|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 30
|
Tuu gila naa kar -
27th September 2009, 03:52 PM
Ahl-e-Bazm ko Salaam,
Beh'r ke riyaaz ki ek aur nayii peshkash aap sabke nazar. Is ghazal ka beh'r hai 2122,2122,1222. Is ghazal ko maine Mukesh sahab ke ek umda giit ke tarz par tarannum meiN baNdha hai. Giit ke bol haiN " AasmaaN pe hai Khuda aur zamiiN pe hum, aajkal wo is taraf dekhtaa hai kum". http://www.youtube.com/watch?v=KL14oNFOk8M Ga kar dekheN aur apni rai aur tabsiirat se nawazeN.
-2--1-2---2/--2-1---2—2/-1--2--2---2
Zindagii hai bewafaa tuu gilaa naa kar
-2--1--2-2/---2--1--2—2/-1--2---2—2
Maut hi hai baawafaa tuu hilaa naa kar
-2--1-2---2/--2---1---2—-2/-1--2---2---2
hasratoN ke zakhm haiN naa inhey kuured
-2--1-2--2/--2--1--2-2/--1---2---2---2
Yaad ke chhure se isey chhilaa naa kar
-2---1----2--2/2--1---2—2/-1--2--2--2
Humko kya milaa nahiiN soch cho.D dii
-2---1----2--2/--2--1---2—2/-1--2---2---2
Tuu magar shokhii se humey milaa naa kar
-2---1-2--2/2-1-2—-2/-1--2-2--2
Tuute dil kii aah ko sun le bereham
-2---1--2-2/-2--1----2—2/-1--2—2---2
Naa sahii to bol de zubaaN siilaa naa kar
-21--2-2/-2—1--2-2/-1--2--2--2
Bair mujhse hai jo to nazar fer le
-2--1--2---2/-2-1--2—-2/--1---2—2---2
Ghair kii baahoN meiN par khilaa naa kar
Zindagii hai bewafaa tuu gilaa naa kar,
Maut hi hai baawafaa, tuu hilaa naa kar.
HasratoN ke zakhm haiN, naa inhey kuured,
Yaad ke chhure se, isey chhilaa naa kar.
Humko kya milaa nahiiN, soch cho.D dii,
Tuu magar shokhii se, humey milaa naa kar
Tuute dil kii aah ko, sun le bereham,
Naa sahii to bol de, zubaaN siilaa naa kar.
Bair mujhse hai jo to, nazar fer le,
Ghair kii baahoN meiN, par khilaa naa kar.
Aap sab ki rai ka muntazir,
Shyam
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
27th September 2009, 04:13 PM
Quote:
Originally Posted by naadaan

namaste Shyam ji
bahot khub likha hai aap ne
ek achchi peshkash par daad qabul kare
mahefil ke ronak yuhi bane rahe
Regards
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
27th September 2009, 04:25 PM
Shyam ji......ek naya andaaz dikha.... aapki iss ghazal mai.....bahut taazgi bhi rahi aapki soch, kahaayl, bayaani aur shabdon mai....sabhi sher ache bane hai........
Yeh do sher aapke... mere jiyada aziz bane....
HasratoN ke zakhm haiN, naa inhey kuured,
Yaad ke chhure se, isey chhilaa naa kar.
Humko kya milaa nahiiN, soch cho.D dii,
Tuu magar shokhii se, humey milaa naa kar
aise hi likhte rahiye....khush rahiye.....bazm ki raunak badhate rahiye.....
dil se daad detaa hu......kabul kare.....
aur apna khayaal rakhiye....
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 30
|
28th September 2009, 02:09 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
namaste Shyam ji
bahot khub likha hai aap ne
ek achchi peshkash par daad qabul kare
mahefil ke ronak yuhi bane rahe
Regards
|
Praneeta Ji Namashkar aur Dushehra ki shubhkamnayeN,
Aapki daad sar aanknoN par. Aapki nawaazish ki liye tah-e-dil se shukriya. Sharminda na kareN hume mehfil ki raunaq keh kar. Khaaksar ka bhala kya wajuud itni ba.Dii hastiyoN ke biich meiN. Bas tho.Di bahot koshish kar leta huuN.
Aap ke waqt aur izzat afzai ke liye fir se shukriya.
Saath banaye rakhiyega aur khush rahiye.
Shyam
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
28th September 2009, 02:21 PM
nadaan jee
aapki ghazal padh kar achha laga
saare aashar dil ke kareeb rahe
youn hi kahte rahiye
apne soch ke saath ru ba ru karate rahiye
subha bijoya
Diya
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 30
|
29th September 2009, 01:29 PM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
Shyam ji......ek naya andaaz dikha.... aapki iss ghazal mai.....bahut taazgi bhi rahi aapki soch, kahaayl, bayaani aur shabdon mai....sabhi sher ache bane hai........
Yeh do sher aapke... mere jiyada aziz bane....
