Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 21 votes, 4.62 average. Display Modes
ek hi dhua di usne.....
Old
  (#161)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
ek hi dhua di usne..... - 11th August 2007, 04:44 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Lamha ji yeh aapke sher ka jawaab...............

Khushiyan mohaabat mein kaha milti hai,
Mohabbat ka to gham hi anjaam hota hai,
Naam-e-Bewafa se mashoor ho jana,
Mohabbat ka sabse bada inaam hota hai.........

jasdeep ji, bahut acha likha hai. jwab dene ki koshish ki hai, plz gaur farmayein:

mohabaat kya hai.....kuch b nahi
sirf dilon ka khel hai aur...kuch b nahi
tanhai mein koi uaad to yeh mohabaat nahi
yeh sirf vaadon ka jaal hai aur.....kuch b nahi

be-waffa hass rahi hai raqeebo ke saath
hum saanse b lete hain, to wo bi darr-darr kar
ek hi dhua di huse, jo kabul ho gayi
k hum jiye yeh zingadi....mar-mar kar........

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#162)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
16th August 2007, 11:18 AM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
jasdeep ji, bahut acha likha hai. jwab dene ki koshish ki hai, plz gaur farmayein:

mohabaat kya hai.....kuch b nahi
sirf dilon ka khel hai aur...kuch b nahi
tanhai mein koi uaad to yeh mohabaat nahi
yeh sirf vaadon ka jaal hai aur.....kuch b nahi

be-waffa hass rahi hai raqeebo ke saath
hum saanse b lete hain, to wo bi darr-darr kar
ek hi dhua di huse, jo kabul ho gayi
k hum jiye yeh zingadi....mar-mar kar........
Manish G aapko jawaab badi der se de raha hoon uske liye muaafi chahta hoon.
Koshish ki hai chhoti c ke aapke swaalon ka jawaab de saku....
zara gaur farmaiyega

Apke pehle sher ka jawab

Mohabbat kuch bhi nahi, to phir hoti kyun hai??
tod dene hote hai gar khwaab, to yeh piroti kyun hai??
Zakhm to bahut milte hai mohabbat mein
gar dikhte nahi to phir aankh roti kyun hai??

Aur Doosre sher ka jawwab

gar kubool ho gayi hai dua apni to khushi kyun nahi???
dekh kar usko hanste aaj, apne chehre par hansi kyun nahi???
chahte to yehi the ke har khushi mile usko
aaj mili hai usko to hamein khushi kyun nahi??

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#163)
aadi007
wo lamhe.......!
aadi007 will become famous soon enough
 
aadi007's Avatar
 
Offline
Posts: 152
Join Date: Jun 2007
Location: U.P.
Rep Power: 17
16th August 2007, 01:27 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dostoyeh share mera nahi hai, par mujhe behad pasand hai, so mai appko bhi sunana chahati hu.

gaur farmayega:

"Lehro'N se khelta hua lehra ke pee gaya,
mai sakki ki nazar par bal kha ke pee gaya,
maine chod di thi, par roney laggi sharab,
mai uskey aansuo par taras kha ke pee gaya"
aadab sunita ji, kesi hein aap? apne in sheron se esa pilaya ke inka nasha dimag par chad gaya. Mera man bhi ek gazal gunguna raha he ye meri lkhi hui nahi he...pesh he apki khidmat me...

sabko mila ke pite hein pani sharab me,
sabko mila ke pite hein pani sharab....

or me pi gaya milake
or me pi gaya milake jawani sharab me.....

sunitaji itni nashiili line mat likha karo kahin esa n ho ki bina piye hi nasha chad jaaye....

shukriya in sheron ko hamare bich share karne ke liye...ese hi umda-2 sher likhkar is shayron ki mehfil ko ronaq ata karti rahein....

bye dost

agar hum ek ansu hote,
to apki ankhon se hokar apke hothon
par marna pasand karte.
agar ap meri ankhon ke ansu hote,
to vaada he jaan hum zindgi bhar N rote...

