 |
|
|
|
|
 |
|
|
ek ahsaas adhura sa
Offline
Posts: 123
Join Date: Feb 2007
Location: Lucknow (India)
Rep Power: 18
|
21st April 2008, 11:18 AM
sunita ji aapka ka word "kaash" mujhe behad acccha laga. meri bhi kai nazm me aata hai ye ,shayed mai bhi yahi pe thahar sa gaya hun ...................."kaash"
bahut khoob hai aapki nazm..likhte rahiye
--aryan
Aise to lafja yun bhatkate rah jayenge,
Koi parh lega to alfaj suku payege...
|
|
|
|
|
shayri is my life
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
|
bhut khub -
27th April 2008, 08:14 PM
ye gazal maine pehle bhi parhi thii magar reply nahi kiya thaa so aaj kar raha hoon....bhut hii purkashish kalaam hai.....raj......
un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
|
28th April 2008, 02:33 AM
Don't have words to say... Yet another replica of my heart!
Great Work Di!!!!
~Priya
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
12th May 2008, 12:35 PM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
diiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii..
kaise hain aap?
abb kahan se shuru karun. har taraf is ghazal mein sirf...bebassi....majboori...intezaar aur dard hi nazar aata hai. hum aapke jazbaaton ko samaj sakte hain. lagta hai kaafi dard barra waqt tha jab aapne yeh ghazal likhi hogi. hum to aapko humesha hasta hua dekhna chahte haain. dhua to yehi hai k uppar vala aapki har khwaaish ko purri kare.
rab tuvanu chad-di kala che rakhe
tuvada
munna
|
munna...kaisa hai tu.......tumne sahi samja hai...sach mein aisa hi tha tab....main bhi hamesha dua karti hoon ki aap sab bhi har pal kush raho aur apni diii ka yoon hi saath detey raho
pyar ke saath
aapki diiii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
12th May 2008, 12:37 PM
Quote:
Originally Posted by aryanvishu
sunita ji aapka ka word "kaash" mujhe behad acccha laga. meri bhi kai nazm me aata hai ye ,shayed mai bhi yahi pe thahar sa gaya hun ...................."kaash"
bahut khoob hai aapki nazm..likhte rahiye
--aryan
|
Aryan ji ............yaha koi khawahish adhoori rah jati hai waha kaash saath de jata hai.........aur apni to takriban har baat par kaash hota hai
padne aur pasand karne ke liye dil se shukriya.
god bless u
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
12th May 2008, 12:40 PM
Quote:
Originally Posted by rajveeer
ye gazal maine pehle bhi parhi thii magar reply nahi kiya thaa so aaj kar raha hoon....bhut hii purkashish kalaam hai.....raj......
|
hmmmmmmmmmmmmm  aap .........kaya baat hai....kaise aana hua SDC par...aap to aaj-kal bahut busy ho gaye hain, SDC ko aur SDC par bane dosto.n ko bhool hi gaye ho....accha laga, bahut accha laga aapko apni post par dekh kar....
aate raha kijiye raj ji.....
aapki dost

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
12th May 2008, 12:41 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat
Don't have words to say... Yet another replica of my heart!
Great Work Di!!!!
~Priya
|
thanks priya..............yoon saath deti rahna apni diii ka
love
dii 
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 14
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 0
|

12th May 2008, 10:25 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Dosto bahut din phele yeh chand ahsaas maine kagaz par likhey thy, bas en ahsaaso.n ko aapke saath share karne ka mokka hi nahi mil raha tha, dosto yeh ahsaas tab mere zehan meiN aaye jis waqt meri nanhi si jaan (meri bitiya) operation theater meiN thi, us waqt apne ko bahut bebas aur tanha sa mahsoos kar rahi thi main, vaise to sab thy mere paas….par jo shakas mere liye sab kuch hai wahi nahi tha bas mere paas….to unhi ke liye hain yeh mere ahsaas…..
