Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Shamme ulfat
Old
  (#1)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
Shamme ulfat - 22nd October 2008, 07:50 PM

shamme ulfat

Hum to duniya bhulaye rehte hain
khud ko majnu banaye rehte hain

Khwab dil me samaye rehte hain
dil ki duniya basaye rehte hain

Raat me battiyon ko gul karke
shamme ulfat jalaye rehte hain

Makhmali bistaron ko bhool gaye
maili chadar bichhaye rehte hain

Khat jo likkha tha mere humdum ne
dil se usko lagaye rehte hain

Log badnamiyon ke dhabbon se
apna daaman bachaye rehte hain

Yun to woh ghumte hain be pardah
Hum se chehra chhupaye rehte hain

Poochhiye kuchh na mere apno ki
jaise ghar me paraye rehte hain

Jane kyon cheekh cheekh ke har dum
ghar ko sar par uthaye rehte hain

Sunte rehte hain sabki baaten hum
apne sar ko jhukaye rehte hain

Kal talak saath jo rahe Fezan
aaj doori banaye rehte hain


.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
dheer
Registered User
dheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant future
 
dheer's Avatar
 
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 35
22nd October 2008, 08:11 PM

Poochhiye kuchh na mere apno ki [q]
jaise ghar me paraye rehte hain


Jane kyon cheekh cheekh ke har dum
ghar ko sar par uthaye rehte hain


Sunte rehte hain sabki baaten hum
apne sar ko jhukaye rehte hain

bahut khoob !! is khoobsoorat ghazal ke liye meree hazaar_haa daad qabool farmaaye.

dua go
dheer
  Send a message via Yahoo to dheer  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
22nd October 2008, 08:19 PM

Aadaab Fezan Sahab
Bahut khoob gazal pesh ki aapne dil khush go gaya likhtey rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#4)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
Thanks - 22nd October 2008, 09:45 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
Aadaab Fezan Sahab
Bahut khoob gazal pesh ki aapne dil khush go gaya likhtey rahiye
Shukriya Kashif Sahab
Aap log aise hi himmat badhate rahiye
KH Fezan


.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Shukriya
Old
  (#5)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
Shukriya - 22nd October 2008, 09:47 PM

Quote:
Originally Posted by dheer View Post
Poochhiye kuchh na mere apno ki [q]
jaise ghar me paraye rehte hain


Jane kyon cheekh cheekh ke har dum
ghar ko sar par uthaye rehte hain


Sunte rehte hain sabki baaten hum
apne sar ko jhukaye rehte hain

bahut khoob !! is khoobsoorat ghazal ke liye meree hazaar_haa daad qabool farmaaye.

dua go
dheer
Namaste Dheer sahab
Zarranawazi ke liye shukriya
apka dost
Fezan


.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
6th April 2012, 02:49 PM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
shamme ulfat

Hum to duniya bhulaye rehte hain
khud ko majnu banaye rehte hain

Khwab dil me samaye rehte hain
dil ki duniya basaye rehte hain

Raat me battiyon ko gul karke
shamme ulfat jalaye rehte hain

Makhmali bistaron ko bhool gaye
maili chadar bichhaye rehte hain

Khat jo likkha tha mere humdum ne
dil se usko lagaye rehte hain

Log badnamiyon ke dhabbon se
apna daaman bachaye rehte hain

Yun to woh ghumte hain be pardah
Hum se chehra chhupaye rehte hain

Poochhiye kuchh na mere apno ki
jaise ghar me paraye rehte hain

Jane kyon cheekh cheekh ke har dum
ghar ko sar par uthaye rehte hain

Sunte rehte hain sabki baaten hum
apne sar ko jhukaye rehte hain

Kal talak saath jo rahe Fezan
aaj doori banaye rehte hain

Ji Bhaut Sunder.....................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
24th April 2012, 12:05 PM

Quote:
Originally Posted by radhika_2 View Post
ji bhaut sunder.....................
thanks radhika ji...
Khush rahiye...


.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
24th April 2012, 11:43 PM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
shamme ulfat

Hum to duniya bhulaye rehte hain
khud ko majnu banaye rehte hain

Khwab dil me samaye rehte hain
dil ki duniya basaye rehte hain

Raat me battiyon ko gul karke
shamme ulfat jalaye rehte hain

Makhmali bistaron ko bhool gaye
maili chadar bichhaye rehte hain

Khat jo likkha tha mere humdum ne
dil se usko lagaye rehte hain

Log badnamiyon ke dhabbon se
apna daaman bachaye rehte hain

Yun to woh ghumte hain be pardah
Hum se chehra chhupaye rehte hain

Poochhiye kuchh na mere apno ki
jaise ghar me paraye rehte hain

Jane kyon cheekh cheekh ke har dum
ghar ko sar par uthaye rehte hain

Sunte rehte hain sabki baaten hum
apne sar ko jhukaye rehte hain

Kal talak saath jo rahe Fezan
aaj doori banaye rehte hain

Waah!! Buhat xabardast wa pur_asar ghazal Fezan Bhaee!
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
30th January 2013, 10:08 PM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
shamme ulfat

