 |
|
|
|
|
 |
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
15th January 2012, 11:31 AM
TUM PER HI KHATM YE SAARI CHAHAT HOGI,
PHIR NA KISI AUR PER YE INAYAT HOGI,
KUCH IS TARAH SE KARENGE YAAD TUMHE,
NA ZAMANE KO SHIKWA NA TUMHE SHIKAYAT HOGI,...
(nm)
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
Last edited by zainy; 15th January 2012 at 11:33 AM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2009
Rep Power: 15
|
16th January 2012, 10:22 AM
Milna hamara duniya ko kyun nagwar ho gaya
Fijaon mein sadiyon se bikhre pade hain hum
Lahad se nikloon aur daaman ko thaam loon
Itna bhi gamgin na tha janaze me mere koi
thakur
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2009
Rep Power: 15
|
16th January 2012, 10:24 AM
Milna hamara duniya ko kyun nagwar ho gaya
Fijaon mein sadiyon se bikhre pade hain hum
Lahad se nikloon aur daaman ko thaam loon
Itna bhi gamgin na tha janaze me mere koi
thakur
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 49
Join Date: Dec 2011
Location: kanpur
Rep Power: 0
|
26th January 2012, 12:50 PM
kisi ka koi dard baat le
kisi ko koi khushi de de
kya ye sambhav hai?
kisi ka dard sun le
itna ki jab tak wo kah sake
use mahsoos kar le
itna jitna ki apna kam pade
bus itna hi kaafi hai
kisi ko tanhaai se ubarne ke liye
varna sabhi jiski talash me hai
pta nhi kab se?
kaise kisi ka dard baat ker kam kar sakte hai?
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
|
29th January 2012, 04:49 PM
Haal jo hamara hai sab tou un pe roshan hai
Phir batao kya hoga haal-e-dil sunna ney se......nm
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 26
|
10th March 2012, 07:32 PM
Quote:
Originally Posted by Baqtiar
Haal jo hamara hai sab tou un pe roshan hai
Phir batao kya hoga haal-e-dil sunna ney se......nm
|
 .........Wwwwaaaaahhhhh.....!!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
|
pet ki aag -
10th March 2012, 09:19 PM
pet ki aag ne zameer ko daav pe laga diya
varna ham bhi kabhi kaabil the zindagee ke.
Ajay Nidaan
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
18th December 2012, 03:19 PM
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
Nisha virgo.
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Zindagi Kaisee Hai Paheli
Offline
Posts: 174
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 13
|
4th January 2013, 10:42 PM
ghilaa karoon bhee toh kisse karoon
zhakhm saare apnon se mile hain
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
5th January 2013, 02:21 PM
Kuch aise haadse bhi zindagi me hote hain "Faraz"
Ke Insaan to bach jata hai magar zinda nahi rehta...
.FARAZ.........
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
|
20th January 2013, 07:28 PM
...
उम्र तो कट गयी मेरी शेरो-सुखन में लेकिन,
आज तलक मुझको तुझ सा करिदार न मिला |
umra to kat gayi meri sher-o-sukhan meiN
Aaj talak mujhko tujh sa kirdaar na mila.
_______________Harash mahajan
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
21st January 2013, 08:43 AM
Sab ye kirdaar ki badawlat hai..thokaron me teri hukumat hai
ek zamanat to mil gayi lekin.....uski baki abhi adalat hai.
-MAJID DEOBANDI
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,794
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
|
31st January 2013, 02:55 PM
mere doston mera ek kaam kar dena,
Mere marne kee khabar un tak pahuncha dena,
Ho sakta hai aankhein ashkon se bhar jaye,
Aur labon pe mera naam bhi aa jaye,
Sawar jayegi meri kismat kuch is tarah se,
Jaise kisi shaheed ko marne ke baad milta inaam hai....
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
1st February 2013, 08:22 PM
Kabhi tarap utha meri aah say
Kabhi ashk say na pighal saka
Sar-e-rah mila wo agar kabhi
To nazar chura k guzar gaya
-faraaz
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
3rd February 2013, 02:15 PM
Nazar kyun na jaanay khafaa hai tumhaari
Bataa deiN zaraa kya khataa hai hamaari
_Zainy
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
|
9th February 2013, 12:15 AM
Mohabbat ka jo falsafa jante hain
khatakar ko be khata jante hain...
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,794
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
|
10th February 2013, 12:47 PM
do kadam chale the aur do kadam kee baat thi,
Aapne badli raah aap mein vo baat thi...
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2009
Rep Power: 15
|
20th February 2013, 09:02 AM
thanx
its really gud, hope to share more
Lahad se nikloon aur daaman ko thaam loon
Itna bhi gamgin na tha janaze me mere koi
thakur
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2009
Rep Power: 15
|
20th February 2013, 09:21 AM
Ek Umra Hui Main To Hasin Bhool Chuka Hun
Tum Ab Bhi mere Dil Ko Bhulana Nahin bhule
nm
Last edited by harish k thakur; 20th February 2013 at 09:26 AM..
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
28th February 2013, 03:26 PM
Main tujhko yaad jo karne laga to bhool gaya
Main iss gunaah ko apne magar qubool gaya
nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
16th April 2013, 09:28 PM
bhuulii bisarii cha.nd ummiide.n cha.nd fasaane yaad aaye
tum yaad aaye aur tumhaare saath zamaane yaad aaye
*[Razi Tirmazi]
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power: 19
|
16th April 2013, 10:04 PM
Nahi chaiye teri dukan se kuch bhi ay ishq
Har cheez mein milaawat he bewafaai kii
NM
KAVITA NEGI
Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
16th April 2013, 10:07 PM
Wah wah bohat khoob mohatarma......:-)
Aey Ishq Dekh hUm Bhi hAin Kis Dil Key Aadmii*
MehmaaN Bana Key Gham kO Kaleja Khila Diya
*nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power: 19
|
16th April 2013, 11:08 PM
Kalam se likh nahi sakte, udas dil ka afsaana
Humare sath jo hota hai, bas acha nahi hota..
NM
KAVITA NEGI
Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,794
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
|
17th April 2013, 07:25 AM
abki baar diwali kuch is tarah se manayi,
Dil ke tukdon ka deepak banakar,
Armaano kee baati lagayi,
Aur bhar diya use apne lahoo se,
Fir uski tasveeron se use jalakar,
Rakh aaya wahan, milte the kabhi hum jahan.........
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2009
Rep Power: 15
|
18th April 2013, 12:42 PM
Aansu uthaa lete he mere ghamon ka bojh......!!
yeh wo humsafar he jo kabhi khafa nahi hote..!!
Lahad se nikloon aur daaman ko thaam loon
Itna bhi gamgin na tha janaze me mere koi
thakur
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2009
Rep Power: 15
|
18th April 2013, 12:44 PM
Ek Umra Hui Main To Hasin Bhool Chuka Hun
Tum Ab Bhi mere Dil Ko Dukhana Nahin bhule
Lahad se nikloon aur daaman ko thaam loon
Itna bhi gamgin na tha janaze me mere koi
thakur
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2009
Rep Power: 15
|
18th April 2013, 12:45 PM
pet ki aag ne zameer ko daav pe laga diya
varna ham bhi kabhi kaabil the zindagee ke.
Ajay Nidaan
Lahad se nikloon aur daaman ko thaam loon
Itna bhi gamgin na tha janaze me mere koi
thakur
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 119
Join Date: Jun 2010
Location: Mohali
Rep Power: 15
|
18th April 2013, 01:41 PM
Quote:
Originally Posted by kavita negi
kalam se likh nahi sakte, udas dil ka afsaana
humare sath jo hota hai, bas acha nahi hota..
Nm
|
khud ke pairoon par bar bar hazzaar bar kulhadi mar kar, udas dil ka afsana byan karne se acchha hai ki kulhadi faink kar apne pairoon se pyar karna, taanki ye pair pyar karne waloon ki taraf pyar paan ke liye badhaney ko mazboor ho jayen
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 119
Join Date: Jun 2010
Location: Mohali
Rep Power: 15
|
18th April 2013, 01:45 PM
Quote:
Originally Posted by kavita negi
nahi chaiye teri dukan se kuch bhi ay ishq
har cheez mein milaawat he bewafaai kii
nm
|
pure ishq ki dukan ki har cheezz mein purely ishq ki milaawat ke sivay aur kuch bhi nahin hota, agar ishq mein milaawat he bewafaai kii toh wo ishq hi nahi hota
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 119
Join Date: Jun 2010
Location: Mohali
Rep Power: 15
|
18th April 2013, 01:51 PM
Aansu nahi uthate gamoon ka bojh, aansu toh khud bojh hain, jo hamari sehat ko hi utha lete hain
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
18th April 2013, 11:11 PM
na aarzoo thi kissi ki na kissi ka intezaar
Hum khush they tanha hi dil lagane se pehle!
Nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
Last edited by zainy; 18th April 2013 at 11:14 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2009
Rep Power: 15
|
5th May 2013, 10:15 PM
Main tujhko yaad jo karne laga to bhool gaya
Main iss gunaah ko apne magar qubool gaya
nm
wah
Lahad se nikloon aur daaman ko thaam loon
Itna bhi gamgin na tha janaze me mere koi
thakur
|
|
|
|
|
mahwar
Offline
Posts: 4
Join Date: May 2013
Location: lucknow.
Rep Power: 0
|
16th May 2013, 09:32 AM
koun ab kiska humdard raha zamane mein.
Wo bhi kho gaya jo kahta tha humsafar mujhko.
Main to bekhabar tha ghum ke nasheb se.
Tanha chord gaya wo ghum ke faraaz pe mujhko.
Zindigi mein roz lagte hain naye dard ke paiwand.
Wohi zindigi jo lagti thi saaf daaman mujhko.
Woh kahta tha mere jeene ki wajah hai tu.
Ab kahta hai bhool jao "mahwar" mujhko.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power: 19
|
18th May 2013, 10:43 PM
Jaise bhi hai, ache ya bure....apne liye hai......!
Hum khud ko nahi dekhte auro ki nazar se....! Nm
KAVITA NEGI
Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power: 19
|
18th May 2013, 10:55 PM
Pehle ishq.......!
Phir shirk.........!
Aur phir behad nafrat............!
Badi tarteeb se ek shakhs ne tabah kiya hame.......!!!
Nm
KAVITA NEGI
Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 119
Join Date: Jun 2010
Location: Mohali
Rep Power: 15
|
19th May 2013, 01:26 PM
Quote:
Originally Posted by Kavita Negi
Jaise bhi hai, ache ya bure....apne liye hai......!
Hum khud ko nahi dekhte auro ki nazar se....! Nm
|
yeh toh SAB ke liye hi hai............................................... ..........
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 119
Join Date: Jun 2010
Location: Mohali
Rep Power: 15
|
19th May 2013, 01:33 PM
Quote:
Originally Posted by Kavita Negi
Pehle ishq.......!
Phir shirk.........!
Aur phir behad nafrat............!
Badi tarteeb se ek shakhs ne tabah kiya hame.......!!!
Nm
|
Pehle Ishq..............!
Phir bepanaah Mohabat..........!
Phir us se Bhi Bepanaah Mohabat t t t t t ............!
Phir Us Bepanaah Mohabat Mein Usko Bepanaah ABBAD Karne mein TABAH hotey Rahey bar bar HUM..........................................!!!!! !!!!!!!
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 17
|
20th May 2013, 11:22 PM
Quote:
Originally Posted by Kavita Negi
Pehle ishq.......!
Phir shirk.........!
Aur phir behad nafrat............!
Badi tarteeb se ek shakhs ne tabah kiya hame.......!!!
Nm
|
Waise humne to bas pyaar kiya tha...ye tabahi ka manzar kyun bayan kar rahi ho ....ab kya galti ho gayi humse...
Tera..
Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !! (NM)
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power: 19
|

21st May 2013, 05:52 AM
Quote:
Originally Posted by secret admirer
Waise humne to bas pyaar kiya tha...ye tabahi ka manzar kyun bayan kar rahi ho ....ab kya galti ho gayi humse... 
Tera..
|
taaki aap pyar ka ijhaar kar sako........  thread hi aisi hai dard baatna hai......dard hai hi nahi..hum to lafz baant rahe hai.....!!! 
KAVITA NEGI
Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |