Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga
Old
  (#1)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga - 12th October 2009, 08:05 AM

Salaam doston...........
kayi dino se aap sabhi mujhe kahte the ki kuch ishq par likho, dard par aur nahi. main kaheti thi ye mere bas mein nahi. par aaj aap sabhi ke encouragement ko dekhte hue kuch likhne ki koshish ki hai...shayad pasand aaye. agar achcha na lage toh maaf kijiyega ye soch kar ki abhi main seekh rahi hun aur ishq se pyara mujhe dard hai. toh lijiyen hazhir hai meri chhoti si koshish....



woh kahete hai tujhe itna pyaar dunga
chaahte aaye dilbar beshumaar dunga

main boli ki ujdi hai meri yeh zindagi
woh bole teri zindagi ko sawaar dunga

kaha maine mumkin nahi muskurana
toh bole har khushi tujh pe vaar dunga

tadapoge sang mere kyu samajhte nahi
kaha tadap kar bhi tujhe qaraar dunga

na chhodi zid maine kaha tum chale jao
bole zindagi tere dar par guzaar dunga


bharosa karu tujh par kya maine jo pucha
kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
12th October 2009, 09:28 AM

na chhodi zid maine kaha tum chale jao
bole zindagi tere dar par guzaar dunga

bharosa karu tujh par kya maine jo pucha
kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga


Pari Jii,,

Kia baat hai Janab.......
Aap ki yeh ISHQ se bharpooor ghazal mujhe boht achi lagi.....

Khas kar ke oper quote kiye shair dil ko chu gaye,,,

Aisay hi pyar bhari shayri karti rahien....

Apna khiyaal rakhiye,,

GOD BLESS YOU,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
12th October 2009, 09:43 AM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post


woh kahete hai tujhe itna pyaar dunga
chaahte aaye dilbar beshumaar dunga

main boli ki ujdi hai meri yeh zindagi
woh bole teri zindagi ko sawaar dunga

kaha maine mumkin nahi muskurana
toh bole har khushi tujh pe vaar dunga

tadapoge sang mere kyu samajhte nahi
kaha tadap kar bhi tujhe qaraar dunga

na chhodi zid maine kaha tum chale jao
bole zindagi tere dar par guzaar dunga

bharosa karu tujh par kya maine jo pucha
kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga
Praneeta ji.....Namashkar.....aapki tahreer ki sabhi panktiyon ke eshsaasat bahut khub lage mujhe....dil ki gehraai tak jaate dikhe mujhe....aise hi likhte rahiye...khush rahiye....

dil se daad....kabul kare...

aur apna khayal rakhiyega...
duaaon ke saath




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
12th October 2009, 09:55 AM

Oye SoNiye.........

Ki gal hai ? .. Tussi ek dam romentic mood meiN.

Pari agar tum dil se kuch likhna chaho to na-mumkin kuch bhi nahi... ab dekh lo tumhari yeh ghazal hee..............

mashallah...................

are yaar dard thread par jab 2 ghazal post karo kam se kam 1 ghazal Ishq par bhi karo...............

Ummid karti hoon bahot jald ek aur Ishq ke rango.N se bhari ghazal padhne milegi

Tumhari Dost


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th October 2009, 09:59 AM

hmmmm........PARI tum to chupi rustam nilki
tum to kahti thi, main ishq par nahi likha sakti.....areee agar ishq par likhna abhi seekh rahi to to ab khair nahi ishq ki ab to hume bahut umda, pyar bhare ahsaas, jo dil ko be-qaraar kar jayeN padne ko mileyNge
muje behad acche lage ahsaas aur pyar par bharosa ho to aisa ho.

muje tum mil gaye hum dum, sahara ho to aisa ho,
jidhar dekhuN udhar tum ho, nazara ho to aisa ho.


yeh 2 sher to dil ke khaas kareeb rahe

na chhodi zid maine kaha tum chale jao
bole zindagi tere dar par guzaar dunga

bharosa karu tujh par kya maine jo pucha
kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga

pyar bhare ahsaaso.n par kush kar hume tumhe reps +++ de rahe haiN, kabool kijiye Dear


abhi points add nahi ho rahe...par mileNge jaroor, pending rahe meri taraf


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...



