Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
apni-apni manzil
Old
  (#1)
meetu20012
Registered User
meetu20012 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 130
Join Date: Dec 2002
Location: delhi
Rep Power: 22
Post apni-apni manzil - 12th July 2003, 10:29 AM

Hello! Friends .I have few lines, like to share with all of u . hope u like it.

Dil per kisi ka koi aaser nahi nahi hota
Koi apni zindagi sey yun bekhaber nahi hota
Kyon is tereh sey udaas rehta hai-e-dil
Koi kisi ka hamesha to rehber nahi hota
Ager vishwaas hi nahi hai mujhey uss per to
Duaon ka bhi koi asser nahi hota
Jahan sey chaley thee wahi aa pahunchey
Aisa to zindagi ka safer nahi hota
Pyar,mahobbat dil -e- sakoon bhi to zaruri hai
Int-gaar sey koi munkaa ghar nahi hota
Sabki apni apni manzil hoti hai
Sath chalney sey koi humsafer nahi hota!


success is not a goal,but a journey!
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Aam_aadmi
Registered User
Aam_aadmi will become famous soon enough
 
Aam_aadmi's Avatar
 
Offline
Posts: 62
Join Date: Apr 2003
Location: Hyderabad Ph:098490-94355
Rep Power: 22
23rd July 2003, 03:31 PM

Dil jab kiska Udaas ho
Kissi ki yaad tak na pass ho
Jindagi se door jaane ko Dil karta hai
Na jaane kyoon
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
23rd July 2003, 04:02 PM

Sabki apni apni manzil hoti hai
Sath chalney sey koi humsafer nahi hota!

Bohat khoob likha hai aapne meetu ji.. maaf kariyega.. nazar zara der se paRi.. Apne jis khoobi se apne jazbaat bayaan kiye hain... waqai.. mehsus hota hai apka dard...

Aam Aadmi ji, apne bhi jo sher kaha hai.. sach hi kaha.. aksar ji karta hai bas, ab ye zidagi, ye matlabi duniya chhod kar chale jao.. naahi hume iski zaroorat hai, aur naahi ise humaari.. magar akhir hum insaan hi hain.. jeena chahte hain.. isi liye, umeed ki ek kiran hi aksar kaafi hoti hai.. ek nayi aas bandha jaane ke liye.


Khair.. aap dono ne bohat khoob likha hai... tareef kubool kijiyega..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
23rd July 2003, 04:21 PM

Meetu Jee, Acha laga parke. Dard ka ahsaash bhi hui.
Waise ek nazar ki sirf baat hoti hein, kyu?
Likhte rahiyega. Thanks for sharing. Take care.
God bless.
Shimul.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
waah
Old
  (#5)
prem_tanha
"Tanha" Shayar
prem_tanha is on a distinguished road
 
prem_tanha's Avatar
 
Offline
Posts: 49
Join Date: Jan 2003
Location: lucknow
Rep Power: 0
waah - 23rd July 2003, 08:16 PM

Dear shimul ji,

waah kya khoob likha hai.. lekin kisi par kitna beleive kiya jaaye ..

Sabki apni apni manzil hoti hai
Sath chalney sey koi humsafer nahi hota!

bahut khoob.. aur likhiyega.

Prem


****************************************
gujar chuke hain muhabbat mein us mukaam se..
ki nafrat si ho gayee hai muhabbat ke naam se
****************************************
  Send a message via Yahoo to prem_tanha  
Reply With Quote
Re: apni-apni manzil
Old
  (#6)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: apni-apni manzil - 23rd July 2003, 08:45 PM

Sabki apni apni manzil hoti hai
Sath chalney sey koi humsafer nahi hota! ...

wah...bahot khub likha hai aapne meetu ji.seedhe dil se nikla hai aapka kalaam.sabki apni apni manzilen hoti hai bas rahon mein kabhi koi mil jata hai kuch samay ke liye humsafar ban kar...bahot sacha likha hai aapme...ek sher yaad aa gaya..

manzil na de charaaG na de hausalaa to de
tinke kaa hii sahii tu magar aasaraa to de


keep writing & take care

-Manoj kUreel
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#7)
meetu20012
Registered User
meetu20012 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 130
Join Date: Dec 2002
Location: delhi
Rep Power: 22
24th July 2003, 09:54 AM

here i would like to tnx all of u ...
manoj ji,prem_tanha,shimul ,banno &aam_aadmi ji

dil kyon kissi ka udass ho, yaad nahi to na sahi
zindagi to pass hai
phir kyon dil na kahey yanhi hai..jo bhi hai ...yahi hai wo!


success is not a goal,but a journey!
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
mein_aur_tanhai
Registered User
mein_aur_tanhai is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Feb 2003
Location: Kabaristaan...
Rep Power: 22
24th July 2003, 05:38 PM

namaste.. .meetu ji..

wah yar..bahut khoob likha hai apne.. .waise kahan the itne din yar.....mehfil mein too app dikhe hi nai ....bahut khoob likha hai apne... dil ko chu gaya.

aise hi likhte rahiye ga.. aur mehfil sajate reahiyega..

bye ..and take care..