Merii subah terii muriid hai merii shaam tere hii naam se
Tere dar se nahii main jaau.Ngaa ye Khayaal dil se nikal de

---------------------------------------
****allah hafiz****
**aadi9935458083**
***take care***

(¨`·.·´¨) Always
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#164)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
17th August 2007, 04:50 PM

Quote:
Originally Posted by aadi007 View Post
aadab sunita ji, kesi hein aap? apne in sheron se esa pilaya ke inka nasha dimag par chad gaya. Mera man bhi ek gazal gunguna raha he ye meri lkhi hui nahi he...pesh he apki khidmat me...

sabko mila ke pite hein pani sharab me,
sabko mila ke pite hein pani sharab....

or me pi gaya milake
or me pi gaya milake jawani sharab me.....

sunitaji itni nashiili line mat likha karo kahin esa n ho ki bina piye hi nasha chad jaaye....

shukriya in sheron ko hamare bich share karne ke liye...ese hi umda-2 sher likhkar is shayron ki mehfil ko ronaq ata karti rahein....

bye dost
aadi ji aap jaha aaye aacha laga, aur yeh to mahaz shayri hai yeh sher mujhe behad pasand hai so aap sab ke saath share karna chaha tha.

aatey rahiye
god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#165)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
17th August 2007, 04:53 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Aur Doosre sher ka jawwab

gar kubool ho gayi hai dua apni to khushi kyun nahi???
dekh kar usko hanste aaj, apne chehre par hansi kyun nahi???
chahte to yehi the ke har khushi mile usko
aaj mili hai usko to hamein khushi kyun nahi??

kai baar kushi ke saath dard bhi aata hai,
kushi ka ahsaas kahi gayab ho jata hai,
mat jaya karo aap roj roj maikhane meiN,
roj jane se sakki se pyar ho jata hai....

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#166)
touheed
Registered User
touheed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Aug 2007
Location: mumbai
Rep Power: 0
17th August 2007, 05:05 PM

lovely lovely dear it was very nice....few people may understand it...

touheed mujawar
H.O.
Shapoorji Pallonji ltd.
mumbai.
   
Reply With Quote
Old
  (#167)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
17th August 2007, 05:11 PM

Quote:
Originally Posted by touheed View Post
lovely lovely dear it was very nice....few people may understand it...

wah wah karke na mahfil se utha kijiye,
jara aapne daman meiN bhi jaank lijiye...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#168)
touheed
Registered User
touheed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Aug 2007
Location: mumbai
Rep Power: 0
17th August 2007, 05:16 PM

very nice...i really liked it

touheed mujawar
H.O.
Shapoorji Pallonji ltd.
mumbai.
   
Reply With Quote
Old
  (#169)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
17th August 2007, 05:20 PM

Quote:
Originally Posted by touheed View Post
very nice...i really liked it
kuch aap bhi sharab par likha kijiye,
yu hi nice nice kah kar baat khatam na kijiye.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#170)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
19th August 2007, 05:26 AM

apni hi mehfil mein humein najar andaaz kar diya
pucha b nahi peeto ho, aur jaam bar diya
tumhari mehfil mein, tumhari ek jhalak k liye taras gaye
jisse sharaab nah behka saki, teri ek najar yeh kaam kar diya..............

malum hai thoda teda meda likha hai aur thoda lumga, kya karein......bt this time, sad nahi hai....

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Sabhi Doston ko mera Namashkaar,
Old
  (#171)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
Smile Sabhi Doston ko mera Namashkaar, - 20th August 2007, 06:35 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
kuch aap bhi sharab par likha kijiye,
yu hi nice nice kah kar baat khatam na kijiye.

Sabhi Doston ko mera Namashkaar,

Sunita ji ,aap ka jawaab nahi hai

jab bhi gujarta hoon maikhaane se...
har botal me teri tasweer nazar aati hai...
tabhi aata hai khayal teri bewafai ka...
ki kaise har hoton se to chipak jaati hai... (Writer: Unknown)

Reshma,

Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#172)
touheed
Registered User
touheed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Aug 2007
Location: mumbai
Rep Power: 0
Thumbs up 21st August 2007, 03:05 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"jaam nahi to na sahi, ankho se hi pilla de saaki,
kaise uth jau maikhane se abhi hosh hai bakki"

ankho se dekh liya hota agar tamanna thi ajmaane ki
...hum yuhi behosh ho jaate kya jarurat thi muskurane ki...

touheed mujawar
H.O.
Shapoorji Pallonji ltd.
mumbai.
   
