Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kuraid Kar Zakhmon Ko Khud, Phir Dawa Di Tumne
Old
  (#1)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love Kuraid Kar Zakhmon Ko Khud, Phir Dawa Di Tumne - 21st August 2009, 01:31 PM

mujhe dekh kar jab apni nazren yu jhuka di tumne
kya hai meri qiimat teri nazar mein, bata di tumne

har kadam par, chahat ka silaa sirf daga di tumne
dil toh pahele hi tadapta tha, ruh bhi rula di tumne

bujhatey sholon, ko kyu iss tarah hawa di tumne
kuraid kar zakhamon ko khud, fir dawa di tumne

pyaar jo palta tha, dil mein ussay daba di tumne
nazar phair kar humse fir berukhi, jata di tumne

dili khwaaish, ko mere dil hi mein jala di tumne
gairon par mere hissay ka pyar kyu luta di tumne

thi ummid jo bhi, meri zindagi se mita di tumne
bebasi ki lakir mere hateliyon par sajja di tumne

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak

Last edited by sunita thakur; 7th September 2009 at 02:55 PM.. Reason: on users request
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
21st August 2009, 03:31 PM

Pari Sweety,
bahot hi dukh hua is ghazal ko parh kar......aisi kya khata hui mujhse jo aapne yeh ghazal dedicate kar diya ........aapki dost list mein main bhi saamil hun na dear

maine kabhi nahi chaha ki aapko koi dukh ho ya dard mile
bahot hi dard bhara ghazal kahi hai aapne

afsosh hai ki aapko aise dost SDC per mile

maiN khud ki safai mein bas ehi kahoongi

khusi meiN guraze jo do pal vo kam nahiN
kal mile ya Na mile hum koi gham nahiN

roz roz karte raheiN aapkii sikayat sabse
parii aise dostoN meiN samil Hum nahiN

humesha khus raho har dard se dur raho

aapki
Diya

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 21st August 2009, 04:11 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post

dearest Diya Doll..............

kya yaar yeh tum kya soch kar baith gayi
haa yeh ghazal maine apne doston ko dedicate ki hai aur haa yeh bhi sach hai ki aap meri ek bahot achchi dost ho.....par meri dost yeh bilkul galat soch hai aapki ki jo dard meri ghazal mein hai vo mujhe SDC par mili....
iss ghazal ko SDC par mere doston ko dedicate karne ka matalb yeh hai ki aap doston ki wajah se, aapki compliments, comments aur encouragement ki wajah se main apni dukh ghazalon mein likh kar apana dil halka kar leti hun...mujhe aur bhi achcha mehsus hota hai jab aap jaise dost mujhe padhte hai....compliment karte hai...mere hissab se yeh meri sab se dard bhari ghazal hai toh main issay apne doston ke sang share karna chahti hun. mere doston ne..matlab ki aap Diya Doll...aap doston ne kafi maddat ki hai mujhe apna gum bhulane mein...waise bhuli nahi par halka zarur huwa hai dil aur lagta hai ki duniya akhir mein utni buri bhi nahi hai jitni SDC join karne se pahele lagti thi...ab lagta hai ki zindagi jeene ke layak hai
toh mere dost mujhe isi tarah apna saath dete rahiyen aur please mujhe galat mat samajhiyen

love n regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak

Last edited by Praneeta; 21st August 2009 at 04:34 PM..
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st August 2009, 04:15 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Dedicated to all my friends on SDC...

mujhe dekh kar jab apni nazren yu jhuka di tumne
kya hai meri qiimat teri nazar mein, bata di tumne

har kadam par, chahat ka silaa sirf daga di tumne
dil toh pahele hi tadapta tha, ruh bhi rula di tumne

bujhatey sholon, ko kyu iss tarah hawa di tumne
kuraid kar zakhamon ko khud, fir dawa di tumne

pyaar jo palta tha, dil mein ussay daba di tumne
nazar phair kar humse fir berukhi, jata di tumne

dili khwaaish, ko mere dil hi mein jala di tumne
gairon par mere hissay ka pyar kyu luta di tumne

thi ummid jo bhi, meri zindagi se mita di tumne
bebasi ki lakir mere hateliyon par sajja di tumne