HasratoN ke zakhm haiN, naa inhey kuured,
Yaad ke chhure se, isey chhilaa naa kar.
Humko kya milaa nahiiN, soch cho.D dii,
Tuu magar shokhii se, humey milaa naa kar
aise hi likhte rahiye....khush rahiye.....bazm ki raunak badhate rahiye.....
dil se daad detaa hu......kabul kare.....
aur apna khayaal rakhiye....
|
Naresh Sahab Namashkar,
Aap humesha waqt nikalte haiN naachiiz ki hausla afzai ke liye, is baat ke liye maiN aap ka tah-e-dil se shukraguzar huuN. Aapki dili daad dil se qubuul sarkar. Aur humaari kahaN aukaat ke mehfil ki raunaq ba.DhayeN, bus timtima lete haiN kabhi kabhar.
Aap ke waqt ke liye fir se shukriya,
Khayal rakhiyega aur khush rahiyega,
Shyam
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 30
|
30th September 2009, 03:25 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
nadaan jee
aapki ghazal padh kar achha laga
saare aashar dil ke kareeb rahe
youn hi kahte rahiye
apne soch ke saath ru ba ru karate rahiye
subha bijoya
Diya
|
Diya Ji, Shubho Bijoya to you too,
Hausla Afzaai ke liye tah-e-dil se shukriya. Apni rai se nawazteN raheN to aage bhi behtar kalaam pesh karta rahuNga.
Aapke waqt ke liye fir se shukriya,
Khush Rahiye,
Shyam
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
|
|
|
|
|
~ Ek Ghazal ~
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
|
30th September 2009, 03:53 PM
shaym ji
aap ki ghazal ka har sher bahot khubsurat hai
daad...
purvi
~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
30th September 2009, 09:11 PM
Shayam Sahab Aadaab....
Kya baat hai sahab aapne aapni is gazal se humari yaaden taza kar dii.. bahut hi khoob behad sahiN lage kisi ek sher ko choos karun to nahi kar paya but sabhi sher ek se badh ker ek hai...
Jii Dil se daad kabool kijiye,,
Aur aisi behtreen gazalen kahete rahiye....
Khush rahiye..
Khuda Hafez...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 30
|
1st October 2009, 08:34 PM
Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal
shaym ji
aap ki ghazal ka har sher bahot khubsurat hai
daad...
purvi
|
Purvi Ji Aadab,
Nawazish aapki jo aap mere thread par aaNii aur kalaam aapko pasand aaya. Meherbaani aapke waqt ke liye aur shukriya aap ki daad ka.
Saath banaye rakhiyega,
Khush rahiye,
Shyam
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
2nd October 2009, 12:20 AM
Quote:
Originally Posted by naadaan
Ahl-e-Bazm ko Salaam,
Beh'r ke riyaaz ki ek aur nayii peshkash aap sabke nazar. Is ghazal ka beh'r hai 2122,2122,1222. Is ghazal ko maine Mukesh sahab ke ek umda giit ke tarz par tarannum meiN baNdha hai. Giit ke bol haiN " AasmaaN pe hai Khuda aur zamiiN pe hum, aajkal wo is taraf dekhtaa hai kum". http://www.youtube.com/watch?v=KL14oNFOk8M Ga kar dekheN aur apni rai aur tabsiirat se nawazeN.
-2--1-2---2/--2-1---2—2/-1--2--2---2
Zindagii hai bewafaa tuu gilaa naa kar
-2--1--2-2/---2--1--2—2/-1--2---2—2
Maut hi hai baawafaa tuu hilaa naa kar
-2--1-2---2/--2---1---2—-2/-1--2---2---2
hasratoN ke zakhm haiN naa inhey kuured
-2--1-2--2/--2--1--2-2/--1---2---2---2
Yaad ke chhure se isey chhilaa naa kar
-2---1----2--2/2--1---2—2/-1--2--2--2
Humko kya milaa nahiiN soch cho.D dii
-2---1----2--2/--2--1---2—2/-1--2---2---2
Tuu magar shokhii se humey milaa naa kar
-2---1-2--2/2-1-2—-2/-1--2-2--2
Tuute dil kii aah ko sun le bereham
-2---1--2-2/-2--1----2—2/-1--2—2---2
Naa sahii to bol de zubaaN siilaa naa kar
-21--2-2/-2—1--2-2/-1--2--2--2
Bair mujhse hai jo to nazar fer le
-2--1--2---2/-2-1--2—-2/--1---2—2---2
Ghair kii baahoN meiN par khilaa naa kar
Zindagii hai bewafaa tuu gilaa naa kar,
Maut hi hai baawafaa, tuu hilaa naa kar.
HasratoN ke zakhm haiN, naa inhey kuured,
Yaad ke chhure se, isey chhilaa naa kar.
Humko kya milaa nahiiN, soch cho.D dii,
Tuu magar shokhii se, humey milaa naa kar
Tuute dil kii aah ko, sun le bereham,
Naa sahii to bol de, zubaaN siilaa naa kar.
