Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek bheegee see zindgee, MERI : haqiqat
Old
  (#1)
xyz
Registered User
xyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 2,804
Join Date: Feb 2006
Location: uk
Rep Power: 0
Ek bheegee see zindgee, MERI : haqiqat - 2nd February 2008, 02:57 PM

Maine kabhee sapne dekhe hee nahee
ankhon ko ansoo se fursat nahee milee

jab ummeed thee ki kisee ko chah loon
kisee kee hawas mujhe chootee rahtee
main pyar kis jagah rakhtee
main napak nazron ko bas dhotee rahee

jin se ummeed thee hifazat kee
wo shikaree kee soorat samne aate rahe
main kisee ke choomne ka intzar kya kartee
mere apne mujhe noch noch ke khate rahe

maine tab bhee kaheen se kisee tarah
muhabbat khud men kabhee ugayee thee
mujhe khabar nahee thee us lamaha
muhabbat mere liye parchayee thee

mera hath jise diya gaya wo pyar nahee tha
apnee duniya se nibhane me laga tha
mujhe muhabbat chhaiye thee
use pyar ka kuch bhee nahee pata tha

wo mujh se bekhabar raha har pal
aur meree kamayee men uljahta tha
main mazboor bhee thee doulat ke liye
wo mazbooree kahan samjhta tha

aise hee tanhayee ke khayalon main
maine atb kisee ke pyar ko mahsoos kiya
zindgee ne pahlee baar mujhe ko jaise
mera apana koyee ek lamha diya

un lamhon kee mahak liye aaj bhee jee rahee hoon
us musakn ko khila rahee hoon lab par
wahee ansoo pee rahee hoon
bas jee rahee hoon

par ab duna ke badalne ka aur chalan
dekha nahee jata
ane wale dino ka intzar nahee
beeta huya kal socha nahee jata

ab khud se poochtee hoon to jawab nahee milta
ye ansoo aur kitne din main peena chahtee hoon
mujhe khud bhee khabar nahee ai mere dosto
marna chahtee hoon ki jeena chahatee hoon
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 45
2nd February 2008, 03:10 PM

Speechless.!!!!!!!!

Mujhe to samajh nahin aa raha ki aapki likhawat ki tarif kaise karu....2 good..aurat ki vedna ko bahut hi sahin shabdoN mein aapne dhala hain......aurat ka dusra naam hi to samjhota haiN.........bahut acchi lagi apki tehreer..Umeed hain aap agge bhi hume yunhi acchi acchi tehreer padhne ka mauka degi.......

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
Love 2nd February 2008, 03:10 PM

Quote:
Originally Posted by sweetsapna View Post
Maine kabhee sapne dekhe hee nahee
ankhon ko ansoo se fursat nahee milee

jab ummeed thee ki kisee ko chah loon
kisee kee hawas mujhe chootee rahtee
main pyar kis jagah rakhtee
main napak nazron ko bas dhotee rahee

jin se ummeed thee hifazat kee
wo shikaree kee soorat samne aate rahe
main kisee ke choomne ka intzar kya kartee
mere apne mujhe noch noch ke khate rahe

maine tab bhee kaheen se kisee tarah
muhabbat khud men kabhee ugayee thee
mujhe khabar nahee thee us lamaha
muhabbat mere liye parchayee thee

mera hath jise diya gaya wo pyar nahee tha
apnee duniya se nibhane me laga tha
mujhe muhabbat chhaiye thee
use pyar ka kuch bhee nahee pata tha

wo mujh se bekhabar raha har pal
aur meree kamayee men uljahta tha
main mazboor bhee thee doulat ke liye
wo mazbooree kahan samjhta tha

aise hee tanhayee ke khayalon main
maine atb kisee ke pyar ko mahsoos kiya
zindgee ne pahlee baar mujhe ko jaise
mera apana koyee ek lamha diya

un lamhon kee mahak liye aaj bhee jee rahee hoon
us musakn ko khila rahee hoon lab par
wahee ansoo pee rahee hoon
bas jee rahee hoon

