Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tu aur Aaraaish-e-Kham-e-Kaakul Main aur andesha-e-Haee Duur-o-Daraaz
Old
  (#1)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
Love Tu aur Aaraaish-e-Kham-e-Kaakul Main aur andesha-e-Haee Duur-o-Daraaz - 11th May 2008, 08:18 PM

Waise to is lahwajab qalaam ka naam hai Na Gul-e-Naghma Huun Na Parda-e-saaz

Na gul-e-naGhma huuN na parda-e-saaz
maiN huuN apnii shikast kii aavaaz

tuu aur aaraaiish-e-Kham-kaakul
maiN aur andesha-e-haae duur-o-daraaz

laaf-e-tamkiiN fareb-e-saada-dilii
ham haiN aur raazhaa-e-siina-e-gudaaz

nahiiN dil meN mere voh qatra-e-KhuuN
jis-se miZhgaaN huii na ho gulbaaz

mujhko puuchha to kuchh Ghazab na huaa
maiN Ghariib aur tuu Ghariib navaaz

asadullah KhaN tamaam huaa
aye dariiGha voh rind-e-shaahid baaz

Mirza Ghalib





Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
14th May 2008, 09:25 PM

Quote:
Originally Posted by zishan107 View Post
Waise to is lahwajab qalaam ka naam hai Na Gul-e-Naghma Huun Na Parda-e-saaz

Na gul-e-naGhma huuN na parda-e-saaz
maiN huuN apnii shikast kii aavaaz

tuu aur aaraaiish-e-Kham-kaakul
maiN aur andesha-e-haae duur-o-daraaz

laaf-e-tamkiiN fareb-e-saada-dilii
ham haiN aur raazhaa-e-siina-e-gudaaz

nahiiN dil meN mere voh qatra-e-KhuuN
jis-se miZhgaaN huii na ho gulbaaz

mujhko puuchha to kuchh Ghazab na huaa
maiN Ghariib aur tuu Ghariib navaaz

asadullah KhaN tamaam huaa
aye dariiGha voh rind-e-shaahid baaz

Mirza Ghalib


Lahjawaab .....





Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~.. teri zulfo mai jitne kham honge janumanu Shayri-e-Dard 12 30th January 2010 09:05 AM
maiN duur chala jawaNga jadoN....Shiv Kumar Batalvi maikasH Punjabi Poetry 10 8th April 2008 02:30 PM
Umra-e-daraaz maang kar laye the char din, land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 9th September 2006 10:56 PM
duur se duur talak ek bhii daraKht na thaa... Pulkit_gupta Shayri-e-Dard 16 15th March 2005 04:16 PM
pyaar kii gaadii duur duur hii jaati lage mrinal Shayri-e-Ishq 0 8th February 2005 05:09 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com