Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#1281)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd September 2014, 05:10 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
jaane kahaaN gaye haiN log........
sabhii dost mahv haiN per ye pataa nahiN kahaaN hai
hai sunii padii ye mehfil ye dayaar kare fugaaN* hai

(* cry)

sahi waqt par sahi sher...kya kehne Aadeil bhai aapke

ki koshish uski yaadeN mahv ho jaye,
esi koshish meiN dil dukhaya bahut..!

aadeil bhai...kya yeh sher sahi bana hai ?

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#1282)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
24th September 2014, 10:10 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
sahi waqt par sahi sher...kya kehne Aadeil bhai aapke

ki koshish uski yaadeN mahv ho jaye,
esi koshish meiN dil dukhaya bahut..!

aadeil bhai...kya yeh sher sahi bana hai ?
jii dii,
pataa nahiN sab kahaaN khoye haiN....
aur aapke sher kii baat kare toh.......
waaaaaaaaaaaahhhhhhh..................

bilkul sahi bayaanii huii hai................
koii bhii aeb nahiN hai, iis sher meN (mere hisaab se).

dheroN dheroN daad iis sher per..............

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1283)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th September 2014, 10:38 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
jii dii,
pataa nahiN sab kahaaN khoye haiN....
aur aapke sher kii baat kare toh.......
waaaaaaaaaaaahhhhhhh..................

bilkul sahi bayaanii huii hai................
koii bhii aeb nahiN hai, iis sher meN (mere hisaab se).

dheroN dheroN daad iis sher per..............
sacchiiiii Aadeil bhai lagta hai aap sabko pad pad kar ham b thoda bahut seekh hi jayeNge

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#1284)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
24th September 2014, 11:21 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
sacchiiiii Aadeil bhai lagta hai aap sabko pad pad kar ham b thoda bahut seekh hi jayeNge
Sunita dii,
yakin maaniye, aap bahot achchhaa likhtii haiN....

yuN hi likhtii rahiye, khush rahiye, aabaad rahiye....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1285)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
24th September 2014, 12:18 PM

ek buzurg keh gaye kabhii film meN
itnaa sannaataa kyuN hai mere bhai?
mahv hai sab magar hai kiis baat pe
aaj phir ye savaal meri zehn meN

itnaa sannaataa kyuN hai mere bhai?

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1286)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th October 2014, 03:48 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
ek buzurg keh gaye kabhii film meN
itnaa sannaataa kyuN hai mere bhai?
mahv hai sab magar hai kiis baat pe
aaj phir ye savaal meri zehn meN

itnaa sannaataa kyuN hai mere bhai?
Hahahahaha ... mazaak mazaak mein aap ne bilkul sahi baat kahi hai Aadeil bhai. Waise is sannate ke liye main khud ko zimmedaar maanta hoon ... main in dinon kuchh zyaati jaddojahad mein "mehv" raha aur is mehfil se "mehv" ho gaya. Main sabhi ahl-e-bazm-e-fusoon-e-alfaaz se is ke liye maazrat khwaah hoon. Magar saath hi is baat ki khushi bhi ki kaafi waqt tak aap sab ne mil kar ise itne achchhe tareeke se chalaaye rakkha. bahaut bahaut shukriya is baat ka.

to chaliye! is koshish ka phir se ek naya aaghaaz kar ke dekhte hain!

Main jald hi ek naya lafz le kar haazir hounga. Let's see the response and take it from there.

Duaon ke saath
Zarraa

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1287)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th October 2014, 08:46 PM

doston ... aadaab .... pichhle kuchh hafton se is bazm-e-fusoon-e-alfaaz mein aap ko alfaaz ki kami zaroor mehsoos ho rahi hogi. magar ummeed hai is ka fusoon shayad kuchh had tak abhi bhi baaki hoga

isi ummeed par is silsile ka phir se aaghaaz kar raha hoon ...

is baar ek seedha sachcha pyaara maasoom sa lafz pesh hai ...

is baar ka lafz hai .......