par ab duna ke badalne ka aur chalan
dekha nahee jata
ane wale dino ka intzar nahee
beeta huya kal socha nahee jata

ab khud se poochtee hoon to jawab nahee milta
ye ansoo aur kitne din main peena chahtee hoon
mujhe khud bhee khabar nahee ai mere dosto
marna chahtee hoon ki jeena chahatee hoon
verry good dear bahut acha likha hai apne aur bhi aage likhte rahiye app yahi chahte hai hum.
pyar ko samaj na mushkil nahi hai
usko pana bahut hi aasan hai
per darte hai pyar karne se kyu ki sabse mushkil hai usko bhool pana


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
silent-tears
Registered User
silent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud of
 
silent-tears's Avatar
 
Offline
Posts: 1,232
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 30
2nd February 2008, 08:45 PM

Maine kabhee sapne dekhe hee nahee
ankhon ko ansoo se fursat nahee milee


jab ummeed thee ki kisee ko chah loon
kisee kee hawas mujhe chootee rahtee
main pyar kis jagah rakhtee
main napak nazron ko bas dhotee rahee

jin se ummeed thee hifazat kee
wo shikaree kee soorat samne aate rahe
main kisee ke choomne ka intzar kya kartee
mere apne mujhe noch noch ke khate rahe

maine tab bhee kaheen se kisee tarah
muhabbat khud men kabhee ugayee thee
mujhe khabar nahee thee us lamaha
muhabbat mere liye parchayee thee

Mere hatho ke mahakte hue nagmo pe mat ja, Mere seene mein kaye or gum bhi hai, Mere chehre par dikhawe ke tabsum hai, Magar meri ankho main Udass ke diye jalte hai. well nice, dil chu liya, hum jaise dil tute hue dosto per yeh ik merham ka kaam kary hai.


Anil Arora

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
xyz
Registered User
xyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 2,804
Join Date: Feb 2006
Location: uk
Rep Power: 0
4th February 2008, 01:36 AM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Speechless.!!!!!!!!

Mujhe to samajh nahin aa raha ki aapki likhawat ki tarif kaise karu....2 good..aurat ki vedna ko bahut hi sahin shabdoN mein aapne dhala hain......aurat ka dusra naam hi to samjhota haiN.........bahut acchi lagi apki tehreer..Umeed hain aap agge bhi hume yunhi acchi acchi tehreer padhne ka mauka degi.......

mausam
thanks dear bas dua karo ke esi zindagi kisiko na mile

god bless you
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
4th February 2008, 02:43 AM

Bahot gahraai se aapne apne jazbaato ko likha hai
Daad kubool kijiye...


Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
xyz
Registered User
xyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 2,804
Join Date: Feb 2006
Location: uk
Rep Power: 0
6th February 2008, 04:48 PM

thank you dinesh dear for reading
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
7th February 2008, 11:05 AM

Taru didi:

aapkii yeH rachnaa dil par geHraa asar kar gaYii.. bas YuuNhi liKhate rahiYe..!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Post 7th February 2008, 06:55 PM

Quote:
Originally Posted by sweetsapna View Post
Maine kabhee sapne dekhe hee nahee
ankhon ko ansoo se fursat nahee milee

jab ummeed thee ki kisee ko chah loon
kisee kee hawas mujhe chootee rahtee
main pyar kis jagah rakhtee
main napak nazron ko bas dhotee rahee

jin se ummeed thee hifazat kee
wo shikaree kee soorat samne aate rahe
main kisee ke choomne ka intzar kya kartee
mere apne mujhe noch noch ke khate rahe

maine tab bhee kaheen se kisee tarah
muhabbat khud men kabhee ugayee thee
mujhe khabar nahee thee us lamaha
muhabbat mere liye parchayee thee

mera hath jise diya gaya wo pyar nahee tha
apnee duniya se nibhane me laga tha
mujhe muhabbat chhaiye thee
use pyar ka kuch bhee nahee pata tha

