Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
khud ko dafnaaya hai hamne
Old
  (#1)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
khud ko dafnaaya hai hamne - 7th July 2015, 08:24 PM

Muhobbat me thokar bewafaayi ka khaaya hai hamne
zindagi ki har mod pe khud ko akela paaya hai hamne

kaun tha, kaun hai aur kaun rahega apna yahaaan,jo dekhe
khud ko khud ke hi shikast me paaya hai hamne

jhoote lagte hai saare rishtey ya jhoote hai saare apne
magar har farebi ko muskuraakar nibhaaya hai hamne

raushan karne unki aangaan ko har shaam, khushi se
apne saare armaano ko aag lagaaya hai hamne

sehlenge yeh thokar e bewafaayi bhi muskuraakar ham,
ki har baar unke liye khud ko dafnaaya hai hamne

Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
8th July 2015, 08:26 AM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Muhobbat me thokar bewafaayi ka khaaya hai hamne
zindagi ki har mod pe khud ko akela paaya hai hamne

kaun tha, kaun hai aur kaun rahega apna yahaaan,jo dekhe
khud ko khud ke hi shikast me paaya hai hamne

jhoote lagte hai saare rishtey ya jhoote hai saare apne
magar har farebi ko muskuraakar nibhaaya hai hamne

raushan karne unki aangaan ko har shaam, khushi se
apne saare armaano ko aag lagaaya hai hamne

sehlenge yeh thokar e bewafaayi bhi muskuraakar ham,
ki har baar unke liye khud ko dafnaaya hai hamne
Aache ehsaas huye hai Krishna ji, par ek suggestion thokar since feminine hai isliye thokar khaaya nahi jaayega thokar khaayi hona chahiye..yeh mera khayaal hai bas zara gaur kijiyeGaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Rajeev Sharma
Tere Intzaar Mein....
Rajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Rajeev Sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 39
8th July 2015, 10:00 AM

Quote:
zindagi ki har mod pe khud ko akela paaya hai hamne

waaaaaaaaahhh waah kyaa hai hai bahut khubbbbbbbbb

maNzil pr nazar rakhtaa huN
zaari apnaa safar rakhtaa huN !!

===========================

sharma.rajeev701@gmail.com
https://www.facebook.com/rajeevsharmaraj111
http://www.rajeevsharmaraj.blogspot.com/
  Send a message via Yahoo to Rajeev Sharma  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
8th July 2015, 10:06 AM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Muhobbat me thokar bewafaayi ka khaaya hai hamne
zindagi ki har mod pe khud ko akela paaya hai hamne

kaun tha, kaun hai aur kaun rahega apna yahaaan,jo dekhe
khud ko khud ke hi shikast me paaya hai hamne

jhoote lagte hai saare rishtey ya jhoote hai saare apne
magar har farebi ko muskuraakar nibhaaya hai hamne

raushan karne unki aangaan ko har shaam, khushi se
apne saare armaano ko aag lagaaya hai hamne

sehlenge yeh thokar e bewafaayi bhi muskuraakar ham,
ki har baar unke liye khud ko dafnaaya hai hamne
waah bahot khoobi se ehsason ko bayaan kiya hai aapne krishna ji.....likhte rahiye..
aate rahein...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
8th July 2015, 10:08 AM

Krishna jee

Namaste

Aik achchhi koshish par dil se daad ...likhte rahiye

Aapka

Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
8th July 2015, 10:12 AM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Muhobbat me thokar bewafaayi ka khaaya hai hamne
zindagi ki har mod pe khud ko akela paaya hai hamne

kaun tha, kaun hai aur kaun rahega apna yahaaan,jo dekhe
khud ko khud ke hi shikast me paaya hai hamne

jhoote lagte hai saare rishtey ya jhoote hai saare apne
magar har farebi ko muskuraakar nibhaaya hai hamne

raushan karne unki aangaan ko har shaam, khushi se
apne saare armaano ko aag lagaaya hai hamne

sehlenge yeh thokar e bewafaayi bhi muskuraakar ham,
ki har baar unke liye khud ko dafnaaya hai hamne

bahut khoob sharma ji.... kyaa baat hai bahut saadgeee nazar aatee hai aapke kalaam me...... ummdah aasahr se sajee nayaab kavita ke liye dil se daad pesh hain aapko... likhte rahiye

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)

  (#8)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
8th July 2015, 12:32 PM

bahut khoob likha hai Sharma jee aapne
aate rahen
likhte rahen
duaon ke saath

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com