Bair mujhse hai jo to, nazar fer le,
Ghair kii baahoN meiN, par khilaa naa kar.
Aap sab ki rai ka muntazir,
Shyam
|
bhaye naadaan ......... bahut dino se padh raha hun aapko..... aapka sher padhta nahi hun mafi chahta hun bas aaki takhti dekhta rahta hun ....
selfish ho jata hun aapki post pe so i m sorry for that ...
and thanx ki aap aise likhte ho ... jisse hum asal main seekh sake .. ye meri kamnaseebi ki mai fir bhi poora fayda nahi utha pata hun ... kya karu woqt itni jabardast giraft mai le leta hai....
aapse ek aur nibedan hai ki aap digital mai takhti ke sath words ko bhi / se devide kar de .... to aur bhi asaan ho jaye ....
thoda sa confuse ho jata hun .. fir na woqt hia na sahi jagah milti hia seekhne ki ..
maien aapki ek din kam se kam 10 ghazle padhi hia... reply nahi kiya .... bas
but i really wana thanx for evrything what u r doing
regards
ur Janumanu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 30
|
3rd October 2009, 12:25 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Shayam Sahab Aadaab....
Kya baat hai sahab aapne aapni is gazal se humari yaaden taza kar dii.. bahut hi khoob behad sahiN lage kisi ek sher ko choos karun to nahi kar paya but sabhi sher ek se badh ker ek hai...
Jii Dil se daad kabool kijiye,,
Aur aisi behtreen gazalen kahete rahiye....
Khush rahiye..
Khuda Hafez...
|
Sameer Saheb Aadab,
Shukriya janab aapka, mere thread par tashriif lane ke liye. Ummidd hai agar aap ki yaadeN taaza ho gaiiN to khushfehmi waali rahii hoNgi aur agar kahiiN kisi zakhm ko che.D diya ho ta mazrat.
Saath banaye rakhiye aur khush rahiye.
Aadab,
Shyam
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
|
|
|
|
|
saoda ikko jeha
Offline
Posts: 68
Join Date: Sep 2009
Location: Gumraah
Rep Power: 16
|
4th October 2009, 07:28 AM
shyam ji apke likhe lafj nihayt hi pyare he, aap ko salam krta hu.
Habib
unko hame satane ka bahana mil gya, hme hmari maut ka thikana mil gya, hme to unke saath ki umid thi jo na mila , unko to sara jamana mil gya, hmari juban ko khamoshi ka kinara mil gya, meri ankho me ashko ka najara khil gya,
Ye kya kam tha k ik mulakat ho bus, tumhari dosti me kambakht hmara dil gya, hm drd ko khuda maan bethe he ab,mere maran k bahane me sath tumhara bn gya,,
Kya malum hqiqat me sath dega khuda,
Khwab aya k hmara ek jakham sil gya...M
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 30
|
6th October 2009, 12:50 PM
Quote:
Originally Posted by janumanu
bhaye naadaan ......... bahut dino se padh raha hun aapko..... aapka sher padhta nahi hun mafi chahta hun bas aaki takhti dekhta rahta hun ....
selfish ho jata hun aapki post pe so i m sorry for that ...
and thanx ki aap aise likhte ho ... jisse hum asal main seekh sake .. ye meri kamnaseebi ki mai fir bhi poora fayda nahi utha pata hun ... kya karu woqt itni jabardast giraft mai le leta hai....
aapse ek aur nibedan hai ki aap digital mai takhti ke sath words ko bhi / se devide kar de .... to aur bhi asaan ho jaye ....
thoda sa confuse ho jata hun .. fir na woqt hia na sahi jagah milti hia seekhne ki ..
maien aapki ek din kam se kam 10 ghazle padhi hia... reply nahi kiya .... bas
but i really wana thanx for evrything what u r doing
regards
ur Janumanu
|
Namashkar Manu Ji,
Aapki saadgi ba.Di pyaari lagii bhai (aapka sher padhta nahi hun mafi chahta hun bas aaki takhti dekhta rahta hun ....selfish ho jata hun aapki post pe so i m sorry for that ..) LOL. Chalen isi bahane mere thread par to aate haiN.
Aapki guzaarish sar aaNkhoN par sarkar. Aaj ek nayii ghazal pesh kar raha huuN aur taktii aapke mutaabik kii hai. Dekh lijiyega.
Khush Rahiye aur saath banaye rakhiyega.
Namashkar,
Shyam
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 17
|
6th October 2009, 09:40 PM
aaah sham bhai salam...
bhai aapki gazal ne gazab kar diya muze to sonchne pe mazboor kar diya jindagi kaya hai...... bhot mast saab bhot mast..
kya sher hai ye
HasratoN ke zakhm haiN, naa inhey kuured,
Yaad ke chhure se, isey chhilaa naa kar.
PARWANA
Abed Farooqui
Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|