Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*Dayaar-e-Gair Mein Kaise Toujhe.......?
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Post *Dayaar-e-Gair Mein Kaise Toujhe.......? - 12th August 2006, 04:27 AM

Dayaar-e-Gair Mein Kaise Toujhe Sadaa Dete
Tuu Mil Bhii Jaataa To Toujhe Gawaa Dete

Tumhii Ne Humko Sunaayaa Na Aapna Dukh Warnaa
Duwaa Woh Karte Ke Hum Aasmaan Hilaa Dete

Humein Ye Zom Rahaa Ab Ke Wo Poukaarenge
Unhein Ye Zid Thii Ke Harr Baar Hum Sadaa Dete

Wo Teraa Gham Thaa Ke Taaseer Mere Lahje Kii
Ke Jiss Ko Haal Sounaate Usse Roulaa Dete

Tumhein Bhulaanaa Hii *Avval To Dastaaras Mein Nahiin
Jo IKhtiyaar Bhii Hotaa To Kyaa Bhoulaa Dete
*Firstly**

Tumhaarii Yaad Ne Koii Jawaab Hii Na Diyaa
Mere Khayaal Ke AaNsoun Rahein Sadaa Dete

*Sama'ton Ko Main Taa-Umr Kostaa Syed
Wo Kuchh Na Kahte Magar HonTh To Hilaa Dete
*Hearing power**



*Writer: Wasi Shah Jee**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
13th August 2006, 05:57 PM


Dayaar-e-Gair Mein Kaise Toujhe Sadaa Dete
Tuu Mil Bhii Jaataa To Toujhe Gawaa Dete


Wahhhhhhhhhh.............


Aadaab arz hai

bohat pasand aayi...shukriyah post karne k liye


Hamare shayri.com parivar ki membr kasak ne shayad is zameen par hi ek gazal likhi thi kuch din pehle....main confuse ho gaya tha aur laga ki kasak ne bhi kahi copy paste to nahi ki....hahahaha


ho jaati hai kai baaar galati



ek baar gaur farmaiyega............


http://www.shayri.com/forums/showthr...ighlight=kasak



Sorry Kasak

shaq karne ki aadat ho gayi hai


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
:)
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
:) - 4th September 2006, 09:14 PM

Dear Dev, Ab Woh Link Jo Tumnein Di Hain Woh Parh Naheen Paaoungi...Mafh Kardon Iss Waqt...Baad Mein Kabhi Zorour Parhne Ki Kowshish Karoungi... **Jaankar Dilko Achchha Laga Jo Tumhein Pasand Aayi~*~And Yes, I Do Understand You**Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher-o-Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahon ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care**... *


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
16th September 2006, 03:18 PM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave

Dayaar-e-Gair Mein Kaise Toujhe Sadaa Dete
Tuu Mil Bhii Jaataa To Toujhe Gawaa Dete


Wahhhhhhhhhh.............


Aadaab arz hai

bohat pasand aayi...shukriyah post karne k liye


Hamare shayri.com parivar ki membr kasak ne shayad is zameen par hi ek gazal likhi thi kuch din pehle....main confuse ho gaya tha aur laga ki kasak ne bhi kahi copy paste to nahi ki....hahahaha


ho jaati hai kai baaar galati



ek baar gaur farmaiyega............


http://www.shayri.com/forums/showthr...ighlight=kasak



Sorry Kasak

shaq karne ki aadat ho gayi hai


diggaj jee.....
pehli hi baar me contradict kar rahi hooN apko....
ki meri ghazal ki zameen aur is ghazal ki zameen me zameen-aasmaan ka farq hai....
pehle to ye ki shimul jee ki ghazal ki beher meri ghazal ki beher se lambi hai.....
doosri baat ye ki radeef bhii alag hai.....
janaab.....
ek baat kahooN buraa mat maaniyega....
magar yahaaN bahut log haiN jinhe shaq karne ke alaawa aur kuch nahi aata.....
its better if u cud write sumthing better rather than wasting ur time in such stupid stuff......
coz i remember d line qouted by sum 1 on dis site....
'My poetries wud be my own'....

sharaafat hai apki ki apne maafi maangi last me.....
varna kuch log maafi bhi nahi maangte.....

shukriya,
KasaK......


~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
:)
Old
  (#5)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
:) - 16th September 2006, 05:05 PM

Kasak bitiya gussa kam kiya karo...yaha tumse baat nahi ho rahi ...Tumse bohat jayada gussa mujhe bhi aata hai...lekin gussa karne se kuch nahi milta...samjhi...kehna hota to main bhi bohat kuch keh sakta hu tumhe....