wo mujh se bekhabar raha har pal
aur meree kamayee men uljahta tha
main mazboor bhee thee doulat ke liye
wo mazbooree kahan samjhta tha

aise hee tanhayee ke khayalon main
maine atb kisee ke pyar ko mahsoos kiya
zindgee ne pahlee baar mujhe ko jaise
mera apana koyee ek lamha diya

un lamhon kee mahak liye aaj bhee jee rahee hoon
us musakn ko khila rahee hoon lab par
wahee ansoo pee rahee hoon
bas jee rahee hoon

par ab duna ke badalne ka aur chalan
dekha nahee jata
ane wale dino ka intzar nahee
beeta huya kal socha nahee jata

ab khud se poochtee hoon to jawab nahee milta
ye ansoo aur kitne din main peena chahtee hoon
mujhe khud bhee khabar nahee ai mere dosto
marna chahtee hoon ki jeena chahatee hoon
SAPNA JI KO SHAAN KA SALAM,

Bahut khubsurti se aapne aapne ahsaas ko kalam band kiya hai or sabse jada to aapki ye line dil ko chu leti hain

ab khud se poochtee hoon to jawab nahee milta
ye ansoo aur kitne din main peena chahtee hoon
mujhe khud bhee khabar nahee ai mere dosto
marna chahtee hoon ki jeena chahatee hoon

Bas aap yun hi likhte rahe mujhe intezaar rahega

take care
SHAAN


Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
veryog
Registered User
veryog will become famous soon enoughveryog will become famous soon enough
 
veryog's Avatar
 
Offline
Posts: 81
Join Date: May 2006
Location: Faridabad
Rep Power: 19
8th February 2008, 03:49 PM

great creation dear

Zindgi ko kaafi dard bhare sabdo main piroya hai...bt one qustion is in my heart thats wants to come infront of you. bt i know i hvnt any right to ask that.

