Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
koi khuda hai hi nahi
Old
  (#1)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
koi khuda hai hi nahi - 22nd June 2015, 08:12 PM

Dard e dil kuch yun bayaan karne ke liye ,
Alfaaz nahi milte hai koi kalam likhne ke liye

Kadam rakh diya maine bhi mandir aur masjid me,
Mere khoye huye khuda ko dhoondne ke liye

Behte rahe aansoo raat bhar in aankhon se,
Koi reh nahi gaya, baithke inhe ponchne ke liye

Shaayad meri ibaadat e muhobbat me hi kuch kami thi
Ya koi khuda hai hi nahi aarzoo e muhobbat sun.ne ke liye

Jab nikal gaye hai pal e muhobbat mere zindagi se ,
Kyu reh gaye hai unki yaadein mujhe tadpaane ke liye

Yunhi hi hasta rehta hai krishna zamaane ko nibhaane ke liye
Koi wajah bacha hi nahi ise muskuraane ke liye . . .


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
22nd June 2015, 08:25 PM

Ek achchi koshish Krishnasharma ji ......aap bura na mane tau kuch changes suggest karunga aapki.last do lines meiN...

Yunhi hi hasta rehta hai krishna zamaane ko nibhaane ke liye
Koi wajah bacha hi nahi ise muskuraane ke liye .


yuN hi has leta hai krishna zamane ko dikhane ko,
Warna koi wajah ab bachi nahi muskurane ko. .

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
22nd June 2015, 08:40 PM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Dard e dil kuch yun bayaan karne ke liye ,
Alfaaz nahi milte hai koi kalam likhne ke liye

Kadam rakh diya maine bhi mandir aur masjid me,
Mere khoye huye khuda ko dhoondne ke liye

Behte rahe aansoo raat bhar in aankhon se,
Koi reh nahi gaya, baithke inhe ponchne ke liye

Shaayad meri ibaadat e muhobbat me hi kuch kami thi
Ya koi khuda hai hi nahi aarzoo e muhobbat sun.ne ke liye

Jab nikal gaye hai pal e muhobbat mere zindagi se ,
Kyu reh gaye hai unki yaadein mujhe tadpaane ke liye

Yunhi hi hasta rehta hai krishna zamaane ko nibhaane ke liye
Koi wajah bacha hi nahi ise muskuraane ke liye . . .
Bahut khoob janaab, yunhi likhte rahiye!


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
22nd June 2015, 09:41 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Ek achchi koshish Krishnasharma ji ......aap bura na mane tau kuch changes suggest karunga aapki.last do lines meiN...

Yunhi hi hasta rehta hai krishna zamaane ko nibhaane ke liye
Koi wajah bacha hi nahi ise muskuraane ke liye .


yuN hi has leta hai krishna zamane ko dikhane ko,
Warna koi wajah ab bachi nahi muskurane ko. .

Sanjay Sehgal
Shukriya sanjay saab . . . i ll.change accordingly


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
23rd June 2015, 11:30 AM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Dard e dil kuch yun bayaan karne ke liye ,
Alfaaz nahi milte hai koi kalam likhne ke liye

Kadam rakh diya maine bhi mandir aur masjid me,
Mere khoye huye khuda ko dhoondne ke liye

Behte rahe aansoo raat bhar in aankhon se,
Koi reh nahi gaya, baithke inhe ponchne ke liye

Shaayad meri ibaadat e muhobbat me hi kuch kami thi
Ya koi khuda hai hi nahi aarzoo e muhobbat sun.ne ke liye

Jab nikal gaye hai pal e muhobbat mere zindagi se ,
Kyu reh gaye hai unki yaadein mujhe tadpaane ke liye

Yunhi hi hasta rehta hai krishna zamaane ko nibhaane ke liye
Koi wajah bacha hi nahi ise muskuraane ke liye . . .
bahut achchi koshish krishna ji........
likhte rahein....
aate rahiye.......



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
23rd June 2015, 12:47 PM

bohut ache ehsaas. yunhi likhte rahen.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd June 2015, 01:21 PM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Dard e dil kuch yun bayaan karne ke liye ,
Alfaaz nahi milte hai koi kalam likhne ke liye

Kadam rakh diya maine bhi mandir aur masjid me,
Mere khoye huye khuda ko dhoondne ke liye

Behte rahe aansoo raat bhar in aankhon se,
Koi reh nahi gaya, baithke inhe ponchne ke liye

Shaayad meri ibaadat e muhobbat me hi kuch kami thi
Ya koi khuda hai hi nahi aarzoo e muhobbat sun.ne ke liye

Jab nikal gaye hai pal e muhobbat mere zindagi se ,
Kyu reh gaye hai unki yaadein mujhe tadpaane ke liye

Yunhi hi hasta rehta hai krishna zamaane ko nibhaane ke liye
Koi wajah bacha hi nahi ise muskuraane ke liye . . .


khoobsuat peshkash rahi aapki krishna jii...... bahut acchaa laga aapko padhnaa.. magar ek shiqaayat hai ke bahut din baad aaye aap.... aate raha kijiye.. aur likhte rahiye

shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
23rd June 2015, 09:06 PM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Dard e dil kuch yun bayaan karne ke liye ,
Alfaaz nahi milte hai koi kalam likhne ke liye

Kadam rakh diya maine bhi mandir aur masjid me,
Mere khoye huye khuda ko dhoondne ke liye

Behte rahe aansoo raat bhar in aankhon se,
Koi reh nahi gaya, baithke inhe ponchne ke liye

Shaayad meri ibaadat e muhobbat me hi kuch kami thi
Ya koi khuda hai hi nahi aarzoo e muhobbat sun.ne ke liye

Jab nikal gaye hai pal e muhobbat mere zindagi se ,
Kyu reh gaye hai unki yaadein mujhe tadpaane ke liye

Yunhi hi hasta rehta hai krishna zamaane ko nibhaane ke liye
Koi wajah bacha hi nahi ise muskuraane ke liye . . .

Khoob ehsaas huye hai Krishna ji, yunhi ehsaas-e-bayaan karte rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com