Hum to duniya bhulaye rehte hain
khud ko majnu banaye rehte hain

Khwab dil me samaye rehte hain
dil ki duniya basaye rehte hain

Raat me battiyon ko gul karke
shamme ulfat jalaye rehte hain

Makhmali bistaron ko bhool gaye
maili chadar bichhaye rehte hain

Khat jo likkha tha mere humdum ne
dil se usko lagaye rehte hain

Log badnamiyon ke dhabbon se
apna daaman bachaye rehte hain

Yun to woh ghumte hain be pardah
Hum se chehra chhupaye rehte hain

Poochhiye kuchh na mere apno ki
jaise ghar me paraye rehte hain

Jane kyon cheekh cheekh ke har dum
ghar ko sar par uthaye rehte hain

Sunte rehte hain sabki baaten hum
apne sar ko jhukaye rehte hain

Kal talak saath jo rahe Fezan
aaj doori banaye rehte hain
MashaAllah behad khoobsurat ghazal hai Fezan sahab...........




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#10)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
5th February 2013, 04:37 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
MashaAllah behad khoobsurat ghazal hai Fezan sahab...........
Thanks a lot Zainyji.....
Aj bahot din baad SDC par aana hua.....
Sabko mera salam aur dher sara pyar...
Duaon ke sath
Fezan


.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
5th February 2013, 05:45 PM

bahut khoob ghazal mili aaj padne ko...waah kya baat hai...



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#12)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
6th February 2013, 12:49 PM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
shamme ulfat

Hum to duniya bhulaye rehte hain
khud ko majnu banaye rehte hain

Khwab dil me samaye rehte hain
dil ki duniya basaye rehte hain

Raat me battiyon ko gul karke
shamme ulfat jalaye rehte hain

Makhmali bistaron ko bhool gaye
maili chadar bichhaye rehte hain

Khat jo likkha tha mere humdum ne
dil se usko lagaye rehte hain

Log badnamiyon ke dhabbon se
apna daaman bachaye rehte hain

Yun to woh ghumte hain be pardah
Hum se chehra chhupaye rehte hain

Poochhiye kuchh na mere apno ki
jaise ghar me paraye rehte hain

Jane kyon cheekh cheekh ke har dum
ghar ko sar par uthaye rehte hain

Sunte rehte hain sabki baaten hum
apne sar ko jhukaye rehte hain

Kal talak saath jo rahe Fezan
aaj doori banaye rehte hain



Masha Allaah . kya khoobsurta ghazal kahi hai janaab..... waahhhhhhh Dil khush kar diyaa Miyaan aapne... kuch sher to bas kyakahun, lajawaab kar gaye...


Yun to woh ghumte hain be pardah
Hum se chehra chhupaye rehte hain

Khat jo likkha tha mere humdum ne
dil se usko lagaye rehte hain


Log badnamiyon ke dhabbon se
apna daaman bachaye rehte hain

Kal talak saath jo rahe Fezan
aaj doori banaye rehte hain


bahot khoob............

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
6th February 2013, 04:37 PM

Fezan Sahab.....!

Wahhhhhhhhhh Yaar Kia Kehnay Aapki Shaayri Ke....
Dil Jeet Lia Aap Ke Andaaz Aur Aap Ke Takhayyul Ne....
Bahot KHushi HUi Aap Ki Ye Ghazal Parh Kar....

Likhtay Raho Aur Khush Raho.....




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
6th February 2013, 04:51 PM

achee lagee appkee yeh koshish , daad qabool fermaaieN

reps +++
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#15)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
10th February 2013, 06:37 PM

Fezan bhai ..kahaaN haiN aap ..

Yaad aati hai aapki ..ho sake to apne deedaar karaaiye

Shayri to aapki hai hi aisi jo kisi ke bhi dil me jagah bana le

Daad qubool farmaaiye


andaaz

Last edited by kshitiz; 10th February 2013 at 06:40 PM..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ulfat chandni_jain Shayri-e-Dard 1 10th April 2006 03:31 PM
ulfat ubaid Shayri-e-Ishq 0 16th February 2006 07:57 PM
Us Ki Ulfat Annie Hindi Kavitayen 2 6th September 2005 12:41 AM
ulfat Kn@Ps_KoRn Shayri-e-Sharaab 1 2nd February 2004 10:23 PM
Ulfat Irfan Hakeem Shayri-e-Ishq 0 12th January 2004 03:57 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com