Lamha Lamha...saSein Khatam hoo rai hai...
Zindagi Maut ke pehlu mein soo rai hai...
Us bewafa se na pucho meri maut ki wajah...
Woh to bus zamane ko dikhane ke liye roo rai hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Aam_aadmi
Registered User
Aam_aadmi will become famous soon enough
 
Aam_aadmi's Avatar
 
Offline
Posts: 62
Join Date: Apr 2003
Location: Hyderabad Ph:098490-94355
Rep Power: 22
26th July 2003, 12:47 PM

Door bahot hain woh ,par pass hone ka ehsaas dilate hain
Pyaar chupp chupp ke karte hain,laboon pe kuch na late hain
Taa jindagi ise baat ke intezaar meine guzaar doonga
Ek baar to kaheine kuch,hans ke yehe jaan bhi waar doonga
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
meetu20012
Registered User
meetu20012 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 130
Join Date: Dec 2002
Location: delhi
Rep Power: 22
26th July 2003, 02:06 PM

Ger ehsaas hai us pyaar ka tho
Is jaan ko us jaan ki amant samjh
Ek waqt ayega jab duriyaan dur hongi
Bes waqt-E- chaaht per aitabaar rekh!


success is not a goal,but a journey!
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Aam_aadmi
Registered User
Aam_aadmi will become famous soon enough
 
Aam_aadmi's Avatar
 
Offline
Posts: 62
Join Date: Apr 2003
Location: Hyderabad Ph:098490-94355
Rep Power: 22
26th July 2003, 02:11 PM

Meetu jee bahot hi badiya likha hai aapne
Par kuch meine bhi likhna chaoonga iske jawab meine

"Rakhte hain hum ehsaas bhi pyaar ka
Aitbaar hai unke ise iqrar pe bhi
Par kambhakht ise dil ko kaun samjhaye
taqta hai Jo har pal raasta unka
Reheta hai har pal yoon beqrar bhi"
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
26th July 2003, 02:24 PM

Meetuji
apni is chhoti si rachna me aapne jindagi ke kitne hi aise sach likh diye jinhe samajte samajte puri umra bit jati hai.,

wakayee aapki jitni taarif ki jaye kam hai.
i really appreciate ur thinking
thanks for sharing
bbye n take care
SaNaM


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
26th July 2003, 11:05 PM

Aam aadmi ji ..

Rakhte hain hum ehsaas bhi pyaar ka
Aitbaar hai unke ise iqrar pe bhi
Par kambhakht ise dil ko kaun samjhaye
taqta hai Jo har pal raasta unka
Reheta hai har pal yoon beqrar bhi"



Aihsaas pyaar ka hai to juzba E pyaar bhi hoga
YooN hi sochega ya kabhi kurbaan bhi hoga

raaste pe nigah jamane wale nazariN utha kar dekh
manziloN ki khwaish hai to humsafar mehabaan bhi hoga

Tu raasta badal jata hai dhoop chanv me .. kabhi
Sath Sath chal to teri rahoN me aihtaraam bhi hoga

Ilzaam dena aasan hai safaiyoN ki peshaangi mushkil .
Shikayat se bahar nikal tujhe zamane ka sallam bhi hoga


Ye javab kaisa laga bataiyega zaror ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
madhegum
Madah-E-gum
madhegum will become famous soon enough
 
madhegum's Avatar
 
Offline
Posts: 147
Join Date: Jun 2003
Rep Power: 21
27th July 2003, 09:43 PM

Kshitiz sahab aap ke liye bura mane sirf aap ke liye aur mein koi fight nahin kar raha par ek ghazal yaad aayi to suna raha hoon..
aur Aam aadmi jii aap ke liye bhi hai ye mein chahuga aap dono is ko jaroor pade...


hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehle
tum magar dost kahaN thay pehle

ab wahaN khaak ooratee hai khizaaN
phool hi phool jahaaN thay pehle

ab jo deewar bunay baithay hain
soorat-e mooj rawaaN thay pehle

kuch sharabee keh hein ab rah nasheeN
ronaq-e buzm-e maghaaN thay pehle

hum keh hein aaj ghobaar puss-e ro
munzil hum sufraaN thay pehle

ab kise waza-e mohabbat ka khayal
aur hi loag yahaan thay pehle

ab to khudh per bhi nahin zaam-e wafa
tujh se hum shikwa kinaaN thay pehle

bun gya kafla chaltay chaltay
wurna tunha hi rawaan thay pehle

dolat-e ghum tau moyashar thi 'SAHIL'
itne muflis bhi kahaan thay pehle


madhegum

*************************

jo dard mila hai madine se mila hai
allah ka isfan unke ghar se mila hai
jisko bhi mila hai mukaddar sse mila hai
humko to mukaddar bhi unke ghar sse mile hai
  Send a message via Yahoo to madhegum  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Aam_aadmi
Registered User
Aam_aadmi will become famous soon enough
 
Aam_aadmi's Avatar
 
Offline
Posts: 62
Join Date: Apr 2003
Location: Hyderabad Ph:098490-94355
Rep Power: 22
28th July 2003, 09:56 AM

Mr. Kshitiz and madhegum....you replies were excellent.I think I am not a good shayar like you both ..just an amateur one..But will try to learn from you
.......Thanks and keep the spirit of this forum up like this only......

" Ine band ankhoon meine to khwaab sabhi rakhta hain
Humne bhi rakhe to kya gunaah kiya
Ilzaam bewafai ka to woh bhi dete hain bahot
Kayar humeine Dostoon ne kaha to kya gunaah kiya
Sath unka abhi tak humeine Gawara na hua
Humne unki parchayeeioon se pyaar kiya ,to kya gunaah kiya
Abe hosh nahin hai humeine ise jamane ka
Kar liya hai pyaar unse ,bus Yahi ek Gunaah kiya"
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
meetu20012
Registered User
meetu20012 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 130
Join Date: Dec 2002
Location: delhi
Rep Power: 22
28th July 2003, 10:03 AM

well! tnx all of u to post urs excelent replies here:
"maana hasratein dil pe aaj durioon ka pehra hai
ger ehsaas ho to kar lo mehsoos
yeh vo jazbaa hai jo lafzo mein samjhaya nahi jata!!!!!!"


success is not a goal,but a journey!
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Aam_aadmi
Registered User
Aam_aadmi will become famous soon enough
 
Aam_aadmi's Avatar
 
Offline
Posts: 62
Join Date: Apr 2003
Location: Hyderabad Ph:098490-94355
Rep Power: 22
28th July 2003, 10:17 AM

Thats beautiful lines meetu ...no more replies
will treasure them....
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
29th July 2003, 08:50 PM

Aam aadmi ..

Dost .. It was not intentionally, i was just trying to say something, tru my ghazal if u mind tht i m really v sorry .
Well .. U write v well, Keep it up .

Gum ki khwaish ho to shamma se jalna sikho
janaaz E hasratoN se roz guzarna sikho

hasti E zakhm mohabbat ki bhool jaoge
Gar zamaaane se haQikat ka fasana sikho

Har tamanna dua ban kar khuda tak jayegi
Har tamanna me pahle khud ko jalana sikho


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
29th July 2003, 09:14 PM

Dear Kshitiz, keya khub likhha hein aapne.
Bohot achha laga parke. Waise aapka jabab nehi.
Aapna khayal rikhiyega. God bless.
Shimul.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Aam_aadmi
Registered User
Aam_aadmi will become famous soon enough
 
Aam_aadmi's Avatar
 
Offline
Posts: 62
Join Date: Apr 2003
Location: Hyderabad Ph:098490-94355
Rep Power: 22
30th July 2003, 10:34 AM

Hey come on Kshitiz sahab ,abe aap mujhe sorry kehe ke sharminda kar raheine hain,are mehfil aise hi banti hain aur sher aise hi ubharte hain.....Are isi sawal aur jawab ke darmiyaan dekho humne meetu jee ka poora forum sher se bhar diya.
Don't feel any regrets...yehe to shero shayri ka andaaj tha.agar meri wajehe se aapko bura laga to meine maafi chahta hoon..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Manzilen Apni Jagah Hain Raaste Apni Jagah Praneeta Hindi/Urdu Lyrics 3 7th February 2009 05:36 PM
kab tak apni... saakib Shayri-e-Dard 2 18th January 2006 07:16 PM
apni manzil young_prince11 Aapki Shayri 0 19th September 2005 02:11 PM
apni talaash jacinta dsouza Shayri-e-Ishq 1 5th August 2005 04:19 AM
apni kismat ki.................... rooswa_zindagi Aapki Shayri 0 29th July 2005 10:55 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com