Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Fasana likh raha hoon my
Old
  (#1)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
Fasana likh raha hoon my - 7th June 2015, 08:44 PM

Fasana likh raha hoon my kudrat k nazarooN ka
Baad muddat k karne chala my dedaar baharooN ka

Rangbirangi titliya, phool, panchi jahaN honge
DekhooN tay kar k aaj my wo rasta pahadoN ka

Us gaon me, log jahaN, ab bhi chat pe sote honge
Chalo ho jaaoN sang unke mai humbistar sitarooN ka

Jamoora aur madari jahaaN ab bhi khel dikhate hain
Ho jaooN mai bhi bhochakka jadoo dekh pitarooN ka

Papihaa aur koyal jahaN barish me geet gateN hoN
Badi aankhooN wala mendhak, ho raja jahaN talabooN ka

JahaaN rupaye paisoN ki, kuch ahmiyat nahi hogi
Na roke muskurane se jahaN girta bhaw bazarooN ka

Jee le, do pal khushi ko tu mohtaaj nahi duaooN ka
Na ho aisa ban k rah jaye, sab kissa ye kitabooN ka

Bhushan Joshi

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th June 2015, 09:15 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Fasana likh raha hoon my kudrat k nazarooN ka
Baad muddat k karne chala my dedaar baharooN ka

Rangbirangi titliya, phool, panchi jahaN honge
DekhooN tay kar k aaj my wo rasta pahadoN ka

Us gaon me, log jahaN, ab bhi chat pe sote honge
Chalo ho jaaoN sang unke mai humbistar sitarooN ka

Jamoora aur madari jahaaN ab bhi khel dikhate hain
Ho jaooN mai bhi bhochakka jadoo dekh pitarooN ka

Papihaa aur koyal jahaN barish me geet gateN hoN
Badi aankhooN wala mendhak, ho raja jahaN talabooN ka

JahaaN rupaye paisoN ki, kuch ahmiyat nahi hogi
Na roke muskurane se jahaN girta bhaw bazarooN ka

Jee le, do pal khushi ko tu mohtaaj nahi duaooN ka
Na ho aisa ban k rah jaye, sab kissa ye kitabooN ka

Bhushan Joshi

Janaab tak shaad ka salaam pahuche......

waahhh kyaa kamaal ki ghazal hui hai jaise koi johree nakkshi karke gahno ko is laayaq banaa de ke duniyaa uski chamak me kho jaae....

waaahhhhhh kya kahun ke dil nikal ke baahar aa jaae....

bahut khoob janaab...... likhte rahiye.....

Shaad......

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th June 2015, 09:35 PM

Bahut achcha likha hai bhushan ji..wakai gaaon me hee kudrat ke asli nazare dekhne ko milte hain....meri bhi kai tadein taza ho gayiin....
Dher sari daad aur duayein meri taraf se...

Aate rahiye...likhte rahiye...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
9th June 2015, 10:44 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Janaab tak shaad ka salaam pahuche......

waahhh kyaa kamaal ki ghazal hui hai jaise koi johree nakkshi karke gahno ko is laayaq banaa de ke duniyaa uski chamak me kho jaae....

waaahhhhhh kya kahun ke dil nikal ke baahar aa jaae....

Us gaon me, log jahaN, ab bhi chat pe sote honge
Chalo ho jaaoN sang unke mai humbistar sitarooN ka

Papihaa aur koyal jahaN barish me geet gateN hoN
Badi aankhooN wala mendhak, ho raja jahaN talabooN ka

bahut khoob janaab...... likhte rahiye.....

Shaad......
Sameer bhai adaab,

Aapki housala afzahi sar aankho par....is peshkash ko pasand karne k liye bohot bohot shukriya

Aapka apna
Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
9th June 2015, 10:47 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut achcha likha hai bhushan ji..wakai gaaon me hee kudrat ke asli nazare dekhne ko milte hain....meri bhi kai tadein taza ho gayiin....
Dher sari daad aur duayein meri taraf se...

Aate rahiye...likhte rahiye...

Madhu ji namaste,

Aapko ye peshkash pasand aai uparwale ka karam hai......housala afzahi ke liye tahe dil se shukriya

Aapka apna
Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
9th June 2015, 10:51 PM

Bhushan bhai gaanv ki mitti ki khushboo mil rahi .bahut
acha lilkha aapne ...aise hi aate rahiye aur bazm ki raunak badate
rahiye...sanjay sehgal

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
10th June 2015, 07:39 AM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Fasana likh raha hoon my kudrat k nazarooN ka
Baad muddat k karne chala my dedaar baharooN ka

Rangbirangi titliya, phool, panchi jahaN honge
DekhooN tay kar k aaj my wo rasta pahadoN ka

Us gaon me, log jahaN, ab bhi chat pe sote honge
Chalo ho jaaoN sang unke mai humbistar sitarooN ka

Jamoora aur madari jahaaN ab bhi khel dikhate hain
Ho jaooN mai bhi bhochakka jadoo dekh pitarooN ka

Papihaa aur koyal jahaN barish me geet gateN hoN
Badi aankhooN wala mendhak, ho raja jahaN talabooN ka

JahaaN rupaye paisoN ki, kuch ahmiyat nahi hogi
Na roke muskurane se jahaN girta bhaw bazarooN ka

Jee le, do pal khushi ko tu mohtaaj nahi duaooN ka
Na ho aisa ban k rah jaye, sab kissa ye kitabooN ka

