Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Humourous Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Arz-kiya-hai!
Old
  (#1)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
Arz-kiya-hai! - 14th March 2010, 11:24 AM


Shehar ki gali mein paan ki dukaan,
Devdas ne dekhi paro ki muskaan,
Devdas ne khilaya paro ko paan,
Khake paan paro boli “Shukriya Bhaijaan”


Jee karta hai ki teri neeli neeli aankhon mein doob jaaoon
Jee karta hai ki teri neeli neeli aankhon mein doob jaaoon
Chhapaak!!


Vo reshmi baalo vali, bhuri aankho vali,
Komal hatho aur naram pero vali,
Matakti hui andhere mein,
Tumhare pass aayegi aur dhire se bolegi , miyaaau


Khud ko kar buland itnaa ki
Himalaya ki choti par jaa pahunche
Aur khudaa tumse yeh poochhe
"Beta ab utregaa kasie?"


Aasman pe jitne taare hain
Ankhon mein jitne ishare hain
Samandur ke jitne kinare hain
Utne hi screw dheele tumhare hain


Jo andheron mein chamke use noor kehte Ahin,
Jo dimaag pe chhaa jaaye use fitoor kehte Hain,
Aaj ke liye urdu ke do shabd kaafi hain,
Kal aapko do aur sikhaayenge ye zaroor kehte hain

Not mine
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com