Meri Pyari Paaro ..............hum etne bure haiN kya

hum to yehi chahtey haiN ki sabko Khushi miley, humne kabhi nahi chaha ki aapko ya kisi aur member ko kabhi hum hurt kareN, kabhi anjane mein tumhe dukh diya ho to hum sharamsaar haiN.

shayri ke hisaab se tumhari gazal acchi hai. dua hai ki hamari paaro hamesha kush rahe aur next time jab bhi hume kuch dedicate kare to bahut pyar bhara kare

pyar ke saath
tumhari diii

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#5)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 21st August 2009, 04:32 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Meri Pyari Paaro ..............hum etne bure haiN kya

hum to yehi chahtey haiN ki sabko Khushi miley, humne kabhi nahi chaha ki aapko ya kisi aur member ko kabhi hum hurt kareN, kabhi anjane mein tumhe dukh diya ho to hum sharamsaar haiN.

shayri ke hisaab se tumhari gazal acchi hai. dua hai ki hamari paaro hamesha kush rahe aur next time jab bhi hume kuch dedicate kare to bahut pyar bhara kare

pyar ke saath
tumhari diii

pyari diiii

please aap iss line ko delete kar dijiyen "
Dedicated to all my friends on SDC...". yeh line kuch confusion create kar rahi hai.

aap mante ho naa ki maine yeh achchi ghazal likhi hai?...toh mere kahene ka matlab hai ki meri improvement aur success in writing, aap doston ki wajah se hai. isi liye yeh ghazal aap ko dedicate kiya hai...baaki ghazal ke ik ik shabd koi aur ke liye hai jinhe SDC se koi lena dena nahi hai....balki unhe pata bhi nahi ki unki wajah se main ghazals likhti hun

please aap dost yeh na soche ki meri ghazals ke words aap logo ke liye hai....aap ko toh main aapni writing dedicate kar rahi hun.

aage bhi apna saath dijiyega hume....shukriya dii aur sorry aap ko hurt karne ke liye

love n regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak

Last edited by Praneeta; 21st August 2009 at 04:47 PM..
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#6)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
21st August 2009, 04:39 PM

pari Sweet
Ghazal to Dil ka dard bayaan kar rahi hai
aapki har sher mein sikayat hai ..isiliye humne samjha ki jarur koi gunah ho gaya hai humse................

sikayat unse hi hota hai jo apne hai

with love
Diya

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 21st August 2009, 04:45 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
pari Sweet
Ghazal to Dil ka dard bayaan kar rahi hai
aapki har sher mein sikayat hai ..isiliye humne samjha ki jarur koi gunah ho gaya hai humse................

sikayat unse hi hota hai jo apne hai

with love
Diya

diya doll

sahi kaha apne ki shikayat apno se hi hoti hai toh jab bhi koi shikayat hogi main bejhijhak kahe dungi...filhaal toh guzarish hai ki apna saath banaye rakhiyen aur please meri baat ko samjhiyen...main aap ko apna writing dedicate kar rahi hun uska dard nahi....dard toh sabhi ko hota hai par ussay baya karna har kisi ko nahi aata....aap mere dard ko mehsus kar rahi hai toh matlab main apna dard baya karne main safal hui hun.
ab yeh safalta mujhe aap doston ki wajah se mili hai toh isi liye maine apni sab se aziz ghazal aap doston ko dedicate ki hai. ghazal mein jo dard hai vo mera hai aur uski wajah aap bilkul bhi nahi hai...chaliyen ab muskura dijiyen
agar meri baat se aap ko dukh hua ho toh sorry

take care
love

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#8)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
21st August 2009, 05:23 PM

Praneeta ji.......Aapne bahut khub kaha hai........
In panktiyon ne mujhe bahut mutassir kiyaa.......

bujhatey sholon, ko kyu iss tarah hawa di tumne
kuraid kar zakhamon ko khud, fir dawa di tumne

pyaar jo palta tha, dil mein ussay daba di tumne
nazar phair kar humse fir berukhi, jata di tumne

thi ummid jo bhi, meri zindagi se mita di tumne
bebasi ki lakir mere hateliyon par sajja di tumne

Yuun toh Ghazal ke sabhi sher bahut umda rahe.....aise hi likhte rahiye.....aur khush rahiye........

