Tera gurur bada hi juda -
14th January 2010, 07:38 AM
Tera gurur bada hi juda sa hai meri nazar ke saamne
aaj hi dekha hai ye jazbaa hamne is shahar ke saamne.
Daur to abhi shru hua hai zindagi ke aaine ko dekhane ka
har lafj me bas tera aks hi ubharta rahata hai is tanhaai me.
unki har nazar ke paimaane hamne sanbhal rakhe hai
har ada -e-safar ke maikhane hamne sambhal rakhe hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|