Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

 
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 5.00 average. Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
Old
  (#29)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
22nd January 2013, 11:01 PM

[QUOTE=sameer'shaad';447284]hahahaha... maine sochaa tha naqaab ke saath lage haathoN apne puraane hisaab kitaab chuktaa kar loon aapse... qalam ke saath saath...



magar lagtaa hai apne guru ki baat aap hi nahi maanna chahate,.
bhayee... guru ki baat maan lena bhi kahin nahi lkhaa.... barna fir kya raha.. sawaal kisse karega .... agar guru ne kaah maine raT liyaa...


.. waise kai logon se maaine bhi pata kiyaa to jawaab saamne ye aaya ke qalam keval munnas nahi balki kai bar muzakkar bhi istemaal me aata hai..

sahab agar aap sirf sunne ko sanad maante hai... to zidd bhayee ne kaha ameer minayee ne kaha ... ye bhi maan lena chahiye na....
apni sahoolat se har baat nahi apnayee ja sakti na


Asal me agar qalam lafz ko dekha jaae to aam taur pe muannas ke misaal khoob hain.. lekin muzakkar ke bhi kam sanad nahi hain....

maiN aapko har ghalti shayri ke har aib ki micaal de duN aap maan lenge



Deja Meri Kalam Naam Nu Ik Hor Hadsa

shiv kumar..

sahab .............. shiv kumaar batalvi sahab punjabi ke shayar hai......... yaha baat sirf urdu ki hai.... urdu maiN qalam kya hai....
so is misre ki yaha koe zaroorat nahiN..


khoye din, jaagti shab ka sabab kya hai,
meri kalam, meri ghazal, mere hunar ki vajah kya hai..


Hum ne kabhi likha nhi tha shouk sey,
bass kalam chal padi, kisi ka khayaal aane sey


shayar ?
--------------------------

aur yoon bhi dekhen...

mera qalam mere jazbaat se waqif hai itna ,
kay main lafz mohabbat likhu to tera naam likha jaye

shayar ..... ? sher wazn se hil raha hai

isi tarah agar kisi bade shaayr ki sanad mil jaae naqaab ke liye (sivaay minaai) to pesh kareN.. aur apne guru ji ki madad kareN..

pahli baat guru ko madad ki zaroorat nahi
aur ameer minayee ko kyun hata rahe ho........... unko koe nahi hilaa saktaa... agar doosre shayar ko consider karna hai to



Shukriyaa..

bahut hi shukriyaaaaa

Last edited by maikasH; 25th January 2013 at 03:52 PM..
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
 

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com