Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Naacheez ki naadaani ?
Old
  (#1)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
Naacheez ki naadaani ? - 19th February 2014, 06:50 PM

Aadaab doston,

Aaj ek koshish ki apne ehsaaso ko labzo me sametne ki,gaur farmaayiyega .

yeh labzo ka kaafila, yeh nazme puraani si
yeh ishq hai maano jaise unsuni jubaani si

har roz shaheed hote hai ham jashn-e-ishq me
phir bhi kyu hai ishq? ik puraani nishaani si?

har baar bayaan karte hai ham ehsaas-e-ishq ko
phir bhi kyu hai ishq? ik unkahi kahaani si

khaa liya thokar-e-bewaafayi hamne bhi bahut
phir bhi kyu hai ishq? kisi naacheez ki naadaani si

barbaad hote aaye hai kayeen log ishq ke aangan me
phir bhi kyu hai ishq? kisi farishtey ki meharbaani si

shaam ki madhosh hawa kehta hai duniya ishq ko
phir bhi kyu hai ishq? ik undekhi toofaani si!!

socha hamne haste haste paar kar liya dariya-e-ishq
phir kyu laage hai aaj, yeh zindagi begaani si?

"Krishna" toh rooh me basa ke baitha tha ishq ko
pata nahi tha use ishq hai, rooh jalaanewaali roshni si . . .


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
19th February 2014, 08:57 PM

yeh labzo ka kaafila, yeh nazme puraani si
yeh ishq hai maano jaise unsuni jubaani si


Namaskar Krishna Ji

It is a beautiful poetry. Keep up the good work.

Regards
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
20th February 2014, 11:32 AM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Aadaab doston,

Aaj ek koshish ki apne ehsaaso ko labzo me sametne ki,gaur farmaayiyega .

yeh labzo ka kaafila, yeh nazme puraani si
yeh ishq hai maano jaise unsuni jubaani si

har roz shaheed hote hai ham jashn-e-ishq me
phir bhi kyu hai ishq? ik puraani nishaani si?

har baar bayaan karte hai ham ehsaas-e-ishq ko
phir bhi kyu hai ishq? ik unkahi kahaani si

khaa liya thokar-e-bewaafayi hamne bhi bahut
phir bhi kyu hai ishq? kisi naacheez ki naadaani si

barbaad hote aaye hai kayeen log ishq ke aangan me
phir bhi kyu hai ishq? kisi farishtey ki meharbaani si

shaam ki madhosh hawa kehta hai duniya ishq ko
phir bhi kyu hai ishq? ik undekhi toofaani si!!

socha hamne haste haste paar kar liya dariya-e-ishq
phir kyu laage hai aaj, yeh zindagi begaani si?

"Krishna" toh rooh me basa ke baitha tha ishq ko
pata nahi tha use ishq hai, rooh jalaanewaali roshni si . . .
Bahot hi achchhii peshkash hai Krishnaji.................
Aate rahiye......... mehfil ko yun hi sajaate rahiye...............
Adil



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
20th February 2014, 03:41 PM

Quote:
Originally Posted by sukanya View Post
yeh labzo ka kaafila, yeh nazme puraani si
yeh ishq hai maano jaise unsuni jubaani si


Namaskar Krishna Ji

It is a beautiful poetry. Keep up the good work.

Regards
Bahut shukriya Di. Aapko hamari koshish pasand aayi yahi hamare liye bahut badi baat hai. Bahut shukriya.


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
20th February 2014, 03:43 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Bahot hi achchhii peshkash hai Krishnaji.................
Aate rahiye......... mehfil ko yun hi sajaate rahiye...............
Adil
Aadeil saab, Bahut shukriya ki aapne hamari koshish ko pasand kiya. Aate rahiye . . .


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
20th February 2014, 07:00 PM

Waah Waah Bahot Khub Sameta hai Lafzon Ko...................

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
Aadaab doston,

Aaj ek koshish ki apne ehsaaso ko labzo me sametne ki,gaur farmaayiyega .

yeh labzo ka kaafila, yeh nazme puraani si
yeh ishq hai maano jaise unsuni jubaani si

har roz shaheed hote hai ham jashn-e-ishq me
phir bhi kyu hai ishq? ik puraani nishaani si?

har baar bayaan karte hai ham ehsaas-e-ishq ko
phir bhi kyu hai ishq? ik unkahi kahaani si

khaa liya thokar-e-bewaafayi hamne bhi bahut
phir bhi kyu hai ishq? kisi naacheez ki naadaani si

barbaad hote aaye hai kayeen log ishq ke aangan me
phir bhi kyu hai ishq? kisi farishtey ki meharbaani si

shaam ki madhosh hawa kehta hai duniya ishq ko
phir bhi kyu hai ishq? ik undekhi toofaani si!!

socha hamne haste haste paar kar liya dariya-e-ishq
phir kyu laage hai aaj, yeh zindagi begaani si?

"Krishna" toh rooh me basa ke baitha tha ishq ko
pata nahi tha use ishq hai, rooh jalaanewaali roshni si . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
21st February 2014, 10:04 AM

Krishna jee:

namaste!

bahot hi Khoob andaaz-e-bayaan... aapke ehsaas dil ko chhu gaye... yuuNhi aage bhee liKhte rahiye... dil se daad
KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st February 2014, 10:13 AM

waahhh krishna ji kyaa sher kahe hain ,... bahot acchi shayri hui hai aapki..

ar roz shaheed hote hai ham jashn-e-ishq me
phir bhi kyu hai ishq? ik puraani nishaani si?

ye sher kaafi acchaa laga.... likhte raheN.. khush raheN

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
21st February 2014, 02:22 PM

Quote:
Originally Posted by Masoom Pyar View Post
Waah Waah Bahot Khub Sameta hai Lafzon Ko...................
Bahut Shkriya Sudhir saab. BAhut khushi huyi. Aate rahiye . . .


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
21st February 2014, 02:24 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Krishna jee:

namaste!

bahot hi Khoob andaaz-e-bayaan... aapke ehsaas dil ko chhu gaye... yuuNhi aage bhee liKhte rahiye... dil se daad
KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval
Dhaval jee, aapne apne daad se hamari koshish ko nawaza , behad khushi huyi. Aate rahiye. . .


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
21st February 2014, 02:26 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waahhh krishna ji kyaa sher kahe hain ,... bahot acchi shayri hui hai aapki..

ar roz shaheed hote hai ham jashn-e-ishq me
phir bhi kyu hai ishq? ik puraani nishaani si?

ye sher kaafi acchaa laga.... likhte raheN.. khush raheN

Shaad...
Sammer jee, aap jaise mahaan shayar ko hamari kalam achi lagi ,is se badi baat koi ho sakti. Aage bhi koshish karte rahenge. Tah e dil se shukriya adaa karte hai. Aate rahiye . . .


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com