Hi Pari
aapko kaise bhool sakta hu main
aapne sayad apna inbox check nahi kiya
meri hi e-mails se bhara pada hoga
tab tak maine aapko e-mails bhejni band nahi ki jab tak ki
failure delivery ka notice nahi aane laga
hey yaar aap India aayi aur aapne contact tak nahi kiya
anyway thanks
mere paise bach gaye
otherwise aapko milne aana padta
just joking
how r u and hey india mein kya kya kiya aa kar
bechara humara India
kitna tang kiya aapne isko...
hey see you later
mere bhi exams shuru ho rahein hain na to main kam hii aata hu
upper se mera Mobile bhi kho gaya
aaj hii naya lena pada
New Number is 0091-9814409700