Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 16 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#641)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Exclamation 26th February 2008, 09:10 PM

Quote:
Originally Posted by yash chawla View Post
jee bhar ke roye to karaar paya

is daur nai kisne sachcha pyaar paya

zindaghi guzar rahi hai imtihano ke daur se

ek zakhm bhara nahi ki dusra taiyaar paaya ....

jawab hazir hai janab



meri khusk ankhon ko who selab day gya.
meri zeest ko gham behisab day gya.
Mai ne to chahi thi sirf khushi uski .
na jany q bewafa ka muje khitab day gya.

Last edited by Mujeeb; 26th February 2008 at 09:39 PM..
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#642)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
27th February 2008, 10:09 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
jawab hazir hai janab



meri khusk ankhon ko who selab day gya.
meri zeest ko gham behisab day gya.
Mai ne to chahi thi sirf khushi uski .
na jany q bewafa ka muje khitab day gya.
mat lagavo us per koi bewafai ka ilzam
uski bhi kuch majburi rahi hogi
mana chahte the tum uski khushi har dam
per wo bhi tumari khushiyo ki wajah se tumse door rahi hogi


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#643)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 1st March 2008, 11:33 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
mat lagavo us per koi bewafai ka ilzam
uski bhi kuch majburi rahi hogi
mana chahte the tum uski khushi har dam
per wo bhi tumari khushiyo ki wajah se tumse door rahi hogi


wah dost bahut hi achha hai


marne ke baad mere tum jo kahani likhna
kaise barbad hui meri jawani likhna
kaise umra bhar mere hoth khushi ko tarse
kyu umra bhar baha aankh se pani likhna
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#644)
mohammed zahed
Registered User
mohammed zahed is on a distinguished road
 
mohammed zahed's Avatar
 
Offline
Posts: 75
Join Date: Feb 2008
Location: Aap ke Dil main
Rep Power: 17
3rd March 2008, 10:09 AM

Ek jaam ulfat ke naam, Ek jaam wafa ke naam, Puri bottle bewafa ke naam.

ein phoolon ki khushboo dil mein bikhar jaaye dua hum karenge ki yeh marz jald utaar jaaye bharrayi hui aapki awaaz dil lubhati hai mera shayad yeh bhi manaye ki marz lagaye rakhe dera aayinda ein phoolon ki jaroorat na ho agar ein ke siwa, aapke sirhaane hum hon

Kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai kahan ho tum ki yeh dil beqarar aaj bhi hai woh waadiyan woh fazaayen ki hum mile the jahan meri wafaa ka wahi bar-mazaar aaj bhi hai main jaane dekh ke kyun unko yeh hua ahsaas ki mere deil pe unhe aikhtiyaar aaj bhi hai

Kaun kahta hai mohabbat ki jubaan hoti hai yeh haqiqat to nigahon se bayaan hoti hai woh na aaye to satati hai khalish si dil ko woh jo aaye to khalish aur jawaan hoti hai


PHOOLO MAIN HASEEN GULAB HAI

PADHAI KE LIYE ZARURI KITAB HAI

DUNIYA MAIN HAR SAWAL KA JAWAB HAI

AGAR KOI MOHAMMED ZAHED KE BARE MAIN PUCHE

TO KAHANA LAJAWAB HAI!
  Send a message via Yahoo to mohammed zahed  
Reply With Quote
Old
  (#645)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
3rd March 2008, 04:11 PM

[quote=krenil;273998]wah dost bahut hi achha hai


marne ke baad mere tum jo kahani likhna
kaise barbad hui meri jawani likhna
kaise umra bhar mere hoth khushi ko tarse
kyu umra bhar baha aankh se pani likhna

likhne ko to bahut kuch likh dete
per vo likhawat kaha se lata jo tum muje dete
hum umar bhar sirf ek khusi ki liye tarse
kyu ki humari har khushi to hum usko dete


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#646)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
3rd March 2008, 04:18 PM

Quote:
Originally Posted by mohammed zahed View Post
Ek jaam ulfat ke naam, Ek jaam wafa ke naam, Puri bottle bewafa ke naam.

ein phoolon ki khushboo dil mein bikhar jaaye dua hum karenge ki yeh marz jald utaar jaaye bharrayi hui aapki awaaz dil lubhati hai mera shayad yeh bhi manaye ki marz lagaye rakhe dera aayinda ein phoolon ki jaroorat na ho agar ein ke siwa, aapke sirhaane hum hon

Kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai kahan ho tum ki yeh dil beqarar aaj bhi hai woh waadiyan woh fazaayen ki hum mile the jahan meri wafaa ka wahi bar-mazaar aaj bhi hai main jaane dekh ke kyun unko yeh hua ahsaas ki mere deil pe unhe aikhtiyaar aaj bhi hai

Kaun kahta hai mohabbat ki jubaan hoti hai yeh haqiqat to nigahon se bayaan hoti hai woh na aaye to satati hai khalish si dil ko woh jo aaye to khalish aur jawaan hoti hai


wah dost apne bahut acha likha hai
likhne se kese pata chalega ki mohbbat kya hoti hai
kisi ko mohbbat karke dekho to pata chalega
dil me basakar to har koi mohbbat karta hai
per kisi ka intzaar karo to pata chalega ki mohbbat kya hoti hai


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#647)
nihar
Registered User
nihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to behold
 
nihar's Avatar
 
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 26
Love 3rd March 2008, 06:07 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
wah dost apne bahut acha likha hai

likhne se kese pata chalega ki mohbbat kya hoti hai
kisi ko mohbbat karke dekho to pata chalega
dil me basakar to har koi mohbbat karta hai

per kisi ka intzaar karo to pata chalega ki mohbbat kya hoti hai

bilkool sahi kaha hain aapne main aapki baat se sehmat hoon


mohabbat mohabaat karte ho
mohabbat ko janna bhi sikho
sirf pana mohabbat ka naam nahi
mohabbat main khona bhi sikho


Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai
Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai

  Send a message via Skype™ to nihar 
Reply With Quote
Old
  (#648)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
3rd March 2008, 07:54 PM

[quote=nihar;274222]bilkool sahi kaha hain aapne main aapki baat se sehmat hoon


mohabbat mohabaat karte ho
mohabbat ko janna bhi sikho
sirf pana mohabbat ka naam nahi
mohabbat main khona bhi sikho

bilkul sahi kaha dost tumne
mohbbat se hume kya ummid hoti hai
wo to khud be ummid hoti hai
mohbbat ko pana hi sabki jarurat hoti hai
per ye koi nahi janta hai ki mohbbat ko bhi kisi ki jarur hoti hai


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#649)
alone anum
DANIYAL ANUM
alone anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
5th March 2008, 12:01 PM

meri zindagi hai roshan in kaale aandhero se
meri zindagi main soch samagh ke aaiyega

banzar zameeno par phool nahi khila karte
podha mohobbat ka soch samagh kar lagaiyega

gulo se bhi nazook hain paon aapke
in kantili raho ko yu hi na aajmaiyega

gam apne chupa ke rakhiye yeh shahar hai aandhe bahro ka
kis ko dil ki bat kahiyega kis ko aanso dikhaiyega

jaan deke bhi hasil nahi hai kuch bazare ishq main
soda bahut hai mehnga kijiyega to pachtaiyega

aap pareshan hote hain kyu mere liye kyu khamkha
sapna hoon main ..khulte hi aankh bhool jaiyega..
   
Reply With Quote
Old
  (#650)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
8th March 2008, 09:39 PM

Quote:
Originally Posted by alone anum View Post
meri zindagi hai roshan in kaale aandhero se
meri zindagi main soch samagh ke aaiyega

banzar zameeno par phool nahi khila karte
podha mohobbat ka soch samagh kar lagaiyega

gulo se bhi nazook hain paon aapke
in kantili raho ko yu hi na aajmaiyega

gam apne chupa ke rakhiye yeh shahar hai aandhe bahro ka
kis ko dil ki bat kahiyega kis ko aanso dikhaiyega

jaan deke bhi hasil nahi hai kuch bazare ishq main
soda bahut hai mehnga kijiyega to pachtaiyega

aap pareshan hote hain kyu mere liye kyu khamkha
sapna hoon main ..khulte hi aankh bhool jaiyega..
hello bhai yaha per sirf share likha karo app mana ki apne bahut acha gazal likha hai per isme gazal nahi sirf share hi likhna hai.

kabhi din hota hai to kabhi raat hoti hai
sapno ki duniya to har pal me basi hoti hai
ab kese kahe ki in sapno me kis ki surat hoti hai
bas ankh khol kar dekhte hai to sirf maa ki hi murat hoti hai


