Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
!!~~**Dost**~~!!
Old
  (#1)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
Post !!~~**Dost**~~!! - 30th June 2015, 01:31 PM



har kadam par door jaane ab lage hai.n dost,
ham se daaman ko chu.Daane ab lage hai.n dost.

Pahle dil jaltaa thaa to bhii sabr thaa ham ko,
dil jalaa ke muskuraane ab lage hai.n dost.

jinke hoNthoN par tabassum ham se aata thaa,
naam lekar la.Dkha.Daane ab lage hai.n dost.

mashware ham se jo leke ba.Dh gaye aage,
ham ko hii paagal bulaane ab lage hai.n dost.

jo milaa karte they chaahat se muhabbat se,
raah chalte muh chupaane ab lage hai.n dost.

waah waahii kar ke Gazlo.N par terii Aye "Shaad",
be-wajah phir sar cha.Dhaane ab lage hai.n dost.





हर कदम पर दूर जाने अब लगे हैं दोस्त,
हम से दामन को छुड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

पहले दिल जलता था तो भी सब्र था हम को,
दिल जला कर मुस्कुराने अब लगे हैं दोस्त.

जिन के होँठों पर तबस्सुम हम से आता था,
नाम लेकर लड़्खड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

मश्वरे हम से जो लेके बढ़ गये आगे,
हम को ही पागल बुलाने अब लगे हैं दोस्त.

जो मिला करते थे चाहत से मुहब्बत से,
राह चलते मुह-छुपाने अब लगे हैं दोस्त.

वाह वाही कर के ग़ज़लोँ पर तेरी ऐ शाद,
बे-वजह फिर सर चढ़ाने अब लगे हैं दोस्त.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
30th June 2015, 01:42 PM

bahut sundar ghazal hui hai shoiab bhai.....ek practical aspect saamne laaye hain aap apni kalam kee jaadugari se....saare aashaar dimaag mein ek hulchul see paida kar rahe hain.......dil aur dimaag mein chalne waale asmanjas ko aapne bakhoobimpesh kiya hai......
It is a unique combination emotional plus practical......
Loved it.......yun hee mehfil mein chaar chaand lagaye rahiye....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
30th June 2015, 01:53 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


har kadam par door jaane ab lage hai.n dost,
ham se daaman ko chu.Daane ab lage hai.n dost.

Pahle dil jaltaa thaa to bhii sabr thaa ham ko,
dil jalaa ke muskuraane ab lage hai.n dost.

jinke hoNthoN par tabassum ham se aata thaa,
naam lekar la.Dkha.Daane ab lage hai.n dost.

mashware ham se jo leke ba.Dh gaye aage,
ham ko hii paagal bulaane ab lage hai.n dost.

jo milaa karte they chaahat se muhabbat se,
raah chalte muh chupaane ab lage hai.n dost.

waah waahii kar ke Gazlo.N par terii Aye "Shaad",
be-wajah phir sar cha.Dhaane ab lage hai.n dost.





हर कदम पर दूर जाने अब लगे हैं दोस्त,
हम से दामन को छुड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

पहले दिल जलता था तो भी सब्र था हम को,
दिल जला कर मुस्कुराने अब लगे हैं दोस्त.

जिन के होँठों पर तबस्सुम हम से आता था,
नाम लेकर लड़्खड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

मश्वरे हम से जो लेके बढ़ गये आगे,
हम को ही पागल बुलाने अब लगे हैं दोस्त.

जो मिला करते थे चाहत से मुहब्बत से,
राह चलते मुह-छुपाने अब लगे हैं दोस्त.

वाह वाही कर के ग़ज़लोँ पर तेरी ऐ शाद,
बे-वजह फिर सर चढ़ाने अब लगे हैं दोस्त.


Shaad bhai....talkh haqiqat bayaan ki hai aapne, aaj ke daur meiN sacche dost kam hi / kismat se milte hai. aapki gazal ke ashiyaar sachaii ke bahut kareeb lae....duaa hai aapki kalam yu hi sach likhti rhe....aur aage badti rhe.

duaoN ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
30th June 2015, 05:15 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
[B]


har kadam par door jaane ab lage hai.n dost,
ham se daaman ko chu.Daane ab lage hai.n dost.