Kaash tum aa jate
Aaj kuch waqt ke liye paas mere, kaash tum aa jate,
Bahut tanha hoon main aaj, kaash tum aa jate,
Kabhi khud ko etna kamjor na hone diya maine,
Par aaj bikhar gaye hoon main, kaash tum aa jate,
Tumhi se milta hai housla harpal mujhe,
Chahiye aaj bahho.n ka sahara, kaash tum aa jate,
Barso.n se jee rahi hoon bin tere “Sajan”,
Aaj nahi guzar raha ek pal, kaash tum aa jate,
Waqt ki raftaar bhi jaise thum se gaye hai,
Thum na jaye “sunita” ki nabaz, kaash tum aa jate.
|
KASAM se sunita ji dil ko lag gaye ap ke kalam .......khuda kare app ko wo sab kuch mile jo aap chahate ho.......
vicky
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
9th July 2008, 12:28 PM
Quote:
Originally Posted by vicky ARORA297
KASAM se sunita ji dil ko lag gaye ap ke kalam .......khuda kare app ko wo sab kuch mile jo aap chahate ho.......
vicky
|
shukriya vicky..........aapne mere ahsaaso.n ko samja aur saraha....
god bless u
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,794
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
|
13th July 2008, 12:18 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Dosto bahut din phele yeh chand ahsaas maine kagaz par likhey thy, bas en ahsaaso.n ko aapke saath share karne ka mokka hi nahi mil raha tha, dosto yeh ahsaas tab mere zehan meiN aaye jis waqt meri nanhi si jaan (meri bitiya) operation theater meiN thi, us waqt apne ko bahut bebas aur tanha sa mahsoos kar rahi thi main, vaise to sab thy mere paas….par jo shakas mere liye sab kuch hai wahi nahi tha bas mere paas….to unhi ke liye hain yeh mere ahsaas…..
Kaash tum aa jate
Aaj kuch waqt ke liye paas mere, kaash tum aa jate,
Bahut tanha hoon main aaj, kaash tum aa jate,
Kabhi khud ko etna kamjor na hone diya maine,
Par aaj bikhar gaye hoon main, kaash tum aa jate,
Tumhi se milta hai housla harpal mujhe,
Chahiye aaj bahho.n ka sahara, kaash tum aa jate,
Barso.n se jee rahi hoon bin tere “Sajan”,
Aaj nahi guzar raha ek pal, kaash tum aa jate,
Waqt ki raftaar bhi jaise thum se gaye hai,
Thum na jaye “sunita” ki nabaz, kaash tum aa jate.
|
great sunita jee.... bahut khoob ..lagta hai jaise dil utaar diya hai aapne ... aur shabd nahin hia mere paas tareef karne ko........
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
|
ammy -
13th July 2008, 12:24 AM
Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon
Yeh Dil Hi Kaafi Hai Teri Yaad Main Jalne Ke Liye
Yeh Teri Bhi Aankhon Ka Qusur Hai
Main Tanha Gunahgar To Nahi
Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai
Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai

|
|
|
|
|
.. ek andaaz
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 36
|
13th July 2008, 02:40 PM
suntia jee !
lafz nahi mil rahe apne juzbaatoN ko bayaN karne ke liye waise bhi juzbaatoN ki shakal nahi hoti juzbaatoN se insaan ki shakal zaroor banti bigadti hai !
Barso.n se jee rahi hoon bin tere “Sajan”,
Aaj nahi guzar raha ek pal, kaash tum aa jate,
Waqt ki raftaar bhi jaise thum se gaye hai,
Thum na jaye “sunita” ki nabaz, kaash tum aa jate.
ye ashaar tareef ki had se bahar the !
issi tarah likhti rahiye !
apna khyaal rakhiye!
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
14th July 2008, 03:14 PM
Quote:
Originally Posted by aru
great sunita jee.... bahut khoob ..lagta hai jaise dil utaar diya hai aapne ... aur shabd nahin hia mere paas tareef karne ko........
|
arvind ji arse baad aapko SDC par dekha....accha laga 
aapne mere ahsaaso.n ko pada saraha...shukriya..aate raha kijiye
god bless u
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
14th July 2008, 03:15 PM
Quote:
Originally Posted by ammykhan
Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon
Yeh Dil Hi Kaafi Hai Teri Yaad Main Jalne Ke Liye
Yeh Teri Bhi Aankhon Ka Qusur Hai
Main Tanha Gunahgar To Nahi
Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai
Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai

|
aapka SDC par dil se suwagat hai..... 
