Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kaal chandni ki raat thi aur raat bhar raha charcha tera
Old
  (#1)
Arnab
Mauj Jamshedpuri
Arnab has a spectacular aura aboutArnab has a spectacular aura aboutArnab has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 162
Join Date: Jan 2003
Location: Kolkata, India
Rep Power: 24
kaal chandni ki raat thi aur raat bhar raha charcha tera - 11th November 2008, 09:57 PM

kaal chandni ki raat thi aur raat bhar raha charcha tera
kuch ne kaha mahtaab* hai kuch ne kaha yeh chehara* tera

Mahtaab=moon
chehara = face

Aaj Andheroen se roshaan hai raat, chaand bhi hai chhupa huwa
Qya falak* mein khile sitare, jab aankhoen mein hai parda tera

falak=sky

Chund ashkoen jane kis liye palkoen mein tahar gaya
Woh Falaah* ki baarish teri aur gumoen* ka dariyaa tera

Falaah = Happiness, gumoen=sorrow

Kafiiloen* se kaheta hoon mai , guzar jana* shaam hone tak
Aaftabh* hai abhi munhasir* aur ufaq* tak saya tera

Kafiiloen=nomads
guzar jana = move
Aaftabh = sun
munhasir = Taking rest
ufaq = horizon

Hum ne mehfil mein qya chher di aafshane tere
Har shaama jala yanha har shakhs bana parwaana tera

Kis kis ko jane hum ne roka, kis kis se hum ne kaha
Khusboo thi fhooloen ka magar, logoen ne socha ashiyaana tera

-Mauj (Arnab Goswami)


Arnab Goswami
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
11th November 2008, 11:09 PM

Chund ashk jane kis liye palkoen mein tahar gaye
Woh Falaah* ki baarish teri aur gumoen* ka dariyaa tera

Hum ne mehfil mein qya chher di aafsane tere
Har shaama jali yahan har shakhs bana parwaana tera

Kis kis ko jane hum ne roka, kis kis se hum ne kaha
Khusboo thi phoolon ki magar, logon ne socha ashiyaana tera


arnab ji bohat acha likha hai aap ne uper wale ashaar main kuch spelling mistakes thin jo theek ki hain umeed hai bura nahi maanainge likhte rahiye..........


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th November 2008, 02:05 PM

arnab ji bahut khoob likha hai aapne....ek bahut hi mashahoor gazal ki zameen uthai hai aapne....umda fankaaro.n ki zameen par likhna bahut muskil kaam hai. aapne behtar likha hai...daad hazir hai


god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
13th November 2008, 02:35 PM

Arnab Goswami ji

kisi gazal mein hindi shabdo ko urdu me aur urdu ko hindi mein convrt karne se woh gazal mere khyaal se apki likhi nahi ho jati....to pls aap jab ayisa kare usme not mine likhe jarur

aur jo gazal aapne pesh ki hai woh har gazal sunanne wale ki feb gazal hai.achi hai yakeenan
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Arnab
Mauj Jamshedpuri
Arnab has a spectacular aura aboutArnab has a spectacular aura aboutArnab has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 162
Join Date: Jan 2003
Location: Kolkata, India
Rep Power: 24
15th November 2008, 11:04 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Arnab Goswami ji

kisi gazal mein hindi shabdo ko urdu me aur urdu ko hindi mein convrt karne se woh gazal mere khyaal se apki likhi nahi ho jati....to pls aap jab ayisa kare usme not mine likhe jarur

aur jo gazal aapne pesh ki hai woh har gazal sunanne wale ki feb gazal hai.achi hai yakeenan
sakhi
Yes you are right. I've taken the matla(first 2 lines) to set the context right..But all the asar's are mine...This gazal by basir badar is also my fab one.


Arnab Goswami
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
uskee yaadon main vo dooba raha raat bhar Ravi Kopra Aapki Shayri 0 14th August 2007 02:19 AM
raat bhar main yahi sochta raha dilip200 Shayri-e-Dard 11 13th October 2006 11:43 AM
Raat bhar us nazar ka nasha chhata raha! komal5 Shayri-e-Ishq 22 1st March 2005 12:21 PM
raat bhar jo pita raha land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 14th February 2005 08:08 PM
Shab bhar raha charcha tera Honey Arab Shayri-e-Ishq 4 7th February 2004 02:49 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com