Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Jaane kab Qudaa mujh pe
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Jaane kab Qudaa mujh pe - 25th November 2009, 03:25 PM

Ahel E Bazm ko mera Salam,

KayiN dino se ek adhuri tehreer likhe huye chori thi aaj use kuch mod diyaa, woh aapki nazar pesh ker raha hun..........................

Dard e dil ki sachi yeh dastaa hai,Kahin tanhayi to kahin karwaa hai, mila sanam to raqeeb bhi mila, Kahin gulshan to kahin chayi khizaa hai, Wohi hua jo taqdeer ka likha hai, Wohi hua jo manzoor e Qudaa hai, Shikayat bhi karta dil to kiski karta, Woh raqeeb bhi to Qudaa ka banda hai........................

Jaane kab Qudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha

Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha

Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

Mere AshkoN mein baha tha lahoo jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha

Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha

Last edited by kwahish; 25th November 2009 at 04:23 PM..
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
25th November 2009, 03:43 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel E Bazm ko mera Salam,

KayiN dino se ek adhuri tehreer likhe huye chori thi aaj use kuch mod diyaa, woh aapki nazar pesh ker raha hun..........................

Dard e dil ki sachi yeh dastaa hai,Kahin tanhayi to kahin karwaa hai, mila sanam to raqeeb bhi mila, Kahin gulshan to kahin chayi khizaa hai, Wohi hua jo taqdeer ka likha hai, Wohi hua jo manzoor e Qudaa hai, Shikayat bhi karta dil to kiski karta, Woh raqeeb bhi to Qudaa ka banda hai........................

Jaane kab Qudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha

Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Oherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha

Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

Mere AshkoN mein baha tha lahoo jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha

Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha
bahut khoob....khwaish sahab.........

ye ghazal super duper hit hai........
apki ab tak ki sabse acchi peshkash mai samajtha hu isse......

bahut badi philosphy hai is sher me.............
what chutspah.........

ye ghazal sunane ke liye teh e dil se shukriya.......

regards

reps ++++
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
25th November 2009, 04:38 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
bahut khoob....khwaish sahab.........

ye ghazal super duper hit hai........
apki ab tak ki sabse acchi peshkash mai samajtha hu isse......

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

bahut badi philosphy hai is sher me.............
what chutspah.........

ye ghazal sunane ke liye teh e dil se shukriya.......

regards

reps ++++
Zidd sahab Aadaab..............

Mohtaram aap humesha se hi meri hounsla afzai karte aaye hai aur mujhe sahin likhane ke liye batate aaye hai, mujhe behad khushi hui ke aapko meri yeh kalam pasand aayi.......

Aapko yeh gazal itni pasand aayi mere liye khushi ka thikana nahi....

Aapka saath bana raha to aur bhi achchi achchi koshish karte rahenge...

Hounsla afzai aur rep's ka shukriyaa.......

Aage bhi apna saath banaye rakhiye...
DuaoN ke saath Ijazat...
Khush rhaiye..
Khuda Hafez...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
25th November 2009, 05:01 PM

Sameer jee:

namaste!

bazm meiN aapki taazaah Ghazal deKhi.. kyaa baat haii! aik umdaah koShiSh ! har Sher bahot hi Khoob raheN.. yeh Sher kuch apnaa saa lagaa!
Quote:
Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

yuuNhi liKhate rahiYe! daad hi daad!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
25th November 2009, 05:38 PM

bohat khoob sameer saheb.....ek bohat hi khoobsurat ghazal per dil se daad qubool kijiye.....saare ashaar umdah haiN....

yuhi likhtey rahiye

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
25th November 2009, 05:54 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

Jaane kab Qudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha

Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha

Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

Mere AshkoN mein baha tha lahoo jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha

Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha

Sameer Ji....Aadaab ! is baar toh aapne kamaal kar diya likhne mai....sabhi ashaar ek se bad kar ek hai....har sher rooh se nikla hua lagta hai....bahut gehraai tak le jaate hai padne wale ko....jaisa zidd ji ne kaha....yeh ab tak ki aapki sabse umdaa peshkash hai....mujhe bhi aisa hi laga thaa padhte waqt....aur main reply dete tak kai baar padh chuka hu...pyaas abhi baaki hai....very nice creation.....likhte rahiye....

