 |
|
|
|
|
 |
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|

6th October 2002, 02:36 AM
OK Shaheen.....
Kabhi waqt nikaal kar kitaab parna......Dhanyavad
Vipin
विपिन
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 22
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 0
|

9th October 2002, 03:39 AM
Hi Vipin
Maine aapki sari shayri padi, accha likhy ho aap.
Geetanjali
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|

13th October 2002, 03:01 AM
Geeta ji,
Namaskaar, apka dhanyavaad jo apne meri kavitain pari.
Vipin
....ek Shoonya
विपिन
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 7
Join Date: Aug 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|

16th October 2002, 03:08 AM
Namaste vipin ji
Sir meri apse guzaris hai ki aap likna mat choriye, varna hum sab sachai se door rehjayenge.
Mayank
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|

18th October 2002, 03:18 AM
Namaskaar MAYANK ji,
Aap logon ka pyar aur vishvaas mere saath raha tow main betahar likhne ki kosish karta rahunga.
Dhanyavaad
Vipin
....ek shoonya
विपिन
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 24
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 0
|

21st October 2002, 03:28 PM
SIR
SHAYAD AAP APNA WAADA BHUL GEY. APNE WAADA KIYA THA KI AAP HAM SAB KO APNE VIEWS BATANGE. AAP DARD, KHUSI, ZINDAGI, PYAR ETC. ETC. KE BARE MEN KYA SOCTEY HAIN.
U KNOW I'M VERY MUCH EXITED.SO PLEASE............
Vivek
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|

29th October 2002, 04:03 PM
Nahi Bachelor Sahab(Vivek ji)
Main apna vaada poora kar chuka hoon. Shayad aapne gaur nahin kiya. Gaur se dekhiye mera vaada aapko yahin mil jayega.
Dhanyavaad
Vipin
...ek shoonya.
विपिन
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 24
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 0
|

31st October 2002, 11:01 PM
Jee Vipin Sir,maine apka vada pada.kya khoob vichaar hain apke.Zindagi,Pyar-mohabbat, Gareeb jaise subject mein apke views padkar acha laga.
Liktey rahiege sir
apka dost
Vivek
|
|
|
|
|
Umda Shayara
Offline
Posts: 34
Join Date: Dec 2001
Location: AZ, USA
Rep Power: 0
|
1st November 2002, 04:41 AM
Vipin jee:
ek baar aur bahut hi pyaara likha hai.........behad pasanda aaya......
shubkaamnaayon ke saath
-Zara Suniye ("Deepa")
Khushk maidaan mein yeh kashtiyaan yuhi to nahi
Yakeenan yaha koi sailaab aaya hoga
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|

6th November 2002, 11:08 PM
DEEPA JI
Aapka bahut-bahut dhanyavaad jo aapne phir se iss naadaan lekhak ki Rachna per nazar daali.
Vipin
...ek shoonya.
विपिन
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 24
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 0
|
Greattttttttttttttttttttt -
12th November 2002, 03:14 PM
Sir,
apki maine yahi lines India today mein dekhi. bahut kusi hui apki kavita india today mein dekhkar. apka naam padkar to usse bhi jada kusi hui. apke lafz sachmuch hi bahut bade hain. mujhe appe naaz hai.
aur ek kusi ki baat hai, maine yahi kavita kisi ko bheji aur aaj woh muje haasil ho gayi. apki kavita meri zindagi mein kusi bankar ayi hai, jise main zindagi bhar bhul nahi sakta. kya kahun taarif mei, gareeb to main hun lafzon ka jo tarif bhi thik tarah nahi kar sakta.
11th Nov'2002 mere liye yaadgar date rahegi. aur yeh date apki wajah se ayi hai.
SHUKRIYA SHUKRIYA SHUKRIYA SHUKRIYA AUR SHUKRIYA
APKA CHOTA SA DOST
VIVEK 
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 6
Join Date: Nov 2002
Location: Pakistan
Rep Power: 0
|
bohat khoob -
13th November 2002, 10:55 PM
Adaab vipin sahab
Aapki hindi padkar acha laga. behtareen hindi likhi hai aapne. shayri.com ke liye yeh ek alag kism ka tohfa hai. Dua hai aapse aur padne ka muaka naseeb ho.
Naaz
Hi, This is Naaz from Pakistan.
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|