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
14th July 2008, 03:17 PM
Quote:
Originally Posted by kshitiz
suntia jee !
lafz nahi mil rahe apne juzbaatoN ko bayaN karne ke liye waise bhi juzbaatoN ki shakal nahi hoti juzbaatoN se insaan ki shakal zaroor banti bigadti hai !
Barso.n se jee rahi hoon bin tere “Sajan”,
Aaj nahi guzar raha ek pal, kaash tum aa jate,
Waqt ki raftaar bhi jaise thum se gaye hai,
Thum na jaye “sunita” ki nabaz, kaash tum aa jate.
ye ashaar tareef ki had se bahar the !
issi tarah likhti rahiye !
apna khyaal rakhiye!
|
shitiz ji.......aapne etne gaur se pada aur mere jazbaato.n ko samja...dil se shukriya shitiz ji....aapki baatey bilkul sahi haiN....!
take care 
god bless u
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 5
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
|
14th July 2008, 03:24 PM
hey friends
how are u . I am sandeepjowel frome bahadurgarh frome haryana.
me apke liye ak shar bhej raha hu I hope that you like it.Phir chand khila phir rat thami
Phir dil ne kaha hai teri kami
Phir yad k jhonke mehek gaye
Phir pagal arman behek gaye
Phir janat si lagti hai zameen
Phir dil ne kaha hai teri kami
Phir guzre lamhon ki baten
Phir jagi jagi si ratain
Phir thehr gayi palkon pe nami
Phir dil ne kaha hai teri kami
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 5
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
|
14th July 2008, 03:27 PM
Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon
Yeh Dil Hi Kaafi Hai Teri Yaad Main Jalne Ke Liye
Yeh Teri Bhi Aankhon Ka Qusur Hai
Main Tanha Gunahgar To Nahi
Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai
Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
|
U R Gineussss -
16th July 2008, 01:30 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker
Adaab Sunita Jee !!!
Mai nhi janta k appk sajan , app k hubby ka kya haal ho ga wahan per , who kya feel ker rahy hoon gay , but aik choooti se gustakhi ker rha hon un ki teref se jawab deny ki .... i know yeh unki feeling k zara bher bhi baraber nhi ho ga , lakin mulahiza fermaiye ...
Tujhy kaisy samjhaon , mai kis bhais mein hon
saton smander paar , tanha pardes mein hon
kuch khaber mily mujhy k sab theek hai
atkaey howy jaan , her aik sandes pe hon
Ro ro k tuny dil apna halka to ker liya
main ro bhi nhi sakta , mai pardes mein hon
Tum ho preshan wahan to khush yahan main bhi nhi
laut ker b aa nhi sakta , mai ik andesh mein hon
na ker majboor mujhy "Sunita" sanmbhal apny apko
bekarar hon us dinko,jab kahon ga "Aj mai apny des mein hon"
|
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you
Pranaam Sister:
aapne uN haalaatoN ko apnii kavviSh meN baRii hi geHrA'ii se peSh kiYaa hai.. aapki yeh kavviSh dil meN utar gaYii.. aur mere liYe to sab sey baRii KhuShii kii baat yeh haii ki wo ab Theek haii. !
YuuNhi liKhate rahiYe aage bhee..! KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN
duaaoN ke saath ijaazat
aapka chhoTu
~ Dhaval
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 28
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
|

17th July 2008, 08:52 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Dosto bahut din phele yeh chand ahsaas maine kagaz par likhey thy, bas en ahsaaso.n ko aapke saath share karne ka mokka hi nahi mil raha tha, dosto yeh ahsaas tab mere zehan meiN aaye jis waqt meri nanhi si jaan (meri bitiya) operation theater meiN thi, us waqt apne ko bahut bebas aur tanha sa mahsoos kar rahi thi main, vaise to sab thy mere paas….par jo shakas mere liye sab kuch hai wahi nahi tha bas mere paas….to unhi ke liye hain yeh mere ahsaas…..