Tamaam Ghazal ko....tahe dil se daad...hazir hai....

khush rahiye...
apna khayal rakhiyega...
duaaon ke saath...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 25th November 2009, 07:50 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel E Bazm ko mera Salam,

KayiN dino se ek adhuri tehreer likhe huye chori thi aaj use kuch mod diyaa, woh aapki nazar pesh ker raha hun..........................

Dard e dil ki sachi yeh dastaa hai,Kahin tanhayi to kahin karwaa hai, mila sanam to raqeeb bhi mila, Kahin gulshan to kahin chayi khizaa hai, Wohi hua jo taqdeer ka likha hai, Wohi hua jo manzoor e Qudaa hai, Shikayat bhi karta dil to kiski karta, Woh raqeeb bhi to Qudaa ka banda hai........................

Jaane kab Qudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha

Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha

Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

Mere AshkoN mein baha tha lahoo jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha

Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha
Khwahish saheb Salam!
Aapko padhna to hamesha se hi achha lagta hai, iss bar toh aapne kamaal likha hai.... Jitna kaha jaye kam...
Har sheyr bahut khayal afreen hai...maza aa gaya padh ke...

Aise hi likhte rahiye aur iss mehfil ko roshan karte rahiye......

Duaon ke saath ijaazat...
Vikram

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#8)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 25th November 2009, 07:53 PM

wahhhhh.......... wahhhhhhhhh......... wahhhhhhhhhhh......... kya baat hai Sameer..... tum to kamaal karne lage ho....bahut khoob dear....bahut time baad tumhe padha hai ... what a change !!!....yuhi likhte raho....keep up the good work dear....

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
25th November 2009, 09:14 PM

Sameer Bhai,

Waqai khoobsorat ehsaasoon aur jazbaaton
ko khoob lafzon mein qaid kiya aap ne,,,

Maza aa gaya phar kar,,

Likhte rahiye,,

Khush rahiye,

HSN

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
25th November 2009, 10:09 PM

Bahot achchaa likhaa hai khwahish,
kaafee khoobsoorat hain sab sher.

rgds

ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#11)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
26th November 2009, 09:51 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel E Bazm ko mera Salam,

KayiN dino se ek adhuri tehreer likhe huye chori thi aaj use kuch mod diyaa, woh aapki nazar pesh ker raha hun..........................

Dard e dil ki sachi yeh dastaa hai,Kahin tanhayi to kahin karwaa hai, mila sanam to raqeeb bhi mila, Kahin gulshan to kahin chayi khizaa hai, Wohi hua jo taqdeer ka likha hai, Wohi hua jo manzoor e Qudaa hai, Shikayat bhi karta dil to kiski karta, Woh raqeeb bhi to Qudaa ka banda hai........................

Jaane kab Qudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha

Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha

Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

Mere AshkoN mein baha tha lahoo jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha

Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha

Nice one Sameer ji...................
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
26th November 2009, 01:41 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Sameer jee:

namaste!

bazm meiN aapki taazaah Ghazal deKhi.. kyaa baat haii! aik umdaah koShiSh ! har Sher bahot hi Khoob raheN.. yeh Sher kuch apnaa saa lagaa!

yuuNhi liKhate rahiYe! daad hi daad!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Dhaval sahab Aadaab............

Aapne apni kimti rai wa araa se nawaza bahut khushi hui.....
Aage bhi aapni khayloN se ruberu karate rahiye, aur apna saath banaye rakhiye...