Last edited by sunita thakur; 12th October 2009 at 10:21 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
12th October 2009, 10:14 AM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Salaam doston...........
kayi dino se aap sabhi mujhe kahte the ki kuch ishq par likho, dard par aur nahi. main kaheti thi ye mere bas mein nahi. par aaj aap sabhi ke encouragement ko dekhte hue kuch likhne ki koshish ki hai...shayad pasand aaye. agar achcha na lage toh maaf kijiyega ye soch kar ki abhi main seekh rahi hun aur ishq se pyara mujhe dard hai. toh lijiyen hazhir hai meri chhoti si koshish....



woh kahete hai tujhe itna pyaar dunga
chaahte aaye dilbar beshumaar dunga

main boli ki ujdi hai meri yeh zindagi
woh bole teri zindagi ko sawaar dunga

kaha maine mumkin nahi muskurana
toh bole har khushi tujh pe vaar dunga

tadapoge sang mere kyu samajhte nahi
kaha tadap kar bhi tujhe qaraar dunga

na chhodi zid maine kaha tum chale jao
bole zindagi tere dar par guzaar dunga

bharosa karu tujh par kya maine jo pucha
kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga
Parneeta ji khoobsurat khaylo ko khoobsurat andaz me baya kiya h aapne
Bahut khoob....
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 12th October 2009, 03:57 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
na chhodi zid maine kaha tum chale jao
bole zindagi tere dar par guzaar dunga

bharosa karu tujh par kya maine jo pucha
kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga


Pari Jii,,

Kia baat hai Janab.......
Aap ki yeh ISHQ se bharpooor ghazal mujhe boht achi lagi.....

Khas kar ke oper quote kiye shair dil ko chu gaye,,,

Aisay hi pyar bhari shayri karti rahien....

Apna khiyaal rakhiye,,

GOD BLESS YOU,,
shukriya huzur

kul mila kar ye meri dusri post hai ishq par
kamiyan toh zarur hai
aap ne fir bhi issay pasand kiya....shukrguzar hun aap ki
take care

Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#8)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
14th October 2009, 08:18 AM

woh kahete hai tujhe itna pyaar dunga
chaahte aaye dilbar beshumaar dunga

main boli ki ujdi hai meri yeh zindagi
woh bole teri zindagi ko sawaar dunga

kaha maine mumkin nahi muskurana
toh bole har khushi tujh pe vaar dunga

tadapoge sang mere kyu samajhte nahi
kaha tadap kar bhi tujhe qaraar dunga

na chhodi zid maine kaha tum chale jao
bole zindagi tere dar par guzaar dunga


bharosa karu tujh par kya maine jo pucha
kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga[/QUOTE]


woh kahete hai tujhe itna pyaar dunga
chaahte aaye dilbar beshumaar dunga

pari dear..2nd line ka meaning mujhe kuch clear nahi hua..
ya mere samjhne me kami ho sakti..
but really mujhe samjh nahi aaya is line ka meaning... plzz clear kijiye...


main boli ki ujdi hai meri yeh zindagi
woh bole teri zindagi ko sawaar dunga

kaha maine mumkin nahi muskurana
toh bole har khushi tujh pe vaar dunga

tadapoge sang mere kyu samajhte nahi
kaha tadap kar bhi tujhe qaraar dunga

na chhodi zid maine kaha tum chale jao
bole zindagi tere dar par guzaar dunga

baaki saari ghazal ke ehsaas laajawaab hain..har sher poora or masoom laga
jaise koi sacha pyar karne wala kisi duniya ke sitmo se sataya hua ho or apne aap hi ek image aanhon ke samne dodne lagti hai

ummid hai apse or bhi aisi hi romantic ghazal padhne ko milengi...
ummid hai aapko meri koi baat buri na lagi ho..
agar lagi hai to sorry...

aap khush rahein...

urs frnd

vicky

=
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 14th October 2009, 03:39 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Praneeta ji.....Namashkar.....aapki tahreer ki sabhi panktiyon ke eshsaasat bahut khub lage mujhe....dil ki gehraai tak jaate dikhe mujhe....aise hi likhte rahiye...khush rahiye....

dil se daad....kabul kare...

aur apna khayal rakhiyega...
duaaon ke saath


Naresh ji.....Namaste...kahena padega ki aap meri koi bhi thread par comment karna nahi bhulte...iske liye main aap ki tah-e-dil se shukrguzaar hu...saath banaye rakhiyen....aap ki nayi ghazal ki intezaar rahegi hume

Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#10)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 16th October 2009, 02:27 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Oye SoNiye.........

Ki gal hai ? .. Tussi ek dam romentic mood meiN.

Pari agar tum dil se kuch likhna chaho to na-mumkin kuch bhi nahi... ab dekh lo tumhari yeh ghazal hee..............

mashallah...................

are yaar dard thread par jab 2 ghazal post karo kam se kam 1 ghazal Ishq par bhi karo...............