nyways very very very very impressive


~~~~~~Yogi~~~~~

"Vo shaam bhi intzaar ki thi
Ye shaam bhi intzaar ki hai
aaj bhi akela hu main
bas ek nazar tere pyaar ki hai"


.............veryog..........
  Send a message via Yahoo to veryog  
Reply With Quote
Old
  (#11)
xyz
Registered User
xyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 2,804
Join Date: Feb 2006
Location: uk
Rep Power: 0
13th February 2008, 04:48 PM

Quote:
Originally Posted by silent-tears View Post
Maine kabhee sapne dekhe hee nahee
ankhon ko ansoo se fursat nahee milee


jab ummeed thee ki kisee ko chah loon
kisee kee hawas mujhe chootee rahtee
main pyar kis jagah rakhtee
main napak nazron ko bas dhotee rahee

jin se ummeed thee hifazat kee
wo shikaree kee soorat samne aate rahe
main kisee ke choomne ka intzar kya kartee
mere apne mujhe noch noch ke khate rahe

maine tab bhee kaheen se kisee tarah
muhabbat khud men kabhee ugayee thee
mujhe khabar nahee thee us lamaha
muhabbat mere liye parchayee thee

Mere hatho ke mahakte hue nagmo pe mat ja, Mere seene mein kaye or gum bhi hai, Mere chehre par dikhawe ke tabsum hai, Magar meri ankho main Udass ke diye jalte hai. well nice, dil chu liya, hum jaise dil tute hue dosto per yeh ik merham ka kaam kary hai.
thanks anil for your wonderful feeling toward my work
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th February 2008, 03:59 PM

speechless.................aapke ahsaaso.n ko padkar aankhe bhar aaye..........kaya kahun kuch samaj nahi aa raha....bas dua kar sakti hoon ki bhagwaan aapko kushiya.n de, man ki shanti de.

duao.n ke saath
aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#13)
xyz
Registered User
xyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 2,804
Join Date: Feb 2006
Location: uk
Rep Power: 0
15th February 2008, 04:28 PM

Quote:
Originally Posted by veryog View Post
great creation dear

Zindgi ko kaafi dard bhare sabdo main piroya hai...bt one qustion is in my heart thats wants to come infront of you. bt i know i hvnt any right to ask that.

nyways very very very very impressive
ha dear puchho am happy to ans dear
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
xyz
Registered User
xyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 2,804
Join Date: Feb 2006
Location: uk
Rep Power: 0
19th February 2008, 01:24 AM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post
Bahot gahraai se aapne apne jazbaato ko likha hai
Daad kubool kijiye...
thanks dear
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 19th February 2008, 10:01 AM

Quote:
Originally Posted by sweetsapna View Post
Maine kabhee sapne dekhe hee nahee
ankhon ko ansoo se fursat nahee milee

jab ummeed thee ki kisee ko chah loon
kisee kee hawas mujhe chootee rahtee
main pyar kis jagah rakhtee
main napak nazron ko bas dhotee rahee

jin se ummeed thee hifazat kee
wo shikaree kee soorat samne aate rahe
main kisee ke choomne ka intzar kya kartee
mere apne mujhe noch noch ke khate rahe

maine tab bhee kaheen se kisee tarah
muhabbat khud men kabhee ugayee thee
mujhe khabar nahee thee us lamaha
muhabbat mere liye parchayee thee

mera hath jise diya gaya wo pyar nahee tha
apnee duniya se nibhane me laga tha
mujhe muhabbat chhaiye thee
use pyar ka kuch bhee nahee pata tha

wo mujh se bekhabar raha har pal
aur meree kamayee men uljahta tha
main mazboor bhee thee doulat ke liye
wo mazbooree kahan samjhta tha

aise hee tanhayee ke khayalon main
maine atb kisee ke pyar ko mahsoos kiya
zindgee ne pahlee baar mujhe ko jaise
mera apana koyee ek lamha diya

un lamhon kee mahak liye aaj bhee jee rahee hoon
us musakn ko khila rahee hoon lab par
wahee ansoo pee rahee hoon
bas jee rahee hoon

par ab duna ke badalne ka aur chalan
dekha nahee jata
ane wale dino ka intzar nahee
beeta huya kal socha nahee jata

ab khud se poochtee hoon to jawab nahee milta
ye ansoo aur kitne din main peena chahtee hoon
mujhe khud bhee khabar nahee ai mere dosto
marna chahtee hoon ki jeena chahatee hoon
Bahut khoob sapna ji...
bas yun hi likhti rahe
ab khud se poochtee hoon to jawab nahee milta
ye ansoo aur kitne din main peena chahtee hoon
mujhe khud bhee khabar nahee ai mere dosto
marna chahtee hoon ki jeena chahatee hoon

very nice
mujhe aage be intezaar rahega
take care
SHAAN


Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
kya likha hai?????
Old
  (#16)
meet patel
Registered User
meet patel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 0
kya likha hai????? - 19th February 2008, 11:44 AM

kya likha hai apne sapna ji?
shubhan allah,
mere rom rom khade ho gaye
basyu hi likhti rahe ye dua hai hamari
meet patel
9904040164.
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
19th February 2008, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by sweetsapna View Post
Maine kabhee sapne dekhe hee nahee
