Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
REALITY OF LIFE>>yaaro aaj mera maan uth gaya is jahhaan se
Old
  (#1)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
Sad REALITY OF LIFE>>yaaro aaj mera maan uth gaya is jahhaan se - 8th November 2002, 07:48 AM

DOSTO, i feel this is the reality of life,


yaaro aaj mera maan uth gaya is jahhaan se,
kaise ye log hai jinhe kisi ke jasbaaton ki kader tak nahi,??

dhikhate hai ye hame pyar karte hai ye har lamha behad,
pyar to dur ki baat hai ye to hame samajhte tak nahi,??

pal bhar me badal jaya karte hai, do do hai inke cehre,
koyi kiska banta hai aaj kal, apne hi apne tak nahi,??

raab se bhi sohna hota hai ishq to yaaro,
duniya ke liye ye ishq hai majjak, ye raab tak nahi,??

is mithe shabd ishk ko badnaam kar diye in zalimo ney,
dara kisi ka na samjhey ye, inka jaise koyi imaan tak nahi,??

har marz ki dawa jise kehtey hai pyar,
ye ho gaya badanaam is shehar mein, iski bhi ab izaat tak nahi,??

do kadam saath ye chaltey hai, pyari batain karte hai,
kise hai mallom ki ye sab juthey hai inme hakikat tak nahi,??

tutt jaya karte hai dil yaha aksar har baar,
log to log hai inhe kisi ki parwah tak nahi,??

aaj hum hai , kal jab na hoge to koyi aur sahi,
inke jasbaaat kaise hai jinpe kisi ka ikhtiyaar tak nahi??

yaaro aaj mera maan uth gaya is jahhaan se,
kaise ye log hai jinhe kisi ke jasbaaton ki kader tak nahi,??


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Luv Priya


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Last edited by shayri12345; 8th November 2002 at 07:51 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
8th November 2002, 10:33 AM

Bilkul sach kahan hai aapne priya ji, that is indeed the reality of life. Bahot acha likha hai aapne, par maaf karna, main zada nahin likh para. Ek aaj sharaab thodi si pee hui hai, aur raat ka nasha bhi chaahne laga hai. Agar koi spelling ki mistake ki ho, to maafi chahta huun - hosh kho behta, lekin thoda bahot to baki hai.

Hahahaha, pata nahin kya ho raha hai.. ajeeb hi raat hai =T

Chalta huun,
Aapka dost,
Aman.
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
hara ashiq
broken heart
hara ashiq is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 0
8th November 2002, 02:01 PM

hey priya,
nice one ,


har marz ki dawa jise kehtey hai pyar,
ye ho gaya badanaam is shehar mein, iski bhi ab izaat tak nahi,??
*************************************

kya khub lika hai, par main kehta hu

ishq ki izaat to tab hoti
jab iski koi keemat hoti

ishq ki izaat to tab hoti
jab iski koi keemat hoti

haan bada badnaam hai yeh shehar
yaha insano ke jazbato ki keemat nahin hoti
*************************************
tik keh raha hooin na

jo tumnel ika woh wakai main reality hai
par jo maine kaha woh reality se kam nahin

kyoun

and ("****"remember i will allways be trheir when u need me"*****")
   
Reply With Quote
hi aman
Old
  (#4)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
hi aman - 8th November 2002, 11:56 PM

dear aman ji
yaar thanks for likin this one and also agreeing this is the reality, yaar i wanna ask u something though i dont have any hakk, buit still, do u for real drink, yaar kya peenne se dard kam hota hai, agar haan, to hame bhi saath le chalo hehe khub gujre gi jab do mil baithainge hehe( jk)
aman peene se tum khud ko dhoka de rahe ho, and we get dhoka from pppl and then we give dhoka to ourselves cuz ur dard becomes more and u feel its beocming less,, thats all i wanna say. dard baat kar dekho jarur kam hoga and then there is something we can learn from every person we get so think abt it,

Priya


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
hi aashiq ji
Old
  (#5)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
hi aashiq ji - 9th November 2002, 12:01 AM

hi there
wow this one was dayaaam good huh,!!ishq ki izaat to tab hoti
jab iski koi keemat hoti

ishq ki izaat to tab hoti
jab iski koi keemat hoti

haan bada badnaam hai yeh shehar
yaha insano ke jazbato ki keemat nahin hoti
************************************************** *
mujhe lagta hai ki,

ishq ki keemat to hoti hai
par logo ne isey yaro badnaam kar diya saare sehar me,
hame bhi roshni kedino ki aas to bahut thi,
AUR kisi ne aag laga di yaaroo hamare dil mein,

Priya>>
thanks for being there, u can say same and more frm me


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
right
Old
  (#6)
shaheenindia
Registered User
shaheenindia is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 22
Join Date: Aug 2002
Location: Hyderabad
Rep Power: 0
Smile right - 9th November 2002, 03:16 PM

hello Priya ji,

apne bilkul sahi baat kahi hai.

Shn
   
Reply With Quote
dear shaheen
Old
  (#7)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
dear shaheen - 9th November 2002, 10:23 PM

dear shaheenji
thanks for agreeing with me.

Luv Priya>>


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Reality of life.... Mr Sundrani Aapki Shayri 0 19th August 2007 09:02 PM
Mera maan sargambahl Shayri-e-Ishq 0 20th July 2006 11:31 AM
Try this...for reality! $hivani Aapki Shayri 4 9th June 2004 12:12 PM
Maan mera aaj udas hai meetapaekh Shayri-e-Dard 0 11th April 2004 05:41 PM
reality... darshna General Stories 0 25th September 2001 05:30 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com