Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
~Jalaa karte hain~
Old
  (#1)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
~Jalaa karte hain~ - 9th May 2006, 07:51 AM

Woh aJnabee ban ke mila karte hain
Phir bhi kyun humse gilaa karte hain

Zakhm dete hain kuch Jaan_bujh kar
Phir chupke se aake dawa karte hain

Pehle to Jeete Jee maar diya hum ko
Ab Qaatil woh aake Duaa karte hain

Kisse woh wafa ke sunaate rahe aur
Hum bewafaa ho ke wafa karte hain

Armaan koi bacha nahii iss Dil me ab
Khaak hone par bhii Jalaa karte hain

.
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 9th May 2006, 11:24 AM

bahut khoob dewaangi ji bahoot khoob likha hai aap ne,aise hi likhte rahiye,

ye lines kaafi achhi lagi

Zakhm dete hain kuch Jaan_bujh kar
Phir chupke se aake dawa karte hain


Pehle to Jeete Jee maar diya hum ko
Ab Qaatil woh aake Duaa karte hain

Armaan koi bacha nahii iss Dil me ab
Khaak hone par bhii Jalaa karte hain


aise hi likhte rahiye
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#3)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
9th May 2006, 05:14 PM

bahut khoob! bahut khoob!
...bahut pasand aaya apka kalaam...daad kabool kijiyega

apna khayal rakhyiega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
9th May 2006, 07:44 PM

Woh aJnabee ban ke mila karte hain
Phir bhi kyun humse gilaa karte hain

Zakhm dete hain kuch Jaan_bujh kar
Phir chupke se aake dawa karte hain


Namaskar Devangi Ji

Aaj kayi din baad aapka qalam padha........Bahut khoobsurat likha hay Aapney......hamare daad kabul kijeyega aur yuun hi likhtey rahiye...

Sada kush rahiye
   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#5)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
Re: hi - 9th May 2006, 07:48 PM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
bahut khoob dewaangi ji bahoot khoob likha hai aap ne,aise hi likhte rahiye,

ye lines kaafi achhi lagi

Zakhm dete hain kuch Jaan_bujh kar
Phir chupke se aake dawa karte hain


Pehle to Jeete Jee maar diya hum ko
Ab Qaatil woh aake Duaa karte hain

Armaan koi bacha nahii iss Dil me ab
Khaak hone par bhii Jalaa karte hain


aise hi likhte rahiye
regards
manu
Manu ji,

aapne isse parha aur pasand kiya iss ke liye bahut bahut shukriya.
   
Reply With Quote
bahut achha hai
Old
  (#6)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut achha hai - 9th May 2006, 09:17 PM

bahut achha hai dil tak pahunchane walee baat kahee hai likhte rahana
apana khayal rakahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
11th May 2006, 08:12 PM

Quote:
Originally posted by ek_wafa
bahut khoob! bahut khoob!
...bahut pasand aaya apka kalaam...daad kabool kijiyega

apna khayal rakhyiega
Wafa ji,

Aap yaha aaye aur isse parha aur pasand kiya iss ke liye bahut shukriya. aap bhi likhte rahiyega aur apna khyaal rakhiyega.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
11th May 2006, 08:15 PM

Quote:
Originally posted by sukanya
Woh aJnabee ban ke mila karte hain
Phir bhi kyun humse gilaa karte hain

Zakhm dete hain kuch Jaan_bujh kar
Phir chupke se aake dawa karte hain


Namaskar Devangi Ji

Aaj kayi din baad aapka qalam padha........Bahut khoobsurat likha hay Aapney......hamare daad kabul kijeyega aur yuun hi likhtey rahiye...

Sada kush rahiye
Sukanya ji,

Aap ko yaha dekh ke kitna achha laga yeh mein bata nahi sakti. aur aapne aaise hi saath diya to mein jaroor likhungi. Aap bhi khush rahiyega.
   