Reply With Quote
Old
  (#173)
touheed
Registered User
touheed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Aug 2007
Location: mumbai
Rep Power: 0
21st August 2007, 03:12 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
kuch aap bhi sharab par likha kijiye,
yu hi nice nice kah kar baat khatam na kijiye.
hume kaha aap jaisa likhna aata hai par phir bhi kisika likkha to aapko suna sakte hai..

koi dikha k roye..
koi chupa k roye..
hume rulane wale rula k royee.
par maja to uss waqt hai dost ..
jab qatil bhi janaze pe aake royee.......

touheed mujawar
H.O.
Shapoorji Pallonji ltd.
mumbai.
   
Reply With Quote
Old
  (#174)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
22nd August 2007, 09:46 AM

Quote:
Originally Posted by touheed View Post
hume kaha aap jaisa likhna aata hai par phir bhi kisika likkha to aapko suna sakte hai..

koi dikha k roye..
koi chupa k roye..
hume rulane wale rula k royee.
par maja to uss waqt hai dost ..
jab qatil bhi janaze pe aake royee.......

wah wah dost bahut aacha sher hum sab se share kiya hai aapne....yu hi aatey rahiye aur ha aapka phele wala sher bhi kamaal ka hai.

hum to raat ke andherey meiN roye,
zamane ke saamne to muskuraye,
par tanhai meiN tumhey yaad karke roye,
tumne di thi kasam na peena phir kabhi,
yaad teri aaye to maikhane jake roye.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#175)

22nd August 2007, 09:53 AM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post

Sabhi Doston ko mera Namashkaar,

Sunita ji ,aap ka jawaab nahi hai

jab bhi gujarta hoon maikhaane se...
har botal me teri tasweer nazar aati hai...
tabhi aata hai khayal teri bewafai ka...
ki kaise har hoton se to chipak jaati hai... (Writer: Unknown)

Reshma,
bahut khoob reshma ji....aree maiN kaha accha likhti hoon bas aap sab ke sheroN ka jawaab dene ki koshish karti hoon.

har jaam honthoN se lagaya nahi jata,
jo lag jaye ek baar usko hataya nahi jata,
yu to rahi miltey haiN bahut safar meiN,
par har rahi ko humsafar banaya nahi jata.

Not Mine

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#176)
touheed
Registered User
touheed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Aug 2007
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd August 2007, 10:44 AM

ye kaun chala chaman se khamoshiyan lekar...
kali kali ro uthi siskiya lekar...
hus rahe the jo mere doobne par..
wohi nikle hai meri talaash me kashtiyaa lekar...

kaisa laga jaroor batiyega....

touheed mujawar
H.O.
Shapoorji Pallonji ltd.
mumbai.
   
Reply With Quote
Old
  (#177)
touheed
Registered User
touheed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Aug 2007
Location: mumbai
Rep Power: 0
Thumbs up 23rd August 2007, 10:48 AM

baadlon k darmiyaan kuch aisi saajish hui..
mera ghar mitti ka tha..mere hi ghar barish hui..
usko bhi zidd hai bijliyan girane ki..
aur hume bhi zidd hai wahi ghar basane ki...

touheed mujawar
H.O.
Shapoorji Pallonji ltd.
mumbai.
   
Reply With Quote
Old
  (#178)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th August 2007, 08:56 AM

Quote:
Originally Posted by touheed View Post
baadlon k darmiyaan kuch aisi saajish hui..
mera ghar mitti ka tha..mere hi ghar barish hui..
usko bhi zidd hai bijliyan girane ki..
aur hume bhi zidd hai wahi ghar basane ki...
gr8........behad khoobsurat sher likhey hai aapne.....dil ko chu gaye yeh ahsaas....yu hi aatey rahiye.

ab etne acchey sher likhey hai apne to enka jawaab mujhe abhi nahi mil raha...soch kar enka reply karungi.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#179)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 31st August 2007, 08:14 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
gr8........behad khoobsurat sher likhey hai aapne.....dil ko chu gaye yeh ahsaas....yu hi aatey rahiye.

ab etne acchey sher likhey hai apne to enka jawaab mujhe abhi nahi mil raha...soch kar enka reply karungi.

