.

Chandni ko khet mein jab hagne baitha maah ru,
leed kha kha kar hilaale charkh gardun ho gaya.

7.
Dast par dast chalay aatay hain lay jald khabar,
teray beemaar ka ab haal hai patla qaatil.
dast-bar-daar hoon in baaton say ab jaanay day,
qatl ‘Chirkeen’ ko na kar, gu na uchhaal ai qaatil.

8.

Kisi key paady se urtee na kankaree dekhee,
uraaye deta hei Chirkeen’ pahar phuskee se.

9.

Hum se achche hen pakhane ke qadamche “ Chirkeen”,
ham tu didar ku tarsen wo barehna dekhen.

10.

Bad muddat aap ka mere ghar aana hua,
tez ki ghumdan hui aur dhad se pakhana hua.

11.

Chirkeen chane ke khet me chirko alag alag,
surat alag alag rahe seerat alag alag.

12.

Dil tha khayale yar me nikla jo ek dast,
Pok se diwar pe tasveere jana ban gayee.

13.

Naaz se bola dame rukhsat na aana phir kabhi,
warna ae “chirkeen” yeh ghar be-tul-khala ho jayega.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com