Khush rhaiye, Bazm mein aate rahiye...
Apna khayal rakhiye
Khuda Hafez...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#13)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
26th November 2009, 03:48 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
bohat khoob sameer saheb.....ek bohat hi khoobsurat ghazal per dil se daad qubool kijiye.....saare ashaar umdah haiN....

yuhi likhtey rahiye
Zainy jee Aadaab.............

Aap humare kalam per aayi aur apni araa se nawaza iske liye tahe dil se shukriyaa...
SheroN ki pasandgii aur daad ke liye main behad mamnoon huN........

aage bhi aapka saath bana rahe yehi dua.....

Khush rhaiye,
Apna khayal rakhiye,
Khuda Hafez........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#14)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
26th November 2009, 10:07 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sameer Ji....Aadaab ! is baar toh aapne kamaal kar diya likhne mai....sabhi ashaar ek se bad kar ek hai....har sher rooh se nikla hua lagta hai....bahut gehraai tak le jaate hai padne wale ko....jaisa zidd ji ne kaha....yeh ab tak ki aapki sabse umdaa peshkash hai....mujhe bhi aisa hi laga thaa padhte waqt....aur main reply dete tak kai baar padh chuka hu...pyaas abhi baaki hai....very nice creation.....likhte rahiye....

Tamaam Ghazal ko....tahe dil se daad...hazir hai....

khush rahiye...
apna khayal rakhiyega...
duaaon ke saath...
Shukriyaa Naresh Jii...............

Aapki tarif ne is baar dil ko itna mutmain kiya hai ke mujhe yeh gumaan hone laga hai ke main bahut achcha likhane laga huN...... But yeh meri kalam itni tarif ke kabil nahi.... Aage bhi koshish karta rahunga aur bhi achchi shayari aapko sunauN ... aur isi tarha aap logoN ka dil jit pauN......

Tarif kr liye tahe dil se shukra guzar huN......

Aage bhi apna saath banaye rakhiey....
Khush rahiye..
Khuda Hafez....

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#15)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th November 2009, 05:21 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Khwahish saheb Salam!
Aapko padhna to hamesha se hi achha lagta hai, iss bar toh aapne kamaal likha hai.... Jitna kaha jaye kam...
Har sheyr bahut khayal afreen hai...maza aa gaya padh ke...

Aise hi likhte rahiye aur iss mehfil ko roshan karte rahiye......

Duaon ke saath ijaazat...
Vikram

Vikram Jee aadaab...........

Yeh to aapki zarra nawaz hia sahab ke aapko hume padhna achcha lagata hai,
Aapki tarif aur hounsla afzai ne humare husle mein yakinan iszafa kiya hai.......

Aage bhi apna saath banaye rakhiye,

Khush rahiye
Khuda Hafez...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#16)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
27th November 2009, 10:04 PM

Aadaab Sameer ji....

Aaj kaafi waqt baad aapki ghazal nazar aayii ... aur mah sah allah aap likhtey to hamesha aacha hai per yeh ghazal dil ke kareeb rahii ...aapki ghazal behaad pasand aayii ... har sher aacha hain

yu hi likhtey rahye ..aur mehfil saajatey rahye ...

Take care

mandeep

~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
28th November 2009, 12:33 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel E Bazm ko mera Salam,

KayiN dino se ek adhuri tehreer likhe huye chori thi aaj use kuch mod diyaa, woh aapki nazar pesh ker raha hun..........................

Dard e dil ki sachi yeh dastaa hai,Kahin tanhayi to kahin karwaa hai, mila sanam to raqeeb bhi mila, Kahin gulshan to kahin chayi khizaa hai, Wohi hua jo taqdeer ka likha hai, Wohi hua jo manzoor e Qudaa hai, Shikayat bhi karta dil to kiski karta, Woh raqeeb bhi to Qudaa ka banda hai........................

Jaane kab Qudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha

hmmm...acha likha hai..

Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

yeh mera fav sher hai..bahot maza aa gaya padhkar..

Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha

Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha

umda..behad umda...daad

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

khoob kaha hai aapne

Mere AshkoN mein baha tha lahoo jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha

acha hai..

Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tab hi jab jine ka koi armaan hua tha
is sher ko to main jitni baar padhu kam hai..daad sahab...dil ke bahot kareeb rahi aapki yeh ghazal Sameer bhai..yunhi likhte rahiye...god bless u

tried adding reps but need to spread dem..

Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------

Last edited by Pradhyuman; 28th November 2009 at 12:39 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
hasrat
Registered User
hasrat has a spectacular aura abouthasrat has a spectacular aura about
 
hasrat's Avatar
 
Offline
Posts: 155
Join Date: Nov 2009
Rep Power: 16
28th November 2009, 01:06 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ahel E Bazm ko mera Salam,

KayiN dino se ek adhuri tehreer likhe huye chori thi aaj use kuch mod diyaa, woh aapki nazar pesh ker raha hun..........................

Dard e dil ki sachi yeh dastaa hai,Kahin tanhayi to kahin karwaa hai, mila sanam to raqeeb bhi mila, Kahin gulshan to kahin chayi khizaa hai, Wohi hua jo taqdeer ka likha hai, Wohi hua jo manzoor e Qudaa hai, Shikayat bhi karta dil to kiski karta, Woh raqeeb bhi to Qudaa ka banda hai........................

Jaane kab Qudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha

Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha

Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

Mere AshkoN mein baha tha lahoo jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha

Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha

Bahut khub khwaish G ...............
is ghazal ke liye bahut bahut shukriya.....................

yahi chahungi ki aage bhi aap aisi ghazale pesh karte rahenge...........

(๏̯͡๏) (๏̯͡๏)

Hasratein dilo ki chupaye nahi chupti hai,
dard juba par bankar bayan sab karti hai.....

*****************************
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai.......
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai....
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th November 2009, 06:48 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
wahhhhh.......... wahhhhhhhhh......... wahhhhhhhhhhh......... kya baat hai Sameer..... tum to kamaal karne lage ho....bahut khoob dear....bahut time baad tumhe padha hai ... what a change !!!....yuhi likhte raho....keep up the good work dear....
Hmmm, Kaisi ho dear...? ..... Bade dino bad aayi ho...... Bahut achcha laga.......

Aray dear aap log hi sikha sikha ker yahan tak paunchaye hai ke aab kuch confidence se likha raha hun aur aap log pasand ker rahe hai............ ..

But dear tumne Bahut jyada tarif kar di aage ke liye bhi kuch chor dena tha...

Yaa koshish jari hai aage bhi apna saath banaye rakhiye,.........

Khush rahiye,
Apna khayal rakhiye
Khuda Hafez..........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
29th November 2009, 01:40 PM

Aadaab o tasleemaat sameer saHb !

ma'zrat khuwaah hoN keh dair se Haazri day paaya ... sab se pehle to aik koshish per meri jaanib se daad qabool fermaaieN ...

dosra yeh keh moHteram lafz "Quda" app ghalat iste'maal ker rahe haiN lafz hai "Khuda" bar haa maiN ne koshish ki keh app ko tok sakoN mager mauQa ki munasbat na hone per qaasir raha. aaj acha mauQa milaa to keh diyaa .

chalte haiN app ki ghazal ki jaanib

Quote:
Jaane kab Khudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha
mere khayal se bismil huwa jaata hai bana nahieN jaata . achi koshish hai .

hoke bismil maiN jab qurbaan huwa tha

Quote:
Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha
pehle misra' maiN kuch batane lage they mager woh baat adhoori choR dii appne ,

kisi roz usne app ko piyaar se youN dekha ... kaise dekhaa ??? iska zikr kerna zaroori tha