Reply With Quote
Re: bahut achha hai
Old
  (#9)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
Re: bahut achha hai - 11th May 2006, 08:16 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
bahut achha hai dil tak pahunchane walee baat kahee hai likhte rahana
apana khayal rakahana
Anil
Anil ji,

Aapne isse parha aur samjhaa yeh bhi bahut hain. aaise hi aage bhi saath rahiyega aur aap bhi apna khyaal rakhiyega.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
ilesh shah
Registered User
ilesh shah is on a distinguished road
 
ilesh shah's Avatar
 
Offline
Posts: 53
Join Date: May 2006
Location: ahmedabad
Rep Power: 18
12th May 2006, 11:56 AM

hi devangi,
ek ek line me pyar ke sath dard ka jajba he,
kise chune kise chhode..............
suparb

Woh aJnabee ban ke mila karte hain
Phir bhi kyun humse gilaa karte hain

Zakhm dete hain kuch Jaan_bujh kar
Phir chupke se aake dawa karte hain

Pehle to Jeete Jee maar diya hum ko
Ab Qaatil woh aake Duaa karte hain

Kisse woh wafa ke sunaate rahe aur
Hum bewafaa ho ke wafa karte hain

Armaan koi bacha nahii iss Dil me ab
Khaak hone par bhii Jalaa karte hain

with wishes
ilesh shah
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 25
22nd May 2006, 11:26 AM

hi devangi

itna achha likhne lagi hain aap to aate hee ke ham soch rahe hain ke ab hame reply kaun dega sare reply to aapki shayri ke liye honge it's joking but realy very nice n Heart touching ek naye dost ko dil se daad de raha hun kabool kijiyega or hamare liye aisi gajlon ko likhte rahiyega


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
22nd May 2006, 08:25 PM

ilesh ji,

Aapne isse parha aur pasand kiya iss ke liye bahut bahut shukriya.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
22nd May 2006, 08:29 PM

Quote:
Originally posted by anish_ekshayar
hi devangi

itna achha likhne lagi hain aap to aate hee ke ham soch rahe hain ke ab hame reply kaun dega sare reply to aapki shayri ke liye honge it's joking but realy very nice n Heart touching ek naye dost ko dil se daad de raha hun kabool kijiyega or hamare liye aisi gajlon ko likhte rahiyega
Anish ji,

Mein aap jaisa kaha likhti hun, yeh to bas kuch yun hi aaise hi. khair, aap ko pasand aaya jaan ke achha laga. aap ka dil chhu liya to mera likhna safal huya. aaise hi saath rahiyega aur aap bhi likhte rahiyega.

Aapki nayi dost.
   
Reply With Quote
Re: ~Jalaa karte hain~
Old
  (#14)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
Re: ~Jalaa karte hain~ - 22nd May 2006, 08:56 PM

Quote:
Originally posted by Devangi

Zakhm dete hain kuch Jaan_bujh kar
Phir chupke se aake dawa karte hain

Pehle to Jeete Jee maar diya hum ko
Ab Qaatil woh aake Duaa karte hain

Kisse woh wafa ke sunaate rahe aur
Hum bewafaa ho ke wafa karte hain

Armaan koi bacha nahii iss Dil me ab
Khaak hone par bhii Jalaa karte hain

.
Devangi jee.. Matle ko chhor kar mujeh baaki sab sher bohat pasand aaye.... yooN hi likhte rahiye daad haazir hai....

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
22nd May 2006, 08:59 PM

Mayank ji,

Aap ko yaha dekh ke bahut achha laga. chalo aap ko kuch to pasand aaya. aaise hi apni raaye dete rahiyega aur sikhaate rahiyega. thanks!
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
karte hain wafa ali Anjuman-e-Shayri 401 16th March 2013 09:50 AM
shukriya karte hain............. priya mittal Aapki Shayri 0 25th November 2006 12:50 PM
kam hi mila karte hain….. Aman_rahi Shayri-e-Dard 32 9th June 2005 11:59 AM
Jo ishq karte hain Junior_Ghalib Shayri-e-Ishq 0 8th February 2005 04:42 PM
hum kab gilaa karte hain maikasH Shayri-e-Dard 0 5th September 2001 03:48 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com