Zindagi ke atlab ne, -
23rd December 2006, 06:10 PM
Zindagi ke atlab ne,
hum ko uljha diya hai,
waqt ki shararat ne,
hum ko sikhla diya hai,
Hum tadap ta hain agar,
iss me kis ka bhala hai.
Main kahoon kiya khuda se,
woh khuda hi gawa hai.
Lamhe hain chote se,
farz kitna bada hai...