hum bewafa hargiz na the par hum wafa......kar na sake -
26th October 2004, 05:41 PM
Hum bewfa hargiz na the,
par hum wafa kar na sake,
hmko mili uski sajaa......
hum jo khata kar na sake.........
kitni akeli thi woh rahein hum ye jinpe........
ab tak akele chalte rahe.........
tujhse bichadke bhi woh bewafa hum.......
tere hi gam main jalte rahe,
tune kiya woh shikwa,
hum jo gila kar na sake,
hum ko mili uski saja hum jo khata kar na sake.......
tumne jo dekha suna sach tha magarrrr........
kitna tha sach ye kisko pata...........
jane tumhe maine koi dhokha diya hai.........
jane tumhe koi dhokha hua hai,
is pyaar main sach jhut ka,
hum faisla kar na sake,
hum ko mili uski saja hum jo khata kar na sake.......
Hum bewfa hargiz na the, par hum wafa kar na sake
Hum bewfa hargiz na the, par hum wafa kar na sake
ab gawara nahi koi aur bhi ho jo meri tarah u tumpe mare.....
tune pyaar u sikhake Jindgi ho jindagi badal di.......
**~ Aashi ~**