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#651)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
9th March 2008, 06:00 AM

dinesh ji bahut acha likha hai aapne. abb jwab dene mein thodi si ulkjan ho rahi hai, k kaise jwab dein. chalo koshish to ki hai, zara gaur farmayein.

hum to har pal bhagwaan ke saath rehte hain
bhagwan hai wo jisse hum maa - baap kehte hain
chahe kitna insaan pooj le kissi ko bi
aagar dil se nah, is pooja ko paap kehte hain.......

umeed karte hain k aapko yeh sher pasand ayega. lukin 4wd to ur reply.

do take care

God bless u

Manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#652)
only anum
alone anum
only anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 17
10th March 2008, 01:18 AM

baikhudi ki zindagi jiya nahi karty
cheen kar jaam piya nahi karty
jinhay hum say pyar hai aakar kahain hum say
peecha hum bhi kisi ka kia nahi karty
   
Reply With Quote
Old
  (#653)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
10th March 2008, 09:54 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
dinesh ji bahut acha likha hai aapne. abb jwab dene mein thodi si ulkjan ho rahi hai, k kaise jwab dein. chalo koshish to ki hai, zara gaur farmayein.

hum to har pal bhagwaan ke saath rehte hain
bhagwan hai wo jisse hum maa - baap kehte hain
chahe kitna insaan pooj le kissi ko bi
aagar dil se nah, is pooja ko paap kehte hain.......

umeed karte hain k aapko yeh sher pasand ayega. lukin 4wd to ur reply.

do take care

God bless u

Manish
yaar apne bahut hi acha likha hai apka jawab sunkar muje bahut khushi ho rahi hai dost aur wake hi tumne sach kaha hai is share me ki agar dil se hum pooja nahi karte to usko paap kehte hai tumare share padhkar muje bhi ek aur share yaad aa gaya to likh deta hu dost.

kabhi pyase ko pani pilaya nahi fir daan karne se kya fayda
kabhi girte huye ko uthaya nahi fir aanso baha ne se kya fayda
yahi to ajki duniya ka dastur hai maa baap ko bhul jaane ka
kabhi maa baap ki seva ki hi nahi ho fir ganga nahane se kya fayda


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#654)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
10th March 2008, 10:01 PM

Quote:
Originally Posted by only anum View Post
baikhudi ki zindagi jiya nahi karty
cheen kar jaam piya nahi karty
jinhay hum say pyar hai aakar kahain hum say
peecha hum bhi kisi ka kia nahi karty
wah dost bahut acha likha hai
sach kaha hai tumne ki bekhudi ki jindagi jiya nahi karte
per kisi ki yaad ko lekar uske sang piya nahi karte hai
mana ki hum kisi ka picha nahi karte hai
per sharab ka sahara lekar hum ye jindagi jiya nahi karte hai


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#655)
sharabee
koi hamdam na raha
sharabee is on a distinguished road
 
sharabee's Avatar
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Jan 2008
Location: sharabkhana
Rep Power: 0
16th March 2008, 07:12 PM

[quote=sandysandy;232109]Dohe ka jawab dohe se....

jeevan ke din rain kaa , kaise lage hisaab

nice thread....

hissab jindagi ka ab apane samjh me aaya,
paani se sasta bikate, jab usake lahu ko dekha
   
Reply With Quote
Old
  (#656)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
18th March 2008, 10:13 PM

[quote=sharabee;276048]
Quote:
Originally Posted by sandysandy View Post
Dohe ka jawab dohe se....

jeevan ke din rain kaa , kaise lage hisaab

nice thread....

hissab jindagi ka ab apane samjh me aaya,
paani se sasta bikate, jab usake lahu ko dekha
Khuda hamari tarah apko tanhaayi na de,
Hum jee lenge tanha, par apko Judai na de,
hamari nigahon mein basi rahe apki soorat,
Aapko bhale hi hum dikhayi na de


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#657)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
23rd March 2008, 07:05 PM

dosto.n,

meri aap se gujaarish hai kii yahaa.n , is tarah se sher na likhe.n... aap jo sher likh rahe hai.n, wo aap ke phle waale sher ka jawaab hona chaahiye! aur aap ko jawaab mai.n sirf ek sher(couplets) likhana hai..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#658)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
24th March 2008, 08:46 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
dosto.n,

meri aap se gujaarish hai kii yahaa.n , is tarah se sher na likhe.n... aap jo sher likh rahe hai.n, wo aap ke phle waale sher ka jawaab hona chaahiye! aur aap ko jawaab mai.n sirf ek sher(couplets) likhana hai..