Pahle dil jaltaa thaa to bhii sabr thaa ham ko,
dil jalaa ke muskuraane ab lage hai.n dost.

jinke hoNthoN par tabassum ham se aata thaa,
naam lekar la.Dkha.Daane ab lage hai.n dost.

mashware ham se jo leke ba.Dh gaye aage,
ham ko hii paagal bulaane ab lage hai.n dost.

jo milaa karte they chaahat se muhabbat se,
raah chalte muh chupaane ab lage hai.n dost.

waah waahii kar ke Gazlo.N par terii Aye "Shaad",
be-wajah phir sar cha.Dhaane ab lage hai.n dost.

[/
हर कदम पर दूर जाने अब लगे हैं दोस्त,
हम से दामन को छुड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

पहले दिल जलता था तो भी सब्र था हम को,
दिल जला कर मुस्कुराने अब लगे हैं दोस्त.

जिन के होँठों पर तबस्सुम हम से आता था,
नाम लेकर लड़्खड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

मश्वरे हम से जो लेके बढ़ गये आगे,
हम को ही पागल बुलाने अब लगे हैं दोस्त.

जो मिला करते थे चाहत से मुहब्बत से,
राह चलते मुह-छुपाने अब लगे हैं दोस्त.

वाह वाही कर के ग़ज़लोँ पर तेरी ऐ शाद,
बे-वजह फिर सर चढ़ाने अब लगे हैं दोस्त.




Waaaaaaaah kya baat hai Sameer bhai, kitne aasan lafzo me duniya k sath balti doati k rishe ko bayan kiya hai aapne......zamana badla to dosti bhi pehle jaisi nahi rahi....bohot khoob farmaya hai aapne......daad kubul farmaiyega

Apka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
30th June 2015, 10:01 PM

Shaad bhaii

Namaste

Ghazal khoob rahi... aapka andaaZ-e-bayaan bhee dil ko behad pasand aayaa... dil se daad

Aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
30th June 2015, 11:25 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


har kadam par door jaane ab lage hai.n dost,
ham se daaman ko chu.Daane ab lage hai.n dost.

Pahle dil jaltaa thaa to bhii sabr thaa ham ko,
dil jalaa ke muskuraane ab lage hai.n dost.

jinke hoNthoN par tabassum ham se aata thaa,
naam lekar la.Dkha.Daane ab lage hai.n dost.

mashware ham se jo leke ba.Dh gaye aage,
ham ko hii paagal bulaane ab lage hai.n dost.

jo milaa karte they chaahat se muhabbat se,
raah chalte muh chupaane ab lage hai.n dost.

waah waahii kar ke Gazlo.N par terii Aye "Shaad",
be-wajah phir sar cha.Dhaane ab lage hai.n dost.





हर कदम पर दूर जाने अब लगे हैं दोस्त,
हम से दामन को छुड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

पहले दिल जलता था तो भी सब्र था हम को,
दिल जला कर मुस्कुराने अब लगे हैं दोस्त.

जिन के होँठों पर तबस्सुम हम से आता था,
नाम लेकर लड़्खड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

मश्वरे हम से जो लेके बढ़ गये आगे,
हम को ही पागल बुलाने अब लगे हैं दोस्त.

जो मिला करते थे चाहत से मुहब्बत से,
राह चलते मुह-छुपाने अब लगे हैं दोस्त.

वाह वाही कर के ग़ज़लोँ पर तेरी ऐ शाद,
बे-वजह फिर सर चढ़ाने अब लगे हैं दोस्त.
Shaad bhai kya kahun aur kin alfaazon mein aap ki is ghazal ki taariif karun.aapke is tagazzul ke to hum kayal hai kab se. Yun to har sher umdaa aur pur asar hua par is ek sher ne kambhqt jaan hi le li


मश्वरे हम से जो लेके बढ़ गये आगे,
हम को ही पागल बुलाने अब लगे हैं दोस्त

Ek sawaal bhi hai aapke is makhte mein ek ajeeb si kashish aur ek dil mein umardhta hua toofan dikhaa hai, uski gehraayi jaanna chahta hoon.



