Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Sab Kyon Nahi samajh pate!
Old
  (#1)
$hivani
Registered User
$hivani is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 125
Join Date: Jan 2004
Location: baroda
Rep Power: 21
Wink Sab Kyon Nahi samajh pate! - 26th January 2004, 11:55 AM

For those who believe ke pyaar ek hi baar hota hai.......




Nigaahon ki pyaas aur ek deedaar ki aas;
sab kyon nahi samajh pate;
aisi mulaqat jab koi na ho saath;
sab kyon nahi samajh pate;

har ajnabi mein kisi apne ki talaash;
sab kyon nahi samajh pate;
har mod pe nayi ek nayi zindagi ka ehsaas;
sab kyon nahi samajh pate;

Pehla pyaar aur phir izhaar;
sab kyon nahi samajh pate;
uske inkaar ke baad DOBAARA se pyar;
yeh HUM nahi samajh pate!!!!!!


koshish ko hamari please nakarna mat.........gar pasand aaye to likhna zaroor ek khat....
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
26th January 2004, 02:33 PM

Yea. Ab kare toh bataye keya kare aur keise kare, koi samajhte hi nehi! Achha laga. Yuhi tum mujhse baat karte raho.......aise hi likhdee. Shukriya. Likhte rahiyega. Take care. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
$hivani
Registered User
$hivani is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 125
Join Date: Jan 2004
Location: baroda
Rep Power: 21
26th January 2004, 05:46 PM

wah wah!!!!!!! thanx again shimul


koshish ko hamari please nakarna mat.........gar pasand aaye to likhna zaroor ek khat....
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
26th January 2004, 06:00 PM

Wah wah toh mujhe karni thi aap kish baat par kar rahe ho? Thanks. Take care. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Bahut khoob
Old
  (#5)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Bahut khoob - 26th January 2004, 07:50 PM

Nigaahon ki pyaas aur ek deedaar ki aas...
aisi mulaqat jab koi na ho saath...
har ajnabi mein kisi apne ki talaash.....
har mod pe nayi ek nayi zindagi ka ehsaas....
Pehla pyaar aur phir izhaar.......

Waqai puri post aapki bahut pasand aai Bas ye line hi nahi, ke aap/hum ye hi kyoN nahi samajh paate....

uske inkaar ke baad DOBAARA se pyar;
yeh HUM nahi samajh pate!!!!!!

ek mashhoor shaayar ne bhi is baare me kuchh yooN hi likha hai...

Tamaam umr tera intzaar hamne kiye..

Tamaam umr tera intzaar hamne kiya ....

Is intezaar me, kis-kis se pyar hamne kiya...

ab ise kya kaheNge aap ??

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
26th January 2004, 07:56 PM

Dear Chaand Jee, mein toh yehi kehsakti hu ke kish kishse Pyaar kiya!! Haar ek cheez se jo bhi sath raha, jeise ke haawaao se pathzar se aur sabse Jiyada Aasmaan se. Haar ek meh woh hi woh mehsoosh huyi. Haar taraf tu hi dikhe tu hi tu dil meh rahe keya kahu tere beena ek pal bhi na kate.......gane ki bol thi lekin kuch aise hi hote hein. Don't you agree? Bura na maniyega pls. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
$hivani
Registered User
$hivani is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 125
Join Date: Jan 2004
Location: baroda
Rep Power: 21
27th January 2004, 06:11 PM

chaan ji pehle to aapka bahut bahut shukriya jo aapko hamari shayri pasand aayi......woh aakhri line humnein isliye likhi hai kyonki hamara ye manna hai ki JO BAAR BAAR HO WOH PYAAR NAHI woh infatuation hai


koshish ko hamari please nakarna mat.........gar pasand aaye to likhna zaroor ek khat....
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
$hivani
Registered User
$hivani is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 125
Join Date: Jan 2004
Location: baroda
Rep Power: 21
27th January 2004, 06:14 PM

shimul ji humnein wah wah aapke sabse pehle reply ki kavita ke liye kaha tha.......vaise i wanted to tell you tell you some thing you know i noticed that you are one of the very few people in this place who encourages every body else.....i respect you for that...thanx...bye 4 now!


koshish ko hamari please nakarna mat.........gar pasand aaye to likhna zaroor ek khat....
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
27th January 2004, 06:54 PM

I see, shukriya. Tahe dilse shukriya kabul kijiyega. You are a nice person, nice knowing you. Take care. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Samajh Nahi Aaya- Aap Bataiye Agar Aapki Samajh Aaye To!!! parthh Aapki Shayri 1 3rd May 2009 07:52 PM
woh samajh nahi paate.......... rooswa_zindagi Aapki Shayri 4 7th October 2005 11:13 AM
hum keh nahi pate cute_veenu Shayri-e-Ishq 1 7th May 2004 11:00 AM
Rahe Nahi Pate...!!! aatish Shayri-e-Dard 0 23rd March 2004 03:39 PM
Kash tum Samajh Pate kanwal_anwer Shayri-e-Dard 1 20th February 2004 09:47 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com