NIK'HAT ya NAK'HAT

..... which means FRAGRANCE or PERFUME ... ya KHUSHBOO

ye lafz zindagi se badi khoobsurti se juda hua hai ... kudrat, mohabbat, husn aur saare aalam se waasta hai is lafz ka ! hamaare chaaron taraf is lafz ka jaadoo mehekta hua dikhaayee deta hai

ye lafz shayari mein badi khoobsurat andaaz mein dekhne ko milta hai ... romantic andaaz mein ya philosophical andaaz mein ... ek alag hi ada, nazaakat, khoobsurti, maasoomiyat mehsoos hoti hai jab ye lafz kisi haseen sher ko sajaata hai.

lafz "nik'hat" / "nak'hat" ki taqti mere hisaab se hai 22. any other opinion is most welcome.

is baar hum is lafz ko apni shayari mein istemaal kar ke is lafz se jude ehsaasaat aur jazbaat ka lutf uthaayenge aur saath hi shiddat se mashq-e-sukhan bhi karenge.

aap "nik'hateiN" / "nik'hatoN" ka bhi istemaal kar sakte hain.

chaliye ab dekhte hain is lafz par ustaad shaayar ke kuchh khoobsurat aashaar ...

wahi ik baat hai jo yaaN nafas waaN nik'hat-e-gul hai
chaman ka jalwa baais hai meri raNgeeN-nawaayee ka
- ghalib

jo koyee sun sake to nik'hat-e-gul
shikast-e-raNg ki jhankaar bhi hai
- jigar moradabadi

nik'hat-e-zulf-e-pareeshaaN daaataan-e-raaz-e-gham
sub'h hone tak isee andaaz ki baateiN karo
- firaq gorakhpuri

nik'hat-e-yaar se aabaad hai har kunj-e-qafas
mil ke aayee hai saba is gul-e-tar se pehle
- makhdoom

tere neele samandar ke toofaan aur qahqahe
tere dilkash mazaafaat ki sabzah-zaaroN ki khaamoshiyaaN
raNgateiN nik'hateiN sab mujhe jaantee haiN
- ali sardar jafri ki nazm "bambai" se

bardh gaya is rut meiN shayad nik'hatoN ka aitebaar
din ke aaNgan meiN lubhaaye raat ki raani mujhe
- qaasir

kyunki hum is koshish ka ek naya aaghaaz kar rahe hain is liye is dafa waqt is lafz par thoda ziyada waqt bitaayenge .. lafz "nik'hat" par ghaur karne ka silsila agle 12 dinon tak jaaree rakkhenge, yaani 7th Nov midnight (India time) ya 6:30 PM GMT tak.

to chaliye, intezaar kis baat hai? lafz "nik'hat" ki nik'haton mein kho jaane ka silsila shuru karte hain

duaon ke saath
zarraa

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1288)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
28th October 2014, 01:56 AM

jab urhaatee hai gesuoN ko hawaa
gul nayee nak'hatoN ko paate haiN

- zarraa

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1289)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
28th October 2014, 12:56 PM

nak'hat-e-gul rahe na rahe KHaar to haiN yahaaN
KHizaaN bhii kya puraane hisaab le ke baiTH gayii

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1290)

28th October 2014, 01:26 PM

mere dil meN khuuN na rahaa na nik'hat-e-naaz* rahii na sadaa-e-ghum
hai magar ye ziist-fasaane** aaj mere gavaah jo KHalish*** ke haiN

(*fragrance of love; **life story; ***pain/wound)

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1291)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
28th October 2014, 01:27 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
nak'hat-e-gul rahe na rahe KHaar to haiN yahaaN
KHizaaN bhii kya puraane hisaab le ke baiTH gayii
waah !!! kya bala ka khoobsurat sher kaha hai Aadeil sahab !! is sher ki nak'hateiN bazm meiN phail gayeeN haiN dheroN daad !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1292)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
28th October 2014, 01:44 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
jab urhaatee hai gesuoN ko hawaa
gul nayee nak'hatoN ko paate haiN

- zarraa
waaaaaaaaahhhhhh!! Zarraa saab,
kya aaghaaz kiya hai..............
bahot khub.........