25th November 2002, 12:41 PM
Naaz ji
Aapka bhi bahut-bahut dhanyavaad, jo aapne isse pada.
Naaz ji, Mere hindi likhne ki wajah yeh hai ki mujhe Urdu ka bahut kamm gyaan hai. Mujhe afsos hai ki main aap logon ki tarah Urdu likhne mein asamarth hoon. aur mujhe yeh afsos hamesha rahega.
Meri kosish rahegi ki main aage bhi kuch aisa likh sakun jo aapko pasand aaye.
Ek baar phir se dhanyavaad
Vipin
...ek shoonya
विपिन
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|

1st December 2002, 06:25 PM
Bachelor Sahab,
Aapka khoobsurat tohfa mujhe mil chuka hai, magar dost...aap parcel mein apna address saaf nahin likha hai. Issi wajah se main aapko theek se dhanyavaad bhi nahin keh saka. Meri aapse vintee hai ki aap apne ghar ka Address mujhe jaldi bhejne ka qast karen. Mere paas aapka koi email address bhi nahin hai.
Dhanyavaad
Vipin
...ek shoonya
विपिन
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|

22nd December 2002, 12:32 AM
Vivek ji,
Aapki bheji nazm pari, khusi bhi hui...khusi ki baat yeh hai ki woh nazm aapki hee dost ne likhi hai. Bahut gambheer subject per unhone roshni daali hai. Sach mein Aisi nazm tow koi professional hee likh sakta hai.
Dhanyavaad
Vipin
...ek shoonya
विपिन
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 22
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 0
|

8th January 2003, 06:03 PM
Vipinjee
Aapki yeh rachna jane kyon bar bar padne ka mann karta hai. Bahut hi behtareen baat kahi hai aapne. Sach mein pyar ko mehsoos karne ko dil karta hai. Vipin jee bahut samay se aapne kuch naya nahi lika, please likte rahiye,bahut acha likte hai aap.
aapki dost
Geeta
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|

22nd February 2003, 12:28 PM
Geetanjali ji
Mujhe khusi hui ki aapka dil iss Rachna ko baar-baar parna chahata hai. Yeh mere liye ek bahut badi izzat hai.
Vipin
...ek shoonya
------------
विपिन
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 16
Join Date: Feb 2003
Location: Great Pakistan
Rep Power: 0
|

22nd February 2003, 09:33 PM
Wah Vipin ji
aapki yeh rachna parkar laga jaise yeh her kisi se tallokat rakti hai. aapki tarif men kya likun sab ne pehle hi itne tarif kar di hai.
Aapka dost
Sahil
Naraz na ho dost, abhi to subah hui hai
|
|
|
|
|
DiL
Offline
Posts: 203
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 21
|
hii -
24th February 2003, 10:13 AM
nice..
u aint bad in Urdu..
not bad yaar..
achaa likha hai..
try n try till u succed
luv riddhi
dont frown, u never know whoz falling in love with ur smile :)
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|