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
30th June 2015, 11:38 PM

Ghazal tau bahut khas hui shad bhai , per itna bhi mat koso dostoN ko , mana ki thore kameene haiN aaj kal ke dost per waqt bewaqt kaam aate yehi dost ...

Apne makte meIn khud hi kabool ker liya ki bewjah ab phir ser charane lage haiN ye dost.


Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
1st July 2015, 07:29 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


har kadam par door jaane ab lage hai.n dost,
ham se daaman ko chu.Daane ab lage hai.n dost.

Pahle dil jaltaa thaa to bhii sabr thaa ham ko,
dil jalaa ke muskuraane ab lage hai.n dost.

jinke hoNthoN par tabassum ham se aata thaa,
naam lekar la.Dkha.Daane ab lage hai.n dost.

mashware ham se jo leke ba.Dh gaye aage,
ham ko hii paagal bulaane ab lage hai.n dost.

jo milaa karte they chaahat se muhabbat se,
raah chalte muh chupaane ab lage hai.n dost.

waah waahii kar ke Gazlo.N par terii Aye "Shaad",
be-wajah phir sar cha.Dhaane ab lage hai.n dost.





हर कदम पर दूर जाने अब लगे हैं दोस्त,
हम से दामन को छुड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

पहले दिल जलता था तो भी सब्र था हम को,
दिल जला कर मुस्कुराने अब लगे हैं दोस्त.

जिन के होँठों पर तबस्सुम हम से आता था,
नाम लेकर लड़्खड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

मश्वरे हम से जो लेके बढ़ गये आगे,
हम को ही पागल बुलाने अब लगे हैं दोस्त.

जो मिला करते थे चाहत से मुहब्बत से,
राह चलते मुह-छुपाने अब लगे हैं दोस्त.

वाह वाही कर के ग़ज़लोँ पर तेरी ऐ शाद,
बे-वजह फिर सर चढ़ाने अब लगे हैं दोस्त.
Waahhh! Khoobsurat khayal, khoobsurat aashaar aur zabardast ravaani... Dil khush ho gaya tumhe padhkar Shoaib. Baaki dost ek aisi cheez hai jo humesha aapka bhala hi sochenge. Aapko unka tareeka pasand aaye naa aaye, woh aapko hansa hi dete hain.

Meri dil se dheron daad kubool karo, yunhi mehfil sajaate raho.


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#9)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
1st July 2015, 10:27 AM

Koun hai jisne aapko itnaa pareshaan kar diya ki ghazal likh daali?

aur woh bhi itni khoobsoorat!!

bataao bataao dekh lenge usko!

Aapki aur apki ghazal ki jitni taareef ki jaaye kam hai.

subhaan allah subhaan allah............


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
1st July 2015, 11:58 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


har kadam par door jaane ab lage hai.n dost,
ham se daaman ko chu.Daane ab lage hai.n dost.

Pahle dil jaltaa thaa to bhii sabr thaa ham ko,
dil jalaa ke muskuraane ab lage hai.n dost.

jinke hoNthoN par tabassum ham se aata thaa,
naam lekar la.Dkha.Daane ab lage hai.n dost.

mashware ham se jo leke ba.Dh gaye aage,
ham ko hii paagal bulaane ab lage hai.n dost.

jo milaa karte they chaahat se muhabbat se,
raah chalte muh chupaane ab lage hai.n dost.

waah waahii kar ke Gazlo.N par terii Aye "Shaad",
be-wajah phir sar cha.Dhaane ab lage hai.n dost.





हर कदम पर दूर जाने अब लगे हैं दोस्त,
हम से दामन को छुड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

पहले दिल जलता था तो भी सब्र था हम को,
दिल जला कर मुस्कुराने अब लगे हैं दोस्त.

जिन के होँठों पर तबस्सुम हम से आता था,
नाम लेकर लड़्खड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

मश्वरे हम से जो लेके बढ़ गये आगे,
हम को ही पागल बुलाने अब लगे हैं दोस्त.

जो मिला करते थे चाहत से मुहब्बत से,
राह चलते मुह-छुपाने अब लगे हैं दोस्त.

वाह वाही कर के ग़ज़लोँ पर तेरी ऐ शाद,
बे-वजह फिर सर चढ़ाने अब लगे हैं दोस्त.
bahut hi sundar ghazal hui hai shaad bhai
daad hi daad
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
1st July 2015, 01:54 PM

]adaab shaad ji..
kya kahoon kya likhoon aapki behtareen ghazal ki shaan mein..har baar ek naye andaaz se rubruu karate hain aap...par is baar to jaise teer ki tarah chubhte huye ashaar likh gaye hain aapki kalam se...beshaq ye hakikat hai aaj zamane ki par aapne jo dard bhar diya hai isme ki bas.......
aise hee umda kalaam se mahfil roshan karte rahe taki ham jaise log aapse kuch seekhte rahein....dua hai doston ke sath aur muhabbaton ki kabhi kami na ho aapko..
khush rahein.....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
1st July 2015, 08:09 PM

shaad bhai kya haal chaal.... ik muddat ho gayi aapse mukhatib hue.... waise ghazal ke khayal bilkul hum sab ki zindagi ko aaina sa dikha rahe hain, par jaane kyuN aapke kalam wali dhaar is ghazal mein nazar nahin aayi, ki padh ke kahiN kuch chubbh sa jaaye... Waise ye meri nizi raaye hai, bas daad ke saath aage ki umeed bhi bandh raha huN....



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#13)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
6th July 2015, 01:19 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
shaad bhai kya haal chaal.... ik muddat ho gayi aapse mukhatib hue.... waise ghazal ke khayal bilkul hum sab ki zindagi ko aaina sa dikha rahe hain, par jaane kyuN aapke kalam wali dhaar is ghazal mein nazar nahin aayi, ki padh ke kahiN kuch chubbh sa jaaye... Waise ye meri nizi raaye hai, bas daad ke saath aage ki umeed bhi bandh raha huN....
khushaamdeed hazrat....

behad masarrat ka sabab hai aap jaise daanishmand shoraa ko apni bazm me maujood dekh kar...... khushi hui jo aapne apne chand pal ham gareebon ko denaa gawaara samjhaa....

ek baat kahnaa chahungaa gar ijaazat ho..... dhaar ki baat aapne ki thii... to gaur kijiye ghazal ka unwaan hai dost aur jo ghazal dosst ke liye ho usme dhaar kaise nazar aaegee , haan chubhaa zaruur hai par kise kise ye bataana zaraa mushkil kaam hai..... khair aap apnaa khayaal rakkhen aur aate rahen.... shukriyaa

duaaon ki guzaarish....

shaad....


Shaad...

Last edited by sameer'shaad'; 8th July 2015 at 10:18 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
6th July 2015, 01:21 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
]adaab shaad ji..
kya kahoon kya likhoon aapki behtareen ghazal ki shaan mein..har baar ek naye andaaz se rubruu karate hain aap...par is baar to jaise teer ki tarah chubhte huye ashaar likh gaye hain aapki kalam se...beshaq ye hakikat hai aaj zamane ki par aapne jo dard bhar diya hai isme ki bas.......
aise hee umda kalaam se mahfil roshan karte rahe taki ham jaise log aapse kuch seekhte rahein....dua hai doston ke sath aur muhabbaton ki kabhi kami na ho aapko..
khush rahein.....

muaafii chahaungaa mohtramaa Madhu saahibaa jo aapko khaak lafzon ne takleef pahuchhaaee aur ye mere aashaar chubhte hue se lage...... magar utnii hi khushi ki baat hai ke aapko saamne dekhaa aur aapko bazm me maujood paayaa... guzaarish hai ke aatii rahiyeggaa... khush rahiye apnaa khayaal rakhiye....

shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
6th July 2015, 01:23 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut hi sundar ghazal hui hai shaad bhai
daad hi daad
duaon ke saath
behad inaayat hai aapkii Rajinder jee...................