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1293)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
28th October 2014, 04:42 PM

gul-e-nak.hat jahaaN gulaab rahaa
gesuuoN meN vo hii savaab rahaa

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 28th October 2014 at 04:47 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1294)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th October 2014, 04:58 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
gul-e-nak.hat jahaaN gulaab rahaa
gesuuoN meN vo hii savaab rahaa

Wahhhh...kya baat hai................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#1295)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
29th October 2014, 08:54 AM

wwaaah kya khoobsurata lafz ka intekhaab kiyaa hai aapne zarraa saahab .... waahh kya kahne...

aur aadeil bhai aapne jo apne aashar se is mahfil ko sajaaya hai uske baare me kyaa kahun...

bahot bahot mubaarakbaad aap dono ko....

aate rahiye

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1296)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
29th October 2014, 09:27 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
gul-e-nak.hat jahaaN gulaab rahaa
gesuuoN meN vo hii savaab rahaa
Wwwaaahhhh !!! Kya mehekta hua matla hai!! Khoobsurat!! Dheron daad Aadeil bhai !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1297)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
29th October 2014, 09:29 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
wwaaah kya khoobsurata lafz ka intekhaab kiyaa hai aapne zarraa saahab .... waahh kya kahne...

aur aadeil bhai aapne jo apne aashar se is mahfil ko sajaaya hai uske baare me kyaa kahun...

bahot bahot mubaarakbaad aap dono ko....

aate rahiye
Tashreef laane ka aur hausla afzaayee ka shukriya Shaad bhai !!!

Waise aap ke sher ka bhi intezaar rahega

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1298)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
29th October 2014, 10:10 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
waah !!! kya bala ka khoobsurat sher kaha hai Aadeil sahab !! is sher ki nak'hateiN bazm meiN phail gayeeN haiN dheroN daad !!
Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post

Wahhhh...kya baat hai................
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
wwaaah kya khoobsurata lafz ka intekhaab kiyaa hai aapne zarraa saahab .... waahh kya kahne...

aur aadeil bhai aapne jo apne aashar se is mahfil ko sajaaya hai uske baare me kyaa kahun...

bahot bahot mubaarakbaad aap dono ko....

aate rahiye
Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Wwwaaahhhh !!! Kya mehekta hua matla hai!! Khoobsurat!! Dheron daad Aadeil bhai !!
aap sabhii ko hamaarii jaanib se bahot bahot shukriya aur duaaeN....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1299)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
29th October 2014, 11:10 PM

apni nazm "raat bhar" ka ek tukda pesh kar raha hoon ...

kis ke hone ka ehsaas hota hai ye
kis ko aawaaz deteeN haiN tanhaaiyaaN
kis ke qadmoN ki aahat sunaayee si de
kaNpkapaatee si kis ki ye sargoshiyaaN
nak'hat-e-zulf kis ki hawa meiN urhe
kaun haule se hai uNgliyoN se chhuwe
paas kya door bhi tum naheeN ab rahe
ho raha phir hamaare ye kya darmiyaaN

raat bhar thandi thandi hawa jo chali ...

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1300)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
30th October 2014, 11:04 AM

ummdaah bahot shaandaar ppeshhkash Zarraa saahab.. waahh kyaa kahne.....

likhte rahiye

Shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1301)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
30th October 2014, 11:27 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
apni nazm "raat bhar" ka ek tukda pesh kar raha hoon ...

kis ke hone ka ehsaas hota hai ye
kis ko aawaaz deteeN haiN tanhaaiyaaN
kis ke qadmoN ki aahat sunaayee si de
kaNpkapaatee si kis ki ye sargoshiyaaN
nak'hat-e-zulf kis ki hawa meiN urhe
kaun haule se hai uNgliyoN se chhuwe
paas kya door bhi tum naheeN ab rahe
ho raha phir hamaare ye kya darmiyaaN

raat bhar thandi thandi hawa jo chali ...

waaaaaaaaaaaahhhh!!!