haa didi,
mai puri tarah sehmat ho aap ki baat se............wakehi TAUHEED ne bahut khub sher likhe hai.........inka jawaab dena thoda mushkil hai..........
gr8 job TAUHEED...............
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#180)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
3rd September 2007, 01:18 AM

chalo men bhi hisaa le letaa hoon magar ye song hai ise sune bina mat jaaiyega majaa nahi aayegaa. ye hai link gaana sunane ke liye

http://www.radioreloaded.com/beta/tracks/?3162

aur yeh hai song lyrix
barasaat ke mausam mein tanhaayi ke aalam mein - 2
main ghar se nikal aayaa botal bhi uthaa laaya
abi zindaa huun to (ji lene do) - 2
bhari barasaat mein pi lene do - 2

(mujhe tukadon mein nahin jinaa hai
qataraa qataraa to nahin pinaa hai) - 2
ho aaj paimaane hataa do yaaron
haan saaraa maikaanaa pilaa do yaaron
maikadon mein to piyaa karataa huun - 2
chalati raahon mein to pi lene do
abi zindaa huun to

(mere dushman hain zamaane ke gam
baad pine ke ye honge kam) - 2
ho zulm duniyaa ke na sah paayuunga
bin piye aaj na rah paayuunga
mujhe haalaat se takaraanaa hai - 2
aise haalaat mein pi lene do
abi zindaa huun to

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#181)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
3rd September 2007, 04:41 AM

Quote:
Originally Posted by touheed View Post
baadlon k darmiyaan kuch aisi saajish hui..
mera ghar mitti ka tha..mere hi ghar barish hui..
usko bhi zidd hai bijliyan girane ki..
aur hume bhi zidd hai wahi ghar basane ki...
ello ello everyone,

chalo didi se jwab nahi diya gaya, hum jwab dene ki koshish karte hain. bahut muskil se kuch likha hai, umeed hai, iske jwad k kabil hai. kripya gaur farmayein:

sawaan ka mausam tha, aur barish b hui
buunde wahin girri jahan aapka ghar tha
saajish mat samjiyein isse badalon ki
ghar wahan banaya, jahan badal har pal tha

bijli to milati badal ko zameen se
issi liye, bijli ko girna tha
shayad bahut khoobsurat tha aapka ghar
issi wajah se badal ko vahin zameen se milna tha

humein umeed hai, k humara jwab pasand ayega. plz batayeiga, kaisa laga.

adeus

manish

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
hi
Old
  (#182)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 3rd September 2007, 09:53 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post

haa didi,
mai puri tarah sehmat ho aap ki baat se............wakehi TAUHEED ne bahut khub sher likhe hai.........inka jawaab dena thoda mushkil hai..........
gr8 job TAUHEED...............
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
ello ello everyone,

chalo didi se jwab nahi diya gaya, hum jwab dene ki koshish karte hain. bahut muskil se kuch likha hai, umeed hai, iske jwad k kabil hai. kripya gaur farmayein:

sawaan ka mausam tha, aur barish b hui
buunde wahin girri jahan aapka ghar tha
saajish mat samjiyein isse badalon ki
ghar wahan banaya, jahan badal har pal tha

bijli to milati badal ko zameen se
issi liye, bijli ko girna tha
shayad bahut khoobsurat tha aapka ghar
issi wajah se badal ko vahin zameen se milna tha

humein umeed hai, k humara jwab pasand ayega. plz batayeiga, kaisa laga.

adeus

manish
Quote:
Originally Posted by touheed View Post
hume kaha aap jaisa likhna aata hai par phir bhi kisika likkha to aapko suna sakte hai..

koi dikha k roye..
koi chupa k roye..
hume rulane wale rula k royee.
par maja to uss waqt hai dost ..
jab qatil bhi janaze pe aake royee.......
Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
wah wah dost bahut aacha sher hum sab se share kiya hai aapne....yu hi aatey rahiye aur ha aapka phele wala sher bhi kamaal ka hai.

hum to raat ke andherey meiN roye,
zamane ke saamne to muskuraye,
par tanhai meiN tumhey yaad karke roye,
tumne di thi kasam na peena phir kabhi,
yaad teri aaye to maikhane jake roye.
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
apni hi mehfil mein humein najar andaaz kar diya
pucha b nahi peeto ho, aur jaam bar diya
tumhari mehfil mein, tumhari ek jhalak k liye taras gaye
jisse sharaab nah behka saki, teri ek najar yeh kaam kar diya..............