Quote:
Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha
Sooch achi hai per wizaHat kamzoor hai daad kabool fermaaieN
Quote:
Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha
yahaN qaafia'a Ghalt hai moHteram ghaur fermaaieN ,

Quote:
Kya shikayat main karta Khudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Khudaa ka farmaan hua tha
dunyaa keh liHaz se to keh sakte haiN keh banda wohi kerta hai jo Khudaa kehta hai mager aisa mere Hisaab se nahieN hai , ager sab kuch opper waala ker raha hai to phir jaza saza kaisi ???

bande ne wohi kiya jo khuda ka farmaan huwa tha
Quote:
Mere AshkoN mein baha tha lahoo-e- jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha
moHteram askhoN meN behna smajh nahieN aaya mujhee yeh kis se munasbat dii hai app ne ?
Quote:
Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha

aHsaas beHad acha laga ..

yahaN app ki dawat per aaya hoN mager mera matlab na appko aur na kisi aur ko thes pahunchaana hai bus apni meHdood sooch ke mutabiq kuch baatieN app ke saamne a'rZ ki haiN ager koi bhi baat achi na lagi ho to ma'zrat chahta hoN

Last edited by Mujeeb; 29th November 2009 at 01:43 PM..
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#21)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
1st December 2009, 02:35 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Sameer Bhai,

Waqai khoobsorat ehsaasoon aur jazbaaton
ko khoob lafzon mein qaid kiya aap ne,,,

Maza aa gaya phar kar,,

Likhte rahiye,,

Khush rahiye,

HSN
HassaN bhai Aadaab,

Tarif aur hounsla ka behad mamnoon huN, aage bhi apna saath banaye rakhiye,
Khush rhaiye,
Apna khayal rakhiye,
Khuda Hafez,

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#22)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
2nd December 2009, 01:18 PM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
Bahot achchaa likhaa hai khwahish,
kaafee khoobsoorat hain sab sher.

rgds
Thanks Mayoos, tum meri hamesha hounsla afzai karte ho, But where are you from last week,

Thanks for ariciation, Keep in touch,
Take care,
Khuda Hafez..........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#23)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
3rd December 2009, 03:20 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Nice one Sameer ji...................
Thanks for appriciate and encourage Shipra jee........

Aage bhi ana saath banaye rakhiye,

Khush rhaiye
Khuda Hafez..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#24)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
4th December 2009, 03:37 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Aadaab Sameer ji....

Aaj kaafi waqt baad aapki ghazal nazar aayii ... aur mah sah allah aap likhtey to hamesha aacha hai per yeh ghazal dil ke kareeb rahii ...aapki ghazal behaad pasand aayii ... har sher aacha hain

yu hi likhtey rahye ..aur mehfil saajatey rahye ...

Take care

mandeep
Mandeep Jee Aadaab.........

Shukriyaa tarif wa hounsla afzai ka......... Aap mehfil mein aayi yehi bahut hai ......
Aage bhi aapni rai se nawazte rahiyega........

Apna saath banaye rakhiye, Khush rhaiye,
Khuda Hafez......

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#25)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
6th December 2009, 03:18 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
is sher ko to main jitni baar padhu kam hai..daad sahab...dil ke bahot kareeb rahi aapki yeh ghazal Sameer bhai..yunhi likhte rahiye...god bless u

tried adding reps but need to spread dem..

Pradhyuman
Bismill sahab Aadaab............

Is Gazal ki shuruwat jab ki thi to aapko matala bhi bataya tha aur aapne apni pasand bhi batayi thi, aab dekhiye naa kitne mahine huye aur yeh gazal kab puri kar paya...... Aapne jo pasndidgi aur hunsla afzai ki hai main uska mamnoon huN.......

Aage bhi apna saath banaye rakhiye.........
Khush rahiye.......
Khuda Hafez........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#26)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
9th December 2009, 02:37 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Thanks Mayoos, tum meri hamesha hounsla afzai karte ho, But where are you from last week,

Thanks for ariciation, Keep in touch,
Take care,
Khuda Hafez..........