Zarraa saab,

iis nazm ne toh iis bazm meN nak-hat failaa dii.....
yuN hii kuchh gauhar-e-yaktaa pesh karte rahiye.....

duaaoN ke saath

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1302)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
1st November 2014, 05:28 PM

Namaskaar mere pyaare classmates and urdu guru Zarra ji

bohut dino baat aayi hun lekin yeh dekh kr khushi hui ki iss mehfil mein abhi bhi raunak hai. haan mere kuch pyaare dost nahi hain lekin show must go on ki tarz par hum phir bhi dua karenge ki humari chaheti Shayri.com humesha khoobsoorat kalaamon se saji rahe aur jo panchi aashiyana chod kar udd gaye woh bhi apne ghar wapas aa jaaien.

ek choti si koshish main bhi karna chahungi, kuch galti ho to theek kar dijiyega.

Nak.hat e yaar se mehki hui thi bazm meri
Jane kyun zulmaton mein mahv hui khushiyaan meri

Apki dost
Sarika

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#1303)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
1st November 2014, 08:41 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post

main bhi aapke saath yahi duaa karunga sarika ji......

aur dusri baat ke ye mahfil ham sab se hi roshan hai.. aur ummeed karta hooon ke aage bhi ye sadaa roshan rahe....

aapka sher kamaal ka rahaa..... seedha dil tak utartaa chalaa gayaa...

bahot khoob ... likhti rahen

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1304)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
1st November 2014, 11:21 PM

dosto yeh mehfil aap jaise umda shayroN se haseen banti hai, aap sab bahut accha likhte hai, aap sabko padkar dil khush ho jata hai.... !

Zarra ji, aapka behad shukriya jo aapne yeh thread banaya hua hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#1305)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
3rd November 2014, 01:13 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Namaskaar mere pyaare classmates and urdu guru Zarra ji

bohut dino baat aayi hun lekin yeh dekh kr khushi hui ki iss mehfil mein abhi bhi raunak hai. haan mere kuch pyaare dost nahi hain lekin show must go on ki tarz par hum phir bhi dua karenge ki humari chaheti Shayri.com humesha khoobsoorat kalaamon se saji rahe aur jo panchi aashiyana chod kar udd gaye woh bhi apne ghar wapas aa jaaien.

ek choti si koshish main bhi karna chahungi, kuch galti ho to theek kar dijiyega.

Nak.hat e yaar se mehki hui thi bazm meri
Jane kyun zulmaton mein mahv hui khushiyaan meri

Apki dost
Sarika
waaaaaaaaaaaaahhhh!
Sarikaji,
bahot umda sher..... dehorN daad

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1306)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
3rd November 2014, 01:14 PM

baatoN se nak-hat bhii aayii Gum mahakne bhii lage
phuloN ne kisse sunaaye zaKHm bharne bhii lage

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1307)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
5th November 2014, 06:46 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
baatoN se nak-hat bhii aayii Gum mahakne bhii lage
phuloN ne kisse sunaaye zaKHm bharne bhii lage
Waah aadeil ji,
Bohut khoob.....����

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#1308)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
6th November 2014, 12:02 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
baatoN se nak-hat bhii aayii Gum mahakne bhii lage
phuloN ne kisse sunaaye zaKHm bharne bhii lage
ummdah sher.............. kah aapne aadil bhai

aate rahiyega to hame khushi hogii

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1309)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
6th November 2014, 05:08 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Waah aadeil ji,
Bohut khoob.....����
Shukriya, Sarikaji....

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
ummdah sher.............. kah aapne aadil bhai

aate rahiyega to hame khushi hogii

Shaad...
Shukriya, Shoaibbhai....
aapki baat sahi hai, magar hamaare kaafi saare dost lagtaa hai ab naaraaz rehte haiN...

ye, thread fika sa rah gayaa hai. kaii baar maine yahaaN aake use active rakhne ki koshish bhii kii hai, magar phir bhii apne app ko naa kaamiyaab sa mehsoos kar rahaa hooN....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1310)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
6th November 2014, 08:28 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Namaskaar mere pyaare classmates and urdu guru Zarra ji

bohut dino baat aayi hun lekin yeh dekh kr khushi hui ki iss mehfil mein abhi bhi raunak hai. haan mere kuch pyaare dost nahi hain lekin show must go on ki tarz par hum phir bhi dua karenge ki humari chaheti Shayri.com humesha khoobsoorat kalaamon se saji rahe aur jo panchi aashiyana chod kar udd gaye woh bhi apne ghar wapas aa jaaien.

ek choti si koshish main bhi karna chahungi, kuch galti ho to theek kar dijiyega.

Nak.hat e yaar se mehki hui thi bazm meri
Jane kyun zulmaton mein mahv hui khushiyaan meri

Apki dost
Sarika
is koshish mein hamara saath banaye rakhne ka shukriya Sarika ji.

bahaut hi khoobsurat sher kaha aap ne. alfaaz ka bahaut achcha istemaal bhi kiya.

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1311)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
6th November 2014, 08:29 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
baatoN se nak-hat bhii aayii Gum mahakne bhii lage
phuloN ne kisse sunaaye zaKHm bharne bhii lage
waaaah!! "gham mahakne lage" .... laajawaab !!!! kamaal ka sher kaha Aadeil bhai !! bahaut khoob aur dheron daad !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1312)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
6th November 2014, 08:32 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Shukriya, Sarikaji....

Shukriya, Shoaibbhai....
aapki baat sahi hai, magar hamaare kaafi saare dost lagtaa hai ab naaraaz rehte haiN...

ye, thread fika sa rah gayaa hai. kaii baar maine yahaaN aake use active rakhne ki koshish bhii kii hai, magar phir bhii apne app ko naa kaamiyaab sa mehsoos kar rahaa hooN....
Aadeil bhai ... aap is mehfil ki jaan hain. aap ki koshish se hum sabhi ahl-e-bazm ko inspiration milti rahi hai. aap kis qadar is bazm mein kaamyaab the, hain aur pooree ummeed hain aage bhi rahegnge ... is baat ka bayaan bhi naheen kiya ja sakta !! aap apne qalaam ki nak'hatein phailaate rahein ye aap se guzaarish hai. aap ko bahaut bahaut duaien !

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1313)
B.G.M.
Moderator
B.G.M. will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 113
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 10
Love 7th November 2014, 07:50 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
apni nazm "raat bhar" ka ek tukda pesh kar raha hoon ...

kis ke hone kaa eHsaas hotaa hai yeh
kis ko aawaaz deteeN haiN tanhaaiyaaN
kis ke qadmoN ki aahat sunaayee si de
kaNpkapaatee si kis ki yeh sargoshiyaaN
nak'hat-e-zulf kis ki hawa meN uRe
kaun haule se hai uNgliyoN se chhuwe
paas kya duur bhi tum naheeN ab rahe
ho rahaa phir hamaare yeh kya darmiyaaN

raat bhar thandi thandi hawaa jo chalee ...

aap ki nazm "raat bhar" kaa yeh band pasand aayaa,Zarraa saahab!

kyaa yeh puurii nazm aap yahaaN pesh kar ke hameN shukriyaa kaa mauqaa 'inaayat kereNge, baRii navaazish hogi.

~B.G.M.

================================

Reply With Quote
Old
  (#1314)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th November 2014, 10:04 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Aadeil bhai ... aap is mehfil ki jaan hain. aap ki koshish se hum sabhi ahl-e-bazm ko inspiration milti rahi hai. aap kis qadar is bazm mein kaamyaab the, hain aur pooree ummeed hain aage bhi rahegnge ... is baat ka bayaan bhi naheen kiya ja sakta !! aap apne qalaam ki nak'hatein phailaate rahein ye aap se guzaarish hai. aap ko bahaut bahaut duaien !

bajaa farmaaya aapne zarraa saahab...... mahfil ko roshan rakhne ka jimmaa ham sab par baraabar ka hai....

main guzaarish karunga aapse , aadeil bhai aur baaki sabhi membbraa se ke fir se bazm ko roshan karne ka mauqa naseeb kareN.....

tashreef laate rahiye... mujhe ummeed hai fir se ye bazm chamak uthegii....

nawaazish

Shaad..