malum hai thoda teda meda likha hai aur thoda lumga, kya karein......bt this time, sad nahi hai....
chalo men bhi hisaa le letaa hoon magar ye song hai ise sune bina mat jaaiyega majaa nahi aayegaa. ye hai link gaana sunane ke liye

http://www.radioreloaded.com/beta/tracks/?3162

aur yeh hai song lyrix
barasaat ke mausam mein tanhaayi ke aalam mein - 2
main ghar se nikal aayaa botal bhi uthaa laaya
abi zindaa huun to (ji lene do) - 2
bhari barasaat mein pi lene do - 2

(mujhe tukadon mein nahin jinaa hai
qataraa qataraa to nahin pinaa hai) - 2
ho aaj paimaane hataa do yaaron
haan saaraa maikaanaa pilaa do yaaron
maikadon mein to piyaa karataa huun - 2
chalati raahon mein to pi lene do
abi zindaa huun to

(mere dushman hain zamaane ke gam
baad pine ke ye honge kam) - 2
ho zulm duniyaa ke na sah paayuunga
bin piye aaj na rah paayuunga
mujhe haalaat se takaraanaa hai - 2
aise haalaat mein pi lene do
abi zindaa huun to

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#183)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st September 2007, 03:57 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post

wah wah ...............bahut khoob...........aap sabhi ne bahut hi accha likha hai aur manu ji aapke gaane ne to kamaal kar diya , bahut accha laga.

maaf kijiyega tauheed ji aapke sher bahut khoob thy...unka reply hi nahi kar saki.....

lijiye ek sher meri taraf se aap sab ki nazar..........

Barsaat tanha gujar gaye meri,
milne aa jate to kaya jata,
pyasi rahi maiN barsaat mein bhi,
do goont nazroN se pilla jate to kaya jata,
sulagata raha badan barsaat meiN bhi,
ek baar gale laga jate to kaya jata.....

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#184)
jahaan
Registered User
jahaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 26
Join Date: Sep 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
26th September 2007, 12:42 PM

Kismat ki berukhi ka manzar ajeeb tha,
mera ghar jal raha tha aur samander kareeb tha.

jahaan
   
Reply With Quote
Old
  (#185)
Tumbinjaunkha
TUMBIN JAUNKHA
Tumbinjaunkha is on a distinguished road
 
Tumbinjaunkha's Avatar
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Sep 2007
Location: Gwalior
Rep Power: 0
28th September 2007, 09:27 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
bahut khoob reshma ji....aree maiN kaha accha likhti hoon bas aap sab ke sheroN ka jawaab dene ki koshish karti hoon.

har jaam honthoN se lagaya nahi jata,
jo lag jaye ek baar usko hataya nahi jata,
yu to rahi miltey haiN bahut safar meiN,
par har rahi ko humsafar banaya nahi jata.

Not Mine
hi
this is arvind
.................. aap likhi line read karke mujhe mere purane din yaad aagaye....

CHHUP GAYA WO JAKAR KAHI SHAYAD HUME SATANE KO,
LEKIN HUM UNKI YAAD ME BHOOL GAYE JAMANE KO,
KOI UNHE JAKAR YE BATA DE KI,
TARSTE HAIN HUM UNKI EK JHALAK PANE KO........

  Send a message via Yahoo to Tumbinjaunkha  
Reply With Quote
Old
  (#186)
Shiv_akela
Registered User
Shiv_akela is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Sep 2007
Location: Indor
Rep Power: 0
30th September 2007, 01:42 AM

Unhe jarurat kya hai hame yu aajmane ki, aaj fir jarurat padegi kanch ke paimano ki.
Khali na hone dena jaam yaro,
warna fir yaad aayegi gujare zamane ki.
   
Reply With Quote
Old
  (#187)
Shiv_akela
Registered User
Shiv_akela is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Sep 2007
Location: Indor
Rep Power: 0
30th September 2007, 02:14 AM

Unhe jarurat kya hai hame yu aajmane ki, aaj fir jarurat padegi kanch ke paimano ki.
Khali na hone dena jaam yaro,
warna fir yaad aayegi gujare zamane ki.
   
Reply With Quote
Old
  (#188)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th October 2007, 01:34 PM

Quote:
Originally Posted by jahaan View Post
Kismat ki berukhi ka manzar ajeeb tha,
mera ghar jal raha tha aur samander kareeb tha.