Kaash tum aa jate
Aaj kuch waqt ke liye paas mere, kaash tum aa jate,
Bahut tanha hoon main aaj, kaash tum aa jate,
Kabhi khud ko etna kamjor na hone diya maine,
Par aaj bikhar gaye hoon main, kaash tum aa jate,
Tumhi se milta hai housla harpal mujhe,
Chahiye aaj bahho.n ka sahara, kaash tum aa jate,
Barso.n se jee rahi hoon bin tere “Sajan”,
Aaj nahi guzar raha ek pal, kaash tum aa jate,
Waqt ki raftaar bhi jaise thum se gaye hai,
Thum na jaye “sunita” ki nabaz, kaash tum aa jate.
|
Sunita Jee
Very Nice, Boht Khoob likha hai apne. Mein Dua karoon ga. Woh aa jayae apki zindagi mein.
Sabir
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
9th September 2008, 04:30 PM
Quote:
Originally Posted by sabir ali
Sunita Jee
Very Nice, Boht Khoob likha hai apne. Mein Dua karoon ga. Woh aa jayae apki zindagi mein.
Sabir
|
Sabir ji shukriya aapne mere liye dua ki aur meri shayri ko pada ...dil se shukriya.
god bless u
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 29
|

9th September 2008, 05:03 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Waqt ki raftaar bhi jaise thum se gaye hai,
Thum na jaye “sunita” ki nabaz, kaash tum aa jate.
|
Hello Di,
Bahut hi khoobsurat Ehsaas hai di. Padh ke bahut achha laga. Aapke alfaaz hamesha hi dil ko chu lete hain. Aisa lagta hai jaise, meri apni soch aapne apne shabdon mein likh di ho.. Padhkar bas itna kehne ka dil hua...
Kyu rote ho kyu hote ho udas, kyu dil chhota karte ho
Ek waqt beet gaya toh kyu, khud ko tanha samajhte ho
Jisse dhoondhte ho aaj zamane mein, woh to kahin gaya hi nahin
"Ehsaas" banke aapke dil me basa hai, didi wo aapse door nahin
Sweet Na... 
|
|
|
|
|
.. ek andaaz
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 36
|
10th September 2008, 11:27 AM
sunita jee !
kaisi haiN aap ? ummeed karta huN ishwar ki kripaa se sab behtar hogaa !
maine aapka ye Qalaam kayii baar padhaa aur har baar padhne ke baad dil hil dil meiN khoob daad bhi dii !
aaj jab iss par nazar gayi to maine payaa ki dil me to khoob daad dii hai par usse zahir nahi kiyaa abhi tak  !
kaafi achha likha hai !
gustaakhi muaaf ho magar aisa laga jaise isse likhte waQt aap kaafi dard meiN thiN !
malik aapko hara tarah ke dard o ghum se door rakhe aur aapki zindagi meiN khushiyaN bikhere !
abhi ijaazat di jiye
apnaa khyaal rakhiye !
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
16th September 2008, 03:11 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Hello Di,
Bahut hi khoobsurat Ehsaas hai di. Padh ke bahut achha laga. Aapke alfaaz hamesha hi dil ko chu lete hain. Aisa lagta hai jaise, meri apni soch aapne apne shabdon mein likh di ho.. Padhkar bas itna kehne ka dil hua...
Kyu rote ho kyu hote ho udas, kyu dil chhota karte ho
Ek waqt beet gaya toh kyu, khud ko tanha samajhte ho
Jisse dhoondhte ho aaj zamane mein, woh to kahin gaya hi nahin
"Ehsaas" banke aapke dil me basa hai, didi wo aapse door nahin
Sweet Na... 
|
shukriya amit bhai.......................... 
