mera adhura pyar -
2nd December 2003, 12:52 AM
aaj dil bahut udas udas sa hai,
tum khan ho hamesha ki tharah aaj bhi
tumhara intezaar hai,
chahe jitne bhi julm dhao humpe
hamara dil bas tum pe khurbaan hai,
ghut ghut kar ji rahe hain tumhare liye
sare gham aur aasoon pii rahe hai,
phir bhi tum kahan hum pe meherbaan ho,
hamare gham ko jaante ho, jaan kar anjaan ho,
jaanthi nahin kitne aason aur gham
likhe hai khudane hamari taqdeer mein,
tumhare pyaar mein humein sab khubool hai,
tumhare liye hamein sab manzoor hai,
jab tak zindagi hai sirf tumhi se pyar karenge,
khuda se yahi faryaad hai ki hamari aakhri saans tumhari bahon mein nikle,
zindagi mein hi nahi marne ke baad bhi
hum tumhara intezaar karenge..
i love u always khan.
iam only urs always
ur mansi
|