"socha tha kushnaseeb hoon,
har manzil ke maiN kareeb hoon,
waha khuda bhi kaya kar sakta hai,
jaha ensaaN hi badnseeb ho"

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#189)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th October 2007, 02:56 PM

Quote:
Originally Posted by Tumbinjaunkha View Post
hi
this is arvind
.................. aap likhi line read karke mujhe mere purane din yaad aagaye....

CHHUP GAYA WO JAKAR KAHI SHAYAD HUME SATANE KO,
LEKIN HUM UNKI YAAD ME BHOOL GAYE JAMANE KO,
KOI UNHE JAKAR YE BATA DE KI,
TARSTE HAIN HUM UNKI EK JHALAK PANE KO........
"tumhe satane meiN bhi ek majja hai,
yu tadpane meiN bhi ek majja hai,
par sach to yeh hai ki mere mahboob,
tere bin jeena mere liye ek sajja hai"

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#190)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th October 2007, 03:02 PM

Quote:
Originally Posted by Shiv_akela View Post
Unhe jarurat kya hai hame yu aajmane ki,
aaj fir jarurat padegi kanch ke paimano ki.
Khali na hone dena jaam yaro,
warna fir yaad aayegi gujare zamane ki.
"gujrey zamane yaad aatey haiN to ro leti hoon,
woh din suhane yaad aatey hai to ro leti hoon,
jab nahi sah pata dil jalim waqt ki dushbariyaN,
khuda ke saamne haath jodti hoon aur ro leti hoon"

maine koshish ki hai aap sab ki shayri ka jawaab dene ki, par pata nahi aapko mere jawaab pasand aaye hai ja nahi....!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#191)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
8th October 2007, 03:41 AM

Hi

SAKHI BAS ITNA SA KAAM KAR,
YE SAARE ILZAAM MERE NAAM KAR
EK DO PAIMANE SE MERA KYA HOGA,

SARA MAIKHANA MERE NAAM KAR
(N.M)

Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#192)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th October 2007, 09:24 AM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post
Hi

SAKHI BAS ITNA SA KAAM KAR,
YE SAARE ILZAAM MERE NAAM KAR
EK DO PAIMANE SE MERA KYA HOGA,

SARA MAIKHANA MERE NAAM KAR
(N.M)

gar hota mumkin to beshak maiN yeh kar deti,
sarra maikhana kaya har maikhana tere naam kar deti,
par jaha to har koi mera diwana hai, eh mere ashiq,
maikhana chorr, Kaash !maangi hoti tune meri zindgi,
bin sochey zindgi naam tere kar deti....................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
hi
Old
  (#193)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 8th October 2007, 05:32 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
gar hota mumkin to beshak maiN yeh kar deti,
sarra maikhana kaya har maikhana tere naam kar deti,
par jaha to har koi mera diwana hai, eh mere ashiq,
maikhana chorr, Kaash !maangi hoti tune meri zindgi,
bin sochey zindgi naam tere kar deti....................
Hi sunita ji kaisi hai aap?
achaa sher hai. vaise aap achaa to likhatee hee hai. jab bhi dhaval milta hai aap ki tareef karta hai. aap ke is shr ke reply men ghulam ali sahaab ki ek ghazal paish karta hoon.

kaun hai jisane may nahin chakkhi
kaun jhuuthi qasam uthaata hai
mayakade se jo bach niakalata hai
teri aankhon mein duub jaata hai

piye ja raha huun, jiye ja raha huun
jawaani ko dhokha diye ja raha huun

judaayi hi tha zindagi ka muqaddar
bahut ji chuka lijiye ja raha huun

bahut zakm khaaye magar raaston par
charaagaan to kuchh kuchh kiye ja raha huun

bhulaana mujhe itana aasaan na hoga
kayi daastaanein diye ja raha huun

kashish koyi aisi hai jine mein ' aarif'
ke mar mar ke bhi main jiye ja raha huun

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#194)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
12th October 2007, 04:54 AM

hello didi...........kaise hain aap? misd u loads...

abb hum b kuch likhte hain

saaki jaara dheere dheere pila
raat abbi baaki hai
mohabaat abbi thodi si hui hai
thodi si abbi baaki hai

itna khoobsurat banaya hai khuda ne usko
dekha ek bar aur humein mohabaat ho gayi
sharaab mein dikh rahi hai meri mehbooba
yeh sharaab aab aur b nashili ho gayi......

kaisa laga didi? meri mail mili????