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#9)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
21st August 2009, 08:24 PM

Dearest Pariii,

Kaise ho tum? Jee haan aaj aapki ghazal padhii udaas hogayii thi ki meine kya kiya ab kya ho gaya???..hehehe . phir thank god I just saw the following replies phir lagta hai mujhe bhi sab ki tarah galat femii ho gayii...:P

Jii aapki ghazal dard a khoobi se beyaan kar rahi hain .. aur har sher pasand aaya ..

Dua karti koi itna zulm kisi per bhi na kaare .. especially pyaari parii per ..aameen

keep writing and posting good work!

take good care of urself

duaon ke saath

aapki dost
mandeep

~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 22nd August 2009, 07:12 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Praneeta ji.......Aapne bahut khub kaha hai........
In panktiyon ne mujhe bahut mutassir kiyaa.......

bujhatey sholon, ko kyu iss tarah hawa di tumne
kuraid kar zakhamon ko khud, fir dawa di tumne

pyaar jo palta tha, dil mein ussay daba di tumne
nazar phair kar humse fir berukhi, jata di tumne

thi ummid jo bhi, meri zindagi se mita di tumne
bebasi ki lakir mere hateliyon par sajja di tumne

Yuun toh Ghazal ke sabhi sher bahut umda rahe.....aise hi likhte rahiye.....aur khush rahiye........

namaste Naresh ji..........shukriya aap ki response ke liye
khushi hui aap ko yaha dekh kar
yuhi saath nibhaiyenga................thnx again

Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#11)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
22nd August 2009, 07:49 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
Dedicated to all my friends on SDC...

mujhe dekh kar jab apni nazren yu jhuka di tumne
kya hai meri qiimat teri nazar mein, bata di tumne

har kadam par, chahat ka silaa sirf daga di tumne
dil toh pahele hi tadapta tha, ruh bhi rula di tumne

bujhatey sholon, ko kyu iss tarah hawa di tumne
kuraid kar zakhamon ko khud, fir dawa di tumne

pyaar jo palta tha, dil mein ussay daba di tumne
nazar phair kar humse fir berukhi, jata di tumne

dili khwaaish, ko mere dil hi mein jala di tumne
gairon par mere hissay ka pyar kyu luta di tumne

thi ummid jo bhi, meri zindagi se mita di tumne
bebasi ki lakir mere hateliyon par sajja di tumne
praneetaji,kaisi hai ap?
ummed hai apke doston me hum bhi shamil hai na....ki nahin?

ghazal apki bahut acchi lagi.........
qafiyabandi to gazab ki hai............sare ke sare matle...bahut khub....

ek dard bhari kadvi ghazal magar padne me maza aa gaya.........
4-5 baar pad liya ek saans me.....phir jakar rukne ka mann kiya.......
bahut khoob.....
regards
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
28th August 2009, 10:45 AM

praneeta jee,

namsate:

baDi shiddat ke saath aap ne apnii bebasii, dard aur dil ke ghubaar ko lafzo.n ki shakl dee hai, aur is andaaz se aap ne apne ehsaas bayaa.n kiyaa hai ki paDhne waale ke dil par asar kar rahee haii.. kuchh yaad aa rahaa hai aap ke liye...

in kaali sadiyon ke sar se
jab raat ka aanchal dhalkega
jab dukh ke baadal pighlenge
jab sukh ka saagar chalkega
jab ambar jhoom ke naachega
jab dharti naghme gaayegi

wo subah kabhi to aayegi
wo subah kabhi to aayegi

likhti rahe.n ...

Mayank

Last edited by Mayank; 28th August 2009 at 11:48 AM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 28th August 2009, 04:26 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Dearest Pariii,

Kaise ho tum? Jee haan aaj aapki ghazal padhii udaas hogayii thi ki meine kya kiya ab kya ho gaya???..hehehe . phir thank god I just saw the following replies phir lagta hai mujhe bhi sab ki tarah galat femii ho gayii...:P

Jii aapki ghazal dard a khoobi se beyaan kar rahi hain .. aur har sher pasand aaya ..

Dua karti koi itna zulm kisi per bhi na kaare .. especially pyaari parii per ..aameen

keep writing and posting good work!

take good care of urself

duaon ke saath

aapki dost
mandeep
dearest mandeep

main toh thik hun....aap kaisi hai?
achcha hua jo aap ne aage ke replies padh li varna aap ko bhi batana padhta ki mera matlab kya hai...yeh sach hai dost ki aap logo ki wajah se hi main kuch likh paa rahi hun toh iss liye meri success jo zyada nahi hai par jo bhi hai aap doston ko dedicate karti hun....shukriya mera saath nibhane ke liye

love n regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#14)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 29th August 2009, 04:28 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
praneetaji,kaisi hai ap?
ummed hai apke doston me hum bhi shamil hai na....ki nahin?

ghazal apki bahut acchi lagi.........
qafiyabandi to gazab ki hai............sare ke sare matle...bahut khub....

ek dard bhari kadvi ghazal magar padne me maza aa gaya.........
4-5 baar pad liya ek saans me.....phir jakar rukne ka mann kiya.......
bahut khoob.....
regards

adaab zidd sahab....ummid ki koi gunjaish hi nahi hai kyun ki aap baizzat mere dost hai aur rahenge
yeh toh aap ki zarra nawazi hai jo aap ko meri ghazal achchi lagi varna maine toh bas dil ki baat kahi hai.......shukriya 4-5 baar padhne ke liye

regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#15)
abed_farooqui
Registered User
abed_farooqui will become famous soon enoughabed_farooqui will become famous soon enough
 
abed_farooqui's Avatar
 
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 16
29th August 2009, 05:00 PM

प्रणीता जी
आपकी रचना पढ़के ऐसा लग रहा है के आपको किसी अपने दोस्त ने धोका दिया है आपने जो कुछ लिखा है उस दर्द में शामिल सभी है मैं तो यहाँ नया हूँ मगर मुझे भी ऐसा लग रहा है के आपके दर्द में मैं भी शामिल हूँ. आपने बहुत अच्छा लिखा है मैं तो इतना ही कहूँगा क्यूँ की मैं दोस्ती करता ही नही हूँ सिर्फ़ दिलासा देता हूँ.

PARWANA
Abed Farooqui

Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 5th September 2009, 01:18 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
praneeta jee,

namsate:

baDi shiddat ke saath aap ne apnii bebasii, dard aur dil ke ghubaar ko lafzo.n ki shakl dee hai, aur is andaaz se aap ne apne ehsaas bayaa.n kiyaa hai ki paDhne waale ke dil par asar kar rahee haii.. kuchh yaad aa rahaa hai aap ke liye...

in kaali sadiyon ke sar se
jab raat ka aanchal dhalkega
jab dukh ke baadal pighlenge
jab sukh ka saagar chalkega
jab ambar jhoom ke naachega
jab dharti naghme gaayegi

wo subah kabhi to aayegi
wo subah kabhi to aayegi

likhti rahe.n ...

Mayank

Namaste Mayank ji

shukriya aap ke comment ke liye
achcha laga aap ko yaha dekh kar

bas yahi kahena hai aap ki wo pyari lines ke liye ki kahi aisa na ho ki hum hi na rahe jab...
wo suban aayegi
par haa........wo suban kabhi to aayegi

Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#17)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 7th September 2009, 02:46 PM

Quote:
Originally Posted by abed_farooqui View Post
प्रणीता जी
आपकी रचना पढ़के ऐसा लग रहा है के आपको किसी अपने दोस्त ने धोका दिया है आपने जो कुछ लिखा है उस दर्द में शामिल सभी है मैं तो यहाँ नया हूँ मगर मुझे भी ऐसा लग रहा है के आपके दर्द में मैं भी शामिल हूँ. आपने बहुत अच्छा लिखा है मैं तो इतना ही कहूँगा क्यूँ की मैं दोस्ती करता ही नही हूँ सिर्फ़ दिलासा देता हूँ.
shukriya abed ji
aap ko meri rachna pasand aayi yeh jaan kar khushi hui
Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#18)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
7th September 2009, 10:44 PM

di bahut hi dard bhara likha hai apne. kabhi apko itne dard na mile yahi dua karuga apke liye.
khush rahiye hamesha, apka bhai dinu

