Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aaj Mausam bara Ashiqana hai
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Aaj Mausam bara Ashiqana hai - 7th December 2014, 06:10 AM

Ek nayi nazm le kar hazir hua huN , gaur farmaiye ....

Aaj Mausam bara Ashiqana hai,
Bus yehi dil ko ab samjhana hai.

Kyon mile thhe raah pe hum tum,
Is jirah meiN ab na jana hai.

Kal hue thhe bare charche YuN tau,
Hai haqueekat ke ye afsana hai.

Toone Naino se kar diya jaadoo,
Ab mujhe phir hosh meiN ana hai.

Mere dil pe tera hi pehra hai,
KyuN mujhe phir se aajmana hai.

Dil pe dee thi kabhi dustuk toone,
Us lamhe ko aaj phir dohrana hai.



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
7th December 2014, 08:32 AM

Waaaaaah.......Sehgal sahab waaaaaaaah....
Subah subah mohol romani bana diya aapne...

Kya ehsaas hai.....bohot khooob gazal

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th December 2014, 09:00 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Ek nayi nazm le kar hazir hua huN , gaur farmaiye ....

Aaj Mausam bara Ashiqana hai,
Bus yehi dil ko ab samjhana hai.

Kyon mile thhe raah pe hum tum,
Is jirah meiN ab na jana hai.

Kal hue thhe bare charche YuN tau,
Hai haqueekat ke ye afsana hai.

Toone Naino se kar diya jaadoo,
Ab mujhe phir hosh meiN ana hai.

Mere dil pe tera hi pehra hai,
KyuN mujhe phir se aajmana hai.

Dil pe dee thi kabhi dustuk toone,
Us lamhe ko aaj phir dohrana hai.

waahhhh janaab kya baat hai..................... itnii khoobsurat ghazal aapne drive karte karte likh lii bade tajjjub ki baat hai aur ham jaise talib e ilm ke liye misaal ki baat hai, kaash ke ham me bhi ye hunar aa jae......

likhte rahiye...... salaamat rahiye

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
7th December 2014, 11:53 AM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Waaaaaah.......Sehgal sahab waaaaaaaah....
Subah subah mohol romani bana diya aapne...

Kya ehsaas hai.....bohot khooob gazal

Aapka apna
Bhushan
Bhushan bhai yeh jaan ke khushi hui ki aap ki subah hamare kalam ke janib
kuch rangeen aur rumani hui .

Shukriya kalam pasand karne ke liye..

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th December 2014, 01:21 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Ek nayi nazm le kar hazir hua huN , gaur farmaiye ....

Aaj Mausam bara Ashiqana hai,
Bus yehi dil ko ab samjhana hai.

Kyon mile thhe raah pe hum tum,
Is jirah meiN ab na jana hai.

Kal hue thhe bare charche YuN tau,
Hai haqueekat ke ye afsana hai.

Toone Naino se kar diya jaadoo,
Ab mujhe phir hosh meiN ana hai.

Mere dil pe tera hi pehra hai,
KyuN mujhe phir se aajmana hai.

Dil pe dee thi kabhi dustuk toone,
Us lamhe ko aaj phir dohrana hai.
Waah sanjay ji mausam to ashiqana hoga hi jab aap aisi dil lubhane wali nazm likhenge....
Kyon mile hum tum
is zirah me na jana hai...
Bahut khoob..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
7th December 2014, 01:30 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Ek nayi nazm le kar hazir hua huN , gaur farmaiye ....

Aaj Mausam bara Ashiqana hai,
Bus yehi dil ko ab samjhana hai.

Kyon mile thhe raah pe hum tum,
Is jirah meiN ab na jana hai.

Kal hue thhe bare charche YuN tau,
Hai haqueekat ke ye afsana hai.

Toone Naino se kar diya jaadoo,
Ab mujhe phir hosh meiN ana hai.

Mere dil pe tera hi pehra hai,
KyuN mujhe phir se aajmana hai.

Dil pe dee thi kabhi dustuk toone,
Us lamhe ko aaj phir dohrana hai.
Behad umdaa Sanjay ji

mehfil loot li aapne janaab yunhi to har sher muqammal mehsoos hua par is sher par waah ki awaaz thodi wazn ke saath nikli

Kal hue thhe bare charche YuN tau,
Hai haqueekat ke ye afsana hai.


Yunhi bazm mein aag lagaate rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#7)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
9th December 2014, 10:38 AM

waah Sanjay jee.....Dino din àapne improvement dekhne KO mil rha h.... I m proud of u....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
14th December 2014, 10:58 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waahhhh janaab kya baat hai..................... itnii khoobsurat ghazal aapne drive karte karte likh lii bade tajjjub ki baat hai aur ham jaise talib e ilm ke liye misaal ki baat hai, kaash ke ham me bhi ye hunar aa jae......

likhte rahiye...... salaamat rahiye

Shaad....
Shukriya Shoaib bhai jo aapko.humari peshkasjh pasand ayee.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
14th December 2014, 11:02 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waah sanjay ji mausam to ashiqana hoga hi jab aap aisi dil lubhane wali nazm likhenge....
Kyon mile hum tum
is zirah me na jana hai..
Bahut khoob..
Madhu ji ..bahut khushi hui yeh jaan kat ki.aap ko meri nazm pasand ayee

sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 14th December 2014 at 11:04 AM..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com