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#195)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th October 2007, 09:48 AM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
hello didi...........kaise hain aap? misd u loads...

abb hum b kuch likhte hain

saaki jaara dheere dheere pila
raat abbi baaki hai
mohabaat abbi thodi si hui hai
thodi si abbi baaki hai

itna khoobsurat banaya hai khuda ne usko
dekha ek bar aur humein mohabaat ho gayi
sharaab mein dikh rahi hai meri mehbooba
yeh sharaab aab aur b nashili ho gayi......

kaisa laga didi? meri mail mili????

accha laga munna mail mil gaye hai........ aur maine reply b kar diya hai....

"shaam hote hi kadam ladkhadane lage,
khud b khud tere dar ki aur aane lage,
do goont pila aur buja se pyas sakki,
nahi to hum yeh dunia chorr kar jane lage"

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#196)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Smile 15th October 2007, 09:51 AM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Hi sunita ji kaisi hai aap?
achaa sher hai. vaise aap achaa to likhatee hee hai. jab bhi dhaval milta hai aap ki tareef karta hai. aap ke is shr ke reply men ghulam ali sahaab ki ek ghazal paish karta hoon.

kaun hai jisane may nahin chakkhi
kaun jhuuthi qasam uthaata hai
mayakade se jo bach niakalata hai
teri aankhon mein duub jaata hai

piye ja raha huun, jiye ja raha huun
jawaani ko dhokha diye ja raha huun

judaayi hi tha zindagi ka muqaddar
bahut ji chuka lijiye ja raha huun

bahut zakm khaaye magar raaston par
charaagaan to kuchh kuchh kiye ja raha huun

bhulaana mujhe itana aasaan na hoga
kayi daastaanein diye ja raha huun

kashish koyi aisi hai jine mein ' aarif'
ke mar mar ke bhi main jiye ja raha huun

regards
manu

namaskaar manu g, kaise haiN aap.
g haan, dhaval se aapke bare meiN baat hue thi, accha hai na do bade bade shayar ek doosrey ke etne paas rahtey haiN

manu g, ab kaya kahuN aapne to mere sher ke jawaab meiN Gulaam Ali Saheb ki gazal likh di......maiN es akabil kaha ki mere sher ka jawaab unki gazal se ho.

aapne mera sher pasand kiya dil se shukriya yu hi padtey rahiyega aur aapni rai detey rahiyega.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#197)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
18th October 2007, 04:25 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
accha laga munna mail mil gaye hai........ aur maine reply b kar diya hai....

"shaam hote hi kadam ladkhadane lage,
khud b khud tere dar ki aur aane lage,
do goont pila aur buja se pyas sakki,
nahi to hum yeh dunia chorr kar jane lage"

dii..vaise jo aapne likha hai, vo humein bahut pasand aaya. lekin hum naraaz hain. humne iss bar kuch acha sa likha aur aapne sad likhna shuru kar diya!!!!!!! kya baat hai dii?

jab aati hai vo mere saame
saanse rukh jaanti hain aur bas dil nahi dhadka
uski gazali nigaho ne kuch is tarah pilayi saaki
ki teri sharaab abb nasha nahi chadta......

aapke jwab ka besabri se intezaar rahega.....humesha ki tarah.

munna

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#198)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th October 2007, 02:47 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
dii..vaise jo aapne likha hai, vo humein bahut pasand aaya. lekin hum naraaz hain. humne iss bar kuch acha sa likha aur aapne sad likhna shuru kar diya!!!!!!! kya baat hai dii?

jab aati hai vo mere saame
saanse rukh jaanti hain aur bas dil nahi dhadka
uski gazali nigaho ne kuch is tarah pilayi saaki
ki teri sharaab abb nasha nahi chadta......

aapke jwab ka besabri se intezaar rahega.....humesha ki tarah.

munna

thik hai bhai....ab kaya likhu jo mere munna ko pasand aaye.....

doondli si sard subha mein,
uske bheege se baalo.n mein,
jab main ungliya.n goomati hoon,
to jane kyu ik nasha sa cha jata hai,
jab woh mujhe apni baaho.n mein bharta hai,
to sard mausam bhi dahak jata hai,
jab lab se lab miltey haiN,
mausam rangeen ho jata hai,
kho jate haiN do badan ek dooje meiN,
tab pata hi nahi chalta ki kab,
doondli subha se dupahar ho jati hai

munna likhne kuch baithi thi likh kuch diya.....aur end meiN kuch samaj nahi aaya kaya likhuN to last line maine majakiya c likh diiii

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
online k liye
Old
  (#199)
prabhat22
Registered User
prabhat22 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Oct 2007
Location: delhi
Rep Power: 0
Talking online k liye - 19th October 2007, 04:21 PM

hi sunita only for this website user
Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
thik hai bhai....ab kaya likhu jo mere munna ko pasand aaye.....

doondli si sard subha mein,
uske bheege se baalo.n mein,
jab main ungliya.n goomati hoon,
to jane kyu ik nasha sa cha jata hai,
jab woh mujhe apni baaho.n mein bharta hai,
to sard mausam bhi dahak jata hai,
jab lab se lab miltey haiN,
mausam rangeen ho jata hai,
kho jate haiN do badan ek dooje meiN,
tab pata hi nahi chalta ki kab,
doondli subha se dupahar ho jati hai

munna likhne kuch baithi thi likh kuch diya.....aur end meiN kuch samaj nahi aaya kaya likhuN to last line maine majakiya c likh diiii
  Send a message via Yahoo to prabhat22  
Reply With Quote
hi sunita
Old
  (#200)
prabhat22
Registered User
prabhat22 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Oct 2007
Location: delhi
Rep Power: 0
Talking hi sunita - 19th October 2007, 04:23 PM

जून की गर्म दोपहरी में तीन आदमी सड़क के किनारे गङ्ढा खोद रहे थे। उनका बॉस पास ही पेड़ की छाया में खड़ा था।
एक आदमी बोला - ''देखो, हम यहां धूप में मर रहे हैं और हमारा अफसर छाया में आराम से खड़ा है। ये अन्याय क्यों हैं ?''
''पता नहीं।'' - दूसरे ने कहा ।
''मैं पूछकर आता हूं'' - पहले ने कहा और अफसर के पास गया।
''हम लोग धूप में काम कर रहे हैं और आप यहां छाया में खड़े हैं। ऐसा क्यों है? - उसने पूछा।
''अक्ल की वजह से'' - अफसर ने कहा ।
''क्या मतलब ? '' - आदमी ने पूछा।
''मतलब ये कि मैं तुमसे ज्यादा अक्लमंद हूं ।'' - अफसर ने कहा।
''वो कैसे ? साबित कीजिये'' आदमी ने कहा।
''ठीक है । देखो मैं अपना हाथ इस पेड़ पर टिकाता हूं। अब तुम फावड़ा मेरे हाथ पर मारो।'' - अफसर ने कहा।
आदमी ने जैसे ही उसके हाथ पर वार किया अफसर ने अपना हाथ वहां से हटा लिया। फावड़ा तने में जाकर लगा।
''यही अक्लमंदी है। समझे ?'' - अफसर ने मुस्कराते हुये कहा।
आदमी सर झुकाये वापस चला गया। उसके साथी ने पूछा - ''उन्होंने क्या कहा ?''
''उन्होंने कहा हम लोगों में अक्ल कम हैं इसीलिये हम यहां हैं।''
''क्या मतलब? अक्ल कम है !'' - साथी ने पूछा ।
आदमी ने सिर खुजाया और अपने दूसरे साथी के सिर पर हाथ रखकर तीसरे से कहा - ''फावड़ा उठाओ और मेरे हाथ पर मारो।''
  Send a message via Yahoo to prabhat22  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Un Aansuo Mein Shamil Hum Na Ho land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 28th August 2006 10:57 PM
aansuo ko palko tak priyanka jain Shayri-e-Dard 2 30th July 2004 06:38 PM
aansuo ki lakeer....... your_first_love Shayri-e-Ishq 1 5th September 2003 04:05 PM
Salika Aansuo ka bedilMusafir Shayri-e-Dard 0 24th February 2003 07:43 PM
Jitna uske paas gaya... rajeshmongia Shayri-e-Dard 0 22nd May 2002 06:46 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com