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
16th September 2008, 03:41 PM
Quote:
Originally Posted by kshitiz
sunita jee !
kaisi haiN aap ? ummeed karta huN ishwar ki kripaa se sab behtar hogaa !
maine aapka ye Qalaam kayii baar padhaa aur har baar padhne ke baad dil hil dil meiN khoob daad bhi dii !
aaj jab iss par nazar gayi to maine payaa ki dil me to khoob daad dii hai par usse zahir nahi kiyaa abhi tak  !
kaafi achha likha hai !
gustaakhi muaaf ho magar aisa laga jaise isse likhte waQt aap kaafi dard meiN thiN !
malik aapko hara tarah ke dard o ghum se door rakhe aur aapki zindagi meiN khushiyaN bikhere !
abhi ijaazat di jiye
apnaa khyaal rakhiye !
|
janaab, shayad aap bhool rahe haiN, aapne es thread par mujhe 2 baar daad di hai bahut accha laga mujhe 2 baar aapki likhi tareef pad kar meri shayri es kabil hai ki aap baar esko padte ho....bahut kushi hue mujhe....aap jaise padne wale hoN to bhalla kaun na likhega 
ji aapne sahi samaj, yeh ahsaas us waqt ke haiN jab meri bitiya ka operation ho raha tha...yeh maine gazal likhne se phele mention bhi kiya hai...shayad aapne pada nahi.
yoon hi hume padtey rahiye....hum likhtey rahenge.
god bless u 
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
.. ek andaaz
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 36
|
17th September 2008, 12:30 AM
mujhe to lag raha hai ki maiN waQt se pehle hi buddha ho gaya huN !
kuch yaad hi nahi rahtaa ! aur jo yaad rahta hai bas dhundhlaa saa rahtaa hai !
abhi aapki bitiyaa ki tabiyat kaisi hai ?
aur kyaa naam hai uska ?
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 35
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
|
mera paigam -
25th September 2008, 06:16 PM
Dil ke lahu se likha ye paigaam mera hai.
Mohbbat ki hai tune ye ehsaan mera hai.
Is tadpte dil ko kia tum gale lagaoge.
Kahin aisa to nahi ki tum bhi tadpte chhod jaoge.
Bahut dhukh uthaye hai jindgi main pyar milta nahi.
Mohbbat ki aag lga ke dil mein,
Kahin meri chita to na jalao ge.
Pyar nibhane ka dava to karte hai sabhi,
Par sabhi ki tarah kahin bhul to naa jaaoge.......
REGARDS:-
AMIT CHAUHAN.
(THAKUR)
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
28th September 2008, 01:25 AM
Quote:
Originally Posted by kshitiz
mujhe to lag raha hai ki maiN waQt se pehle hi buddha ho gaya huN !
kuch yaad hi nahi rahtaa ! aur jo yaad rahta hai bas dhundhlaa saa rahtaa hai !
abhi aapki bitiyaa ki tabiyat kaisi hai ?
aur kyaa naam hai uska ?
|
hehehe..........lagta to kuch kuch aise hi hai 
jee meri bitiya ab theek hai....aur uska naam "SHAGUN" hai 
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
28th September 2008, 01:26 AM
Quote:
Originally Posted by thakur
Dil ke lahu se likha ye paigaam mera hai.
Mohbbat ki hai tune ye ehsaan mera hai.
Is tadpte dil ko kia tum gale lagaoge.
Kahin aisa to nahi ki tum bhi tadpte chhod jaoge.
Bahut dhukh uthaye hai jindgi main pyar milta nahi.
Mohbbat ki aag lga ke dil mein,
Kahin meri chita to na jalao ge.
Pyar nibhane ka dava to karte hai sabhi,
Par sabhi ki tarah kahin bhul to naa jaaoge.......
|
shayri acchi lagi aapki...................................... 
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 7
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
|
23rd January 2012, 02:27 PM
Quote:
Originally Posted by JASVINDER SAINI
- HI SUNITA JI,
- AAPNE TO JAISE YE SUB LIKH KER MERI DUKHTI RUG PER HAATH RAKH DIYA HO, KASH TUM AA JATE TITLE BAHOOT HI SUITABLE HAI, HUM AAPKE IS AHSAAS KA APNE DIL PER BHI MAHSOOS KARTE HAI.
- REALY AAPNE YE BAAT LIKH KER YE SUB KO BATA DIYA KI JISE HUM APNE JINDGI KA SUBSE AHAM HISSA MANTE HAI AGAR WO WAQT PER NAHI HO TO POORI DUNIA SIMTATI NAZAR AATI HAI.
- AGAIN GREAT AGSAAS.. SAINI SAHAB.
|
where do you live dear, this is vinod saini (Jasvinder saini) from panipat
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
|
25th January 2012, 08:47 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Dosto bahut din phele yeh chand ahsaas maine kagaz par likhey thy, bas en ahsaaso.n ko aapke saath share karne ka mokka hi nahi mil raha tha, dosto yeh ahsaas tab mere zehan meiN aaye jis waqt meri nanhi si jaan (meri bitiya) operation theater meiN thi, us waqt apne ko bahut bebas aur tanha sa mahsoos kar rahi thi main, vaise to sab thy mere paas….par jo shakas mere liye sab kuch hai wahi nahi tha bas mere paas….to unhi ke liye hain yeh mere ahsaas…..
Kaash tum aa jate
Aaj kuch waqt ke liye paas mere, kaash tum aa jate,
Bahut tanha hoon main aaj, kaash tum aa jate,
Kabhi khud ko etna kamjor na hone diya maine,
Par aaj bikhar gaye hoon main, kaash tum aa jate,
Tumhi se milta hai housla harpal mujhe,
Chahiye aaj bahho.n ka sahara, kaash tum aa jate,
Barso.n se jee rahi hoon bin tere “Sajan”,
Aaj nahi guzar raha ek pal, kaash tum aa jate,
Waqt ki raftaar bhi jaise thum se gaye hai,
Thum na jaye “sunita” ki nabaz, kaash tum aa jate.
|
Arse baad aa payaa hoon aur yeh behad umdaa ehsaas padhne ko mile - Bahut acche sunita di !!
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 103
Join Date: Jan 2012
Location: Mumbai
Rep Power: 18
|
Good One -
26th January 2012, 09:05 AM
Hii,
Good one I must say..!!!
Mujhe Ek Geet yaad aaya..
"Hum bhool Gaye re har baat, Magar tera pyaar nahi bhule,
Kyaa Kyaa Hua Dil ke Saath, Magar tera Pyaar Nahi bhule.."
Kaun Kambakhat Kehta hai,
Ke Sirf Ghaalib ko hai pata,
Radeef, Kafiya, Matla, Maktaa....!!
Yeh Teer-E-Ishq kyaa 'Zindagi' se Ziyada,
Kya Ghaalib ko hai Chubhata....!!!!!
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 103
Join Date: Jan 2012
Location: Mumbai
Rep Power: 18
|
Grttt -
26th January 2012, 09:07 AM
Quote:
Originally Posted by sandeepjowel
Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon
Yeh Dil Hi Kaafi Hai Teri Yaad Main Jalne Ke Liye
Yeh Teri Bhi Aankhon Ka Qusur Hai
Main Tanha Gunahgar To Nahi
Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai
Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai
|
"Excellent Lines written-
"Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon
Yeh Dil Hi Kaafi Hai Teri Yaad Main Jalne Ke Liye"
Kaun Kambakhat Kehta hai,
Ke Sirf Ghaalib ko hai pata,
Radeef, Kafiya, Matla, Maktaa....!!
Yeh Teer-E-Ishq kyaa 'Zindagi' se Ziyada,
Kya Ghaalib ko hai Chubhata....!!!!!
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
27th January 2012, 03:40 PM
Quote:
Originally Posted by JASVINDER SAINI
where do you live dear, this is vinod saini (Jasvinder saini) from panipat
|
Jasvinder jiii, esi dunia mei rahte hai ham :-)
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
27th January 2012, 03:43 PM
Quote:
Originally Posted by mast
Arse baad aa payaa hoon aur yeh behad umdaa ehsaas padhne ko mile - Bahut acche sunita di !!
|
hiii Mast bhai...kaise hai aap ????
yeh ahsaas jab likhey thy tab dil mein jo dard tha, wahi dard ab mahsoos hota hai jab bhi en ahsaason ko phir se padti hu :-(
pyar aur duaon ke saath
aapki dii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
27th January 2012, 03:44 PM
Quote:
Originally Posted by Zindagi5
Hii,
Good one I must say..!!!