Kaam men thodaa busy thaa. college ka semester bhi khatm ho rahaa tha so kaafee assignments submit karne the. fir thodee chuttiyaan thee idhar.

regards

ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#27)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
10th December 2009, 04:13 PM

Quote:
Originally Posted by neha_hasratein View Post
Bahut khub khwaish G ...............
is ghazal ke liye bahut bahut shukriya.....................

yahi chahungi ki aage bhi aap aisi ghazale pesh karte rahenge...........
Thanks Neha, ummid karunga apni bahena ka saath youn hi milta rahenga........

Khush raho,
May God Bless you.......

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#28)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
10th December 2009, 06:02 PM

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

great one.. keep writing.
shaad..
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
11th December 2009, 09:17 PM

Aadaab o tasleemaat sameer saHb !

Aadaab Mujeeb Sahab........

ma'zrat khuwaah hoN keh dair se Haazri day paaya ... sab se pehle to aik koshish per meri jaanib se daad qabool fermaaieN ...

Aap aisa keh ker mujhe sharminda kar rahe hai, Mujhe khushi huyi apki hazri per meri yeh koshish aapki rai ke kabil to rahi........

dosra yeh keh moHteram lafz "Quda" app ghalat iste'maal ker rahe haiN lafz hai "Khuda" bar haa maiN ne koshish ki keh app ko tok sakoN mager mauQa ki munasbat na hone per qaasir raha. aaj acha mauQa milaa to keh diyaa .

Je main kuch counfuse the, barhaa aapne bata diyaa main conform ho gaya shukriyaa...

chalte haiN app ki ghazal ki jaanib

Jee Zarur.......
Quote:
Jaane kab Khudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha

mere khayal se bismil huwa jaata hai bana nahieN jaata . achi koshish hai .

hoke bismil maiN jab qurbaan huwa tha

Jee mujhe itna Ilm nahi tha, ke Bismil bante hia yaa hote hai...... Shukriyaa.....

Quote:
Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

pehle misra' maiN kuch batane lage they mager woh baat adhoori choR dii appne ,

kisi roz usne app ko piyaar se youN dekha ... kaise dekhaa ??? iska zikr kerna zaroori tha
Jee main samjh gaya, maine yahan youN use nahi karna chaiye, tha....

Quote:
Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha

Sooch achi hai per wizaHat kamzoor hai daad kabool fermaaieN

Jee shukriyaa.........

Quote:
Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha

yahaN qaafia'a Ghalt hai moHteram ghaur fermaaieN ,

Jee main aapne qoute karne ke baad hi dekha, darasal baat yeh hai ke maine same gazal is qafiye per bhi utarne ki koshish ki, aur yeh galati se main apni kachchi likhi gazal ko hi copy pest ker diyaa yahan..... yahan ka mera sher yeh tha........

Aata hai kyuN pesh mujhse ajnabee ki tarha
Kya kahiN main kabhi tumse anjaan hua tha

Quote:
Kya shikayat main karta Khudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Khudaa ka farmaan hua tha

dunyaa keh liHaz se to keh sakte haiN keh banda wohi kerta hai jo Khudaa kehta hai mager aisa mere Hisaab se nahieN hai , ager sab kuch opper waala ker raha hai to phir jaza saza kaisi ???

bande ne wohi kiya jo khuda ka farmaan huwa tha

Jee , per kya mera secound micra galat bayan hua hai.........

Quote:
Mere AshkoN mein baha tha lahoo-e- jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha

moHteram askhoN meN behna smajh nahieN aaya mujhee yeh kis se munasbat dii hai app ne ?

Jee yahan main aapse ek sawal karna chahunga..... aap ansoo ko kya samjhte hai? I mean scintificaly and genaraly.....ansoo kya hai.....?