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
6th July 2015, 01:25 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Koun hai jisne aapko itnaa pareshaan kar diya ki ghazal likh daali?

aur woh bhi itni khoobsoorat!!

bataao bataao dekh lenge usko!

Aapki aur apki ghazal ki jitni taareef ki jaaye kam hai.

subhaan allah subhaan allah............

ghazal mahaz ek khayaal hotee hai Sarikaa jee...... iskaa kisi bi insaan se koi seedha sambandh nahi hotaa..... haan magar ek baat hotee hai ghazal me ke padhne waalaa ise khud ke behad nazdeek dekhtaa hai..... aur asal maayne me tabhi ek shaayar kaamyaab hai jab padhne waale ke zahan me aise sawaal uthhen....... baraae karam mehrbaani aapkii.......

shukriyaa

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th July 2015, 01:27 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
muaafii chahaungaa mohtramaa Madhu saahibaa jo aapko khaak lafzon ne takleef pahuchhaaee aur ye mere aashaar chubhte hue se lage...... magar utnii hi khushi ki baat hai ke aapko saamne dekhaa aur aapko bazm me maujood paayaa... guzaarish hai ke aatii rahiyeggaa... khush rahiye apnaa khayaal rakhiye....

shaad....
beshaq aati rahoongi shaad ji...sdc par kuch logon ko padhna bahut pasand hai mujhe aur usme ek naam aapka hai.....to ye to meri khushnaseebi hai ki aapko padne ka mauka milta rahe bas...

khush rahein...aur likhte rahein..aur bhi achcha...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
6th July 2015, 05:30 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


har kadam par door jaane ab lage hai.n dost,
ham se daaman ko chu.Daane ab lage hai.n dost.

Pahle dil jaltaa thaa to bhii sabr thaa ham ko,
dil jalaa ke muskuraane ab lage hai.n dost.

jinke hoNthoN par tabassum ham se aata thaa,
naam lekar la.Dkha.Daane ab lage hai.n dost.

mashware ham se jo leke ba.Dh gaye aage,
ham ko hii paagal bulaane ab lage hai.n dost.

jo milaa karte they chaahat se muhabbat se,
raah chalte muh chupaane ab lage hai.n dost.

waah waahii kar ke Gazlo.N par terii Aye "Shaad",
be-wajah phir sar cha.Dhaane ab lage hai.n dost.





हर कदम पर दूर जाने अब लगे हैं दोस्त,
हम से दामन को छुड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

पहले दिल जलता था तो भी सब्र था हम को,
दिल जला कर मुस्कुराने अब लगे हैं दोस्त.

जिन के होँठों पर तबस्सुम हम से आता था,
नाम लेकर लड़्खड़ाने अब लगे हैं दोस्त.

मश्वरे हम से जो लेके बढ़ गये आगे,
हम को ही पागल बुलाने अब लगे हैं दोस्त.

जो मिला करते थे चाहत से मुहब्बत से,
राह चलते मुह-छुपाने अब लगे हैं दोस्त.

वाह वाही कर के ग़ज़लोँ पर तेरी ऐ शाद,
बे-वजह फिर सर चढ़ाने अब लगे हैं दोस्त.
Ab toh waah kehne se bhi dar lagne laga sameer bhai. Waah kehne pe kahin aap hamein bhi un " doston" me shaamil na kardo. Magar aapko padhke kuch yun ehsaas hua,
jo tha apnapan apno me woh peeche reh gaya
Waqt apni naadaani pe haskar aage badh gaya

Likthe rahiye . . .
Duwaaon ke saath ,
Krishna


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
8th July 2015, 10:19 AM

Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Waahhh! Khoobsurat khayal, khoobsurat aashaar aur zabardast ravaani... Dil khush ho gaya tumhe padhkar Shoaib. Baaki dost ek aisi cheez hai jo humesha aapka bhala hi sochenge. Aapko unka tareeka pasand aaye naa aaye, woh aapko hansa hi dete hain.