ankhon ko ansoo se fursat nahee milee

jab ummeed thee ki kisee ko chah loon
kisee kee hawas mujhe chootee rahtee
main pyar kis jagah rakhtee
main napak nazron ko bas dhotee rahee

jin se ummeed thee hifazat kee
wo shikaree kee soorat samne aate rahe
main kisee ke choomne ka intzar kya kartee
mere apne mujhe noch noch ke khate rahe

maine tab bhee kaheen se kisee tarah
muhabbat khud men kabhee ugayee thee
mujhe khabar nahee thee us lamaha
muhabbat mere liye parchayee thee

mera hath jise diya gaya wo pyar nahee tha
apnee duniya se nibhane me laga tha
mujhe muhabbat chhaiye thee
use pyar ka kuch bhee nahee pata tha

wo mujh se bekhabar raha har pal
aur meree kamayee men uljahta tha
main mazboor bhee thee doulat ke liye
wo mazbooree kahan samjhta tha

aise hee tanhayee ke khayalon main
maine atb kisee ke pyar ko mahsoos kiya
zindgee ne pahlee baar mujhe ko jaise
mera apana koyee ek lamha diya

un lamhon kee mahak liye aaj bhee jee rahee hoon
us musakn ko khila rahee hoon lab par
wahee ansoo pee rahee hoon
bas jee rahee hoon

par ab duna ke badalne ka aur chalan
dekha nahee jata
ane wale dino ka intzar nahee
beeta huya kal socha nahee jata

ab khud se poochtee hoon to jawab nahee milta
ye ansoo aur kitne din main peena chahtee hoon
mujhe khud bhee khabar nahee ai mere dosto
marna chahtee hoon ki jeena chahatee hoon
Speechless........................................ .................
Really nice flow of thoughts that also in rhythm of pain, totally absorbed in to it from beginning to end. Really very nice attempt. keep posting.

meri or se is khoobsurat kalam par dad qubool kijiye
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#18)
xyz
Registered User
xyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 2,804
Join Date: Feb 2006
Location: uk
Rep Power: 0
19th February 2008, 04:31 PM

Quote:
Originally Posted by veryog View Post
great creation dear

Zindgi ko kaafi dard bhare sabdo main piroya hai...bt one qustion is in my heart thats wants to come infront of you. bt i know i hvnt any right to ask that.

nyways very very very very impressive

thank a lot for reading my haqiqat dearrrrrrrr

pls dear ask
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
xyz
Registered User
xyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 2,804
Join Date: Feb 2006
Location: uk
Rep Power: 0
19th February 2008, 04:36 PM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Bahut khoob sapna ji...
bas yun hi likhti rahe
ab khud se poochtee hoon to jawab nahee milta
ye ansoo aur kitne din main peena chahtee hoon
mujhe khud bhee khabar nahee ai mere dosto
marna chahtee hoon ki jeena chahatee hoon

very nice
mujhe aage be intezaar rahega
take care
SHAAN

thanks shaaaaaaaaan
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
xyz
Registered User
xyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of lightxyz is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 2,804
Join Date: Feb 2006
Location: uk
Rep Power: 0
22nd February 2008, 07:26 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Taru didi:

aapkii yeH rachnaa dil par geHraa asar kar gaYii.. bas YuuNhi liKhate rahiYe..!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
thank you dhaval yehi to dunia hai
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
nishant.baghel
Registered User
nishant.baghel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 12
Join Date: Feb 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
23rd February 2008, 01:12 AM

Sapna ji....bahut khub.....par ek gustakhi karna chahata hu..... har shabd me ek samvedna chhipi hoti hai..... agar un samvednao ki parchhayi nazar aa jaye.... to samvednao ki ahmiyat badh jati hai..... aapke shabdo me bhi samvednayein hain...... unhe ubharne ki koshish kijiega.....gustakhi ke liye muafi chahata hu..... likhte rahiye.....thx...
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
silent-tears
Registered User
silent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud of
 
silent-tears's Avatar
 
Offline
Posts: 1,232
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 30
23rd February 2008, 08:06 PM

dilo ke khail hai ye kitne nirale
jise ye chaye wahi us e tod dale
ye dard aaj hum ko fir se sataye
jise hum chaye wahi bhool jaye


Anil Arora

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
hasna hee zindgee hai lalgulab Chit-Chat & General Discussion Forum 1 15th July 2006 08:15 AM
Zindgee NIKITA(NICKY) Hindi Kavitayen 2 3rd June 2006 10:46 AM
zindgee ek aag main jal rahee hai masoomshayer Shayri-e-Dard 12 28th May 2006 07:25 AM
zindgee kee pareshanee masoomshayer Shayri-e-Dard 20 14th March 2006 03:22 PM
raat bheegee bhi na thi,ke taaron ne sath chod diya mein_aur_tanhai Shayri-e-Dard 14 14th June 2003 01:38 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com