Bhushan Joshi

Bahut hi umdaa soch aur ehsaas huye hai mere bhai, asaan nahi itni rangineeyon ko yunhi bayaan kar dena. Aapki is rachnaa ko mast ka salaam yunhi likhte rahiYeGaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
10th June 2015, 11:48 AM

bhushan bhai khoob rahi aapki ye rachna
likhte rahen
duaon ke saath

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
25th June 2015, 09:13 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Bhushan bhai gaanv ki mitti ki khushboo mil rahi .bahut
acha lilkha aapne ...aise hi aate rahiye aur bazm ki raunak badate
rahiye...sanjay sehgal

SANJAY JI Namaste

Aapka bohot bohot shukriya....aage bhi inayaat banaye rakhiyega

Aapka apna
Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
25th June 2015, 09:18 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Bahut hi umdaa soch aur ehsaas huye hai mere bhai, asaan nahi itni rangineeyon ko yunhi bayaan kar dena. Aapki is rachnaa ko mast ka salaam yunhi likhte rahiYeGaa

Mast ji Namaste

Aapke comments hamesha hi housala badhate hai....bohot bohot shukriya...inaayat banaye rakhiyega..

Aapka apna
Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
25th June 2015, 09:20 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bhushan bhai khoob rahi aapki ye rachna
likhte rahen
duaon ke saath

Jai shri krishna Ishk sahab,

Aapne is koshish ko itni tavajjo di...aapka bohot bohot shukriya...inaayat banaye rakhiyega

Aapka apna
Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th June 2015, 10:18 AM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Fasana likh raha hoon my kudrat k nazarooN ka
Baad muddat k karne chala my dedaar baharooN ka

Rangbirangi titliya, phool, panchi jahaN honge
DekhooN tay kar k aaj my wo rasta pahadoN ka

Us gaon me, log jahaN, ab bhi chat pe sote honge
Chalo ho jaaoN sang unke mai humbistar sitarooN ka

Jamoora aur madari jahaaN ab bhi khel dikhate hain
Ho jaooN mai bhi bhochakka jadoo dekh pitarooN ka

Papihaa aur koyal jahaN barish me geet gateN hoN
Badi aankhooN wala mendhak, ho raja jahaN talabooN ka

JahaaN rupaye paisoN ki, kuch ahmiyat nahi hogi
Na roke muskurane se jahaN girta bhaw bazarooN ka

Jee le, do pal khushi ko tu mohtaaj nahi duaooN ka
Na ho aisa ban k rah jaye, sab kissa ye kitabooN ka

Bhushan Joshi

Bhushan ji namaskaar
aapki gazal padkar bahut accha lga, pahadoN ka nazara aur wahan ke logoN ka saadapan yaad aa gya aapki gazal padkar. sabhi sher tareef ke haqdaar hai. dil se daad hazir hai.

sabse khaas yeh sher lga...yu hi likhte rhiye aur bazm meiN aate rhiye.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#13)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 25th June 2015, 10:27 AM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Fasana likh raha hoon my kudrat k nazarooN ka
Baad muddat k karne chala my dedaar baharooN ka

Rangbirangi titliya, phool, panchi jahaN honge
DekhooN tay kar k aaj my wo rasta pahadoN ka

Us gaon me, log jahaN, ab bhi chat pe sote honge
Chalo ho jaaoN sang unke mai humbistar sitarooN ka

Jamoora aur madari jahaaN ab bhi khel dikhate hain
Ho jaooN mai bhi bhochakka jadoo dekh pitarooN ka

Papihaa aur koyal jahaN barish me geet gateN hoN
Badi aankhooN wala mendhak, ho raja jahaN talabooN ka

JahaaN rupaye paisoN ki, kuch ahmiyat nahi hogi
Na roke muskurane se jahaN girta bhaw bazarooN ka

Jee le, do pal khushi ko tu mohtaaj nahi duaooN ka
Na ho aisa ban k rah jaye, sab kissa ye kitabooN ka

Bhushan Joshi
waaaaaaaaaaaaaaaaahhh! Bhushan jee ..

kia baat hai ..... aap ne meHfil ko aala darjay ke kalaam inayat kiya hai ....

bohat khoob janab ... daad qabool kejiye ..

likhte rahiye..

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
25th June 2015, 01:29 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post

Bhushan ji namaskaar
aapki gazal padkar bahut accha lga, pahadoN ka nazara aur wahan ke logoN ka saadapan yaad aa gya aapki gazal padkar. sabhi sher tareef ke haqdaar hai. dil se daad hazir hai.

Us gaon me, log jahaN, ab bhi chat pe sote honge
Chalo ho jaaoN sang unke mai humbistar sitarooN ka

sabse khaas yeh sher lga...yu hi likhte rhiye aur bazm meiN aate rhiye.

Dii Namaste,

Aapne is peshkash ko itni tavajjo di.....aapka bohit bohot shukriya....aage bhi inaayat banaye rakheN

Aapka apna
Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
25th June 2015, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waaaaaaaaaaaaaaaaahhh! Bhushan jee ..

kia baat hai ..... aap ne meHfil ko aala darjay ke kalaam inayat kiya hai ....

bohat khoob janab ... daad qabool kejiye ..

likhte rahiye..

Hassan sahab aadab,

Aapne khaksaar ki peshkash ko saraha aur itni ijjat bakshi ki kya kahoon.....zarranawazi ka tahe dil se shukriya....inayat banaye rakhiyega

Aapka apna
Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com