Quote:
Originally Posted by ALLAHARAKHA
Paar kyun kar karta main tufaan bhara samandar
Tufaan wahan bhi tha tufaan yahan bhi tha
Koi Sada tak nahi sunai di us paar se, tair ta kyun
tanha wahan bhi hota tanha yahan bhi tha
raasta badal badal ke thak chukaa hun main
akela chalta ab bhi hun akela chalta tab bhi tha
char diwari baat ke tere sang hua kya haasil
khud se baatein karta ab bhi hun aur karta tab bhi tha
|
Bahot hi khub ehsaas, aur bahot hi sundar bayaanaat ke liye dheron daad aapko.....
Aate rahiye..................