Mayank
haan sahi kaha apne bilkul aisa hi yaha pe chal raha tha app dekhiye pehle ke saare share per kuch log aate hai na vo humari link tod dete hai isi liye mujburan hume koi dusra share likhna padta hai


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#659)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
2nd April 2008, 07:16 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
haan sahi kaha apne bilkul aisa hi yaha pe chal raha tha app dekhiye pehle ke saare share per kuch log aate hai na vo humari link tod dete hai isi liye mujburan hume koi dusra share likhna padta hai
Intzaar rehta hai har sham uska
Raat kat ti nahi hai lekar naam usk
Mudat se bethe hai aash lekar uskaa
Ki kabhi to aayega koi paigaam uska


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#660)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 2nd April 2008, 09:54 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
Intzaar rehta hai har sham uska
Raat kat ti nahi hai lekar naam usk
Mudat se bethe hai aash lekar uskaa
Ki kabhi to aayega koi paigaam uska


ye raha aap ke sher ka jawaab..............

khat likhu to kya likhu,kaboo me dil humdum nahi,
khak aisi zindagi ke hum kahi aur tum kahi......


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#661)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd April 2008, 10:01 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
ye raha aap ke sher ka jawaab..............

khat likhu to kya likhu,kaboo me dil humdum nahi,
khak aisi zindagi ke hum kahi aur tum kahi......



hum to pyasay they ek boond k liey
Kia maloom tha keh wast-e-darya baithay hain..........
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#662)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 2nd April 2008, 10:05 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
hum to pyasay they ek boond k liey
Kia maloom tha keh wast-e-darya baithay hain..........


wahhhhhhhhhh...bahut khub MUJEEB....

dil ka mausam hai ajab, tumse mulakaat ke baad,
jaise jalta hua jungle koi , barsaat ke baad.........(NM)


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#663)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd April 2008, 10:09 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
wahhhhhhhhhh...bahut khub MUJEEB....

dil ka mausam hai ajab, tumse mulakaat ke baad,
jaise jalta hua jungle koi , barsaat ke baad.........(NM)

Bichra kuch is ada se k rut hi badal gai
aik shaks saary shehr ko wairan ker gya ..(NM)
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#664)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 2nd April 2008, 10:13 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Bichra kuch is ada se k rut hi badal gai
aik shaks saary shehr ko wairan ker gya ..(NM)

wahhhhhhhhhhhhh

ab ke sawan me shararat ye hamare saath hui,
hamara ghar chod kar sare shehr me barsaat hui...(nm)


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#665)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd April 2008, 10:14 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
wahhhhhhhhhhhhh

ab ke sawan me shararat ye hamare saath hui,
hamara ghar chod kar sare shehr me barsaat hui...(nm)


Who mery naseeb ki barishien kisi or ki chat pe baras gaien
jo mila mujhy yaad hai jo nhi mila usy bhool gya .......(NM)
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#666)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 2nd April 2008, 10:18 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Who mery naseeb ki barishien kisi or ki chat pe baras gaien
jo mila mujhy yaad hai jo nhi mila usy bhool gya .......(NM)

bahut khub..............

zindagi chubhne lagi hai kaanto ki tarah yaar muje,
har pal tere intezaar ka sadiyon ki tarah guzra...(NM)


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#667)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd April 2008, 10:25 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
bahut khub..............

zindagi chubhne lagi hai kaanto ki tarah yaar muje,
har pal tere intezaar ka sadiyon ki tarah guzra...(NM)


Jee chahta hai teri yaadon ko aany se Tok don
mager kaisy main apni saanson ko rok loon ?
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#668)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 2nd April 2008, 10:28 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Jee chahta hai teri yaadon ko aany se Tok don
mager kaisy main apni saanson ko rok loon ?

wahhhhhhhhhhhhh

tumne na kiya yaad kabhi bhulkar hume,
humne to teri yaad me sab kuch bhula diya......


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#669)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd April 2008, 10:32 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
wahhhhhhhhhhhhh

tumne na kiya yaad kabhi bhulkar hume,
humne to teri yaad me sab kuch bhula diya......