Ummid karti hoon bahot jald ek aur Ishq ke rango.N se bhari ghazal padhne milegi

Tumhari Dost

areah dost.......kya kahu main?!
aap ki guzarish sun sun kar socha chalo kuch likh hi leti hun...shayad pasand aa jaye
achcha laga aap ki comments padh kar
ab aur kya kahu bas samajh lo tussi...

Love n Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#11)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
16th October 2009, 08:31 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Salaam doston...........
kayi dino se aap sabhi mujhe kahte the ki kuch ishq par likho, dard par aur nahi. main kaheti thi ye mere bas mein nahi. par aaj aap sabhi ke encouragement ko dekhte hue kuch likhne ki koshish ki hai...shayad pasand aaye. agar achcha na lage toh maaf kijiyega ye soch kar ki abhi main seekh rahi hun aur ishq se pyara mujhe dard hai. toh lijiyen hazhir hai meri chhoti si koshish....



woh kahete hai tujhe itna pyaar dunga
chaahte aaye dilbar beshumaar dunga

main boli ki ujdi hai meri yeh zindagi
woh bole teri zindagi ko sawaar dunga

kaha maine mumkin nahi muskurana
toh bole har khushi tujh pe vaar dunga

tadapoge sang mere kyu samajhte nahi
kaha tadap kar bhi tujhe qaraar dunga

na chhodi zid maine kaha tum chale jao
bole zindagi tere dar par guzaar dunga


bharosa karu tujh par kya maine jo pucha
kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga
praneetaji,,,,namaste

apki ghazal par nazar padi........thodi der se padi isliye muafi chahta hu......

ek baat pahle hi kah du ke ye ghazal bahut jyada dard bhari hai............
aisa mahsoos hua ki koi apna dil jala jala ke diwali mana raha ho..........

ap kahti hai ye ishq par hai?????????????????????
mere khayal se ye apki sab se dard bhari ghazal hai.

dard ka ehsaans to dard me koi bhi bayaa kar dega..........

magar yaha dard ka ehsaans ishq me bayaa hua hai........bahut hi jyada raw emotions ke saath.............mujhe lagta nahi ki apne is ghazal ko likhne ke baad, ek baar bhi, kisi bhi tarah se,isko durust karne ki koshish bhi ki hai apne......


is ghazal me adaigi dekhne ka koi faida nahi..............is ghazal ko kisi tecnical maap dand par taulne ka bhi koi faida nahi........
ye shayri ke hisab se likhi hi nahi gayi thi.....
mujhe pata hai.

bahut acche

regards

Last edited by zidd; 16th October 2009 at 08:38 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 3rd November 2009, 01:36 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
hmmmm........PARI tum to chupi rustam nilki
tum to kahti thi, main ishq par nahi likha sakti.....areee agar ishq par likhna abhi seekh rahi to to ab khair nahi ishq ki ab to hume bahut umda, pyar bhare ahsaas, jo dil ko be-qaraar kar jayeN padne ko mileyNge
muje behad acche lage ahsaas aur pyar par bharosa ho to aisa ho.

muje tum mil gaye hum dum, sahara ho to aisa ho,
jidhar dekhuN udhar tum ho, nazara ho to aisa ho.


yeh 2 sher to dil ke khaas kareeb rahe

na chhodi zid maine kaha tum chale jao
bole zindagi tere dar par guzaar dunga

bharosa karu tujh par kya maine jo pucha
kaha usne teri yakin par zindagi haar dunga

pyar bhare ahsaaso.n par kush kar hume tumhe reps +++ de rahe haiN, kabool kijiye Dear


abhi points add nahi ho rahe...par mileNge jaroor, pending rahe meri taraf

pyari dii
sorry for late response
par aap bhi mujhe ab tease mat karo pliz...
chupi rustum aur main??....nahi toh!!
bas aap doston ne jo order diya hai ussay pura karne ki koshish ki hai maine
khushi hui aap ki reply dekh kar
ab agla ghazal ishq par na jaane kab likh paungi
iss poetry ko padhne ke liye shukriya dii..reps ke liya bhi

Love n Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#13)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 3rd November 2009, 01:41 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Parneeta ji khoobsurat khaylo ko khoobsurat andaz me baya kiya h aapne
Bahut khoob....


shukriya Shipra ji..............bahot bahot shukriya meri rachna ko padhne ke liye aur itna pyara reply dene ke liye

Regards dost


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#14)
abed_farooqui
Registered User
abed_farooqui will become famous soon enoughabed_farooqui will become famous soon enough
 
abed_farooqui's Avatar
 
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 16
3rd November 2009, 01:50 PM

pranita ji

tumne bhot acha lika kuch kuch samjh me aya mere kuch kuch nai, jo samjha bhot acha laga....


PARWANA
Abed Farooqui

Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com