Tute sheeshon ki khanak gunjti hai badi zor
Khwahish tute toh kambkat aawaz aate nahi
badi zor .............. its beauty
bahut achy se use kiya hia ye word ,... mai kabhi nahi kar sakta tha
magar ..
awaaz aate nahi .... ye sahi nahi hai ....... awaaz aati nahi .. agar awaz ka plural likhna ho to aawzen aati nahi hoga
but awaz ate nahi... it is not correct ...........
Hai zhakhmi ruh tak paake waafon mein dhoka . bahut confusing hai
ruh tak pake dhokhaa ... vyakaran(grammar) ke hisaab se sahi nahi lag raha .... but i m mont 100% sure .. i m 90% sure
Par khilaaf unke hoothon pe alfaaz aate nahi
it very nice line ..
Yu toh milte hain har kadam par koi maherba
koe mehrbaan .....milte hian .. plural hai to koe mehrbaan nahi kayee mehrbaan hoga
Tahumr saath chale jo 'pari' ke dil nawaaz aate nahi
tumhre ke jagah humare karti to aur acha hota waise yeh bhi acha misra hai ...
hope u dont mind waise maien bade gusse wale mood mai padhi hai to shayed aise copmment kiya hai
achy mood mai fir se zaroor padhunga 
sorry haan 
keep writing