5th May 2003, 12:21 AM
Sahil sahab aur Riddhi ji,
Meri rachna padne ke liye aap dono ka bahut bahut dhanyavaad.
Vipin
...ek shoonya
विपिन
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 34
|
Re: ...Aapke aane se!! -
21st February 2006, 08:29 PM
[QUOTE]Originally posted by Vipinbox
[B]======================================
Aapke aane ke baad,
kuch mehsoos kiya hai maine.
Jaise baadal chaakar,
paani barsaane lage hon sukhi dharti par.
Uss dharti par,
jise intezaar tha uss paani ka
jo upja sake meri tammana ko.
Uss tammana ko,
jo poora kar sake mere vishvaas ko.
Uss vishvaas ko,
jo kiya tha maine khud par kayi samay se.
Uss samay se,
jis pal se dekha tha meri nazron ne aapko.
......Vipin
Vipin ,
bahut saare chahne waale mitr ke ghere mai aaj tumhe dekha . in mai se ursfoeva yaani ridhhi mere kareeb rahi hai .
tumhari yah rachna bahut hi pasand aayi . sath hi tumhare mitro ki baate bhi pasand aayi .
aur haan tumhari woh kavhita ki khoj mai hu...
kya woh kavita post ki hai tumne ?
zindgi hai to... khwaab hai.
muje link dena ya post karna
shukria
ab baat tumhari rachna ki ...
aaj baalak si .. yuva dil si .. nazar aayi tumhari rachna .
aur is kavita se kya jadoo huaa hai woh bhi padha hi maine so shabd ke bandh mai taarif karna kam hi padega .
apna khayal rakhna
Last edited by meena chheda; 21st February 2006 at 08:31 PM..
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
|
Re: Re: ...Aapke aane se!! -
22nd February 2006, 12:40 PM
[QUOTE] Originally posted by meena chheda
[B]
Quote:
Originally posted by Vipinbox
======================================
Aapke aane ke baad,
kuch mehsoos kiya hai maine.
Jaise baadal chaakar,
paani barsaane lage hon sukhi dharti par.
Uss dharti par,
jise intezaar tha uss paani ka
jo upja sake meri tammana ko.
Uss tammana ko,
jo poora kar sake mere vishvaas ko.
Uss vishvaas ko,
jo kiya tha maine khud par kayi samay se.
Uss samay se,
jis pal se dekha tha meri nazron ne aapko.
......Vipin
Vipin ,
bahut saare chahne waale mitr ke ghere mai aaj tumhe dekha . in mai se ursfoeva yaani ridhhi mere kareeb rahi hai .
tumhari yah rachna bahut hi pasand aayi . sath hi tumhare mitro ki baate bhi pasand aayi .
aur haan tumhari woh kavhita ki khoj mai hu...
kya woh kavita post ki hai tumne ?
zindgi hai to... khwaab hai.
muje link dena ya post karna
shukria
ab baat tumhari rachna ki ...
aaj baalak si .. yuva dil si .. nazar aayi tumhari rachna .
aur is kavita se kya jadoo huaa hai woh bhi padha hi maine so shabd ke bandh mai taarif karna kam hi padega .
apna khayal rakhna
|
Aapko Pranaam Meena Ji
aapka dhanyavaad is ateet mein chupi hui rachna ko parhne ke liye. Aapne ek rachna ke link ki baat kahi tow link post kar raha hoon:
http://www.shayri.com/forums/showthr...threadid=45314
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 463
Join Date: Dec 2005
Location: Dehradun
Rep Power: 18
|
Re: ...Aapke aane se!! -
23rd March 2006, 01:16 AM
Quote:
Originally posted by Vipinbox
======================================
Aapke aane ke baad,
kuch mehsoos kiya hai maine.
Jaise baadal chaakar,
paani barsaane lage hon sukhi dharti par.
Uss dharti par,
jise intezaar tha uss paani ka
jo upja sake meri tammana ko.
Uss tammana ko,
jo poora kar sake mere vishvaas ko.
Uss vishvaas ko,
jo kiya tha maine khud par kayi samay se.
Uss samay se,
jis pal se dekha tha meri nazron ne aapko.
......Vipin
|
vipin
tume padrahi hun to samne ek se badkar ek rachnain arahi hein. atit mein tum bohat kuch rakhgaye ho padne ke liy.
bohat acha laga
Kaanch
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Similar Threads
|
Thread |
Thread Starter |
Forum |
Replies |
Last Post |
AApke BAger.....
|
Mr Sundrani |
Aapki Shayri |
0 |
2nd September 2007 04:50 PM |
Aapke husn...
|
donlove |
Shayri-e-Ishq |
1 |
16th February 2007 01:34 AM |
aapke aane se pehle
|
chandsi |
Shayri-e-Dard |
12 |
28th June 2005 10:26 AM |
Aapke jaisa
|
staravni |
Shayri-e-Ishq |
0 |
30th May 2004 03:50 AM |
aapke aane ke baad,,
|
jyothi |
Shayri-e-Ishq |
1 |
12th March 2003 11:58 PM |
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |