Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Lyrics > Hindi/Urdu Lyrics > Majrooh Sultanpuri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*Aa Jee Kiblaa :) Phir Wohi Dil Laya Houn**
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Smile *Aa Jee Kiblaa :) Phir Wohi Dil Laya Houn** - 21st October 2006, 02:14 AM

Aa Jee Kiblaa Mohtarmaa-Kabhi Shola Kabhi Nagmaa
Iss Aap Ke Andaaz Kaa Haaye Kya Kehna

Aa Jee Kiblaa Mohtarmaa-Kabhi Sholaa Kabhi Nagmaa
Iss Aap Ke Andaaz Kaa Haaye Kya Kehna
Aa Jee Kiblaa Mohtarmaa-Kabhi Sholaa Kabhi Nagmaa
Iss Aap Ke Andaaz Kaa Haaye Kya Kehna
Aa Jee Kiblaa Mohtarmaa-Kabhi Sholaa Kabhi Nagmaa

Uff Ye Gussa Kaali Aankhein-Ho Rahi Hai Gulaabi
Aap Ki To Ye Adaa Hai Aur Kisi Ki Kharaabi
Are re re re re Maine Toumhe Dekha-Sirf Dekha-Maaniye Kehnaa
Maine Toumhe Dekha-Sirf Dekha Maaniye Kehnaa
Aa Jee Kiblaa Mohtarmaa-Kabhi Sholaa Kabhi Nagmaa
Iss Aap Ke Andaaz Kaa Haaye Kya Kehna
Aa Jee Kiblaa Mohtarmaa-Kabhi Sholaa Kabhi Nagmaa

Aarzoo Thi Chand Lamhe Youn Hi Chalte Phirte
Betaqallufh Hoke Toumse Chand Baatein Karte
Are re re re re Toum Jo Haseen Thhe Dil Ne Chaha Saath Hi Rehnaa
Toum Jo Haseen Thhe Dil Ne Chaha Saath Hi Rehnaa
Aa Jee Kiblaa Mohtarmaa-Kabhi Sholaa Kabhi Nagmaa
Iss Aap Ke Andaaz Kaa Haaye Kya Kehna
Aa Jee Kiblaa Mohtarmaa-Kabhi Sholaa Kabhi Nagmaa



*Singer: Mohd. Rafi Jee**
*Film: Phir Wohi Dil Laya Houn-(1963)**
*Music: O. P. Nayyar Jee**
*Lyrics: Majrooh Sultanpuri Jee**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
waleed_DON
Registered User
waleed_DON is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Nov 2007
Rep Power: 0
8th November 2007, 09:56 PM

ya elahi meri guzarish qabool krna marae chahne walo ko marae kareeb krna,hum badsurat hei sahi magar bewafa tou nhu,shayad talash mein woh kisi bewafa ki,hum UNSE pyar kartein hain ehsas zara un k dil mein bhi bharna,Ya elahi meri guzarish qabool karna marae chahnae waloun ko marae qareeb karna.....................[waleed_DON
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
waleed_DON
Registered User
waleed_DON is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Nov 2007
Rep Power: 0
Love 8th November 2007, 10:01 PM

ya elahi meri guzarish qabool krna marae chahne walo ko marae kareeb krna,hum badsurat hei sahi magar bewafa tou nhu,shayad talash mein woh kisi bewafa ki,hum UNSE pyar kartein hain ehsas zara un k dil mein bhi bharna,Ya elahi meri guzarish qabool karna marae chahnae waloun ko marae qareeb karna.....................[waleed_DON waleed DON from gujranwala DON
   
Reply With Quote
:) Gujranwala Is In Pakistan, Right :)?
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
:) Gujranwala Is In Pakistan, Right :)? - 11th November 2007, 11:50 PM

Salaam **Dilki Gehraaion Ki Gehraaion Se Shukriya Iss Geetko Dubaara Samne Laane Ke Liye **Duwaaye Hee Karsakti Huun Bas **Abdul Hamid Adam Jee Ki Shaher "Gujranwala", Hai Na ? Dilki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Saare Phool,Shukriya **Duwaaon Ke Saath Ijaazat Chahungi Main **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Fir wohi sham wohi gham wohi tanhai taqdeer.786 Shayri-e-Ishq 0 17th September 2007 05:06 PM
Phir Wohi Shaam-a-Ghum Ka ManzeR Woh MuntaziR Nighaain DreamHealer Shayri-e-Dard 0 13th March 2007 09:50 PM
Phir Wohi Raat Hain-GHAR farhana Hindi/Urdu Lyrics 4 23rd October 2005 09:57 PM
aaj phir wohi umeed kyun hai..... soni_sonal Shayri-e-Ishq 0 3rd January 2005 01:10 PM
isi umeed mai jeetee houN umr bhar phir bhi Sawerah Hayat Shayri-e-Dard 4 2nd August 2003 03:25 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com