Sapna kaun hai, jo meri hai, sapna kaun hai, ek aisi ladki
kisko chute hi insaan. Insaan se bhagwan ban jata ,lekin ab woh
mere paas nahi,sochta hun kabhi kabhi ke yeh kya tha ek sapna ya haqueqat,ek tammana ya arzoo.
jawab kaha milte hai yaha .N, tum sawal na karo
meri barbaadiyon ka sanam tum malaal na karo
jaisa hoon achha hoon, khush hoon har haal mai
mujhe mere haal par chor do tum khyaal na karo