Meri dil se dheron daad kubool karo, yunhi mehfil sajaate raho.

aapkii muhabbaton par kurbaan jaaun Pulkit bhai.... duaaon se nawaazne ka behad shukriyaa.... aate rahen.... himmat ete rahen.... shhukriyaa

shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
8th July 2015, 10:20 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Ghazal tau bahut khas hui shad bhai , per itna bhi mat koso dostoN ko , mana ki thore kameene haiN aaj kal ke dost per waqt bewaqt kaam aate yehi dost ...

Apne makte meIn khud hi kabool ker liya ki bewjah ab phir ser charane lage haiN ye dost.


Sanjay Sehgal

sach kah rahehain aap bhaisaahab. poori tarah ittefaaq rakhta hoon aapki baaton se..... shukriya jo aap aaye.. aate rahen....

shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Rajeev Sharma
Tere Intzaar Mein....
Rajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Rajeev Sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 39
8th July 2015, 12:20 PM

bahut khubbbbbbbbbbbbbb shaad ji..........kuch sachhaai si kahti hui aapki ye gazal...

lekin dostoN se itni berukhi .................???????? acchhi baat nahi...


maNzil pr nazar rakhtaa huN
zaari apnaa safar rakhtaa huN !!

===========================


sharma.rajeev701@gmail.com
https://www.facebook.com/rajeevsharmaraj111
http://www.rajeevsharmaraj.blogspot.com/
  Send a message via Yahoo to Rajeev Sharma  
Reply With Quote
Old
  (#22)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
9th July 2015, 09:38 AM

Quote:
Originally Posted by Rajeev Sharma View Post
bahut khubbbbbbbbbbbbbb shaad ji..........kuch sachhaai si kahti hui aapki ye gazal...

lekin dostoN se itni berukhi .................???????? acchhi baat nahi...

bahut shukriyaa rajeev bhai..... pki naseehaton ka ham pooraa khayaal rakkhenge... aur jjo aaap har baar ham pe apni muhabbaten lutaane hain uske liye mashkoor hoon aaapka... aate rahiyegaa

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
9th July 2015, 09:40 AM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Ab toh waah kehne se bhi dar lagne laga sameer bhai. Waah kehne pe kahin aap hamein bhi un " doston" me shaamil na kardo. Magar aapko padhke kuch yun ehsaas hua,
jo tha apnapan apno me woh peeche reh gaya
Waqt apni naadaani pe haskar aage badh gaya

Likthe rahiye . . .
Duwaaon ke saath ,
Krishna
sharma ji namaskaar..... baut khushi huii aaj aapko bazm me dekh kar , aur aapki baaten padh kar chehre pe muskaan bhii saj gayee hai... acchaa laga ye jaankar ke aapko ye kahyaal pasand aaye.... aur aapke khayaal hame bhi behad bhaa gaye... shukriyaa ek baar fir se.... aate rahen

shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
9th July 2015, 09:42 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Shaad bhai kya kahun aur kin alfaazon mein aap ki is ghazal ki taariif karun.aapke is tagazzul ke to hum kayal hai kab se. Yun to har sher umdaa aur pur asar hua par is ek sher ne kambhqt jaan hi le li


मश्वरे हम से जो लेके बढ़ गये आगे,
हम को ही पागल बुलाने अब लगे हैं दोस्त

Ek sawaal bhi hai aapke is makhte mein ek ajeeb si kashish aur ek dil mein umardhta hua toofan dikhaa hai, uski gehraayi jaanna chahta hoon.

mast saahab... aap sab se hi hauslaa milta ahai kuch likh sakne kaa.... aur yaqeen maniye jab tak aap bazm me aate hain hain, adhurapan banaa rahtaa hai..... shukriyaa jo aapko ye kalaam pasand aa sakaa... main poori koshish karunga ke aage bhi aesehi likhta rahun aur aapke dilon me jagah banata rahun... sath dete rahiyega...

shaad.......


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com