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 11th September 2009, 01:16 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
di bahut hi dard bhara likha hai apne. kabhi apko itne dard na mile yahi dua karuga apke liye.
khush rahiye hamesha, apka bhai dinu

jai shree krishan bhai

kaise ho aap?
shukriya aap ki comment aur wishes ke liye
apna khayal rakhiyen

love n regards
ur di

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak

Last edited by Praneeta; 11th September 2009 at 01:23 PM..
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#20)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
30th September 2009, 02:57 PM

Dost,

Tumhari is ghazal ka sher bahot gahere dard ko bayan karta hai.....

Sweety, is ghazal ke liye tum ko dil se daad...........

ummid karti hoon tumhari kalam se aur bhi umda ghazal padhne milengi

khush raho

tumhari dost...

purvi

~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
vichiter
Registered User
vichiter has a spectacular aura aboutvichiter has a spectacular aura aboutvichiter has a spectacular aura about
 
vichiter's Avatar
 
Offline
Posts: 200
Join Date: Aug 2009
Location: south delhi india
Rep Power: 17
Love 2nd October 2009, 07:29 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post

mujhe dekh kar jab apni nazren yu jhuka di tumne
kya hai meri qiimat teri nazar mein, bata di tumne

kya baat hai ..............

har kadam par, chahat ka silaa sirf daga di tumne
dil toh pahele hi tadapta tha, ruh bhi rula di tumne

bhout hi achcha pari ji

bujhatey sholon, ko kyu iss tarah hawa di tumne
kuraid kar zakhamon ko khud, fir dawa di tumne

wahaha...............

pyaar jo palta tha, dil mein ussay daba di tumne
nazar phair kar humse fir berukhi, jata di tumne

waha waha kya baat hai

dili khwaaish, ko mere dil hi mein jala di tumne
gairon par mere hissay ka pyar kyu luta di tumne

thi ummid jo bhi, meri zindagi se mita di tumne
bebasi ki lakir mere hateliyon par sajja di tumne

pari ji ko aadaab

pari ji aap nay bahout hi umda likha hai har shayr

lajawaab hai ..............aise hi likhtay rahyega

aapka vichitra

Yeh manjilen yeh rastay mushkilo bhari yeh dager.....
Tu nahin hai mere sath to mushkilo ka hai safer......
Tham lay tu mera daman meri khushiyan nahi hai koi.....
Na meri manjil na mera karwaan na humsafer hai koi............
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 9th October 2009, 04:54 AM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
Dost,

Tumhari is ghazal ka sher bahot gahere dard ko bayan karta hai.....

Sweety, is ghazal ke liye tum ko dil se daad...........

ummid karti hoon tumhari kalam se aur bhi umda ghazal padhne milengi

khush raho

tumhari dost...

purvi
hi dost
sorry 4 late reply
just wana say........

keep on touch

love n regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#23)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 9th October 2009, 05:03 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
bujhatey sholon, ko kyu iss tarah hawa di tumne
kuraid kar zakhamon ko khud, fir dawa di tumne

pari at her best........bht dino baad tumhari ghazal padhi........excellent work.........keep it up sweetie

hi sweetheart.....kaha ho yaar tum in dino?
missing ya heaps!
thnx 4 cuming here
pliz keep cuming

love n regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#24)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
9th October 2009, 09:53 AM

Wah Wah Wah Wah Wah....

Kia baat hai Pari Jii,
Bas itna hi kahon ga...Boht hi zaberdast...

GOD BLESS YOU,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
ek farz
Old
  (#25)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love ek farz - 19th October 2009, 09:47 AM

Praneeta JI

Happy Deewaali

aapne in shabdo ko saadagi aur khoobsurat ke sath pesh -e- nazar kiya hai vo apane aap me ek kamaal ki koshish hai, wakai me insaan me sirf vichaar hi hote hai aur kuch nahi jis vo kis tarah se present karata hai , ye baat uske shabdo ke gyan pa nibhar karti hai kyoki jitna zyada shabdo ka gyan hoga utna hi ham apni soch ke aache se pesh kar paayege.

bahut aacha feel hua padhakr aapki rachna.

goodluck.........agli rachna ke liye....

ajay nidaan

Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.

 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Always happy .. this is life
Old
  (#26)
shabbir_asas
Registered User
shabbir_asas is on a distinguished road
 
shabbir_asas's Avatar
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Oct 2009
Location: INDIA
Rep Power: 0
Always happy .. this is life - 19th October 2009, 01:01 PM

haans ke sare gham chupayee ro ker sab ko na bataye ...
dil ki baat bhaley reh jaye dil main phir bhi hum muskuraye..
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
shabbir_asas
Registered User
shabbir_asas is on a distinguished road
 
shabbir_asas's Avatar
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Oct 2009
Location: INDIA
Rep Power: 0
19th October 2009, 01:04 PM

hii how r u dear nice shayriii
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 30th October 2009, 02:30 PM

Quote:
Originally Posted by vichiter View Post
pari ji ko aadaab

pari ji aap nay bahout hi umda likha hai har shayr

lajawaab hai ..............aise hi likhtay rahyega

aapka vichitra
adaab janab

shukriya aapki hausla bhari reply ka
aap ko pasand aayi yeh ghazal mujhe behadh khushi hui
saath nibhaane ke liye shukriya

Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#29)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 30th October 2009, 02:49 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Wah Wah Wah Wah Wah....

Kia baat hai Pari Jii,
Bas itna hi kahon ga...Boht hi zaberdast...

GOD BLESS YOU,

shukriya shukriya shukriya shukriya shukriya

kya jawab hai Hassan sahab
bas itna hi kahungi...............bahot khushi hui

Warm Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#30)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 9th November 2010, 03:55 AM

Quote:
Originally Posted by ajay nidaan View Post
Praneeta JI

Happy Deewaali

aapne in shabdo ko saadagi aur khoobsurat ke sath pesh -e- nazar kiya hai vo apane aap me ek kamaal ki koshish hai, wakai me insaan me sirf vichaar hi hote hai aur kuch nahi jis vo kis tarah se present karata hai , ye baat uske shabdo ke gyan pa nibhar karti hai kyoki jitna zyada shabdo ka gyan hoga utna hi ham apni soch ke aache se pesh kar paayege.

bahut aacha feel hua padhakr aapki rachna.

goodluck.........agli rachna ke liye....

ajay nidaan
Ajay ji namaste

maafi chaungi der se reply karne ke liye
pichle diwali ko aap ne yaha post kiya tha main iss diwali ko aap ko reply kar ahi hun...sorry

shukriya aap ka ye thread padhne ke liye
mujhe bhasha aur shabdon ka zyada gyan nahi toh maafi chahungi agar kich galat likha ho
khushi hui ye jaan kar ki aap ko achcha mehsus hua ye padh kar
thnx 4 ur wishes
best wishes 2 u 2

Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#31)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 9th November 2010, 11:34 AM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post

mujhe dekh kar jab apni nazren yu jhuka di tumne
kya hai meri qiimat teri nazar mein, bata di tumne

har kadam par, chahat ka silaa sirf daga di tumne
dil toh pahele hi tadapta tha, ruh bhi rula di tumne

bujhatey sholon, ko kyu iss tarah hawa di tumne
kuraid kar zakhamon ko khud, fir dawa di tumne

pyaar jo palta tha, dil mein ussay daba di tumne
nazar phair kar humse fir berukhi, jata di tumne

dili khwaaish, ko mere dil hi mein jala di tumne
gairon par mere hissay ka pyar kyu luta di tumne

thi ummid jo bhi, meri zindagi se mita di tumne
bebasi ki lakir mere hateliyon par sajja di tumne
praneeta jee
radhe radhe

bahut khoob kitna dard bhara hai is ghazal me padhne ke baad mehsoos ho raha hai daad dil se kubul karen
duaon ke saath

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com