Mere khayal se ansoo bhi lahoo ka hissa hai.... isliye maine ashkoN mein lahoo e jigar behne ki baat kahi hai....... Hope aap samjhe ho yaa main galat hun to plz wazahat kijiyeNga.......

Quote:
Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha

aHsaas beHad acha laga ..

yahaN app ki dawat per aaya hoN mager mera matlab na appko aur na kisi aur ko thes pahunchaana hai bus apni meHdood sooch ke mutabiq kuch baatieN app ke saamne a'rZ ki haiN ager koi bhi baat achi na lagi ho to ma'zrat chahta hoN

Jee Mujeeb sahab main to chahunga ke aap meri har post per aaye, aur apne ilm ki roshni ki kirne humper bhi barsaya kare...... Aap Mazarhat khuwa hoker hume sharminda na kijiye,

Aate rhaiye, Khush rhaiye,
Apna khayal rakhiye,
Khuda Hafez

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#30)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
22nd December 2009, 04:01 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

great one.. keep writing.
shaad..
Shukriyaa shaad sahab,

Pasandgi aur tarif ka behad mamnoon huN.........
Aage bhi apna saath banaye rakhiye,
Khush rahiye,
Khuda Hafez.........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#31)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
27th January 2010, 08:06 PM

Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha

Khwaish saheb Makhta to bas dil ko cheerta hua nikal gaya..........dad kabool kare.

Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#32)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
21st February 2010, 04:28 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha

Khwaish saheb Makhta to bas dil ko cheerta hua nikal gaya..........dad kabool kare.
Sajid Bhai Aadaab..........

Daad ka tahe dil se shukriyaa,
Aage bhi apna saath banaye rakhiye, Apna khayal rakhiye,
Khuda hafez..........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#33)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
4th March 2010, 03:37 PM

Jaane kab Qudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha

Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha

Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

Mere AshkoN mein baha tha lahoo jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha

Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha

Iss ghazal ke liye hamare bhi tah-e-dil se daad kabul karein, Sameer Ji...!

Apne ehsaas ko aapne issmain baDii khoobi se bayaan kiya hai...! Matle se maqta tak ek hi saans main parhaa humne iss shayri ko...!

Khudaa Ji aap ke kalam ko salaamat rakhe aur aap apne khayaal ko thik se rakhein, ok...?

Duaaon ke saath

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#34)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
21st March 2010, 02:35 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Jaane kab Qudaa mujh pe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurbaan hua tha

Dekha tha pyaar se usne kisi roz youN mujhko
Yeh bhi ek uska mujh pe kyaa ahsaan hua tha

Meri anaa ne hi mujhko kahiN kaa na rakhaa
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha

Shikast E mohobbat jo pahele bhi mil chuki thi
Waqt ne phir wohi dohraya jo anjaam hua tha

Kya shikayat main karta Qudaa se raqeeb kii
Banda wohi kiya jo Qudaa ka farmaan hua tha

Mere AshkoN mein baha tha lahoo jigar aisaa
Samandar hi nahi us shaam lal asmaan hua tha

Urooj se pahele hi gurub hua aftaab E Kwahish
Mili maut tabhi jab jine ka koi armaan hua tha

Iss ghazal ke liye hamare bhi tah-e-dil se daad kabul karein, Sameer Ji...!

Apne ehsaas ko aapne issmain baDii khoobi se bayaan kiya hai...! Matle se maqta tak ek hi saans main parhaa humne iss shayri ko...!

Khudaa Ji aap ke kalam ko salaamat rakhe aur aap apne khayaal ko thik se rakhein, ok...?

Duaaon ke saath

Daany Jee aadaaB.............

Kalam ki pasndgi aur hounsla afzai ke liye main tahe dil se shukra guzar huN.....
DuaoN ke liye shukriya,

Aage bhi apna saath aur mohobbat banaye rakhiye,
Khush rhaiye,
Khuda Aapko humesha khush rakhe, Aameen..
Khuda hafez......

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com