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1315)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
7th November 2014, 10:54 AM

Zarra ji...maine bahut baar koshish ki Nak-hat par sher likhne ki, baar baar likh kar mitati rhi maiN, par sher sahi nahi lag rha tha...muje yeh lafz bahut mushkil sa lga thoda easy lafz dijiye agli baar taaki ham bhi kuch likh sake.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#1316)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
7th November 2014, 11:10 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
is koshish mein hamara saath banaye rakhne ka shukriya Sarika ji.

bahaut hi khoobsurat sher kaha aap ne. alfaaz ka bahaut achcha istemaal bhi kiya.
Shukriya zarra ji

Sdc par ye mera pasandida thread hai aur iski ek bohut badi wajah aap hain, aapse bohut seekhne ko milta hai aur apki saafgoi mujhe bohut achi lagti hai.
Yunhi humein sikhate rahiye.

Ek choti si koshish aur, aap sab bezhizhak ismein nuks bataiye mujhe acha lagega.

Nikhat.e.jaana se mehakti hain saanse meri
Mujhe ab gul.o.gulistaan ki zaroorat he nahi

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#1317)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
7th November 2014, 11:23 PM

Bahut sochaa ki is mehfil mein shirkat karuuN par itne umda sher dekhkar himmat nahi kar paaya..

aapke yeh lafz behad dilchasp hai bhai isliyee ek adnaa si gustakhi ke saath haazir hooN...

guzar gaya tha main teri gali se *bad-bakht aye humdum
nik'hat-e-yaar ne *makhmoor ko phir se bulaa liya

bad-bakht = unfortunate
makhmoor = intoxicated

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#1318)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
7th November 2014, 11:26 PM

Shukriya shaad ji and adil ji.

Aap humesha mera housla badaate rehte hain, jo mujhe bohut acha lagta hai..��

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
nik'hat
Old
  (#1319)
B.G.M.
Moderator
B.G.M. will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 113
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 10
nik'hat - 8th November 2014, 07:57 AM

do she'r lafz -nik'hat- par

kabhii jo nik'hat-e-zulf-e-nigaar aa'ii hai
fazaa-e-murdah-e-dil meN bahaar aa'ii hai

~Kausar Niyaazi

----------------------------------------------------

ab tak to nuur-o-nik'hat-o-rang-o-sadaa kahuuN
maiN tujh ko Chhuu sakuuN to Khudaa jaane kyaa kahuuN !

~Ahmad Nadeem Kaasmi

=================================================

Reply With Quote
Old
  (#1320)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
9th November 2014, 02:58 AM

Quote:
Originally Posted by B.G.M. View Post

aap ki nazm "raat bhar" kaa yeh band pasand aayaa,Zarraa saahab!

kyaa yeh puurii nazm aap yahaaN pesh kar ke hameN shukriyaa kaa mauqaa 'inaayat kereNge, baRii navaazish hogi.

~B.G.M.

================================

B.G.M saahab, aadaab

Zarraa bhai ki jo nazm aapne talab ki hai voh aapki khidmat meiN haazir hai

raat bhar thandi thandi hawa jo chalee
soz-e-gham se charaaghaaN ye dil ho utha
lab pe aane lagee khud-ba-khud tishnagee
koyee naghma bhi hothoN pe khulne laga
kis qadar ghaibat-e-yaar khalne lagee

(soz = burning, ghaibat = absence)

yaad aaye puraane naye kuchh rafeeq
haadse kuchh puraane bhi yaad aa gaye
kuchh nayee ranjishoN ke naye waaqye
ab shikaayat bhi kis se kahaaN tak kareiN
jab puraane hoN khanjar naye haathoN meiN
dhooNdhtee reh gayeeN aaNkheiN chehra shafeeq

(rafeeq = companions, shafeeq = compassionate)

kis ke hone ka ehsaas hota hai ye
kis ko deti hai aawaaz tanhaaiyaaN
kis ke qadmoN ki aahat sunaayee si de
kaNpkapaatee si kis ki ye sargoshiyaaN
nak’hat-e-zulf kis ki hawa meiN urhe
kaun haule se hai uNgliyoN se chhuwe
paas kya door bhi tum naheeN ab rahe
ho raha phir hamaare ye kya darmiyaaN

(sargoshiyaaN = whisperings, nak’hat = fragrance)

ZARRAA

.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................

Last edited by maikasH; 9th November 2014 at 04:01 AM..
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com