Tumhe bhale hi apna ye tarika sahi lagta ho...magar ye sahi nahi hai...shaanti se kaam liya karo....


Khush raho...aur yahi umeed hai ki tum ab baat aage na badhaogi...




Quote:
Originally posted by kasak
diggaj jee.....
pehli hi baar me contradict kar rahi hooN apko....
ki meri ghazal ki zameen aur is ghazal ki zameen me zameen-aasmaan ka farq hai....
pehle to ye ki shimul jee ki ghazal ki beher meri ghazal ki beher se lambi hai.....
doosri baat ye ki radeef bhii alag hai.....
janaab.....
ek baat kahooN buraa mat maaniyega....
magar yahaaN bahut log haiN jinhe shaq karne ke alaawa aur kuch nahi aata.....
its better if u cud write sumthing better rather than wasting ur time in such stupid stuff......
coz i remember d line qouted by sum 1 on dis site....
'My poetries wud be my own'....

sharaafat hai apki ki apne maafi maangi last me.....
varna kuch log maafi bhi nahi maangte.....

shukriya,
KasaK......


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
16th September 2006, 05:23 PM

shimul aapko padhna achha lagta hai aap achha likhti ho

ummid haiage aur bhi aapki peshkas padhneko milegi

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
:)
Old
  (#7)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
:) - 16th September 2006, 06:20 PM

Quote:
Originally posted by dhavalrami4you
shimul aapko padhna achha lagta hai aap achha likhti ho

ummid haiage aur bhi aapki peshkas padhneko milegi

aapka dost
dhaval
Hope You are well Dil Ko Achchha Laga Jaankar... **I will try my best~*~Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon Ke Saath Ijaazat...**Take Care*... God Bless You.**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Ab Kya Kahoun...!
Old
  (#8)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Ab Kya Kahoun...! - 16th September 2006, 06:29 PM

Phir Yaad Aa Gayi Hain Mujhe Wohii Geet...Kisi Ne Kahaa Hain Mere Doston, Bura Mat Suno-Bura Mat Dekhon Bura Mat Kaho-Burii Hain Buraayii Mere Doston~*~Mohd. Rafi Jee**Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Saare Phoul,Shukriya **Duwaaon Ke Saath Ijaazat...**God Bless You & All **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: :)
Old
  (#9)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
Re: :) - 19th September 2006, 11:44 AM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave
Kasak bitiya gussa kam kiya karo...yaha tumse baat nahi ho rahi ...Tumse bohat jayada gussa mujhe bhi aata hai...lekin gussa karne se kuch nahi milta...samjhi...kehna hota to main bhi bohat kuch keh sakta hu tumhe....

Tumhe bhale hi apna ye tarika sahi lagta ho...magar ye sahi nahi hai...shaanti se kaam liya karo....


Khush raho...aur yahi umeed hai ki tum ab baat aage na badhaogi...

jee bilkul.....
magar mujhe na ye kal pasand tha na hi aaj pasand hai....
khair...meri pasand se waise bhi kisi ko yahaaN kya karna hai.....

phir bhi..m really sorry diggaj jee.....

is site pe pehli baar kisine is tarah ungli uthaayi isliye main sehen nahi kar paayi..aur kuch bhi likh diyaaa...
kaafi puraana rishta hai is site se mera...
aur maiN kuch bhi galat-salat likhke rishte bigaadna nahi chahti....
sach keh rahi hooN...pehli baar padhi thi ye waali ghazal...bahut pasand aayi to aage reply bhi padhti chali gayi.....magar apna naam dekh kar hairaaN reh gayi....isliye thoda ghusssa chadh gaya....
m really sorry agaiN.....chhoti hoooN...isliye maafi maangne ka haq hai mera...
maaf kar dijiyega...

dua go,
KasaK......


~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Dayaar-E-Gair Main Kaise Bulaataa Tujhe ... ! naresh_mehra110 Shayri-e-Dard 28 16th October 2010 01:50 PM
Gum bhulaane ko Yeh dayaar achha hai...! naresh_mehra110 Shayri-e-Dard 33 17th December 2009 12:24 PM
*Rab Ne Banaayaa Toujhe Mere Liye.......** Shimul Hindi/Urdu Lyrics 0 13th November 2006 01:56 AM
dayaar-e-gair me kaise tujhe sadaa dete karan q Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 23rd July 2005 10:48 PM
mein gair ho chukee hoon mujaay apna mat kahoo Neha Haroon Shayri-e-Ishq 0 6th March 2003 12:11 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com