Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
chand se battein
Old
  (#1)
hara ashiq
broken heart
hara ashiq is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 0
Sad chand se battein - 30th August 2003, 10:30 PM

hi friends after a long time i am here hoping that my all friends willbe allright.
posting something for all of you
----------------------------
dosto, ek baar main chand se bateein kar raha tha

maine poocha chand se tum kaise ho
chand ne kaha tumhere jaisa
maine kaha ho hi nahin sakta
chand boola sabit kar ke dikhao
maine kaha ha................
chand boola

jab tuze dard hua tune bahaye lakhon aason pyare
upar nazar maar yeh aason hai mere lakhon tare

tune dil par sahe lakhon zakham yaara
yeh jo daag dekh rahe ho yeh woh zakham hai jo mohabbat ne hamko maare

dard ko sahene ke liye tumne apne aap ko vyast(busy) kiya
muzhe dekho maine bhi to nirantar(regular) chelne ka pran hai liya.

aur bhi khubiya hai hum tum main ek jaisi
jaise khayi chot jigar par hum tumne ek jaisi
------------
doston ab aap hi bataye ki kya chand sahi hai agar ha to kyoun.
---------
jawab ke intzaar main
aapka
hara ashiq
*****************
tuti phuti keh liya kerta hooin
dil ke jajbato ko likh liya karta hooin
muze to mallom nahin
dost kehte hain
ki thodi si shayri kar liya kerta hooin.
*******************
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
khushiii
Registered User
khushiii has a spectacular aura aboutkhushiii has a spectacular aura aboutkhushiii has a spectacular aura about
 
khushiii's Avatar
 
Offline
Posts: 934
Join Date: Aug 2003
Rep Power: 23
31st August 2003, 11:51 PM

Ashiq ji
Likha to bohot khoob hai aaap ne.
Lekin chand ka dard,meri rai mein,may be aap ki rai aur doosron ki rai alag ho,sirf poetry mein hi ho sakta hai reality mein chand ke paas dil hi nahin hota to dard kahan se hoga.
But whatever description u gave in ur poem that was really nice.
Usey padhte hue ek pal yeh bhool sakta hai insaan ke chaand ka dil nahin hota.
Keep writing n smiling


~~~~~~~Khushiii~~~~~~~
smile n make others also smile

those sparkling eyes
A 100 watt smile
the majestic walk
the cheerful talk
truly charming personality
Guess,thats enough abt me :D
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
chand young_prince11 Aapki Shayri 0 2nd October 2005 07:08 PM
Chand i007 Shayri-e-Dard 0 10th September 2005 07:12 AM
Chand gsubra199 Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 20th November 2004 08:51 AM
Ahista Kijye Battein smack_07078 Shayri-e-Ishq 8 18th May 2004 12:28 AM
Chand ho ya ho tum Chand ka aaina kshitiz Shayri-e-Ishq 17 14th July 2003 07:20 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com