Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kis shehar na shuhra howa nadani-i-dil ka
Old
  (#1)
Rani
Registered User
Rani is on a distinguished road
 
Rani's Avatar
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Apr 2003
Location: Canada
Rep Power: 22
Kis shehar na shuhra howa nadani-i-dil ka - 13th April 2003, 07:23 PM

Salaam,I have a collection of poetry that I post from,and if I happen to post something that has already been posted,I apologise in advance.

Kis shehar na shuhra howa nadani-i-dil ka
kis pey na khula raz pareshani-i-dil ka

aao kareen mehfil pay zar-i-zakhm numayaan
charcha ha bahut be-sarosamani-i-dil ka

pochoo to udhar teer-fagan koun ha yaroo
sonpa tha jisey kaam nighabani-i-dil ka

utrey they kabhi FAIZ woh aaina-i-dil mein
aalam ha wohi aaj bhi heerani-i-dil ka

(Faiz)

Rani


Log Kehtein hain mujhe aadat hai muskurane ki,
Par woh yeh nahi jaante ki yeh bhi ek adaa hai gam chupaane ki.
   
Reply With Quote
Re: Kis shehar na shuhra howa nadani-i-dil ka
Old
  (#2)
Bhige Palken
Registered User
Bhige Palken will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Feb 2003
Location: New Delhi India
Rep Power: 22
Re: Kis shehar na shuhra howa nadani-i-dil ka - 15th April 2003, 04:50 PM

Rani ji,

Patah nahen aap ko Salam kahon ya nameste aap ko dono hi kerta hun.

Bhaut accha likha hai aap ni aur use se bhi accha laga aap ka signature:hai bhi ek add hai gum chpani ki, bahut hi kum log es adda se wakif hai.......wrna aaj kal to log apna sub kuch chupa lete hai and serf nakli chehro per bhi jhoot aur kudgarji ka lebas pahen rehte hai.....

aap ki nazer ek shyar kehta hun.....aap ki bara bari to main ker he nahen sakta hun per ek choti se koshish ker raha hun umeed kerta hun aap ko pasand aaye ga.........

"bahut milte hai to hasne walo ko rula dete hai"
"nahen milta to koye aansu ponchne wala nahen milta"

aur ek jo mera bahut ki pasandeda shyer hai aur jo mare hakkiqt hai so aaj aap ko kehta hun...koye ki aap es mahphle ki nye member hai

"aayse bhi gerdeshi aati hai es zamane mani"
"thes lagti hai gaane aur gungunane main"
"aadmi es kader khamosh bhi ho jata hai"
"derd hota hai honto ko muskurane main"

ek kaderdan


"Bhige_Palken"

"Yeh kis kye ziker se ankhon main aa gaye "AANSU" "yeh kis ka naam leya tha abhi abhi humne........"
"Bahut Milteh Hain Jo Hansnye Walo Ko Rula Dyete Hain" "Nahen Milta TU Koye Ansu Ponchnye Wala Nahen Milta"
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
acha howa romance Shayri-e-Dard 0 13th February 2008 06:43 PM
Dhadakta howa dil Abdul Rahman Aapki Shayri 1 6th January 2007 01:32 AM
Tota howa dil baba Shayri-e-Dard 0 22nd November 2006 05:23 PM
Maana Ki Aapke Shehar Se Humare Shehar Ki Duriyaan Bohot Hain SAMEER_ARYA Shayri-e-Dard 0 1st July 2006 02:44 PM
rukhsat howa to .......... khushiii Shayri-e-Dard 7 5th May 2005 04:43 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com