Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > English/Hindi/Other Languages Poetry > Hindi Kavitayen

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zindagi ki jhalak
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Zindagi ki jhalak - 21st November 2014, 07:30 PM

Roz raat ko jo log need ke agosh mein so jate haiN,
Subha phir se usi jaddojehat mein lag jate haiN.

Zindagee ka her din kyuN hum ko lagta bhari hai,
Waqt humeiN gadha bana kar kar raha sawari hai.

Jo log door bhagte zindagee se khud ko kehte Jogi ,
Jo beech maidan mein date rehte kehlate karmyogi.

Jo muNh pher lete zindagee se khud ko kehte viyogee.
Aage koi bhi nahiN janta ki zindagee kaisee hogee.

Bus andhere meiN sab chappu chala rahe haiN ,
Kishti hai vahiN kinare khari dil behla rahe haiN

Isi chakkar mein sab ghanchakkar bane ja rahe haiN
Apne apne jhande ko sab jor jor se fehra rahe haiN .



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 21st November 2014 at 07:45 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
15th December 2014, 09:18 AM

kyaa baat hai janaab...... aap to kamaal pe kamaal kiye ja rahe hain....

har baar kalaam me itnaa asar itnaa wazan kahaan se laate hain.... mujhe aapki is kavitaa ne jeevan ke darshan karaa diye hain...... daad ka nazrana pesh hain . qubool kijiegaa

likhte rahiyegaa

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
15th December 2014, 12:10 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Roz raat ko jo log need ke agosh mein so jate haiN,
Subha phir se usi jaddojehat mein lag jate haiN.

Zindagee ka her din kyuN hum ko lagta bhari hai,
Waqt humeiN gadha bana kar kar raha sawari hai.

Jo log door bhagte zindagee se khud ko kehte Jogi ,
Jo beech maidan mein date rehte kehlate karmyogi.

Jo muNh pher lete zindagee se khud ko kehte viyogee.
Aage koi bhi nahiN janta ki zindagee kaisee hogee.

Bus andhere meiN sab chappu chala rahe haiN ,
Kishti hai vahiN kinare khari dil behla rahe haiN

Isi chakkar mein sab ghanchakkar bane ja rahe haiN
Apne apne jhande ko sab jor jor se fehra rahe haiN .
Kya khoob likha hai sanjay ji....waah.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
16th December 2014, 12:22 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
kyaa baat hai janaab...... aap to kamaal pe kamaal kiye ja rahe hain....

har baar kalaam me itnaa asar itnaa wazan kahaan se laate hain.... mujhe aapki is kavitaa ne jeevan ke darshan karaa diye hain...... daad ka nazrana pesh hain . qubool kijiegaa

likhte rahiyegaa

Shaad.....
Sameer bhai ,

Jab sur bigad jaata hai , tau aise behke behke khayal aate haiN ..
Apko humari bigaree tabiyat pe taras aa gaya , mahallah jawab nahiN aapka ..
Shukriya , nazre karam , varna khaskar ki tau koi pehchan nahin.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
16th December 2014, 12:23 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Kya khoob likha hai sanjay ji....waah.
Madhu ji meri adni si koshish ko sarahne ke liye tahe dil se shukriya ..

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com