Baaho mein aakar tumhari aaj kuch kar jau main.... -
10th July 2005, 11:08 PM
Baaho mein aakar tumhari aaj kuch kar jau main
agar tum kaho to hadd se gujar jau main
luta du pyaar jitna mere dil mein hai
aaj in do zismo ko ek kar jau mein....
"Hatho Mein Hoti Hai Lakeere Hazaar
Kisi Mein Gum Chhupa Hota Hai To Kisi Mein Khushiyo Ki Bahaar
Naa Jaane Wo Konsi Lakeer Hai Jisme
Khuda Ne Mere Naseeb mein Likh Diya Hai Tumhara Pyaar......." Diggaz