Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
maafi
Old
  (#1)
khanak
Registered User
khanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 310
Join Date: Mar 2009
Location: gujrat
Rep Power: 0
Love maafi - 28th May 2009, 06:00 PM

Ek ek boond sagar banata hai
Har pal har koi sata jaata hai
Aakho se ab toh wo sagar bhi
Behta behta thak jaata hai
Kaun jaane in haste hue labo k peeche
Kitne gam hum chupate jaate hai
In chamakti aakho k andar
Kitne ashq behne ko bekarar hote hai
Bas is hi duniya k liye
Hum har pal u hi muskurate jaate hai
Aap jab jeevan mei aaye hai
Nayi khushiyaa intzaar karti hui nazar aati hai
Jaise saare gam ab paas aane se bhi darrte hai
Jo aaj tak doosro ke liye jeeye hai
Woh hameshaa koi na koi majboori mei jeeye hai
Ab dil se khudko kissi ke liye
Badal dene ka mann karta hai
Jo bhi jaisa bhi aap chahte hai
Waise hi khud ko bana dene ka dil chahta hai
Jaise aap ki saari khushiyo mei
Khud ki khushiyaa nazar aati hai
Hum toh wo sab kiye jaa rahe hai
Jaise aap hameshaa se kahe jaa rahe hai
Sab kuch hame gavaara hai
Bus aapki naaraazgi manzoor nahi hai
Aaj tak jo bin galti k sabse maafi maange hai
Aapse bhi wahi maafi maangte hai
Kuch galti hai ya nahi hai
Aaj phir aapse maafi chahte hai
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
28th May 2009, 09:12 PM

Quote:
Originally Posted by khanak View Post
Ek ek boond sagar banata hai
Har pal har koi sata jaata hai
Aakho se ab toh wo sagar bhi
Behta behta thak jaata hai
Kaun jaane in haste hue labo k peeche
Kitne gam hum chupate jaate hai
In chamakti aakho k andar
Kitne ashq behne ko bekarar hote hai
Bas is hi duniya k liye
Hum har pal u hi muskurate jaate hai
Aap jab jeevan mei aaye hai
Nayi khushiyaa intzaar karti hui nazar aati hai
Jaise saare gam ab paas aane se bhi darrte hai
Jo aaj tak doosro ke liye jeeye hai
Woh hameshaa koi na koi majboori mei jeeye hai
Ab dil se khudko kissi ke liye
Badal dene ka mann karta hai
Jo bhi jaisa bhi aap chahte hai
Waise hi khud ko bana dene ka dil chahta hai
Jaise aap ki saari khushiyo mei
Khud ki khushiyaa nazar aati hai
Hum toh wo sab kiye jaa rahe hai
Jaise aap hameshaa se kahe jaa rahe hai
Sab kuch hame gavaara hai
Bus aapki naaraazgi manzoor nahi hai
Aaj tak jo bin galti k sabse maafi maange hai
Aapse bhi wahi maafi maangte hai
Kuch galti hai ya nahi hai
Aaj phir aapse maafi chahte hai
Khanak ji ! aapki ye naveentam kriti ke ehsaas khushi aur gam dono awastha mai meri aankho ko namm kar jaate hai...bahut hi achi creation lagi mujhe aapki ... padhkar acha laga...aise hi lekhte rahiye...mehfil sazate rahiye....





YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
khanak
Registered User
khanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 310
Join Date: Mar 2009
Location: gujrat
Rep Power: 0
28th May 2009, 10:07 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Khanak ji ! aapki ye naveentam kriti ke ehsaas khushi aur gam dono awastha mai meri aankho ko namm kar jaate hai...bahut hi achi creation lagi mujhe aapki ... padhkar acha laga...aise hi lekhte rahiye...mehfil sazate rahiye....
shukriya nareshji............. aapne sach mei dil ki baat pakdi hai........ isme bohat si khushi hai... aur saath saath bohat se gam bhi hai.......thanku
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Maafi ke kabil nahi ye galtiya. taqdeer.786 Shayri-e-Dard 2 2nd October 2007 01:08 PM
Deri ke liye maafi chahti hoon. Relax Shayri-e-Ishq 2 6th June 2007 05:24 PM
maafi Ek_Tanha_Dil Shayri-e-Dard 0 26th September 2004 08:40 PM
maafi chaatha hoon kishor Shayri-e-Dard 2 28th October 2003 12:08 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com