Socha k ajj Khud ko saza don
tujhy ajj mein dil se bhula don
apni Khata hai tumbin jee nhi sakta
Is bat ka ab kiya tumko gila don ?
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#670)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 2nd April 2008, 10:36 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Socha k ajj Khud ko saza don
tujhy ajj mein dil se bhula don
apni Khata hai tumbin jee nhi sakta
Is bat ka ab kiya tumko gila don ?

janab aap ka jawaab hazir hai...

koi achi si sazaa do mujko,
chalo aisa karo bhula do mujko,
tumse bichdu to maut aa jaye,
dil ki gehraiyo se ye dua do mujko......


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#671)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd April 2008, 10:42 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
janab aap ka jawaab hazir hai...

koi achi si sazaa do mujko,
chalo aisa karo bhula do mujko,
tumse bichdu to maut aa jaye,
dil ki gehraiyo se ye dua do mujko......


Meri ibadaton main bhi koi kasar nhi
meri chahton main bhi koi kaser nhi
ik hi cheez mangi hai tujh se ya RUB
mager meri duaon main koi aser nhi
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#672)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
3rd April 2008, 12:27 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Meri ibadaton main bhi koi kasar nhi
meri chahton main bhi koi kaser nhi
ik hi cheez mangi hai tujh se ya RUB
mager meri duaon main koi aser nhi

is kaa gilaa nahii.n ki duaa be-asar ga_ii
ik aah kii thii vo bhii kahii.n jaa ke mar ga_ii




Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#673)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
3rd April 2008, 12:31 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
is kaa gilaa nahii.n ki duaa be-asar ga_ii
ik aah kii thii vo bhii kahii.n jaa ke mar ga_ii


Lajawaaaaaaaaaaabb...........bahut Khooob

mery pass iska koi jawab nhi ...
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#674)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
3rd April 2008, 06:24 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Lajawaaaaaaaaaaabb...........bahut Khooob

mery pass iska koi jawab nhi ...
Is ka jawab mirzaa ghalib ke paas hai...............................

aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
kaun jiitaa hai terii zulf ke sar hone tak


regards
man
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#675)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
3rd April 2008, 06:45 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Is ka jawab mirzaa ghalib ke paas hai...............................

aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
kaun jiitaa hai terii zulf ke sar hone tak

regards
man

Manu jee sahi kaha iska jawab mirza k pass hai actually mirza k pass bahut jawab hai jaisa k ab main bhi mirza ko mirza sahab ka hi jawab don ga

arz kerta hon


Yeh na thi hamari kismat k visal-e-yaar hota
agar aur jiite rahate yahii intazaar hotaa
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#676)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
3rd April 2008, 11:22 PM

visal-e-yaar ki chaah mai yun zindagi beeti jaayegi,
marne ko marjaayenge,yeh ghadi na kabhi aayegi.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#677)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
4th April 2008, 04:21 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
visal-e-yaar ki chaah mai yun zindagi beeti jaayegi,
marne ko marjaayenge,yeh ghadi na kabhi aayegi.

tamaam umr teraa intazaar kar le.nge
magar ye ranj rahegaa ki zindagii kam hai


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#678)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 4th April 2008, 06:05 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
tamaam umr teraa intazaar kar le.nge
magar ye ranj rahegaa ki zindagii kam hai

khushiyon ke intezaar me tamaam kar chale hai zindagi,
dekhte hai ki maut bhi sukoon lati hai ke nahi.....(nm)


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#679)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Love 4th April 2008, 06:21 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
khushiyon ke intezaar me tamaam kar chale hai zindagi,
dekhte hai ki maut bhi sukoon lati hai ke nahi.....(nm)

zindagii jab bhii terii bazm me.n laatii hai hame.n
ye zamii.n chaa.Nd se behatar nazar aatii hai hame.n
[Shahryar]
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#680)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
4th April 2008, 06:31 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
khushiyon ke intezaar me tamaam kar chale hai zindagi,
dekhte hai ki maut bhi sukoon lati hai ke nahi.....(nm)
vo aaye hai.n pashemaa.N laash par ab
tujhe ai zindagii laa_uu.N kahaa.N se


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
DaaD Na DeeJiYe MuJh Ko Dua DeeJiYe asgher Shayri-e-Ishq 6 26th April 2005 11:28 AM
ek sher kehkashan Aapki Shayri 14 2nd November 2004 12:26 PM
5th Sher gumnam Shayri-e-Dard 0 22nd April 2004 10:31 AM
mohabbat (shayari).. the sher that i havewritten is the sher i said to my boyfriend girl_waiting_in Shayri-e-Ishq 0 9th October 2002 03:12 PM
sher sonal Shayri-e-Ishq 1 31st October 2001 05:32 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com