Quote:
Originally Posted by romance
chaltay chaltay
jub peechay mur ker daikha
to aisa laga
keh jaisay
zindagi ki talash main hum
apnon ko kahin kho chukay hain
sapnon ka peecha kertay kertay
rishton ko tor chukay hain
woh jo hamain apna kehtay thay
unhi ko chor chukay hain
ab an apnay hain
na sapnay hain
na rishtay hain
aur na hi woh zindagi hay
jis ki talash main hum itna tez doray
keh sub ko peechay chor diya
khud ko bhi
|
khayaal aacha hai yunhi likhte rahiye