Mujhe Ek Geet yaad aaya..
"Hum bhool Gaye re har baat, Magar tera pyaar nahi bhule,
Kyaa Kyaa Hua Dil ke Saath, Magar tera Pyaar Nahi bhule.."
|
ahsaasoN ko samjane ke liye shukriya....!!
god bless u
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
|
12th May 2012, 07:20 PM
Very well written!
Sometimes people come back too late in life: -
Ab tum lauto ge itne salo me
dhoop utri hogi balon me
phool hi phool khil uthe dil me
aaye ho tum jo tum mere khayalon me.
This one is amaging as well: -
"यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया,
के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए........!"
Regards
Sushil
लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!
lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 103
Join Date: Jan 2012
Location: Mumbai
Rep Power: 18
|
Uffff..!!! -
12th May 2012, 11:22 PM
Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush
Very well written!
Sometimes people come back too late in life: -
Ab tum lauto ge itne salo me
dhoop utri hogi balon me
phool hi phool khil uthe dil me
aaye ho tum jo tum mere khayalon me.
This one is amaging as well: -
"यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया,
के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए........!"
Regards
Sushil
|
Hey Bhagwaan..!!! What Have you written Dude.
Ab tum lauto ge itne salo me
dhoop utri hogi balon me
It may sound lil idiotic, just that wanted to convey.. (Though Highly apologizing to convey)
Kuchh Dard Naa Likkhe Jaayein, To hi Acchaa hai,
Kamse Kam, Padhne mein hi Jii Lene Dijiye Sahaab..!!
Kaun Kambakhat Kehta hai,
Ke Sirf Ghaalib ko hai pata,
Radeef, Kafiya, Matla, Maktaa....!!
Yeh Teer-E-Ishq kyaa 'Zindagi' se Ziyada,
Kya Ghaalib ko hai Chubhata....!!!!!
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
19th September 2014, 02:36 PM
Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush
Very well written!
Sometimes people come back too late in life: -
Ab tum lauto ge itne salo me
dhoop utri hogi balon me
phool hi phool khil uthe dil me
aaye ho tum jo tum mere khayalon me.
This one is amaging as well: -
"यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया,
के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए........!"
Regards
Sushil
|
Sushil ji namaskaar....muaafi chahti hu, maine aaj hi aapka reply dekha...dil se shukriya.
aapne jo chand lines share ki hai...behad khoobsurat lgi aur bahut achhi bhi lgi.
regards
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 98
Join Date: Nov 2011
Rep Power: 18
|
19th September 2014, 03:10 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Dosto bahut din phele yeh chand ahsaas maine kagaz par likhey thy, bas en ahsaaso.n ko aapke saath share karne ka mokka hi nahi mil raha tha, dosto yeh ahsaas tab mere zehan meiN aaye jis waqt meri nanhi si jaan (meri bitiya) operation theater meiN thi, us waqt apne ko bahut bebas aur tanha sa mahsoos kar rahi thi main, vaise to sab thy mere paas….par jo shakas mere liye sab kuch hai wahi nahi tha bas mere paas….to unhi ke liye hain yeh mere ahsaas…..
Kaash tum aa jate
Aaj kuch waqt ke liye paas mere, kaash tum aa jate,
Bahut tanha hoon main aaj, kaash tum aa jate,
Kabhi khud ko etna kamjor na hone diya maine,
Par aaj bikhar gaye hoon main, kaash tum aa jate,
Tumhi se milta hai housla harpal mujhe,
Chahiye aaj bahho.n ka sahara, kaash tum aa jate,
Barso.n se jee rahi hoon bin tere “Sajan”,
Aaj nahi guzar raha ek pal, kaash tum aa jate,
Waqt ki raftaar bhi jaise thum se gaye hai,
Thum na jaye “sunita” ki nabaz, kaash tum aa jate.
|
bht touchy creation hai ye aapki sunita ji.... 
Aaj fir dil shayar hona chahta hai..
Dard lafzon me pirona chahta hai..
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |