Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Haseen
Old
  (#1)
mohit
Guest
 
Posts: n/a
Haseen - 16th July 2003, 04:19 PM

AAP MAAN KAR PHIR SE NA ROOTH JAAYEIN KAHI
IS LIYE AAP KO MNAANE SE DARTE HAIN
HUM TO CHAHTE HAIN KI AAP RAHO SADA YU HI ROOTHE
KYONKI GUSSE MEIN AAP AUR BHI HASEEN LAGTE HAIN
   
Reply With Quote
Maan kar phir se rooth jaana, aur phir maan jana.. yehi to ada hoti hai pyar ki..
Old
  (#2)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Love Maan kar phir se rooth jaana, aur phir maan jana.. yehi to ada hoti hai pyar ki.. - 9th August 2003, 11:07 AM

Arre..
maan liya ki gusse mein woh aur bhi haseen lagte hian.. par iska matlab yeh to nahi ki aap manaana hi chod denge, aur unhe humesha ke liye khafa kar denge..

apno se aise salook nahi kiye jaate.. apno ko to manaane mein jo maza aata hai woh aur kisi cheez mein nahi aata..

aur manaane ke baad jab phir se woh rooth kar maante hain to kaya kehna..

arre woh bhi roothte hain to sirf isiliye ki hum manaaye unko.. unke jalwe bhi kuch alag hi nazar aate hain..



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Re: Maan kar phir se rooth jaana, aur phir maan jana.. yehi to ada hoti hai pyar ki..
Old
  (#3)
rajaawara
Registered User
rajaawara is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 74
Join Date: Aug 2003
Rep Power: 21
Re: Maan kar phir se rooth jaana, aur phir maan jana.. yehi to ada hoti hai pyar ki.. - 9th August 2003, 06:45 PM

bhai yahan shaayari ho rahi hai ya ashiki ho rahi hai?ladkiyan patane ke liye aur bhi jagah hai mohit.


hum to aise hi hai
   
Reply With Quote
HI
Old
  (#4)
zakhmi
Registered User
zakhmi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Aug 2003
Rep Power: 0
HI - 9th August 2003, 09:21 PM

KAFI UMDA.
SAHI KAHA AAP NE PAR RUTHE HUE MEHBOOB KO MANANE BHI UTNA HI MAZA HAI
   
Reply With Quote
hi all
Old
  (#5)
mohit
Guest
 
Posts: n/a
hi all - 10th August 2003, 07:54 PM

Yaar Priya
pehle ek baat btaayo ki agar vo apne hain to
roothte he kyon hain.
aur vaise bhi jab na mnaayo tab unke chehre ka expression
dekhne layak hota hai.
anyway i have no time
i will give you a brief note regarding this.
vaise bhi yeh sirf shayer hai agar roothe hue ko mnaana
ho to kaffee kaam aata hai
is shayer par kaffee experiment kar chukka hu ab tak.
aap par karna baaki hai,vo chatting waali baat se
nraaz to nahi aap,soch lo agar abhi bhi nraaz ho to
i have an another shayer....
bye
tc

Hello Mr. Raj
kon si aashqi kar di maine aur vaise bhi internet par
sirf dost bante hain,aashqi nahi hoti....

Hello Zakhmi ji,
yaar aapki baat to bilkulsahi hai,lakin aap kissi din
apni girl-friend ko na mnaa ke dekhna
jab 1-2 hours ke baad khud he galiya deti hui aayegi
to aap btayiyega ki kiss cheez mein jaada maza hai
mnaane mein ya unke khud maan jaane mein,
haa vaise mnaane bhi maza aata hai lakin everything
should be experienced.am i right na.
jab koi chance nahi dikhta unke khud maanne ka
tab mnaana bhi padhta hai yaar...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
allahabadrptds
Registered User
allahabadrptds is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 360
Join Date: Sep 2002
Rep Power: 22
10th August 2003, 09:42 PM

hye re hye teraa gussaa

wah mohit ji kya andaaze bayaan hai waise ye sach hai ki gusse mein khoobsoorti bhadjaati hai par na manaane ka risk to khuh zyada hi bhari padsakta hai.
par jo bhi ho likha to behad umda hai


=============================
aviral
  Send a message via Yahoo to allahabadrptds  
Reply With Quote
Arre yaar apne hi to rooth te hain..
Old
  (#7)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Love Arre yaar apne hi to rooth te hain.. - 10th August 2003, 11:24 PM

Roothna bhi to izhaare mohabbat hota hai..

Apne roothte hain isliye ki unhe aap manaayenge, roothne aur manaane se aur dil ke kareeb ho jaate hain..

Roothne aur manaane mein apna hi maza hai..

Aaakhir apne hi rooth kar apni naaraazgi zaahir karte hian, agar woh gair hon, to palat kar bhi nahi dekhenge..

Aazmaa kar dekh lena.. apne hi apno se roothte hian, par phir bahut jald maan bhi jaate hain..



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#8)
punnu
Registered User
punnu is on a distinguished road
 
punnu's Avatar
 
Offline
Posts: 278
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 21
11th August 2003, 12:26 PM

hi Mr.
kase ho.aj phir se bahut acha likha hai.asa na ho ke gussa ho jaye aur baad main mane hi na. asi nobat mat ane dena.ok
bye
punnu
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#9)
pari
Registered User
pari will become famous soon enoughpari will become famous soon enough
 
pari's Avatar
 
Offline
Posts: 687
Join Date: May 2003
Location: USA
Rep Power: 22
hi - 13th August 2003, 12:31 AM

Hi mohit,
Bhai wah kya kehna???mein to sabse yahi kahoongi specially zakhmi(anmol) se ki is field mein mohit ko bahut jyada expierience hai isliye use salah dene ka matlab hi nahi hai.......
ladkiya kaise khafa hoti hai....unhe manaya kaise jaata hai.......
ye sab mohit se jyada koi nahi jaan sakta......kyu mohit..am i wright ??
Dil pe mat le yaar>>>>>
pari


Chadha hai aaj bhi uska Rang, jisne kabhi Ranga hi nahi :-)
   
Reply With Quote
HI
Old
  (#10)
zakhmi
Registered User
zakhmi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Aug 2003
Rep Power: 0
HI - 13th August 2003, 12:53 AM

HI MOHITJI
WELL AAP MUJ SE KAFI ACHHA LIKHTE HAIN AUR MAIN AAP KO PADHTE BHI AAYA HOON YAHAN AKSAR.
WAISE MAINE TO JO DIL MEIN AAYA LIKH DIYA PAR AAP NE SAHI MEIN KAFI ACHHA REPLY BHEJA HAI.
KEEP WRITING.
   
Reply With Quote
SORRY
Old
  (#11)
zakhmi
Registered User
zakhmi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Aug 2003
Rep Power: 0
SORRY - 13th August 2003, 12:56 AM

HI PARIJI
BHAI MUAF KAR DIJIYE .
GALTI HO GAYI AB KAN MAT PAKADWAIYEGA.
WELL ACTUALLY I KNOW MOHIT IS VERY GOOD SHYAR.
PAR YAAR MERE DIL MEIN US WAQT JO AAYA WOH MAINE LIKH DIYA AUR HAAN MERE IRADA BILKUL BHI MOHITJI KO SALAH DENE KA NAHI THA.

MOHITJI AAP KO BHI BURA LAGA HO TO I M SORRY.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
mohit
Guest
 
Posts: n/a
13th August 2003, 01:14 PM

Hi Pari ji,
yaar ab mere ko kya pata ki ladkiya kaise khfaa hoti
hain aur kaise maanti hain.main in sab jhmelo se door
rehta hu. main to itna sharmilla hu ki ladki ko
dekhte he sharam se apni ek aankh band kar leta hu
aur aap mujhe is maamle main experienced btaa rahi hain
kahin mere ko aap over-estimate to nahi kar rahi.....

*********


Hi zakhmi ji
yaar aisi to koi baat nahi kahi aapne jo
mere ko buri lagi ho
and bhaiya main chotti-moti baatoo ka bura
vaise bhi nahi maanta
take care and have a nice day


*********

Parneet beta tum apni study par dhyaan diya karo,
vo gusse hoti hai to hone do koi baat nahi hum doosri
le aaynge...ok
hey just joking...
anyway take care of yourself
and contact mein rehna...
shayed main regualarly contact na kar sakku
lakin jab bhi online hua reply zroor kiya karunga
see you
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
haseen faiq Shayri-e-Dard 0 14th June 2005 05:33 PM
tum haseen ho..... alien_sadhu Aapki Shayri 1 7th June 2005 02:27 PM
haseen pal Qasid Shayri-e-Ishq 2 31st August 2004 09:06 PM
Haseen mohit Shayri-e-Ishq 0 6th January 2004 01:39 PM
Haseen mohit Shayri-e-Ishq 9 30th May 2003 09:09 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com